Musalman Bhai ki Ahmiyat: Hadees

Hadees of the Day

Hazrate Anas (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya,

“Tum me se koi shakhs iman wala na hoga jab tak Apne bhai ke liye wo na chahey jo apne Nafs ke liye chahta hai.”

📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 13


प्रेषित के अनुयायी अनस (र.अ) वर्णन करते है के,
प्रेषित मुहम्मद(ﷺ) ने कहा,

“तुम में से कोई भी ईमानवाला नहीं होगा जब तक कि वह अपने (मुस्लिम) भाई के लिए भी वह पसंद न करे जो खुद के लिए पसंद करता है।

📕 सहीह अल-बुखारी 13

Leave a Reply