♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Jab Shaam Ka Andhera (Magrib) Hone Lagey Tou Apne Baccho Ko Ghar Me Rokey Rakho
Kyunki Uss Waqt Jinn aur Shayateen Fail Jatey Hai..”
– (Bukhari#3316; Sunan Abu Dawud#2604)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jab Shaam Ka Andhera Hone Lagey Tou ….
Related Posts:
- Aadmi Subah Ko Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat ki Nishaniya: Fitno Ka Zahoor « *Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatay Hain Ke, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Jaldi Jaldi Amaal-e-Saleh Baja Lao, (Kyon Ke) Andhere Raat Ki Tarah Fitne (Nazil Hone Wale) Hai. Subah Ko Aadmi Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir Ho Jayega,…
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…
- Arz-e-Hijaz Se Aag Ka Roshan Hona .... # Qayamat Ki Nishaniya: Arz-e-Hijaaz Se Aag Ka Roshan Hona « ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Qayem Hone Se Pehle Ek Aag Niklege Jis Se Basra (Shaam Ka Shaher Khawaraan) Me Oonton(Camel) Ki Gardane Roshan…
- Sehat Ko Marz Se Pahle Ghaneemat Jano .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mera Shaana (Shoulder) Pakad Kar Farmaya - "Duniya Me Iss Tarah Raho Jaise Musafir Ho Ya Raasta Chalne Wala Ho," Ibn Umar Kaha Kartey They Ki - 'Shaam Ho Jaye Tou Subah Ke Muntazir Na Raho Aur…
- Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire.." - (Muslim Sharif)
- Aadmi Ke Buraa Hone Ke Liye Yehi Kafi Hai Ke .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Aadmi Ke Buraa Hone Ke Liye Yehi Kafi Hai Ke Woh Apne Musalman Bhai Ko Haqeer Samjhe.." - (Sahih Muslim: Kitabul Bar-Hadees 2523)
- Hashr Ki Garmi Mout Aur Qabr Se Jyada Sakht ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Kahte Hain Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jab Se Allah Ta'ala Ne Insan Ko Paida Kiya Tab Se Uss Par Mout Se Zyada Sakht Koi Waqt Nahi Aaya *Aur Phir Mout Ke Baad Ke Marhale Mout Se Bhi Zyada Sakht…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke… Hadith: 10-July: Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare, woh jhagde se Nikalne tak Allah ke Gazab me rehta hai." 📕 Abu Dawood 3597
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
- Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Qayamat Iss Waqt Tak Qayem Na Hogi Jab Tak Ke 30 Ke Qareeb Dajjal Aur Jhoote Na Zahir Ho Jayen Jin Me Se Har Ek Rasool Hone Ka Daawa Karega". - (Sahih Bukhari Kitab-Ul-Munaqib…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo - Aur Jahan Tak Mumkeen…
- Iman par Qayam Rehne ki Dua: Mai Razi hu ke Allah Mera Rab… Iman par Qayam Rehne ki Dua Mai Razi hu ke Allah Mera Rab Hai ✦ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) ke khadim, Abu Salam (R.A.) se riwayat hai ki,Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya "Jo bhi Musalman ya Insaan (ya banda) Subah Shaam ye Kalimat kahe "Radhitu billahi Rabba Wa bil Islami Deena wa bi…
- Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo Mizaj Ka Tez Na Ho, Narm Ho, Logon Ke Kareeb Hone Wala Ho.." - (Abu Daud, Tirmizi Sharif)
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Tum Logon Ke Aibon Ki Khoj Kartey Firoge, Tou Bajaye Logon Ka Sudhaar Hone Ke Log Aur Jyada Kharaab Honge.." - (Abu Dawood)
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Apne Gunaaho Ko Awam me Jaahir Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Meri Tamaam Ummat Ko Muaf Kiya Jayega Siwa Gunaaho Ko Khullam-Khulla Karne Walo Ke Aur Ismey Ye Bhi Shamil Hai Ki, Ek Shakhs Raat Ko Koi (Gunaah Ka) Kaam Kare Aur Iskey Bawjud…
- Kaun sa Maal Rakhe ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Sahabi-e-Rasool se Riwayat hai ke, Jab Sone aur Chandi ke bare me Aayat Nazil hui tou log (Sahaba) kehne lagey ke ab Kaun sa Maal hum apne liye rakhe ? Umer (RaziAllahu anhu) ne kaha: "Main isey tumare liye malum karke aata hu,.." aur Aapne Uoont (Camel) par…
- Allah se Magfirat aur Aafyiat mangne ki Dua ✦ Mafhum-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Allah Subhanahu Ta'ala se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki Yaqeen ke baad Aafiyat se behtar koi cheez kisi ko nahi di gayee." 📕 Jamia Tirmidhi, Jild 2, 1482-Sahih ✦ Mafhum-e-Hadees: Ibn Umar (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Ghar me dakhil hone ki dua ❝ Bismil-lahi walajna, wabismil-lahi kharajna, waAAala rabbina tawakkalna.❞ ( Allah ke naam ke saath hum dakhil yuye aur Allah ke naam ke saath hi hum baahar nikle aur hum ne apne parwardigaar Allah hi par bharosa kiya. ) 📕 Abu Dawud:4/325, Hadith: 5095 ۞ Hadees: Ek dusri hadees mein hai…