Afwah ki Hakikat aur uske Nuksanat (Funny but Ilmi)

Aajkal muashre me log choti choti baato ki badi se badi afwaye failate hai aur sochtey tak nahi ke iska asar kaha tak ho sakta hai.. April fool ke naam se jhooth ko farow diya jata hai jab ke hum bhool jate hai ke jhooth ek kabira gunaah hai..
*beharhaal Afwah ke nataiz kitne sangeen hote hai isey jan’ne ke liye is mukhtsar si speech ka muta’ala kare , aur jyada se jyada share kar apne muashre ki islah me humara tawoon kare..
– JazakAllahu khairan kaseera !

Rate this post

Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke
Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire..”
– (Muslim Sharif)

Rate this post