Miya Biwi Ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed

Miya Biwi Ke Aapas me Huqooq kya hai, aur isme gaflat ke sabab kya kuch fitne barpa hotey hai ? Aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan.
Video Dekhe:

Rate this post

Rozi Me Barkat Magar Kaise – Rizq Ki Kunjiyan by Adv. Faiz Syed

Rozi Me Barkat lane ka sharayi tareeka kya hai aur Rizq Ki Kunjiyan kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Video Dekhe:

Rate this post
5 Waqt Ki Namaz Me Kitni Rakat Namaz Padhna Hai

5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed

Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed

People also search as

5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz ka bayan, Namaz ki karamat, Namaz ki fazilat, Namaz ki ahmiyat, Namaz ki barkat, Namaz ki niyat,  Faiz syed Namaz ka tarika, Faiz syed namaz ki ahmiyat.

5/5 - (2 votes)

Qawwali Sunna kya Jayez hai ? – by Adv. Faiz Syed

Qawali ki haqeeqat kya hai, Shariyat me Qawali ki kya hasiyat hai ? iske bare me tafseeli jankari ke liye is video bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu Khairan kaseera.
Video Dekhe:

5/5 - (1 vote)

Maut ke Baad kya Hoga by Adv. Faiz Syed

Mout ki Kya Hakikat hai, Mout ke Baad insan kin marhalo se gujarta hai ? iske bare me Qurano Sunnat ke hawale se tafseeli jankari ke liye aaiye is bayan ka mutala karte hai baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan.
Video Dekhe:

5/5 - (1 vote)

Misali Miya Biwi by Adv. Faiz Syed

Miya biwi ke liye behtareen Misaal kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Video Dekhe:

Rate this post

Istikhara Karne ka Tarika aur Ahmiyat by Adv. Faiz Syed

Istikhara In Islam, istikhara ka matlab, istikhara kyu aur kab kare, istikhara ka tareeqa, istikhara ka masnoon tariqa urdu, shadi ka istikhara ka tarika, istikhara ka tareeqa quran se, istikhara ki niyat, istikhara ka dua, tasbeeh istikhara

Rate this post
Jahannam mein le jane wale Aamaal

Jahannam mein le jane wale Aamaal by Adv. Faiz Syed

Jahannam mein le jane wale Aamaal

What is Jahannam, who will go to jahannam, punishments in jahannam, description of jahannam in hadith.

How hot is hellfire, facts about jahannam, punishments in jahannam, lowest punishment in jahannam.

Examples of Punishments, Punishment for the people of Hell.

Rate this post

Jannat Mein Le Janewale Aamaal by Adv. Faiz Syed

What is jannah, Concept of Jannah in islam, levels of jannah, Jannah As Defined in Islam, How Is Heaven, All about jannah, paradise, garden of eden , jannat ka bayan, jannat ki naimat, pleasures of paradise in islam

Rate this post

Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed

The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology

5/5 - (1 vote)

Islam – Manavta Ke liye Sandesh – Islam a Message for Mankind [Hindi] by Adv. Faiz Syed

Message for Mankind, What is True Religion?, Which Religion Is True?, first religion of the world, perfect religion in the world, islam for all, what is the origin of religion, message for mankind in islam, what islam says about humanity, Quran’s Message for Humanity, Islam God’s Final Message to Mankind, equality in islam quran, equality in islam hadith, examples of equality in islam, islam religion, islam religion facts, equality of man and woman in islam, equity in islamic law, इस्लाम किस के लिए, दुनिया का सबसे पुराना धर्म, दुनिया का सबसे प्राचीन धर्म, सबसे अच्छा धर्म कौन सा है, सबसे पहले कौन सा धर्म आया, सबसे पुराना ग्रंथ है, विश्व का सबसे बड़ा धर्म, दुनिया में कितने धर्म है

Rate this post

Nazar-e-Bad Ki Haqeeqat Aur ilaj – Evil Eye Reality & Cure by Adv. Faiz Syed

Nazar e Bad in Islam, nazre bad ki pehchan, nazre bad ka ilaj, buri nazar ka wazifa, dua for nazar e bad from quran, dua for removing nazar, dua for nazar e bad for babies, how to protect from bad eye, how to cure nazar, The Evil Eye and Protection, Evil Eye according to Islam, Evil Eye in Islam, nazre bad ki haqeeqat

5/5 - (4 votes)

Sachai Ka Bayan (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed

Sach bolne ki Ahmiyat, sach bolne ki fazeelat, sach bolne par hadees, sach ki ahmiyat in urdu, hadees about jhoot in urdu, islam me jhoot bolne ki saza, jhoot ke bare main hadees, jhoot bolna hadees, jhoot in islam in urdu,

Rate this post

Taharat aur Baitul Khala Jane ke Aadaab by Adv. Faiz Syed

Taharat in islam, how to do tahara in islam, pak and napak in islam, types of najasat in islam, najis things in islam, taharat ka tariqa, types of impurities in islam, dry najasat, taharat meaning in hindi
Taharat Ka Sahih Tariqa aur Toilet – Baitul Khala Jane ke Aadaab by Adv. Faiz Syed

Rate this post
Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A) ki Zindagi

Seerate Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A) ki Zindagi aur Martaba

Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A) ki Zindagi

Laqab (Honorific Title):

Siddeeqe Akbar, Gaare Yaare Nabi, Afzalun Naas Ba’adal Ambiya, Saani Isnain, Khalifatul-Rasool, Ateeq.

Wiladat (Birth) :

Aapki Wiladat 573 C.A. me Makka me hui. Waalid ka naam Usman Abu Quhafa ibn Amir aur Waalida ka naam Salma bint Sakhar (Ummul Khair) hai.

Aap Quraish ke Banu Taym Kabeele se ta’aaluq rakhte hain. Aap ka Asal naam Abdullah hai.

Deen ki Daawat:

Aapki Daawat aur mashware se bahut saare log Islam me dakhil hue, jin me Hazrat Usman ibn Affan, Zubair Ibn Awwam, Talha Ibn Ubaidullah, Abdur Rehman bin Awf, Sa’ad ibn Abi Waqqas, Abu Ubaidah ibn Jarrah, Abdullah bin Abdul Asad (Abu Salama), Khalid ibn Sa’id aur Abu Huzifah ibn Mughirah (RaziAllahu Anhuma) mashhoor hain.

Aap ne 8 Gulamo ko Aazad karaya jo Musalman ho gaye they. jin me Mardo me Hazrate Bilal Habashi ibn Ribah, Abu Fakih, Ammar ibn Yasir aur Abu Fuhaira aur Aurto me Lubainah, Nahdiah, Umm Ubais, Harisah bint Muammil shamil hain. is ke liye Aap ne 40,000 dinar kharch kiye.

Waalid ne kaha Tum Budhe aur Kamzor Gulamo ko Aazad karate ho jis se hume koi Faida nahi hoga.”
Aap ne farmaya “Main tou Allah ki Raza ke liye Musalmano ko Aazad karata hu.

Seerate Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A) ki Zindagi aur Martaba
Seerate Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A) ki Zindagi aur Martaba

Siddeeqe Akbar Ka Laqab:

12 Nabawi (621 C.A.) me Meraj ke baad Huzoor (ﷺ) Ashaba ko Meraj ki baaten bayan kar rahe they. Hazrate Abu Baqr (RaziAllahu Anhu) thoda der se aaye. Aap aakar Huzoor (ﷺ) ke qareeb jaakar bethe.

Huzoor (ﷺ) ne phir se shuru se pura bayan shuru kiya. Aur Hazrate Abu Baqr (R.A.) har baat par farmate ‘Sadaqata ya RasoolAllah (ﷺ).’

Huzoor (ﷺ) ne khush hokar Aap ko ‘Siddeeque Akbar’ ka Laqab ata farmaya yaa’ni tamam Siddeeque me sab se bada.

Aap ke baare me Nabi-e-Kareem ﷺ ka Farman:

Aap ke baare me Pyare Aaqa (ﷺ) farmate hain ke,

  • (1) Abu Baqr ‘Afzalul bashar ba’adal Ambiya’ hain ya’ni ‘Ambiya ke baad tamaam insan me sab se Afzal.’
  • (2) Agar Abu Baqr ka Imaan meri tamam Ummat ke Imaan ke saath wazan me kiya jaaye tou Abu Baqr ka emaan gaalib aaye.
  • (3) Abu Baqr ka ye martaba sirf uski ibadat ki wajah se nahi hai, balke Allah Ta’ala ne uske Dil me jo khas rakha hai uski wajah se hai.
  • (4) Abu Baqr ke mujh par bahut Ahsan hain. uss ne Islam ke liye Apni jaan aur Maal bhi Qurban kiye hain aur apni Beti mere Nikah me di hai aur Abu Baqr ne Hazrat Bilal Habsi ko Aazad karaya hai.’

✦ Aap Ashra-e-Mubashara me se Hain:

  • Ek baar Huzoor (ﷺ) ne Aap se farmaya ‘Abu Baqr, Jannat me dakhil hone walo me tum sab se pehle rahoge.’
  • Ek baar Huzoor (ﷺ) ne farmaya ‘Jab Allah Ta’ala kisi momin ke liye bhalai ka irada karta hai tou usme koi khaslat paida farmata hai jis ke sabab wo Jannati ban jaata hai aur aisi 360 khaslate hain.’ Abu Baqr (R.A) ne puchha ‘Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam), kya mujh me aisi koi khaslat hai?’ Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – ‘Abu Baqr! tumhe mubarak ho ke tum me wo tamam khaslat moujood hai.’

✦ Ameerul Hujjaj:

9 Hijri me jab Hajj farz hua tou Huzoor (ﷺ) ne Aap ko Ameerul Hujjaj banakar Ashaba ko Aap ke saath Hajj ke liye bheja.

✦ Aap ki Mohabbat Nabi-e-Paak ke liye:

10 Hijri me Hajjatul Wida ke Mouqe par bhi Rasool’Allah (ﷺ) ke saath rahe. jab ye Aayat naazil hui ‘Aaj ke din hum ne tumhare liye tumhara deen mukammal kar diya aur tumhare liye deen-e-Islam pasand kiya.’ tou Ashaba khush hue ke Allah Ta’ala ne Deen-e-Islam ko mukammal kar diya.

Magar Aap Gamzada ho gaye. jab puchha gaya tou farmaya ke: Ye sahi hai ke Deen-e-Islam ko Allah Ta’ala ne mukammal kar diya hai. magar Deen mukammal hone ke baad mumkin hai ke Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) hum se Anqareeb parda (Rukhsat/Wafat) farmayenge. main ye sochkar ghamzada hu.

✦ Wafat-e-Rasool par Aapki Sujat:

Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke wafat ke baad sab Ashaba Gamzada they aur Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ne tou farma diya tha ke – ‘Agar kisi ne mere saamne ye kaha ke Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ka Inteqal ho gaya hai aur Aap (ﷺ) humare darmiyan me nahi hain tou mai talwar se uski Gardan kalam kar dunga.’

Aise mahoul me sab khamosh they tab Hazrate Abu Baqr uthkar aage aaye aur Khutba padhney ke baad Ashaba se farmaya ‘Agar koi Muhmmad (ﷺ) ki parastish karta ho tou wo jaan jaaye ke huzoor (ﷺ) inteqal kar gaye hain aur Jo Rabbe Muhammad (yaani Allah) ki ibadat karta ho tou wo jaan le ke Allah Zinda hai aur kabhi marne wala nahi.

✦ Aap Islam ke pehle Khaifa rahe:

Huzoor (ﷺ) ke Wafat ke baad Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ke mashware par Aap ko khalifa banaya gaya. Aap 13 Rabi-Ul-Awwal 11 Hijri (8 June 632 C.A.) ko sab se pehle khalifa hue. Aap ka Dour-e-Khilafat 2 saal 4 maah ka raha.

✦ Quraan-e-Kareem ki Hifazat:

11 Hijri (632 C.A.) me Junge Yamama me taqreeban 70 Ashaba Shaheed hue jo Haafize Qur’an they. Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ne Aap se farmaya ‘Iss tarah Haafize Qur’an kum hote rahe to Qur’an ki hifazat karna mushkil hoga. behtar hai ke hum Qur’an ko jama karke kitaab bana len.’

Iss tarah Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ke mashware se Qur’an Majeed ko jama karke kitaab banane ka kaam Shuru kiya gaya, jo Hazrate Usman Ghani ke Zamane me mukammal hua.

✦ Aapka Pariwaar:

Aap ko 4 Biwiya, 3 Bete aur 3 Betiya thi.

  1. Qutaylah bint Abd-Al-Uzza se 1 Beta – Abdullah aur 1 Beti – Asma,
  2. Umme Rumman se 1 Bata – Abdur Rehman aur 1 Beti – Aaisha,
  3. Asma bint Umays se 1 Beta – Muhammad,
  4. Habibah bint Kharijah se 1 Beti – Umme Kulsum.

• Sirf Aap Hi Aise Sahabi hain Jinke Waliden Aur Aulaad Bhi Ashaba Hain.

✦ Aap Nabi-e-Paak ﷺ ke sabse Qareebi Dost hai:

  • Aap ‘Gare Yaare Nabi’ hain yaani Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke sab se Qareebi Dost.
  • Aap ko Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne har khaas mouqe par aur mehfil me saath aur Qareeb rakha.
  • Hijrat (Migrate Macca to madina) me bhi Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne sirf Aap ko saath liya.

✦ Wisaal / Wafat (Death):

Wafat Aap ki 22 Jamaadil Aakhir 13 Hijri 23 August 634 CA ko 63 baras ki Umr me Madina me hui.

Namaze Janaza Hazrate Umar Farooq (RaziAllah Anhu) ne padhai. Aap ki tadfeen Roza-e-Rasool me Huzoor (ﷺ) ke bagal me ki gayi.

♥ Allah Rabbul Izzat Se Dua hai ke:
Allah Hum tamam ko Hidayat ata farmaye,
Hume Sirate Mustakim par chalaye,
Jab tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par zinda rakhey,
Khatma Humara Imaan par ho.
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

• Note: Likhne me koi khata hui ho tou Jarur Ba-Daleel humari Islah kare… Dua ki Darkhwast.

4.2/5 - (13 votes)