Islamic Quiz 249 Quran Majid ke mutabiq in me se kounsa mahina hurmat wala hai? Options Are 👇 A. Muharram B. Rabbi Ul Awwal C. Shaban D. Ramzan GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Muharram Daleel : Quran me Majid ki Surah Tauba 9:36 me 4 Mahinon ko Hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek “Muharram” hai. Rasoolullah ﷺ ne farmaya: "Saal baarah mahine ka hota hai, us mein chaar hurmat ke mahine hote hain, teen to ek ke baad ek Zil Qada, Zil Hijja aur Muharram aate hain aur ek Rajab jo Jumadal Aakhir aur…
Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804 Madd → 1771 Tashadid → 1243 Nuqtey → 105681 1. Sawaal: Quraan Majid Me Waqfe Laazim ( ﻡ) Kitne Hain ? » Jawaab: Quraan Majid Me Kul 87 Waqfe Laazim Hai. Waqfe Laazim Ka Matlab Ye Hai Ki Quraan Shareef Ki Jis Aayat Me Memm (ﻡ) Ki Shakal Me Nishaani…
Islamic Quiz 236 Quran-e-Majid me Qurbani Kis ke liye karne ka hukm aaya hai? Options Are 👇 A. Allah ke liye B. Nabiyon ke liye C. WaliAllah ke liye D. Sahih Jawab Ka Intezar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Allah ke liye Quran-e-Majid me Qurbani sirf Allah ke liye karne ka hukm aaya hai. Daleel : ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: “Apne Rab ke liye Namaze Padho aur Qurbani karo.” 📕 Surah Kausar 108:2 Ek Aur Aayat me Allah Taala farmata hai: “Aap(Nabi ﷺ) farma dijiye ke beshak meri Namaz, meri Qurbani, mera jeena…
Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
Al-Quran: Jab kisi ko koi cheez naap kar do tou pura naapo… Quran: 4-May: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Jab kisi ko koi cheez naap kar do tou pura naapo aur tolne ke liye saheeh tarazu istemaal karo. -Surah Bani Israil 17:35
Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem… Quran: 19-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe. 📕 Surah Az-Zukhruf 32
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Islamic Quiz 142 Wo Kounsi Surah hai Jiski Tilawat 1/3 Quraan Padhne ke Barabar hai? A. Surah Al-Fatiha (1) B. Surah Yasin (36) C. Surah Al-Mulk (67) D. Surah Al-Ikhlas (112) GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Surah Al-Ikhlas (112) Daleel : Hadees: Abu darda (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Kya thak jata hai tum mein se koi is baat se ki har raat Ek Teehaii Quran parh le ?"Sahaba ne arz kiya ki 'Teehaii Quran ( Ek raat mein ) kaisey padhh saktey hain ?'Aap (ﷺ) ne farmaya: "Qul Huwallahu Ahad…
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern science, muslim scientist, discoveries and inventions by muslim scientist, 1001 inventions muslim heritage in our world, Science In The Medieval…
Rasool'Allah(ﷺ) Gawahi Denge - Meri Qoum ne Quran Ko Chorr… Aaj Allah Ki Kitab(Quraan-e-Majid) Se Momino Ko Door Karne Ke Liye Na Jane Kya-Kya Hathkandey Istemal Kiye Jar Rahe, Baaz Paid Ulemao Ke Jarey Fataawe Tak Diye Ja Rahe Hai ke - "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jaoge" Nauzuillah! *Jabki Quraan Se Doori Ikhtiyaar Karne Wale Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Narazgi Ke Mustahiq Honge! Balki Rasool’Allah Inkey Khilaf Baat Karengey Jiskey Talluk Se Allah Rabbul Izzat Ne Ek Aayat Me Bayan Farmaya – [bs-quote quote="(Allah Ke Rasool Tumhare Khilaf Gawahi Denge aur Kahenge) “Aye Mere Rab Is Qoum Ne Quraan Ko Chorr Diya” " style="style-7" align="center" author_name="(Al-Quran: 25:30)"][/bs-quote] *Tou…
Aye imanwalo! apne Sadko ko Ahsan aur dukh dekar zaya na… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Subhanhu taala Qurane Majid me farmata hai: ❛ Aye imanwalo! apne sadqo ko ahsan aur dukh dekar us Insan ki taraf zaya na karo jo logon ko dikhane ke liye apna maal kharch karta hai aur Allah aur Aakhirat ke din par iman bhi nahi rakhta. - Al Quran; Surah Baqrah 2:264
Nek Mard ke liye Nek Aurat is aayat ka kya Matlab hai https://www.youtube.com/watch?v=ykwjEq-6pxQ Nek Mard ke liye Nek Aurat Quran-e-Majid ke mutabik Nek Mard ke liye Nek Aurat aur Nek Aurat ke liye Nek Mard is Aayat ka kya Matlab hai. Janne ke liye Ahle Sunnat Wal Jamat ke Aalim Adv Faiz Syed ki mukhtsar si video clip ka mutala kare. Aur isey jyada se jyada logon tak pohchane me humara tawoon kare. JazakAllah khair. Speaker: Advocate Faiz Sayed (Islamic Research Center Aurangabad)
Quran Hujjat Hai Tumhare Haq Me Ya Tumhare Khilaf ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Malik Ashari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Puri Tarah Wuzu Karna Emaan Ka Hissa Hai Aur Alhamdulillah Kahne Se Meezan (Nama-e-Amaal Ka Tarazu) Bhar Jata Hai, Tasbeeh (SubhanAllah) Aur Takbir (AllahuAkbar) Se Zameen Aur Aasman Bhar Jate Hain, Namaz Noor Hai Aur Zakaat Daleel Hai, Sabr Roshni Hai Aur Quran Hujjat Hai Tumhare Haq Me Ya Tumhare Khilaf.." - (Sunan Ibn Majah, Vol 1, 280-Sahih) *Quraan Hujjat Hai Se Muraad Roze Qayamat Quran Gawahi Dega Us Shakhs Ke Haq me Jisne Isey padha, Is Se Hidayat Hasil Ki aur…
Islamic Quiz 181 Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi Aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? A Surah Aal-e-Imran B Surah Al-Hashar C. Surah Baqrah D Surah Anbiya GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Surah Al-Hashar Daleel : Surah Al-Hashr ki Aayat 23 me Allah Taala ke 9 Naam aaye hai. هُوَ اللَّهُ الَّذِي لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْمَلِكُ الْقُدُّوسُ السَّلَامُ الْمُؤْمِنُ الْمُهَيْمِنُ الْعَزِيزُ الْجَبَّارُ الْمُتَكَبِّرُ ۚ سُبْحَانَ اللَّهِ عَمَّا يُشْرِكُونَ 1. Allah2. Al-Malik3. Al-Quddus4. As-Salam5. Al-Muameen6. Al-Muhaimeen7. Al-Aziz8. Al-Jabbar9. Al-Mutakabbir 📕 Al-Quran, Surah Al-Hashr