Zulm – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Thu, 14 Dec 2023 04:28:34 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Zulm – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Behtareen Amaal – Sila Rehmi Karo, Muaf Karo https://ummat-e-nabi.com/behtareen-amaal-sila-rahmi/ https://ummat-e-nabi.com/behtareen-amaal-sila-rahmi/#respond Thu, 19 Oct 2023 08:11:19 +0000 https://ummat-e-nabi.com/behtareen-amaal-sila-rahmi/ Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo Hadeesहदीसे नबवी ﷺ बेहतरीन अमल – सिला रेहमी किया करो अकबा बिन आमिर (रजी) कहते है की, मैं रसूलअल्लाह (ﷺ) की बारगाह में हाज़िर हुआ और आप का मुबारक हाथ […]

The post Behtareen Amaal – Sila Rehmi Karo, Muaf Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

हदीसे नबवी ﷺ

बेहतरीन अमल – सिला रेहमी किया करो

अकबा बिन आमिर (रजी) कहते है की,
मैं रसूलअल्लाह (ﷺ) की बारगाह में हाज़िर हुआ और आप का मुबारक हाथ थामकर अर्ज़ किया:
“या रसूलअल्लाह (ﷺ) ! मुझे बेहतरीन अमल बताइये”

आप (ﷺ) ने फ़रमाया: “अकबा!
१. कता-ऐ-ताल्लुक करने वाले (तुमसे रिश्ता तोड़ने वाले) से सिला रेहमी करो,
२. जो तुम्हे महरूम करे उसे अता करो,
३. जो तुम पर ज़ुल्म करे उसे मुआफ कर दो।”

📕 मुकशिफत-उल-फतुल, पेज 157, बाब 23


Hadeese Nabwi ﷺ

Behtareen Amaal – Sila Rehmi Karo, Muaf Karo

Aqbaa Bin Aamir (R.A) Kehte Hain Ki,
Mai RasoolAllah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz Kiya:
“Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye.”

Aap (ﷺ) ne farmaaya: “Aqbaa!
∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale) Se Sila Rahmi Karo,
∗ 2. Jo Tumhe Mehroom Kare Usey Ataa Karo.
∗ 3. Jo Tum Par Zulm Kare Usey Muaf Kar Do.”

📕 Mukashifat-ul-Quloob, Page 157, Baab-23

The post Behtareen Amaal – Sila Rehmi Karo, Muaf Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/behtareen-amaal-sila-rahmi/feed/ 0 16139
अपनी जानों पर जुल्म ना करो: कुरआन https://ummat-e-nabi.com/apni-jano-par-zulm-na-karo/ https://ummat-e-nabi.com/apni-jano-par-zulm-na-karo/#comments Sun, 15 Oct 2023 20:39:31 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=48245 apni jano par zulm na karo in quranअपनी जानों पर ज़ुल्म न करो: अल्लाह ताला ज़ुल्म से बचने के बारे में इरशाद फरमाता है: और अपने आप को क़त्ल न करो। और जो शख्स जोरो ज़ुल्म से […]

The post अपनी जानों पर जुल्म ना करो: कुरआन appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

अपनी जानों पर ज़ुल्म न करो:

अल्लाह ताला ज़ुल्म से बचने के बारे में इरशाद फरमाता है:

और अपने आप को क़त्ल न करो। और जो शख्स जोरो ज़ुल्म से नाहक़ ऐसा करेगा (ख़ुदकुशी करेगा) तो (याद रहे कि) हम बहुत जल्द उसको जहन्नुम की आग में झोंक देंगे यह ख़ुदा के लिये आसान है।

सूरह निसा 4:29-30

और अल्लाह की राह में ख़र्च करो और अपने हाथ जान हलाकत मे न डालो और नेकी करो बेशक अल्लाह नेकी करने वालों को दोस्त रखता है।

सूरह बकराह 2:195

अल्लाह ने ज़ुल्म को हराम कर दिया:

(ऐ रसूल) तुम साफ कह दो कि हमारे परवरदिगार ने तो तमाम बदकारियों को ख्वाह (चाहे) ज़ाहिरी हो या बातिनी और गुनाह और नाहक़ ज्यादती करने को हराम किया है।

सूरह अल-अराफ 7:33

रसूलुल्लाह (ﷺ) हदीसे कुदसी बयान करते हुए फर्माते हैं के अल्लाह तआला फर्माता है :

“ऐ मेरे बन्दो! मैंने अपने ऊपर जुल्म को हराम कर दिया है और उस को तुम्हारे दर्मियान भी हराम कर दिया है, लिहाजा तुम एक दूसरे पर जुल्म मत किया करो।”

📕 मुस्लिम: ६५७२


तौबा करने वालो को अल्लाह मुआफ करता है:

(आदम और हव्वा) दोनों अर्ज क़रने लगे, ऐ हमारे पालने वाले हमने अपने ऊपर ज़ुल्म किया है, और अगर तू हमें माफ न फरमाएगा और हम पर रहम न करेगा तो हम बिल्कुल घाटे में ही रहेगें।

सूरह अल-अराफ 7:23

अल्लाह हर ज़ुल्म से पाक है:

अल्लाह तो हरगिज़ बंदो पर कुछ भी ज़ुल्म नहीं करता, मगर लोग खुद अपने ऊपर ज़ुल्म किया करते हैं।

सूरह यूनुस 10:44

शिर्क भी एक ज़ुल्म है:

“लुकमान (अ.स.) ने अपने बेटे को हिदायत करते हुए कहा के बेटा अल्लाह के साथ किसी को शरीक ना करना, शिर्क तो बड़ा ज़ुल्म अज़ीम है।”

सूरह लुकमान 31:13

शिर्क के ज़ुल्म से जो बच गया उसके लिए अमन है:

जिन लोगों ने ईमान क़ुबूल किया और अपने ईमान को ज़ुल्म (शिर्क) से आलूदा नहीं किया उन्हीं लोगों के लिए अमन (व इतमिनान) है और यही लोग हिदायत याफ़ता हैं।

सूरह अल-अनआम 6:82

अल्लाह की रहमत से मायूस न हो:

ऐ नबी कह दो! के ऐ मेरे बंदो जिन्होनें अपनी जानो पर ज़ुल्म (ज़ायदती) की है, अल्लाह की रहमत से मायूस न हो जाओ, यकीनन अल्लाह सारे गुनाह माफ़ कर देता है, वो तो गफूर अर-रहीम है।

सूरह अज़-ज़ुमर 39:53

अल्लाह मुआफ करने पर क़ादिर है:

और (रसूल) जब उन (नाफरमान) लोगों ने (नाफ़रमानी करके) अपनी जानों पर जुल्म किया था, अगर तुम्हारे पास चले आते और अल्लाह से माफ़ी मॉगते और रसूल (तुम) भी उनकी मग़फ़िरत चाहते तो बेशक वह लोग अल्लाह को बड़ा तौबा क़ुबूल करने वाला मेहरबान पाते।

सूरह निसा 4:64

सुभान अल्लाह !
۞ अल्लाह ताला हमे कहने सुनने से ज्यादा अमल की तौफ़ीक़ अता फरमाए।
۞ हमे हर तरह के ज़ुल्म बचाये।

۞ जबतक हमे ज़िंदा रखे इस्लाम और इमां पर जिन्दा रखे।
۞ खात्मा हमारा ईमान पर हो।

वा आखीरु दा-वाना अल्हम्दुलिल्लाही रब्बिल आलमीन। अमीन।

The post अपनी जानों पर जुल्म ना करो: कुरआन appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apni-jano-par-zulm-na-karo/feed/ 1 48245
Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah https://ummat-e-nabi.com/momeen-ko-munafiq-ke-zulm-se-bachane-ka-silaah/ https://ummat-e-nabi.com/momeen-ko-munafiq-ke-zulm-se-bachane-ka-silaah/#respond Thu, 01 Jun 2023 21:08:11 +0000 https://ummat-e-nabi.com/momeen-ko-munafiq-ke-zulm-se-bachane-ka-silaah/ Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah HadeesHadees of the Day Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah TRANSLITERATION Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Jisne kisi Momeen ko […]

The post Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah

TRANSLITERATION

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Jisne kisi Momeen ko Munafiq ke Sharr (Zulm) se bachaya tou Allah Subhanahu Ta’ala Qayamat ke din ek Farishta bhejega jo uskey Gosht ko jahanamma ki aag se bachayega aur jisney kisi Musalman par tohmat lagayee jis sey uska maqsad uss Musalman ki burayee ho tou Allah Ta’ala usey jahannum ke pool par rok dega yahan tak ki wo uss tohmat ke Gunaah se paak ho kar nikal jaye.”


HINDI

जिसने किसी मोमिन को मुनाफिक के शरर (ज़ुल्म) से बचाया तो अल्लाह सुभानहु तआला कयामत के दिन एक फरिश्ता भेजेगा जो उसके गोश्त को जहन्नुम की आग से बचाएगा और जिसने किसी मुसलमान पर तोहमत लगाई, जिस से उसका मकसद उस मुसलमान की बुरायी हो तो अल्लाह तआला उसे जहन्नुम के पूल पर रोक देगा यहां तक कि वो उस तोहमत के गुनाह से पाक होकर निकल जाएगा।

📕 Sunan Abu Dawud: 1453-Hasan

The post Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/momeen-ko-munafiq-ke-zulm-se-bachane-ka-silaah/feed/ 0 16572
Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom https://ummat-e-nabi.com/apne-bhai-ki-madad-kar-chahe-woh/ https://ummat-e-nabi.com/apne-bhai-ki-madad-kar-chahe-woh/#respond Tue, 19 Jul 2022 23:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/apne-bhai-ki-madad-kar-chahe-woh/ Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya MazloomHadees of the Day Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim […]

The post Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Apne Bhai ki Madad karo,
Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom.”

Tou ek shakhs ne pucha “Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mazloom hone ki Soorat me tou hum uski madad karenge, lekin Zaalim hone ki soorat me uski Madad kaise kare?”

Tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke
“Tum Usey Zulm karne se rok do, yahi uski Madad karna hai.”

📕 Sahih al-Bukhari 2444

The post Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-bhai-ki-madad-kar-chahe-woh/feed/ 0 15476
Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai https://ummat-e-nabi.com/zalim-ko-chand-roz-duniya-mai-muhlat/ https://ummat-e-nabi.com/zalim-ko-chand-roz-duniya-mai-muhlat/#respond Mon, 13 Jun 2022 11:52:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zalim-ko-chand-roz-duniya-mai-muhlat/ Hadees : Allah Ta'ala Zalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta haiHadees of the Day Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai ✦ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta’ala […]

The post Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai

✦ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

Allah Ta’ala Zaalim ko chand roz duniya me muhlat deta rehta hai lekin jab pakadta hai toh phir nahi chodta. Rawi ne bayan kiya ke phir Aap (ﷺ) ne is aayat ki tilawat ki:

‏{‏ وَكَذَلِكَ أَخْذُ رَبِّكَ إِذَا أَخَذَ الْقُرَى وَهْىَ ظَالِمَةٌ إِنَّ أَخْذَهُ أَلِيمٌ شَدِيدٌ‏ }‏

“Aur tere Parwardigar ki pakad issi tarha hai, jab wo basti walo ko pakadta hai Jo zulm karte rehte hain, beshak iski pakad badi takleef dene waali aur badi hi sakht hai.” (Surah Hud 11:102)

📕 Sahih al-Bukhari;  © www.ummat-e-nabi.com/home | Arabic ref: Book 65, Hadith 4686

<<<<<<< ۞ >>>>>>>

आज की हदीस

अल्लाह तआला ज़ालिम को चंद रोज़ दुनिया में मोहलत देता रेहता है!

✦ हदिस : अबू मूसा (रज़ी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के,
रसूलअल्लाह  (ﷺ) ने फ़रमाया:
“अल्लाह तआला ज़ालिम को चंद रोज़ दुनिया में मोहलत देता रेहता है!
लेकिन जब पकड़ता है तो फिर नहीं छोड़ता।
रावी ने बयां किया के फिर आप (ﷺ) ने इस आयत की तिलावत की:

‏{‏ وَكَذَلِكَ أَخْذُ رَبِّكَ إِذَا أَخَذَ الْقُرَى وَهْىَ ظَالِمَةٌ إِنَّ أَخْذَهُ أَلِيمٌ شَدِيدٌ‏ }‏

“और तेरे परवरदिगार की पकड़ इसी तरह है,
जब वो बस्ती वालो को पकड़ता है जो ज़ुल्म करते रहते है,
बेशक इसकी पकड़ बड़ी तकलीफ देने वाली
और बड़ी ही सख्त है।” (सूरह हुद 11:102)

📕 सहीह अल-बुखारी, अरेबिक दलील बुक 65, हदीस 4686

The post Allah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zalim-ko-chand-roz-duniya-mai-muhlat/feed/ 0 18476
Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna Hai …. https://ummat-e-nabi.com/gunah-karna-apne-nafs-pe-zulm-karna-hai/ https://ummat-e-nabi.com/gunah-karna-apne-nafs-pe-zulm-karna-hai/#respond Thu, 27 Jan 2022 12:41:41 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gunah-karna-apne-nafs-pe-zulm-karna-hai/ Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna HaiAaj ki Aayat | Verse of the day Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ “Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud […]

The post Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna Hai …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat | Verse of the day

Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai

✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦

“Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta
Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai”.

📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44

» Beshaq Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna Hai.

Allah Ta’ala Hume Tamam Kism Ke Sagira aur Kabira Gunaah se Bachney Bachaaney ki taufiq ata farmaye…
Ameen Allahuma Ameen !!!!

The post Gunaah Karna Apne Nafs Pe Zulm Karna Hai …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gunah-karna-apne-nafs-pe-zulm-karna-hai/feed/ 0 15898
जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का लिहाज नहीं करेंगे … https://ummat-e-nabi.com/jab-log-allah-aur-rasool-ke-wade-ka-paas-nahi-karenge/ https://ummat-e-nabi.com/jab-log-allah-aur-rasool-ke-wade-ka-paas-nahi-karenge/#respond Sun, 10 Oct 2021 09:05:50 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jab-log-allah-aur-rasool-ke-wade-ka-paas-nahi-karenge/ जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का लिहाज नहीं करेंगे ....नबी-ऐ-करीम (ﷺ) फरमाते है: “जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का पास (लिहाज) नहीं करेंगे, तो अल्लाह उनपर बैरुने दुश्मन को तसल्लुद कर देता है, और वो (बैरुने […]

The post जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का लिहाज नहीं करेंगे … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

नबी-ऐ-करीम (ﷺ) फरमाते है:
“जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का पास (लिहाज) नहीं करेंगे, तो अल्लाह उनपर बैरुने दुश्मन को तसल्लुद कर देता है, और वो (बैरुने दुश्मन) इनकी सरवत का एक हिस्सा इनसे छीन लेता है।”

📕 सुनन इब्न माजा, हदीस ३२६२

आज आलमे इंसानियत का यही हाल है के

नौउज़ुबिल्लाह! हमने अल्लाह और उसके रसूल (ﷺ) की इतनी नाफ़रमानी की है के अल्लाह ने हमपर ऐसे बैरुने दुश्मन को तसल्लुद किया के –
– “कमाते हम है, तेल हम निकालते है लेकिन उसका भाव बैरुने मुल्क में बैठकर कोई और तय करता है।
– हमारे रुपये (Currency) का भाव वो तय करते है के डोलर के मुकाबले में आज कितना होगा।”
इसीको Capitalism कहते है जिसमे इंसानों पर सीधे हुकूमत नहीकिया जाता लेकिन पूरा Finance अपने कंट्रोल में रखा जाता है।

तो ये होता है जब ईताअते-रसूल छोड़ दी जाती है तब बैरुने दुश्मन को अल्लाह तसल्लुद कर देता है ….

♥ अल्लाह रहम करे
– अल्लाह हमें गुनाह और मासियत से बचाए !
– हमे किताबो सुन्नत का मुत्तबे बनाये !
– जब तक हमे जिंदा रखे, इस्लाम और ईमान पर जिंदा रखे !
– खात्मा हमारा ईमान पर हो !
!!! व अखिरू दावाना अलाह्म्दुलिल्लाही रब्बिल आलमीन !!!
( अमीन अल्लाहुम आमीन )

The post जब लोग अल्लाह और उसके रसूल के वादे का लिहाज नहीं करेंगे … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jab-log-allah-aur-rasool-ke-wade-ka-paas-nahi-karenge/feed/ 0 17616
Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/#respond Wed, 19 May 2021 13:26:11 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ Zulm ke badle nek amal liya jayega⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm […]

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya –

“Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya ho
Tou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!
Jis Din na Deenar honge na Dirham balki Uska koi Nek amal hoga
Tou Uss Zulm ke badle Wohi le liya Jayega aur
Agar koi Neik Amal uske paas nahi hoga tou Uss Mazloom
(Jispar Zulm hua us) ki Buraiyan Uss par daal di jayegi.”

📚 Sahih Bukhari, Vol 3, 2449

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
– Allah Rabbul Izzat hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufiq dey,
– Hum Tamam kism ke Zulm se bachaye ,
– Jab tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par Zinda rakhey ,
– Khatma Humara Imaan par ho ,
*Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen, Ameen …

Read More

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/feed/ 0 16479
Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti hai https://ummat-e-nabi.com/hadees-jhooti-qasam-gharo-ko-veeran-barbad-karke-chorhti-hai/ https://ummat-e-nabi.com/hadees-jhooti-qasam-gharo-ko-veeran-barbad-karke-chorhti-hai/#respond Tue, 07 Jan 2020 18:11:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=24536 Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti hai۞ Hadees: RasoolAllah (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : ❝ Sila rehmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jis mein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur Sarkashi […]

The post Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees: RasoolAllah (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya :

Sila rehmi se ziyada jaldi sawab dilane wala jis mein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur Sarkashi (Zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, aur Jhooti Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai. ❞

📕 Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees-Jild 1,155
📕 Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
📕 At Tabrani, 1996-Sahih

See more:

The post Hadees: Jhooti Qasam Gharo ko Veeran (barbad) karke chorhti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadees-jhooti-qasam-gharo-ko-veeran-barbad-karke-chorhti-hai/feed/ 0 24536
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon karega https://ummat-e-nabi.com/jo-shakhs-ziyaadati-aur-zulm-ke-taur-par-naahaq-maal-khaayega/ https://ummat-e-nabi.com/jo-shakhs-ziyaadati-aur-zulm-ke-taur-par-naahaq-maal-khaayega/#respond Tue, 23 Jul 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jo-shakhs-ziyaadati-aur-zulm-ke-taur-par-naahaq-maal-khaayega/ 24 July Al Quran Jo shakhs ziyaadati aur zulm ke taur par aisa karegaQuran: 24 – July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein […]

The post Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon karega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Quran: 24 – July:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞

📕 Surah An-Nisa’ 4:30

The post Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon karega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-shakhs-ziyaadati-aur-zulm-ke-taur-par-naahaq-maal-khaayega/feed/ 0 19567
Hadees: Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna zulm hai https://ummat-e-nabi.com/hadith-qarz-ki-adaaigi-par-qudrat-ke-bawajood-taal-matol-karna-zulm-hai/ https://ummat-e-nabi.com/hadith-qarz-ki-adaaigi-par-qudrat-ke-bawajood-taal-matol-karna-zulm-hai/#respond Tue, 16 Apr 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadith-qarz-ki-adaaigi-par-qudrat-ke-bawajood-taal-matol-karna-zulm-hai/ 18 Apr Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna zulm haiHadith: 18-April: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna Zulm hai. 📕 Muslim 4085

The post Hadees: Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna zulm hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadith: 18-April:

Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:

Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna Zulm hai.

📕 Muslim 4085

The post Hadees: Qarz ki adaaigi par qudrat ke bawajood taal matol karna zulm hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadith-qarz-ki-adaaigi-par-qudrat-ke-bawajood-taal-matol-karna-zulm-hai/feed/ 0 19396
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega https://ummat-e-nabi.com/hadith-jo-koi-apne-ghulam-ko-zulm-se-marega-tou-qayamat-ke-din-maalik-se-badla-liya-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/hadith-jo-koi-apne-ghulam-ko-zulm-se-marega-tou-qayamat-ke-din-maalik-se-badla-liya-jayega/#respond Sun, 14 Apr 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadith-jo-koi-apne-ghulam-ko-zulm-se-marega-tou-qayamat-ke-din-maalik-se-badla-liya-jayega/ 16 Apr Jo koi apne gulam naukar wagaira ko zulm se maregaHadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din […]

The post Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadith: 16-April:

Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:

‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega.

📕 Musnade Ahmed 1399

The post Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadith-jo-koi-apne-ghulam-ko-zulm-se-marega-tou-qayamat-ke-din-maalik-se-badla-liya-jayega/feed/ 0 19392
Diwaliya aur Muflis Kaun hai? (Gaali Galaoch aur Geebat ka Azab) https://ummat-e-nabi.com/gaali-galaoch-aur-geebat-ka-azab/ https://ummat-e-nabi.com/gaali-galaoch-aur-geebat-ka-azab/#respond Fri, 22 Mar 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gaali-galaoch-aur-geebat-ka-azab/ Diwaliya aur Muflis Kaun Hai✦ Mafhum-e-Hadith : Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, ek baar Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne sahaba se farmaya ‘Kya tum jante ho Diwaliya aur Muflis kaun hai? ‘ […]

The post Diwaliya aur Muflis Kaun hai? (Gaali Galaoch aur Geebat ka Azab) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Mafhum-e-Hadith :

Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, ek baar Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne sahaba se farmaya ‘Kya tum jante ho Diwaliya aur Muflis kaun hai? ‘
Sahaba ne arz kiya ki ‘Humare yahan tou Diwaliya usey maana jata hai jiske paas na ek Dirham ho aur na tou koi Saamaan!’

Aap (Sallallahu alaihay wasallam) ne farmaya

❝ Meri Ummat ka Muflis wo hai jo Qayamat ke din apne Roza, Namaz aur Zakat ko saath lekar hazir hoga, magar uske sath wo log bhi hazir honge, jin me se kisi ko usney duniya me Gaali di hogi, kisi par jhoota ilzaam lagaya hoga, kisi ka Maal maar khaya hoga, kisi ka khoon kar dia hoga, kisi ko naahaq mara-peeta hoga!. Tou unn tamaam mazloomo me uss aadmi ki nekiyan baanti jaane lagengi, aur agar baant’te-baant’te Nekiyan khatm ho jaayengi magar usney jin logo pe Zulm ki hai abhi unkey Haq baaki reh gaye honge, tou unn Sataaye huye logo ke Gunaah iss aadmi ke hisaab khatey me daal diye jaayenge aur fir isey jahannam me phenk dia jayega. ❞

📕 Muslim: kitab-32, Hadees 6251

✦ Sabaq:

Is Aahadeese Mubarak se maloom hua ke Allah ke bando ke Haq maarne wala aur unpar Nahaq Zulm karne wala Roze Qayamat sabse badd’tar Shakhs hoga. uss Din na uska Roza usey Fayda dilane wala aur Naa hi uski Namaz aur naa hi uski Zakaat. jab tak ke wo Shakhs khud apne kiye par nadeem hokar unn sabse muafi mang na le tab tak wo Allah ke nazdik bakhshish ke layaq na hoga.

Allah Ta’ala hume har kism ke zulm se bachney aur bachaaney ki taufiq ata farmaye..ameen ,..

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Diwaliya aur Muflis Kaun hai? (Gaali Galaoch aur Geebat ka Azab) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gaali-galaoch-aur-geebat-ka-azab/feed/ 0 15998
Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar …. https://ummat-e-nabi.com/momin-ki-hurmat/ https://ummat-e-nabi.com/momin-ki-hurmat/#respond Sat, 22 Aug 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/momin-ki-hurmat/ Momin Ki Hurmat♥ Mafhoom-e-Hadees: “Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa” *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: “Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. […]

The post Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa”
*Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne
Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya:
“Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. “
(Tabarani: Chapter-‘Ikramul Muslimeen’)

*Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke –
“Chahe Kaaba Dha Do Lekin Kisi Momin Ka Dil Mat Todo ,..”
.. Kyunki Kaaba Tou Ek Kibla Hai,.. Agar Ek Baar Dha Diya Jaaye Tou Dubara Ban Bhi Jayega!!

*Yakinan Kaabe Ki Hurmat Apni Jagah Hai Lekin Rab Ke Nazdik Uss’sey Jadaa Hurmat Zinda Momin Ki Hai ,..
Kyunki Shariyat Me ‘Haqooq Ul Ibad’ Ki Bohot Badi Ahmyat Hai ,..
* * * * *

*Yaani Allah Ke Huquq Ke Baad Bando Ke Huquq Ki Bohot Badi Ahmiyat Hai ,..
» Hatta Ke Ek Hadees Ka Mafhoom Hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
“Meri Ummat Ka Muflis Wo Hai Jo Apni Tamam Nekiya Lekar Aayega
Lekin Unn Tamaam Mazloomo Me Uss Aadmi Ki Nekiyan Baanti Jaane Lagengi, Jinpar Usney Kabhi Zulm Kiya Ho!
Aur Nekiya Khatm Hone Par Usey Jahannum Me Fenk Diya Jayega” – (Muslim Sharif Kitab-32, Hadees-6251)
* * * * *

*Illah Ke Fir Agar Allah Uspar Reham Karey Ye Allah Ki Marzi hogi ,..
Lekin Umooman Aise Zalimo Ko Allah Ki Taraf Se Ruswayi hi Nasib Hogi Jo Uskey Bando Par Zulm Karte ho”.
*Aur Iskey Talluk Se kayi Aahadeese Sharifa Bhi Milti Hai-

*Lihaja Hum Tamam Ko Chahiye Ke Aapas Me Ek Dusre Ka Ikram Karey ,..
*Ek Dusrey Par Zulm Se Ahtiyat Karey ,..
*Ek Dusrey ki Izzato Ahtraam Karey aur Jitna ho Sakey Sunnat-e-Nabvi Ko Aam Karey ,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!
# Allah Ta’ala Humey Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufiq Dey ,..
# Hum Tamam Ko Ek aur Nek Banaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/momin-ki-hurmat/feed/ 0 15562
Shirk se Jo bacch gaya uske liye Aman aur Salamati hai https://ummat-e-nabi.com/shirk-se-jo-bacch-gaya-uske-liye-aman-aur-salamati/ https://ummat-e-nabi.com/shirk-se-jo-bacch-gaya-uske-liye-aman-aur-salamati/#respond Fri, 10 Oct 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/shirk-se-jo-bacch-gaya-uske-liye-aman-aur-salamati/ Shirk se Jo bach gaya uske liye aman hai۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Jo Log imaan laye aur apne imaan ko Zulm se mahfuz kiya unke liye Aman hai aur wahi hidayat paney wale log hain.“ 📕 Quran: Surah Al-An’am […]

The post Shirk se Jo bacch gaya uske liye Aman aur Salamati hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Jo Log imaan laye aur apne imaan ko Zulm se mahfuz kiya unke liye Aman hai aur wahi hidayat paney wale log hain.

📕 Quran: Surah Al-An’am 6:82

Tafseer:

Iss aayat ke Sabab Hazrate Abdullah bin Mas’ud (RaziAllahu Anhu) ne farmaya ke: ‘Jab yeh Aayat [Surah Al-An’am 6:82] naazil hui tou hum log pareshan ho gaye ke, “Koun hai jisney apne par Zulm nahi kiya hoga?.”

Tou hum log RasoolAllah (ﷺ) ke paas gaye aur kaha ke: “Koun hai jisney Zulm nahi kiya hai!” Tou RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: “Jo tum log Zulm samajh rahe ho waisa nahi hai! Zulm se muraad woh Zulm hai jo: Luqman (A.s.) ne apney betey ko Naseehat karte hue kaha ke beta Allah ke saath kisi ko shareek Naa karna, Shirk tou bada Zulm azeem hai [Surah Luqman 31:13]

۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

iss Shirk se jo bacch gaya tou uskey liye Aman aur Salamati hai.

📕 Bukhari, Muslim Sharif

Allah Rabbul Izzat hume kehne sun’ne se jyada amal ki taufik de! Ameen.

The post Shirk se Jo bacch gaya uske liye Aman aur Salamati hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shirk-se-jo-bacch-gaya-uske-liye-aman-aur-salamati/feed/ 0 16407
Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo …. https://ummat-e-nabi.com/neki-aur-parhezgari-me-ek-dusre-ki-madad-karo/ https://ummat-e-nabi.com/neki-aur-parhezgari-me-ek-dusre-ki-madad-karo/#respond Fri, 10 Oct 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/neki-aur-parhezgari-me-ek-dusre-ki-madad-karo/ !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai..” […]

The post Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo,
Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!,
Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai..”
(Al-Quraan: Surah Al-Ma’ida, A:2)

♥ Mafhoom-e-Hadees:
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Allah Uspar Raham Nahi Karta –
Jo Logon Par Raham Nahi Karta!”

Aagey Farmaya:
– Wo Hum’me Se Nahi Jo Humaare Choto Par Reham Na Karey ,..
– Aur Hamarey Bado Ki Izzat Na Kare ,..
– Aur Achchi Baat Ka Huqm Na Kare ,..
– Aur Buri Baat Se Manaa Na Karey!”.
(Kanoon-e-Shariat – Jild 2 – Safa 288)

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
*Allah Rabbul Izzat Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey!!

The post Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/neki-aur-parhezgari-me-ek-dusre-ki-madad-karo/feed/ 0 16120
Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-bando-par-kya-haq-hai/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-bando-par-kya-haq-hai/#respond Mon, 08 Sep 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-bando-par-kya-haq-hai/ » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke – ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek […]

The post Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
» Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.
– (Bukhari:2856, Muslim:30)

♥ Al-Quraan: “Jo Log Emaan Laaye Aur Apne Emaan Ko Zulm Se Mahfooj Kiya
Unke Liye Aman Hai Aur Wahi Hidayat Paney Wale Log Hain..”

– (Surah 6 Al-An’am, Aayat-82)

The post Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-bando-par-kya-haq-hai/feed/ 0 16856
Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo …. https://ummat-e-nabi.com/padosiyon-ko-takleef-dene-se-baaz-aaya-karo/ https://ummat-e-nabi.com/padosiyon-ko-takleef-dene-se-baaz-aaya-karo/#respond Sat, 15 Feb 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/padosiyon-ko-takleef-dene-se-baaz-aaya-karo/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya – “Ya Rasool’Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya […]

The post Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki,
*Ek Shakhs Ne Arz Kiya – “Ya Rasool’Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko Zubaan Se Takleef Pahunchati Hai…”
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Wah Jahannam Me Hai…”

*Unhone Kaha – “Ya Rasool’Allah ! Falani Aurat Ki Nisbat Zikr Kiya Jaata Hai Ki, Uske Roza Sadka Wa Namaz Me Kami Hai (Yaani Nawafil) Wah Paneer Ke Tukde Sadka Karti Hai Aur Apni Zubaan Se Padosiyon Ko Iza (Takleef) Nahi Deti…”
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Wah Jannat Me Hai…”
(Islami Akhlaq-o-Aadab, Page#234, Hadith no. 12 – @[156344474474186:])

• SABAQ: Lihaza Her Haal Me Apne Padosi Se Narmdili Se Pesh Aaya Karo Aur Bacha Karo Unka Dil Dukhane Se, Ke Yeh Zulm Hai Aur Allah Ta’ala Aise Bando Ko Pasand Nahi Karta Jo Apne Padosiyon Ke Pareshaniyon Ki Wajah Ho.
– Fir Chahe Wo Banda Kitna Hi Bada Aabid Wa Parhezgaar Kyu Na Ho, Wo Jahannam Ki Aag Se Bach Nahi Payega Jo Apne Padosiyon Ke Pareshaniyon Ka Jimmewar Ho.

*Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Toufiq De …

The post Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/padosiyon-ko-takleef-dene-se-baaz-aaya-karo/feed/ 0 16655
Jo Zulm se Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai https://ummat-e-nabi.com/jo-zulm-se-qatl-kar-diya-jaye-wo-shaheed-hai/ https://ummat-e-nabi.com/jo-zulm-se-qatl-kar-diya-jaye-wo-shaheed-hai/#respond Thu, 31 Oct 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jo-zulm-se-qatl-kar-diya-jaye-wo-shaheed-hai/ ✦ Hadith : Roman Urdu: Abu Jafar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Mai Suwaid bin Muqarrin (RaziAllahu Anhu) ke paas baitha tha aur unhoney kaha ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay […]

The post Jo Zulm se Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
✦ Hadith : Roman Urdu:

Abu Jafar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Mai Suwaid bin Muqarrin (RaziAllahu Anhu) ke paas baitha tha aur unhoney kaha ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya hai ki:
“Jo Zulm se Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai.”

Sunan Nasaii, Vol 3, 398-Sahih


✦ English Hadith: The One Who Fights to Protect Himself Against Injustice

It was narrated that Abu Ja’far said:
“I was sitting with Suwaid bin Muqarrin, and he said: The Messenger of Allah [SAW] said: “Whoever is killed defending himself against injustice, he is a martyr.”

Sunan an-Nasa’i 4096-Sahih

The post Jo Zulm se Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-zulm-se-qatl-kar-diya-jaye-wo-shaheed-hai/feed/ 0 16567
Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek Bohat Bura Shakhs hai https://ummat-e-nabi.com/gaali-galoch-aur-baddkalami-karne-wala/ https://ummat-e-nabi.com/gaali-galoch-aur-baddkalami-karne-wala/#respond Sat, 27 Jul 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gaali-galoch-aur-baddkalami-karne-wala/ Gaali Galoch Karne Waale Dono Shaitan Hain 1♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki – “Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga […]

The post Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek Bohat Bura Shakhs hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare”
(Sahih Muslim)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Musalman Ko Gaali Dena Fisq (Belong to Fasiq) Hai aur Qatl Karna Kufr Hai”.
(Sahih Bukhari)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momeneen Aayesha (Razi’Allaho Anha) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Mardo Me Sabse Bura Allah Ke Nazdeek Wo Mard Hai Jo Sabse Jiyada Jhagadalu Ho”.
(Sahih Bukhari, Vol-8, Hadith no. 7188)

The post Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek Bohat Bura Shakhs hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gaali-galoch-aur-baddkalami-karne-wala/feed/ 0 16144
Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla https://ummat-e-nabi.com/logo-ki-niyato-ka-silaah/ https://ummat-e-nabi.com/logo-ki-niyato-ka-silaah/#respond Fri, 26 Jul 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/logo-ki-niyato-ka-silaah/ Dunia Me 4 Qisam Ke Logo Ki Niyato Ka Badla♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna” 1). […]

The post Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna”
1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti”,
2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh Sabr kare tou Allah uski Izzat me Izafa farmata hai”,
3). Jo Shakhs (logon se) mangna shuru kar de tou Allah uss par Fikr aur tangi ka darwaza khol deta hai (aur woh har qisam ke Maal-o-Doulat hone ke bawajood mangta phirta hai)”

Phir farmaya “Ek aur baat bayan karta hoon usey bhi yaad rakhna. yeh dunia 4 qisam ke logo ke liye hai”,
1). Ek woh jise Allah Maal-o-Doulat aur ilm se nawazta hai aur woh inn dono ke baare me Allah se darta rehta hai, Suleh Rehmi karta hai aur Allah ke haq ko janta hai (aur ada karta) hai. aisa aadmi afzal hai.

2). Dusra woh jise Allah ilm ata farmaye aur Doulat na de magar woh Sidiq-o-Khaloos se kahe ke, “agar mere paas Maal hota tou mai falah ki tarah Nek Amal karta”, hala ke uss ki sirf Niyat hai aur dusre ka Amal hai tou dono ko Sawaab barabar milega.

3). Teesra woh hai jise Allah Maal ata farmata hai aur woh ilm se mehroom hota hai woh Maal ko be-intehaa bagair soche-samze aur bagair ilm ke kharch karta hai. na Allah se darta hai na Sila Rehmi karta hai aur na Allah ke Huqooq janta hai aur na ada karta hai yeh shaks sabse bura hai.

∗4). Choutha woh jise Allah ne na ilm dia na maal lakin woh kehta hai ke, “Agar mere paas Maal hota tou mai falah ki tarah (burey) kaam karta”, hala ke uski sirf Niyat hai aur dusre ka amal hai tou dono ko Gunaah barabar hai.

  • Reference : Jami` at-Tirmidhi 2325
  • In-book reference : Book 36, Hadith 22
  • English translation : Vol. 4, Book 10, Hadith 2325

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/logo-ki-niyato-ka-silaah/feed/ 0 16451