Sadqa dene walo ka Silah Rab ke paas hai

Sadqa dene walo ka Silah Rab ke paas hai

Aaj ki Aayat | Verse of the Day

Sadqa dene walo ka Silah Rab ke paas hai

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Jo Log Apna Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai, Phir Kharch karne ke baad na tou Ahsaan Jatlaate hai aur Na Takleeef pahunchaate hai, Unka Silah tou unke Rab ke yahan hai hi, aur Qayamat ke din Unko na tou koi khauf hoga aur na woh Ghamgeen honge.”

📕 Surah Baqrah 2:262

Read More

5/5 - (3 votes)
Allah ki Raah me Kharch Karne se Maal kum nahi hota

Allah ki Raah me Kharch Karne ki Fazilat

Hadees of the Day

✦ Allah ki Raah me Kharch Karne se Maal kum nahi hota

Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Allah Subhanahu Ta’ala farmata hai

“Aye Aadam ke Betey! Kharch kar ki Mai bhi Tujh par kharch Karunga” aur Rasool’Aallah (ﷺ) ne farmaya “Allah ka Haath (Dast-e-Qudrat) bharaa hua hai (Raah-e-Haq Par) Raat Din Kharch karney se kuch kum nahi hota.”

📕 Sahih Muslim, Vol 3, Hadees no. 2308

Read More

5/5 - (5 votes)

Sabse Afzal Sadqa

♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – “Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai …

Read More