Tahajjud Ki Niyyat Ka Sawaab ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke –
“Jo Shakhs Raat Ko Sotey Waqt Tahajjud Ki Niyat Karle Lakin Woh Bedaar Na Ho Saka
Tou Usey Uss Amal Ka Sawaab Mil Jata Hai Jis Ki Usne Niyat Ki
Aur Woh Neend Uss Par Uss Ke Rab Ki Taraf Se Sadqa Hai”.
(Sunan Nisai, Qiyam Al Lalayl, Baab Min Ati Farashta)

Rate this post

Leave a Comment