Jazak Allahu Khairan ka Matlab aur Iska Jawab (Jazak Allah meaning in Roman Urdu)

Jazaa ka sahi maani jo hai wo “Sawab” ya “Sazaa” koi bhi ho sakta hai. isliye “JazakAllah” ka matlab “Allah aapko Sawab de” ya “sazaa de” aisa bhi ho sakta hai. jabki “jazakAllah khair” ka matlab “Allah aapko sawab de aur behtar de.”