♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Sai’d Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Log Kaabe Ka Hajj Aur Umrah Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Kartey Rahnegey”.
Aur Shuba (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki –
“Qayamat Tab Tak Qayam Nahi Hogi Jab Tak Baitullah (Kaabe) Ka Hajj Band Na Ho Jaye”.
– (Sahih Bukhari, Vo#l2, Hadith no. 1593)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Hajj Aur Umrah …
Related Posts:
- Haj aur Umrah ki Fazilat - Hajj Ittehad ka Markaz by Adv.… Hajj Ki Fazilat In Urdu, Umrah Ki Fazilat In Urdu, Islam Main Hajj Ki Ahmiyat, Hajj Kya Hai In Urdu, Hajj Kise Kehte Hai In Urdu, Hajj Ka Masnoon Tareeqa In Urdu, How To Perform Hajj Step By Step In Urdu, Umrah Kis Par Farz Hai In Urdu, Umrah Ke…
- Walid Ki Taraf Se Hajj Aur Umrah ... ♥ Mafhoom-e-Hadees Aburazin (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Banu Amir Ke Ek Shakhs Ne Kaha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Walid Bahut Umar Daraz Hai Wo Apne Aap Na Tou Hajj Kar Sakte Hai Na Umrah Aur Na Hi Wo Jabal (Mount) Par Ja Sakte Hain". Aap…
- Ramzan me Umrah ka Sawaab Hajj ke barabar ✦ Mafhum-e-Hadith: Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ramzan ke Mahine me Umrah karna Hajj ke barabar hai." - Sunan Nasaii, Vol2, 21 - Sahih Subhan’Allah ! Gour karne wali baat hai ke Ramzan ka Umraah Hajj ke barabar sawab deta hai. Lekin…
- Hajj ka Sawaab Jannat Hai (Hajj Mabrur ki Fazilat ) Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke "Ek Umrah Dusre Umrah tak Sarzad hone wale Gunaah ka Kaffara ban jata hai aur (Maqbool) Hajj ka Sawaab siwaay Jannat ke kuch nahi." Sunan Ibn Majah, H#2888 (Sahih) अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के…
- Baitullah Ka Hajj Sahib-e-Istehaat Musalman Per Farz Hain… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Raah Ke Kharch Aur Baitullah Sharif Tak Pahucha Dene Wali Sawaari Ka Kharch Ka Maalik Ho Aur Fir Usney Hajj Nahi Kiya Tou Uske Yahudi Ya Nasrani Ho Ker Marne Me Koi…
- Maqbool Hajj ka koi badla nahi siwaye Jannat ke - basharte… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ek Umarah se Dusrey Umrah tak Jitne Gunaah ho Umrah Uska Kaffara ban jata hai aur Maqbool Hajj ka koi badla nahi siwaye jannat ke." Sunan Ibn Majah, Hadith1045 (Sahih) Maqbool Hajj kya…
- Gareebi ki wajah se Hajj na karne walo ke liye Hajj ka Sawab ✦ Mafhum-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne farmaya Gareeb log (Sahaba) Nabi (ﷺ) ki khidmat me hazir huye aur kaha ki: Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne waali Jannat haasil kar chuke halanki jis tarah hum Namaz parhte hain wo bhi parhte hain aur jaise hum…
- Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne…
- Ramadan Day 7 : Ramzan me Umrah karne ki Fazilat 07th Ramzan ۞ Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke:❝ Ramzan me Umrah karna RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ke sath Hajj karne ke barabar hai. ❞📚 Sahih Bukhari 1863
- Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai, Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai..." - (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
- Aye Logon Tum Par Hajj Farz Kiya Gaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - Jab Hazrat-e-Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal Kar Liye Tou Allah Ta'ala Ki Bargaah Me Marooza Kiye - 'Ilaahi Maine Tameer Muqammal Kar Li Hai!' Tabhi Allah Ta'ala Ne Hukm Farmaya -…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya, Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye , Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya. Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye.. - (Bukhari, Mawaqiat Salaat,…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- Islamic Quiz 194 Kaunsa amal Ramzan me karna Nabi (ﷺ) ke sath Hajj karne ke barabar hai? A. Namaz parhna B. Roza rakhna C. Umrah karna D. Zakaat dena GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Umrah karna Daleel : ۞ Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Qabr Ki Tabah Kariyan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Aakhirat Ki Sab Se Pehli Manzil Hai, Agar Sahib-e-Qabr Ne Iss Se Najaat Paayi Tou Baad Ka Mua'mala Is Se Aasan Hai, Aur Agar Iss Se Najat Na Paayi Tou Baad Ka Mua'mla Zyada Sakht Hai." - (Sunan Ibne Maja…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Islaam Ke Paanch(5) Sutoon ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Islaam Paanch (5) Sutoono Par Khada Kiya Gaya Hai, (1). Ek Ye Ke Allah Hi Ki Ibadat Ki Jaye Aur Uske Siwa Tamaam Jhoote Maboodo Ka Inkaar Kiya Jaye, (2). Namaaz Parhna,…
- Mohabbat-e-Rasool Ke Dawedaar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Meri Ummat Me Se Mere Sath Shadeed Mohabbat Karne Waale Wo Log Hain - Jo Mere Baad Aayenge Aur Unme Se Har Ek Ki Tamanna Ye Hogi Ki - Kaash Wo Apne…
- Mujhe Ye Darr Nahi Ki Tum Mere Baad Shirk Karoge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Uqba-Bin-Aamir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Ek Roz Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Nikle Aur Uhad Ke Shaheedon Par Namaz Parhi Jaise Janaze Ki Namaz Parhte Hain Phir Minbar Ki Taraf Aaye Aur Farmaya - "Main Tumhara Paish Khaima Hunga Aur Gawah Hunga Aur Qasam Allah Ki -…
- Arab se Bugz ki Sajish Aur Uski Haqeeqat .... *Aaj Puri Duniya Me Wabila Hai Ke – Arab Jahil Hai, Arab Pagal Hai, Arab Tou Gandey Rehte Hai , *Kabhi Socha Hai Humne Ke Kaisi Na-Insaafi Hum Kar Rahe Hai ? - Mere Azeezo !! Aaj Kya Ho Gaya Hume Ke - Hum Azam(Non-Arab) Se Wabsata Rakhne Wale Auliya-Allaho…