❗Aaj ka Sawal 👇

Islamic Quiz of the Day

19 April 2024

Islamic Quiz 262

Kitne saal ki umar mein baccho ko Namaz ka hukm dena chahiye?

Options Are 👇

A. 10 saal

B. 8 saal

C. 7 saal

D. 5 saal

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( C )

✅ 7 Saal

Amr ibn Al As (R.A)se riwayat hai ki,
RasoolAllah ﷺ ne farmaya:

“Apney baccho ko Namaz ka hukm do jab wo 7 saal ke ho jaye aur jab 10 saal ke ho jaye to Namaz na parhney par unko maro aur unke bistar alag kar do.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 493-Sahih

Install Islamic Quiz App

Aaj ka Sawal | Islamic Quiz of the Day | Islamic Sawal Jawab Quran wa Hadees ki roshni mein | Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz.

Welcome to “❗Aaj ka Sawal 👇 | Quiz of the Day: Islamic Questions and Answers in Hind, Roman Urdu,” your reliable source for insightful information about Islam. Explore a wide range of popular topics, including Islamic beliefs, practices, history, Quranic teachings, prophet’s stories, and Islamic ethics. Join us on this enlightening journey of exploration and discovery as we provide informative answers to your questions about Islam.

और देखे :