♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya Ke –
“Teen (3) Gunaah Aise Hai Jo Sab Se Pehle Wajood Me Aaye Lihaza Insey Bacho”.
» (1). Takabbur(ego) Se Bacho Iss Liye Ke Takabbur Hi Ne Shaitaan Ko Hazrate Aadam (Alaihay Salam) Ko Sajda(Sajda-e-Tazim) Karne Se Roka Tha.
» (2). Hirs (Lalach) Se Apne Aap Ko Bachaao Iss Liye Ke Hirs Hi Ne Hazrate Aadam (Alaihay Salam) Ko Darakht-e-Mammnoo Khaane Par Ubhara Tha.
» (3). Hasad Se Bacho Iss Liye Ke Hazrate Aadam (Alaihay Salam) Ke Ek Bete Ne Dusre Bete Ko Hasad Me Qatl Kar Diya Tha.
– (Ibn-e-Asaakir:40/49)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Teen (3) Gunaah Jo Sab Se Pehle Wajood Me Aaye ….
Related Posts:
- Mayyat Ko Nehlane Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Mayyat Ko Nehlaye, Kafan Pehnaye, Khushbu Lagaye, Namaz Padhe, Aur Jo Naqis Baat Nazar Aaye Usey Chupaye Woh Apne Gunaah Se Aisa Paak Ho Jata Hai, Jaisa Jis Din Maa Ke Pait…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- 3 Batey Jise Haqeeqat aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Teen Baatey Aisee hain jisko Haqeeqat me kehna bhi haqeeqat hai aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat ho jata hai , (Wo teen Baatey hai) Nikah, Talaq aur Ruju (yaani Talaaq ke baad Biwi…
- Islam Nikah Se Pehle Ishq Ki Mazammat(Against) Karta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Uski(Allah Ta'ala Ki) Nishaniyon Se Hai Ke Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se Jode Banaye, Ke Unsey Aaraam Paao Aur Tumhare Aapas Me Mohabbat Aur Rehmat Rakkhe. Beshaq Isme Nishaniyan Hai Dhyan Karne Waalon Ke Liye". - (Mafhoom-e-Surah Ar-Rum; Aayat No-21) # Sabaq: Islam Nikah…
- Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagane Ka Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Kisi Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagana Aasman-O-Zameen Se Bhi Bhaari Gunaah Hai". - (Bukhari Vol-1, Page-330)
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qey(Ulti) Aaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jis Rozedaar Ko Khud-Ba-Khud Qay(Ulti) Aaye Iss Par Qaza Nahi Hai Albutta Jo (Jaan Boojh Ker) Qay Karey Woh Qaza Rozey Rakhey..." - (Abu Dawood, Ibn-e-Maaja)
- Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - “Jis Shakhs Ne Apne Bhai Ko Kisi Aise Gunaah Par Sharminda Kiya Jis Se Woh Taubah Kar Chuka Tha , Tou Woh Uss Waqt Tak Na Marega Jab Tak Ke Woh Uss Gunaah Ko Na Kar Lega” - (Sunan Tirmizi 2505,…
- Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
- Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum…
- 3 Tarah Ke Logo Par Se Qalam Utha Diya Gaya Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha tul Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Salallahu Alaihi WaSallam) Ne Farmaya, "Teen(3) Tarah Ke Logo Par Se Qalam Utha Diya Gaya Hai (Yaani Unke Gunah Nahi Likhe Jatey),. Ek Tou Sonewala Jab Tak Ki Jag Na Jayein, Aur Bachcha Jab Tak Ki Wo…
- Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira .... ∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai, » 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah) » 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah) *Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho Jate Hai, - Lekin Gunaah-e-Kabira Uss Waqt Tak Muaf Nahi Hotey Jab Tak Sacche Dil Se Taubah Karke Unsey Hamesha…
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Mayyat Ka Shog(Gham) : Matam Karne Se Mana Farmaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Zainab Bint Hajash (RaziAllahu Anha) Ke Bhai Ka Inteqal Ho Gaya. Teen Din Ke Baad Unhone Khushboo Mangwaee Aur Usko Lagaya. Phir Kaha Mujhe Khushboo Ki Zaroorat Nahi Thi Magar Maine "Rasool'Allah (Sallallaho Alaihi Wasallam) Se Suna Ke Jo Aurat Aur Mard Allah Ta'ala Aur Qayamat Par…
- Sawaal Karna (Maangna) Kiske Liye Jayaz Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qabisah Bin Mukhiriq Al-Hilali (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Teen Tarah Ke Logon Ke Alawa Kisi Ke Liye Sawaal Karna (Maangna) Jayaz Nahi' 1. Ek Wo Shakhs Jis Par Zamanat Ka Bojh Ho Aur Jab Tak Wo Zamanat Se Nijat…
- Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahee ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Sahaba-e-Kiraam Se Farmaya - *Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahi! *Allah Ki Qasam Woh Kabhi Musalman Kehlaane Ke Laayaq Nahi! *Allah Ki Qasam Aise Insan Ka Imaan Kaamil Nahi!" Yeh Sunkar Sahaba-e-Kiraam Hairan Reh Gaye Aur Aapse Darkhwast Karne Lage…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Ilm Ki Talash Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jis Ne Ilm Talash Kiya Tou Yeh Talash Uss Ke Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Ho Gayi” - (Mir’aatul Manahij, Jild 1, Safa 203) # Wajahat: Taalib-e-Ilm Se Sagira Gunaah Muaf Hote Jate Hai, Jaise (Gunaah-e-Saghira) Wuzu Namaz Vagaira Ibadat Se…
- Bejamati Par Shaitan Musallat Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Teen Aadmee Kisi Basti Ya Jangal Me Ho Aur Phir Bhi Wo Jamaat Se Namaz Na Parhe Tou Unn Par Shaitan Musallat Ho Jata Hai, Isliye Tum Jamaat Ko Laazim Kar Lo Kyunki…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Nadamat me Gunaah Muaf farma Diye jate hai Hadees of the Day Nadamat me Gunaah Muaf farma Diye jate hai Abdullah Bin Salaam (R.A) Se Mairwi hai ki, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya - "Jab Koi Banda Allah Ta'ala ke Hazoor Taubah Karta hai aur Apne Gunaah par Nadamat Mehsoos karta hai tou Uskey Nadeem hone se pehle hee…
- Hadith: 5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo; apni… Hadith: 4-Nov: Abdullah Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo (un me se ek ye hai ke) apni jawani ki qadr kar lo budhapa aane se pehle. -Shu’ab al-Iman 9575