Walid Ki Taraf Se Hajj Aur Umrah …

♥ Mafhoom-e-Hadees Aburazin (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Banu Amir Ke Ek Shakhs Ne Kaha: “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Walid Bahut Umar Daraz Hai Wo Apne Aap Na Tou Hajj Kar Sakte Hai Na Umrah Aur Na Hi Wo Jabal (Mount) Par Ja Sakte Hain”.
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Apne Walid Ki Taraf Se Hajj Aur Umrah Karo..”
(Sunan Abu Dawud, Vol2, 46)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: