Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare …

Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka... [Read More]

Qarz ki Adayegi se Muhh na phero

Qarz ki Adayegi se Muhh na phero Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jo Logon ka Maal Qarz ke taur par ada karne ke Niyat se leta hai tou Allah Ta’ala bhi uski taraf se ada... [Read More]

Khana khilao aur Salaam ko Aam karo

Khana khilao aur Salaam ko Aam karo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke – “Tum Khana khilao aur har shakhs ko Salaam karo chahe tum usey jante ho ya nahi jante ho.” 📕 Sahih Bukhari,... [Read More]

Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai

Contents❝ Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai aur Tum me behtar woh hai Jo apni Aurto ke Haq me Acchey hai.❞❝ बेहतरीन अखलाख वाला सबसे कामिल मोमिन है और तुम में बेहतर वो... [Read More]

Allah hi Tumhara Moula (Madadgaar) hai

Allah hi Tumhara Moula hai, aur wahi sab se behtareen Madadgaar hai. [Quran 3:150]

Padosi ka Haq: Jab Tum Salan Pakao Tou Padosiyon ko bhi do

Jab Tum Shorba (Salan) Pakao Tou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : “Jab tum Shorba (Salan) Pakao tou usme paani jyada rakho aur padosiyon ko bhi yaad... [Read More]

Deen aur Dunia ki Khair ke liye Dua (Allahumma-ghfirli warhamni wa ‘afini warzuqni)

Contents✦ Roman Urdu Hadees ✦✦ Arabic Hadith✦✦ हिन्दी हदिस: दिन और दुनिया की खैर के लिए दुआ✦ English Hadith : Dua for religious and worldly affairs✦ ✦ Roman Urdu Hadees ✦ Abu Malik, Sa’d Bin... [Read More]

Khwaab mein Aisi Cheez ko Dekhne ka Daawa Sabse Badtareen Jhut hai

Sabse Badtareen Jhoot hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Sabse Badtareen Jhoot Yeh hai ki Insaan Khwaab mein Aisi Cheez ko Dekhne ka Daawa kare Jo Uski Aankhon ne na Dekhi Ho.“ 📕 Sahih... [Read More]

Allah sabse Zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai

Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se rivayat hai, RasoolAllah ﷺ ne farmaya : “Qayamat ke din ek Admee ko laya jaega... [Read More]

Hadees: Jo shakhs khud ko bada samjhta hai Allah us se Naraz hoga

Jo shakhs khud ko bada samjhta hai Allah us se Naraz hoga Hadees: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur... [Read More]