अमल का दारोमदार नियत पर है | Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees

अमल का दारोमदार नियत पर है: हदीस

हज़रत उमर बिन अल-खत्ताब (रज़ि) से रिवायत है की
रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया –

“अमल का दारोमदार नियत पर है और हर शक्स को वही मिलता है जिसकी वो नियत करे, इसलिए जिसकी हिजरत अल्लाह और उसकी रसूल की रज़ा हासिल करने के लिए हो तो उसको अल्लाह और उसके रसूल की रज़ा हासिल होगी। लेकिन जिसकी हिजरत “दुनिया हासिल करने के लिए हो या किसी औरत से शादी करने के इरादे से हो तो उसकी हिजरत उसके लिए है जिसके लिए वह हिजरत की।”

📕 सहिह बुखारी, हदीस 5070


Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees

Umar Bin Al-Khattab (R.A) se riwayat hai ki
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Amal ka Daromadar Niyat par hai aur har Shaksh ko wohi milta hai jiski Wo Niyat karey, Isliye Jiski Hijrat (Emigration) Allah aur Uskey Rasool ki Raza hasil karney ke liye ho tou Usko Allah aur Uskey Rasool ki Raza hasil hogi. Lekin Jiski Hijrat Duniya hassil karney ke liye ho ya kisi Aurat se Shaadi karney ke iradey se ho tou uski Hijrat uskey liye hai jiskey liye usney Hijrat ki.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees 5070

Leave a Reply