Namaz me padhe jane wale Tashahhud (Attahiyat) ka Tajuma in Roman Urdu, हिंदी and English
Attahiyat Transliteration
Tamam Ibadatein Allah ke liye hai aur Tamam Namazein aur achchi Baatein (bhi ALLAH ke liye hai) ,
Aap par Salam ho Aye Allah Ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) aur Allah ki Rehmatein aur uski Barkatein Nazil Ho, Hum par (bhi) Salam ho aur Allah ke Sabhi Neik Bando par (bhi Salam). Main Gawahi Deta hu ki Allah ke siwa koi Mabood Nahi aur Gawahi deta hu ki Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uske Bande aur Rasool Hain.
तमाम इबादतें अल्लाह के लिए है और तमाम नमाजें और अच्छी बातें (भी अल्लाह के लिए है) ,
आप पर सलाम हो एह अल्लाह के नबी (सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) और अल्लाह की रहमतें और उसकी बरकतें नज़िल हों,
हम पर (भी) सलाम हो और अल्लाह के सभी नेक बन्दों पर (भी सलाम),
मैं गवाही देता हूँ की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही,
और गवाही देता हूँ की मुहम्मद (सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) उसके बंदे और रसूल हैं.
All the compliments are for Allah and all the prayers and all the good things (are for Allah).
Peace be on you, O Prophet, and Allah’s mercy and blessings (are on you).
And peace be on us and on the good (pious) worshipers of Allah.
I testify that none has the right to be worshiped but Allah
and that Muhammad is His slave and Apostle.
📕 Sahih Bukhari, Book 22, Hadith 294