Zakaat ka Bayan: Quran ki Roshni mein

Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!

“(Aye Rasool’Allah!) Aap farmao, Beshaq! Mera Rab Rizq Wasi’a farmata hai Apne Bando me Jiske liye Chahe aur Tangi farmata hai Jiske liye Chahe aur Jo Cheez Tum Allah ki Raah me Kharch karo Uske Badley aur Dega aur Woh Sabse Behtar Rizq dene wala hai.”

[ Quran; Surah Saba 34:39 ]

“Unki Misaal Jo Apne Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai Uss Dane ki tarah hai Jisko Saat Baali Nikley aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou Daane Nikle aur Allah Uss se bhi Zyada Barhaaye Jiske Liye Chahe aur Allah Wus’at Wala Ilm wala hai.”

[ Surah Bakrah 02:261 ]

Zakat , Fitr , Sadqa Ke Baare me Mukammil Jankari keliye is Link par Click kare

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: