2 Rabbi Ul Awwal

2 Rabi-ul-Awal | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

इस्लामी तारीख: हज़रत ज़करिया (अ.स), अस्र की नमाज़ की फज़ीलत, मेहमान का अच्छे अलफाज़ से इस्तिकबाल करना, पड़ोसी के साथ अच्छा सुलूक करना, रसूलल्लाह (ﷺ) की नाफ़रमानी करने का गुनाह, अल्लाह और उसके बन्दों के हुकूक …

Hadees Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal

Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal

Hadees of the Day

Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal

۞ Hadees: Hazrate Samrah (R.A.) ne farmaya,
Hum Darbaar-e-Nabuwat (ﷺ) me haazir they ke, Ek Shakhs haazir hua aur arz kiya
“Ya Rasool’Allah (ﷺ) ! Allah Ta’ala ke Qareeb tar Aamal kya hain?

Aap (ﷺ) ne farmaya “Sach Bolna aur Amanat ka Aada karna.”

Arz kiya gaya “Huzoor (ﷺ) Kuch aur Irshad farmaiye! ”

Aap (ﷺ) ne farmaya :
“Tahajjud ki Namaz aur Garmiyon ke Roze.”

Phir Maine arz kiya “Huzoor (ﷺ) Kuch aur Irshad farmaiye!”

Aap (ﷺ) ne farmaya:
“Zikr-e-Elahi ki Qasrat karna aur Mujh par Durood-e-Paak Padhna tangdasti ko door karta hai.”

Mai ne arz kiya “Kuch aur Irshaad farmaiye.”

Aap (ﷺ) ne farmaya
“Jo kisi Qoam ka Imaam baney tou Halki Namaz parhaye, Kyun ki Muqtadion me Burhay(Oldage) bhi hotey hai, Bimaar bhi, Bacche bhi aur Kaam kaaj wale bhi.”

📕 Al-Qawl Al-Bade’e, Pg 129
📕 Sa’adat Al-Daarain, Pg-714

4.6/5 - (14 votes)
14 Rabbi Ul Awwal

14 Rabi-ul-Awal | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

इस्लामी तारीख: हारूत व मारूत, एक फर्ज: नमाज़ के लिये मस्जिद जाना, सज्दा-ए-तिलावत की दुआ, कसरत से सज्दा करने की फ़ज़ीलत, हराम चीज़ों का बयान, कयामत के दिन के सवालात …

Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat

Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat

Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat, Tahajjud ki namaz padhne ka sahi tarika complete tutorial.

Fazail e Tahajjud, Qiyaam ul Layl Aur Taraweeh By @Adv. Faiz Syed, Tahajjud Ki Namaz Ka Tarika Aur Us Ki Fazilat

Rate this post

Achche Akhlaaq Ki Fazilat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey …

Read More