♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ke:
“(Aye Insan!) Tu Apne Nafs Ki Tamannaye Puri Karne Me
Mashgul Hai, Aur Nafs Tujhe Barbaad Karne Me”
Home / Buzurgan-e-Deen / Nafs Tumhe Barbaad Karne me Mashgul Hai
Related Posts:
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Jisne Apne Nafs Par Qaabu Paya ..... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Sulaiman (Alaihay Salam) Farmate Hai Ke - "Jis Shakhs Ne Apne Nafs Par Qaabu Paya, Wo Uss Shakhs Se Zyada Taqatwar Hai Jo Akela Ek Shehar Ko Fatah Kar Leta Hai".
- Nafs Tujhe Tabaah Kar Dega ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate hai, Jis Tarah Apne Dushman Ko Pehchan Ne Me Hoshiyar Rahte Ho Usi Tarah Apne Nafs Se Bhi Hoshiyar Reh, Warna Woh Tujhe Tabaah Kar Dega,..
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaaho Se Bachaye,.. - Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya… ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ :Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya Karo." - (Sahih Bukhari) ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ ♥ Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Huzoor-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Tum Me Koi Mout Ki…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
- Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke - "Kisi (Zaalim) Baadshah per Bad'dua me mashgul rehne ke bajaye Zikr (Zikr-e-Ilahi) me Mashgul raho." - (Mishkat Sharif) “Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika” (Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada…
- Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Woh Insan Kitna Badd'Naseeb Hai, Jiske Dil Me ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, Woh Insan Kitna Bad'Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Reham Karne Ki Aadat Nahi...” - (Mazhare Jamal Mustafaai)
- Haq Ki Talash Me Koshish Karte Raho .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarte Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Shirk Sirf Boot Parsti Hi Nahi Hai Balki Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Aur Duniya Ki Kisi Bhi Chiz Ke Sath Ishq Ki Kefiyat Se Munsalik Ho Jana Ye Sarahatn Shirk Hai, Allah Ke Siwa Har Chiz Gaire Allah…
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai." Farmaya! 'Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena.' Saath Hee Me Yeh Bhi Farmaya Ke "Do Logo Ke Darmiyan Fasaad Karana Emaan Ko…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)