Hazrat (Alaihi Rahamtulah) Rizwaan Ne Bhi Mahe Muharram Me Kiye Jaane Wale Burey Kaamo Ki Sakht Muzammat Farmaayi Hai, Aap Tahereer Karte Hai:
“Taziya Mamnu’ Hai, Sharah Me Kuch Asal Nahi Aur Jo Kuch Bida’at Unn Ke Saath Ki Jaati Hai Sakht Najayaz Hai, Taziya Par Jo Mithaai Chadhayii Jaati Hai Agarche Haraam Nahi Ho Jaati Magar Iss Ke Khaane Me Jahilon Ki Nazar Me Ek Amar Najayaz Ki Waqa’at Badhaane Aur Iss Ke Tarak Me Iss Se Nafartt Dilaani Hai…
Lehaza Na Khaai Jaaae, Dhol Bajaana Harram Hai.”
–@[156344474474186:] (Fatwa-e-Razviya, Jild:10 , Pg.189)
Home / Maah-e-Muharram / Taziya Mamnu’ Hai, Sharah Me Kuch Asal Nahi ….
Related Posts:
- Seerat Un Nabi (ﷺ) in Urdu : [4 Day] Session by Br Imran Sirate Nabi Kya hai ? Nabi Salallahu Alaihi Wasallam ki risalat ka asal maksad kya hai? Aap Salallahu Alaihi Wasallam ko Allah ne Kine Liye Nabi banakar bheja? , Aadam (Alaihi Salam) se lekar Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasslam) tak ke Tamam Aham Amibiya (Alaihi salam) ke bare me tafsili jankari…
- Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me .... ★ Sawaal (Silsila-e-Nabuwat): Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab: Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hai. Quraan-e-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf…
- Duniya wi Zindagi Ki Misaal ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yah Duniya Ki Zindagi Kuch Bhi Nahi, Magar Ek Khel Aur Dil Ka Behlawa Aur Aakhirat Ka Ghar Hi Asal Zindagi Ki Jagah Hai, Kaash Ki Weh(Be-Emaan Log) Jaante.." - (Surah: Al-Ankabut; Ayat:64)
- Allah ki Raza ke bagair koi kisi ki Shifarish nahi kar… Isayi ye Aqeeda rakhte they ke hum kuch bhi kar le Isa (Alaihi Salam) humari sifarish kar ke hume le jayenge Jannat, Allah Ta'ala ne unki is BaddAqeedagi ka Jawab detey hue Qurane Hakim me farmaya: "Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wassalam)! Aap Keh dijiye, Agar Allah Ta'ala Masi Ibn Mariyam…
- Jo Buri Jagah Jaata Hai, Wo Badnaam Hota Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ja'afar Saadiq (Rehmatulah Alaihi) Ne Hazrat Sufiyaan Souri (Rehmatulah Alaihi) Se Farmaaya - "Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtareen Adab Ki Baaten Sikhlaayin Aur Farmaaya: ∗ Aye Bete ! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hai, Salamat Nahi Rahta,.. ∗ Jo Buri Jagah Jaata Hai, Mutthim (Badnaam)…
- Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ameeri Maal Ki Qasrat Se Nahi Hoti, Balke Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai." - (Sahih Bukhari, Kitaabur Raqaq, Hadith no.6081)
- Hadith: Maaldari Maal-o-Daulat ki qasrat kaa naam nahih hai,… Hadith: 23-March: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝ Maaldari Maal-o-Daulat ki qasrat kaa naam nahih hai, balke asal maaldari tou dil ki maaldari hai. ? Ibn Majah; Hadees 4137
- Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) Ki Dawat aur Hamari… Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) Ki Risalat ka asal maksad aur Ummate Muslima ki Zimmedariya by Sis. Bushra Begum. Video Dekhe:
- Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, *Taqdeer Ke Saaye Me Aaraam Karo, *Sabr Ko Apna Takiya Banalo, *Taqdeer Ki Muafiqat Ko Apne Gale Ka Haikal (Locket) Banalo! *Mote-Mote Kapde Pahen Lene Se Bujurgi Nahi Paida Hoti, *Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hain Fir Uskey Baad…
- Sana'ati Aalaat Ke Kin Baaton Par Zakat ..... » Mas'la : Sana'ati Aalaat (Kaam Karne Ke Machine) Aur Machinery Ki Asal Qeemat Par Zakaat Nahi Aati. Lekin Unki Aamdani (Income) Agar Zakaat Ke Nisaab Ko Puhnch Jaaye Aur Uss Par Saal Guzar Jaaye Tou Uss Se Zakaat Nikaalna Zaroori Hoga Aur Yahi Hukm Kiraaye (Rent) Par Diye Gaye…
- Hazrate Ali (R.A) se Mushkil Sawalaat ke Khubsurat Jawaab 7 Mushkil Sawaal aur Hazrat Ali (R.A) ke Khubsurat Jawaab Tauraat ke ek Aalim Mujer ne ek martaba Hazrat Ali (R.A) se kuch sawaal puche jinke jawab Hazrat Ali ne diye. Mujer ne pucha: (1) Wo kaunsa mard hai jiska na baap hai na maan? (2) Wo kaunsi aurat hai…
- Isa (Alaihay Salam) ki Gawahi Sirf Allah ki Ibadat ki Aor… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ne kaha - Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai Isliye Usi Ki Bandagi karo,Jab Farishton ne kaha Aye Mariyam! Allah Tujhko Ek Bete ki Apni Taraf se Basharat (Khushkhabri) deta hai, Uska Naam Maseeh Isa Ibn Mariam Hoga jo Duniya aur…
- Eidgaah Ki Taraf Paidal Jaana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) Bayaan Karte Hain Ke, Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Eidgaah Ki Taraf Paidal Chal Kar Jaatey (Eid Ki Namaz Padhne Ke Liye, Eid Ki Namaz Padhkar) Waapas Aatey They (Iski Sanad Me Abdul Rahman Bin Abdullah Umri Zaeef Hai)" - (Miftah Al Hajah Sharah Ibn…
- Hiqayat (Part 31) » Dawood (Alaihay Salam) Aziz Dosto ,…. Allah Ta’ala Ne Hazrat Dawood (Alaihay Salam) Ko Naboowat, Baadshahat, Ilm Aur Huqumat Ata Ki. Jab Ki Asal Me Hazrat Dawood (Alaihay Salam) Gaderiye (Bhedh, Bakri Charaane Wale) The. Allah Ta’ala Ne Unhe Bahut Surili (Mithi) Awaaz Di Thi, Pahaado (Mountance) Aur Parindo (Birds) Ko Un Ke…
- Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke - "Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ? Aap Ne Farmaya Ke, "Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho…
- Teen (3) Jagahon Me LogoKo Kuch Yaad Na Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ba-Allah! 3 Jagahon Me Logon Ko Apne Siwa Kuch Yaad Nahi Hoga!" (1) Jab Mizaan-e-Adal (Tarazu) Rakha Jayega Aur Amaal Toley Jayege, Log Sab Kuch Bhool Ker Yeh Dekhenge Ki Unki Nekiyan Kum Hoti Hain Ya Zyada ,... (2) Naam-e-Amaal Diye…
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
- Hamesha Allah ki Neymato ka Shukr Ada karte rehna (Waqia… Hajra (Alaihay Salam) ke Inteqal ke baad jab Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) apne bete Ismayil (Alaihay Salam) se mulaqat ke liye aaye tab Unhe maloom hua ke Ismayeel (Alaihay Salam) Ka Nikaah, Makkah Me Hi Rahne Wali Ek Khatoon (Aurat) Se Ho Gaya. Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) Jab Ghar Par…
- Jadu aur Iska Ilaj Qurano Sunnat ki Roshni me *RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) par Jadu aur Surah Falaq aur Surah Naas ke jariye ilaj ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Zaid bin Arkam (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai: Ek Yahudi Shaks Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke pass aaya karta tha (Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Us se be Khauf rehtay ) Uss Shaks…
- Hiqayat (Part 34) » Sulaimaan (Alaihay Salam) • Sahi Faisla Karne Ki Salahiyat aur Bhookhi Machli Ke Jarye Hazrat Sulaimaan (Alaihay Salam) Ki Aazmaish !! ♥ Sahi Faisla Karne Ki Salahiyat: Azeez Dosto Hadees-e-Mubarak Me Hai Ke, Aap Huzoor Nabi–e–Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Ek Roz Do (2) Aaurate Ja Rahi Thi, Un Dono Ke…
- Bujurgaan-e-Deen Ka Ahtraam Hum Par Wajib Hai ? • Sawaal: Aksar Log Kahte Hai Ke Tamam Bujurgaan-e-Deen Aur Auliya Allaho Ko Inka Martba Dena Chahiye, Tou Humko Iss Mu'amle Me Kya Karna Chahiye? Aur Unke Talluk Se Log Bohot Saare Kissey Sunatey Hai .. Hum Yeh Kaise Maanley Jiski Koi Tasdik Shuda Daleel Hi Na Ho.. Fir Aise…
- Maah-e-Muharram ki Fazilat, Masnoon Amal aur Biddatein ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Muharram ki Fazilat ۞ Quran Majid ne 4 Mahinon ko Hurmat wala qaraar diya hai, inme se ek “Muharram” hai.📕 Surah Tauba 9:36, 📕 Sahih Bukhari Hadees-3197 ۞ Nabi Kareem (ﷺ) ne Muharram ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha hai.📕 Sahih Muslim-1123, 📕 Sunan Abu Dawud-2429…
- Tayammum ka Sahi Tarika ♥ Mafoom-e-Hadees: Hazrat Ammar (RaziAllahu anhu) farmate hai ke mujhe RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kisi kaam se bheja tha. Safar mein mujhe ghusal ki zarooarat ho gayi, lekin paani na mila. Is liye Phir maine mitti mein janwaro ki tarah lotpot liya. Phir maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se…
- Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Mu’amla Tou Sirf…
- Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ka Rakhna Sakht Haraam .... ★ Sawaal: Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ko Gharo Aur Dukaano Me Rakhna Kaisa ? » Jawaab: Aaj Kal Buzurgaane Deen Aur Peero Ki Photo Gharo Aur Dukaanon Me Rakhne Ka Chalan Ho Gaya Hai, Yahan Tak Ki Kuch Log Peeron, Waliyon Ki Tasveere Frame Kara Kar Un Par Haar…