Jo Allah Ki Nafarmani Karey, Uski Koyi Ita’at Nahi …

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Mas’ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Mere Baad Kuchh Aise Log Bhi Tumhare Mu’amlat Ki Nighraan (Aur Tumhare Huqmraan) Hongey Jo Sunnat Ki Roshni Ko Bujhayenge, Biddat Par Amal Pyara Hongey Aur Namaz Ko (Afzal) Waqt Se Der (Muakkhir) Kar Ke Padhenge.”

*Maine Kaha – “Aye Allah Ke Rasool ! Agar Main Unhe Paaun Tou Kya Karun ?”
*Aap (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ne Farmaya –
“Aye Umme Abad Ke Bete ! Mujh Se Puchhte Ho Ke Kya Karogey ?
Jo Shakhs Allah Ki Nafarmani Karey, Uski Koyi Ita’at Nahi. ”
Sunan Ibne Maaja, Hadees 2865 (Sanad Hasan)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: