Rizq – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 25 Nov 2023 19:42:32 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Rizq – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Al-Quran: Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao aur… https://ummat-e-nabi.com/jo-pakeeza-rizq-humne-tumhe-ata-kiya-hai-usme-se-khao-aur/ https://ummat-e-nabi.com/jo-pakeeza-rizq-humne-tumhe-ata-kiya-hai-usme-se-khao-aur/#respond Sat, 18 Nov 2023 10:16:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/al-quran-jo-pakeeza-rizq-humne-tumhe-ata-kiya-hai-usme-se-khao-aur-us-me-hadd-se-aage-na-badho-jis-ke-nateeje-me-tum-par-mera-gazab-nazil-ho-jaye/ Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khaoJo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao, aur us me hadd se aage na badho, jis ke nateeje me tum par mera gazab nazil ho jaye. [Quran 20:81]

The post Al-Quran: Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao aur… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao

TRANSLITERATION

Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai:

Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao, aur us me hadd se aage na badho, jis ke nateeje me tum par mera gazab nazil ho jaye.


HINDI

जो पाकीज़ा रिज़्क हम ने तुम को अता किया है,उस में से खाओ, और उस में हद से आगे न बढ़ो, जिस के नतीजे में तुम पर मेरा गज़ब नाज़िल हो जाए ।


MARATHI

आम्ही दिलेले शुद्ध अन्न खाऊन गैरवर्तन करू नका, नाहीतर तुम्हावर माझा प्रकोप कोसळेल आणि ज्याच्यावर माझा प्रकोप झाला, मग तो कोसळल्यशिवाय राहणार नाही.


ENGLISH

Eat from the good things We have provided to you, and do not exceed the limits in it, lest My wrath should descend on you.

📕 Surah Taha 20:81

Read: Nazar ki Dua : नज़रे बद कि दुआ | बुरी नज़र से बचने और नज़र दूर करने की दुआएँ

The post Al-Quran: Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao aur… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-pakeeza-rizq-humne-tumhe-ata-kiya-hai-usme-se-khao-aur/feed/ 0 19382
Rozi me Barkat ka Wazifa – Rizq Ki Kunjiyan by Adv. Faiz Syed https://ummat-e-nabi.com/rozi-me-barkat-magar-kaise-rizq-ki-kunjiyan-by-adv-faiz-syed/ https://ummat-e-nabi.com/rozi-me-barkat-magar-kaise-rizq-ki-kunjiyan-by-adv-faiz-syed/#respond Thu, 21 Sep 2023 20:43:57 +0000 https://ummat-e-nabi.com/rozi-me-barkat-magar-kaise-rizq-ki-kunjiyan-by-adv-faiz-syed/ Rozi me Barkat ka Wazifa - Rizq Ki KunjiyanRozi me Barkat ka Dua / Wazifa Rozi Me Barkat lane ka sharayi tareeka kya hai aur Rizq Ki Kunjiyan kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is […]

The post Rozi me Barkat ka Wazifa – Rizq Ki Kunjiyan by Adv. Faiz Syed appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Rozi me Barkat ka Dua / Wazifa

Rozi Me Barkat lane ka sharayi tareeka kya hai aur Rizq Ki Kunjiyan kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan kaseera.

rozi me barkat ki dua, kushada rizq ki dua, rozi rizq ki dua, rizq mein kushadgi ki dua, umar darazi ki dua, rizq mein kushadgi ka wazifa, rizq ki kunjiyan

The post Rozi me Barkat ka Wazifa – Rizq Ki Kunjiyan by Adv. Faiz Syed appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/rozi-me-barkat-magar-kaise-rizq-ki-kunjiyan-by-adv-faiz-syed/feed/ 0 17442
Halaal Mehnat se Rozi kamaye https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/ https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/#respond Sun, 10 Sep 2023 08:53:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/ hadees about Halaal Mehnat se Rozi kamayeHadees of the Day Halaal Mehnat se Rozi kamaye Hazrate Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Agar koi Shakhs Lakdiyon ka Gatthha Apni Peeth par […]

The post Halaal Mehnat se Rozi kamaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Halaal Mehnat se Rozi kamaye

Hazrate Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Agar koi Shakhs Lakdiyon ka Gatthha Apni Peeth par (Bechne) ke liye Phire tou Wo Uss se Achcha hai ki kisi ke Samne Haath failaye aur wo Usey kuch de ya na de.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees 2374

Wajahat: Yaani kisi ke Samne Haath Failane se Behtar hai ki Halaal Tarike ki Mehnat se Rozi Hasil kiya jaye phir chahe Lakdiyon ka Gaththa hi Apni Peeth par lekar Kyun na bechna padey.

The post Halaal Mehnat se Rozi kamaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/feed/ 0 16482
Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/ https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/#respond Sun, 13 Aug 2023 19:04:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/24-march-apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo-tou-tumhari-dua-qabool-ho-jayegi/ Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegiHadees of the Day Apne Khane ko Pakeeza bana lo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi.” 📕 Targhib: […]

The post Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Apne Khane ko Pakeeza bana lo

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi.”

📕 Targhib: Hadees 2484

The post Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/feed/ 0 19318
8. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा https://ummat-e-nabi.com/8-rabi-ul-akhir/ https://ummat-e-nabi.com/8-rabi-ul-akhir/#respond Fri, 04 Nov 2022 16:20:39 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=27151 8 Rabi Ul Akhirरसूलुल्लाह (ﷺ) की चचा अबू तालिब से गुफ्तगू, नमाज़ छोड़ने पर वईद, नफा न पहुँचाने वाली नमाज़ से पनाह मांगना, अमल : जबान और शर्मगाह की हिफाजत करना, बुराई से न रोकने का वबाल, जख्म वगैरह का इलाज ...

The post 8. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

8 Rabi-ul-Akhir | Sirf Panch Minute ka Madarsa

1. इस्लामी तारीख

रसूलुल्लाह (ﷺ) की चचा अबू तालिब से गुफ्तगू

जब रसूलुल्लाह (ﷺ) लोगों की नाराजगी की परवा किये बगैर बराबर बुत परस्ती से रोकते रहे लोगों को सच्चे दीन की दावत देते रहे, तो कुरैश के सरदारों ने आप (ﷺ) के चचा अबू तालिब से शिकायत की, के तुम्हारा भतीजा हमारे माबूदों को बुरा भला कहता है, हमारे बाप दादाओं को गुमराह कहता है। जिसे हम बरदाश्त नहीं कर सकते, इस लिये या तो आप उन की हिमायत बंद कर दें या फिर आप भी उन की तरफ से फैसला कुन जंग के लिये मैदान में आजाएँ, यह सुन कर अबू तालिब घबरा गए और हुजूर (ﷺ) को बुला कर कहा मुझपर इतना बोझ न डालो, के मैं न उठा सकूँ।

चचा की जबान से यह बात सुन कर आप की आँखों में आँसू भर आए और आप (ﷺ) ने फर्माया : “चचा जान ! अल्लाह की कसम! अगर यह लोग मेरे एक हाथ में सूरज और दूसरे हाथ में चाँद ला कर रख दें, तब भी मैं अपने इस काम से बाज न आऊँगा, या तो अल्लाह का दीन जिन्दा होगा या मैं इस रास्ते में हलाक हो जाऊँगा।”

हुजूर (ﷺ) की इस गुफ्तगू का अबू तालिब पर बड़ा असर हुआ, चुनान्चे उन्होंने कहा: “जिस तरह चाहो तब्लीग करो,मैं तुम्हें किसी के हवाले नहीं करूँगा।” अबू तालिब का यह जवाब सुन कर कुफ्फारे मक्का मायूस होकर चले गए।

📕 इस्लामी तारीख


2. हुजूर (ﷺ) का मोजिज़ा

हज़रत सअद (र.अ) के हक में दुआ

आप (ﷺ) ने हजरत सअद (र.अ) के हक में दुआ फरमायी :

“ऐ अल्लाह ! सअद की दुआएँ क़बूल फर्मा।”

(इस का असर यह हुआ के हजरत सअद (र.अ) जो दुआ माँगते थे वह कबूल हो जाती थी।)

📕 तिर्मिजी : ३७५१


3. एक फर्ज के बारे में

नमाज़ छोड़ने पर वईद

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फरमाया :

“नमाज का छोड़ना मुसलमान को कुफ़ व शिर्क तक पहुँचाने वाला है।”

📕 मुस्लिम: २७


4. एक सुन्नत के बारे में

नफा न पहुँचाने वाली नमाज़ से पनाह मांगना

हजरत अनस (र.अ) का बयान है के
रसूलुल्लाह (ﷺ) यह दुआ फरमाते थे :

तर्जुमा : ऐ अल्लाह! मैं तेरी पनाह चाहता है उस नमाज से जो नफा न पहुँचाती हो।

📕 अबू दावूद १५४१


5. एक अहेम अमल की फजीलत

जबान और शर्मगाह की हिफाजत करना

रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फर्माया :

“जो शख्स मुझे अपनी ज़बान और शर्मगाह की हिफाजत की जमानत दे दे मैं उसके लिये जन्नत की जमानत लेता हूँ।”

📕 बुखारी: ६४७४


6. एक गुनाह के बारे में

बुराई से न रोकने का वबाल

कुरआन में अल्लाह तआला फरमाता है :

“जो क़ौमें तुम से पहले हलाक हो चुकी हैं, उन में ऐसे समझदार लोग न हुए, जो लोगों को मुल्क में फसाद फैलाने से मना करते, सिवाए चन्द लोगों के जिन को हमने अज़ाब से बचा लिया।”

📕 सूरह हूद: ११६

खुलासा: मतलब यह है के हर एक के लिये भलाई का हुक्म और बुराई से रोकना ज़रूरी है वरना अज़ाब में मुब्तला कर दिया जाएगा।


7. दुनिया के बारे में

रिज़्क देने वाला अल्लाह है

कुरआन में अल्लाह तआला फरमाता है :

“ज़मीन पर चलने फिरने वाला कोई भी जानदार ऐसा नहीं के जिस की रोजी अल्लाह के ज़िम्मे न हो।”

📕 सूरह हूद: ६


8. आख़िरत के बारे में

जहन्नमी हथौड़े

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

“अगर जहन्नम के लोहे के हथौड़े से पहाड़ को मारा जाए, तो वह रेजा रेजा हो जाएगा, फिर वह पहाड़ दोबारा अपनी असली हालत पर लौट आएगा।”

📕 मुस्नदे अहमद : ११३७७


9. तिब्बे नबवी से इलाज

जख्म वगैरह का इलाज

हजरत आयशा (र.अ) फ़र्माती हैं :

अगर किसी को कोई ज़ख्म हो जाता या दाना निकल आता, तो । आप (ﷺ) अपनी शहादत की उंगली को (थूक के साथ) मिट्टी में रख कर यह दुआ पढ़ते:

तर्जमा: अल्लाह के नाम से हमारी जमीन की मिट्टी हम में से किसी के थूक के साथ मिली हुई लगाता हूँ, (ताके) हमारे रब के हुक्म से हमारा मरीज़ अच्छा हो जाए।

📕 मुस्लिम ५७१९


10. क़ुरान की नसीहत

अपने मालों को ज़कात के जरिये महफूज़ बनाओ

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

“अपने मालों को ज़कात के जरिये महफूज़ बनाओ और अपने बीमारों का सदके से इलाज करो और अल्लाह तआला सामने आजिजी से इस्तकबाल करो।”

📕 तबरानी कबीर : १००४४

The post 8. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/8-rabi-ul-akhir/feed/ 0 27151
Astaghfar ki Dua, Astaghfar ka Taruf, Ahmiyat, Fazilat https://ummat-e-nabi.com/astaghfar-ki-fazilat-wa-dua/ https://ummat-e-nabi.com/astaghfar-ki-fazilat-wa-dua/#comments Thu, 25 Aug 2022 16:59:51 +0000 https://ummat-e-nabi.com/astaghfar-ki-fazilat-wa-dua/ Astaghfar ka Taruf, Ahmiyat, Fazilat aur DuaAstaghfar ki Dua: "Astaghftrullaahal-lazee laa ilaaha illaa Huwal-Hayyul-Qayyooinu wa atoobn ilayhi"

The post Astaghfar ki Dua, Astaghfar ka Taruf, Ahmiyat, Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Astaghfar ka Taruf

Astaghfar kise kehte hai ?

Insan ki fitrat hai ke us se khata, galati ya gunah ho jate hai, aur jab wo apne kiye par sharminda ho kar sacche dil se apne Rab se muafi talab karta hai tou usey ‘Astaghfar‘ kehte hai.


Astaghfar ki Ahmiyat:

۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

“Main Allah ki bargah me Astaghfar (Muafi Manga) karta hoon aur uski taraf ruju karta hoon din me 70 baar se bhi jyada.”

📕 Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith 319

Hum sab jante hai ke Ambiya (Alaihi Salato Salam) Gunaho se paak hote hai, aur Allah ke Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam) tou bakhshe bakhshaye hai, lekin fir Aap  (ﷺ) apni Ummat ko tarbiyat dene ke liye khud Astagfar ki qasrat kiya karte they. lihaja hum par tou lazim hai ke hume jyada se jyada Astaghfar karna hai.


Astaghfar ki Fazilat:

Anas (R.A) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

“Jo Astghfar karne ko apne upar lazim karega tou Allah Subhanahu usko har tangi se nikalne ka ek raasta ata farmayega aur har gham se nijat dega aur aisi jagah se rozi ata farmayega jahan se usko guman bhi nahi hoga.”

📕 Sunan Abu Dawood, 1505


Astaghfar ki Dua 1

۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaya: jis shaks ne kaha:

“Astaghftrullaahal-lazee laa ilaaha illaa
Huwal-Hayyul-Qayyooinu wa atoobn ilayhi”

“Main Allah se bakhshish talab karta hoon jis ke elaawah koi sachcha mabood nahin, woh humesha zindah rahne wala hai, qaayim rakhne waala hai aur main usi ki taraf taubah karta hoon.” tou Allah ta’ala use bakhsh dega chaahe woh maidaane jehad se bhaaga ho.

📕 Sunan Abu Dawood: 1517, Sunan Tirmizi: 3577


Astaghfar ki Dua 2

Laa ‘ilaaha illallaaku wahdahu laa shareeka lahu,
lahul-mulki wa lahul- hamdu,
waHuwa alaa kulli Shayin Qadeer.

Allah ke elaawah koi sachcha mabood nahin, woh akela hai, uska koi shareek nahin, usi ke liye badshahat hai aur usi ke iiye tamaam tareefaat hain aur woh har cheez par qaadir hai.

📕 Sunan Abu Dawood: 5077-Sahih
📕 Sunan Ibne Majah 3868
📕 Musnad Ahmed: 4/60-Sahih

۞ Hadees: “Ek martaba padhna bhi durust hai aur jis shakhs ne din mein 100 martaba yeh kalimaat kahe tou usey 10 Ghulaam Aazaad karne ka sawaab milega.

uske liye 100  nekiyan likhi jayengi aur 100 Ghalati mitaa di Jaayengi, shaam tak shaitaan se mahfooz rahega, aur qayamat ke din us sey afzat amal lekar koi nahi aaeyga lekin woh shakhs jisne yahi kalimaat ziyada martaba kahe.”

📕 Sahih Bukhari: 3293, Sahih Muslim:2691


Astaghfar ki Dua 3

۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya :
Allah se Astaghfar (Apne Gunaaho ki Muafi) ki sabse behtar Dua hai –

“Allahumma Anta Rabbi La Ilaha Illa Anta, Anta Khalaqtani Wa Ana Abduka, Wa Ana ‘Ala Ahdika Wa Wa’dika Mastata’tu, A’udhu Bika Min Sharri Ma Sana’tu, Abu’u Laka Bini’matika ‘Alaiya, Wa Abu Laka Bidhanbi Faghfirli Innahu La Yaghfiru Adhdhunuba Illa Anta.”

Aage Aap (ﷺ) ne farmaya:
Agar koi Shakhs ye Dua yakeen ke sath din me parhe aur Shaam se pehle Intiqaal(Mout) kar jaye tou Jannat me jayega aur agar yakeen ke sath raat ko parhe aur Subah hone se pehle inteqal kar jaye tou Jannat me jayega.

📕 Bukhari, Vol:8, Book:75, Hadith 318


Astaghfar ki Dua 4

“Astaghfirullahu Rabbi Min Kulli Zanbbiuw Watoobu Ilaih”

(Ya Allah ! Magfirat chahta hu har kism ke Gunaah se aur Main teri baargah me Taubah karta hu)
Ameen! Allahumma Ameen ! …


Astaghfar ki Digar Duaien:

The post Astaghfar ki Dua, Astaghfar ka Taruf, Ahmiyat, Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/astaghfar-ki-fazilat-wa-dua/feed/ 1 15660
5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/ https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/#respond Thu, 04 Aug 2022 09:37:30 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=39634 5 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsaतारीख: हज़रत आदम (अ.स), अल्लाह की कुदरत : ज़मीन और उस की पैदावार, सुबह की नमाज़ अदा करने पर हिफाजत का जिम्मा, एक सुन्नत: पूरे सर का मसह करना, अहेम अमल : इस्लाम में बेहतर आमाल, गुनाह की वजह से रिज़्क से महरूमी ...

The post 5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

5. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा 
5 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

1. इस्लामी तारीख

हज़रत आदम (अ.स)

हज़रत आदम (अ.स) वह पहले इन्सान हैं जिन से दुनिया में बसने वाले इन्सानों की इन्तेदा हुई है।
अल्लाह तआला ने उन का खमीर तय्यार करने से पहले फरिश्तों से कहा :

“अन्करीब में मिट्टी से एक ऐसी मखलूक पैदा करने वाला हूँ जिसे ज़मीन में हमारी खिलाफत का शर्फ हासिल होगा।”

चुनान्चे। हजरत आदम का खमीर मिट्टी से गूंधा गया, फिर अल्लाह तआला ने उस में रूह फूंक दी, तो उसी वक्त वह जिन्दा इन्सान बन गए। उन के सामने फरिश्तों को सज्दा करने का हुक्म दिया, तो तमाम फरिश्ते अल्लाह तआला के हुक्म की इताअत करते हुए सज्दे में गिर गए मगर शैतान ने अपनी बड़ाई और तकब्बुर की वजह से सज्दे से इन्कार कर दिया और कहने लगा: “मैं उससे बेहतर है क्योंकि तूने मुझे आग से पैदा किया और आदम को मिट्टी से पैदा किया है।”

इस तरह शैतान अल्लाह के हुक्म को न मान कर हमेशा के लिये अल्लाह की लानत का मुस्तहिक बन गया और उसी वक्त से वह आदम और उनकी औलाद का दुश्मन बन गया।

📕 इस्लामी तारीख


2. अल्लाह की कुदरत

ज़मीन और उस की पैदावार

अल्लाह तआला ने इतनी बड़ी जमीन को इन्सानो के बसने के लिये बनाया और उस पर भारी पहाड़ों को खड़ा कर के हिलने से महफूज़ कर दिया, फिर उस पर पेड़ पौदे, जानदार, मुख्तलिफ किस्म के फल फूल, सब्ज़ियाँ और खाने की चीजें पैदा फ़रमाई, जमीन पर घर बनाने और उस को खोद कर पानी निकालने के लिये नर्म बना दिया, अल्लाह ही ने इस जमीन को हमारे चलने फिरने और जरूरतों को पूरा करने के काबिल बनाया, उस में से रंगबिरंगे फल फल, मुख्तलिफ किस्म की सब्जियाँ, मेवे और गल्ले उगाए।

गर्ज यह के जमीन एक है लेकिन अल्लाह तआला की कुदरत का करिश्मा है के एक ही जमीन से इन्सानों और हैवानों की मुख्तलिफ ज़रूरियात को पूरा किया।

📕 अल्लाह की कुदरत


3. एक फर्ज के बारे में

सुबह की नमाज़ अदा करने पर हिफाजत का जिम्मा

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया :

“जिस ने सुबह (यानी फज्र) की नमाज अदा की, वह अल्लाह की हिफाजत में है।”

📕 मुस्लिम १४९३


4. एक सुन्नत के बारे में

पूरे सर का मसह करना

हजरत मिकदाम बिन मादीकरिब (र.अ) बयान करते हैं के मैं ने रसुलल्लाह (ﷺ) को वुज करते देखा,

जब सर के मसह पर पहुंचे, तो अपनी हथेली को सर के अगले हिस्से पर रखा और गुजारते हुए गुद्दी तक गए फिर यहाँ से लौटे वहाँ तक जहाँ से शुरू किया था (यानी फिर गुद्दी की तरफ से मसह करत हुए पेशानी की तरफ हाथ को लाए)।

📕 अबू दाऊद : १२२


5. एक अहेम अमल की फजीलत

इस्लाम में बेहतर आमाल

एक शख्स ने रसूलुल्लाह (ﷺ) से सवाल किया के कौन सा अमल इस्लाम में बेहतर है?
रसूलुल्लाह (ﷺ) ने जवाब में फर्माया :

“खाना खिलाना और (हर मोमिन को) सलाम करना, चाहे तुम उसको पहेचानते हो या न पेहचानते हो।”

📕 बुखारी : ६२३६, अन अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ)


6. एक गुनाह के बारे में

गुनाह की वजह से रिज़्क से महरूमी

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“बेशक आदमी गुनाहों की वजह से रिज्क से महरूम कर दिया जाता।”

📕 मुस्नदे अहमद: २१८८१


7. दुनिया के बारे में

हलाल रोजी कमाओ

रसलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया:

“रोज़ी को दूर न समझो, क्योंकि कोई आदमी उस वक़्त तक नही मर सकता जब तक के जो रोज़ी उस के मुकद्दर में लिख दी गई है वह उस को न मिल जाए।
लिहाज़ा रोजी हासिल करने में बेहतर तरीका इख्तियार करो, हलाल रोज़ी कमाओ और हराम को छोड़ दो।”

📕 मुस्तदरक : २१३४; अन जाबिर बिन अब्दुल्लाह (र.अ)


8. आख़िरत के बारे में

जहन्नम में हमेशा का अजाब

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है :

“बिला शुबा जिन लोगों ने हमारी आयात व अहकाम का इन्कार किया अन्क़रीब हम उन को एक सख्त आग में दाखिल करेंगे, (वहाँ उन की मुसलसल यह हालत होगी के) जब एक दफा उन की खाल जहन्नम में झुलस जाएगी तो हम पहली खाल की जगह फौरन दूसरी नई खाल पैदा कर देंगे ताके यह लोग अज़ाब का मज़ा चखते रहें।”

📕 सूरह निसा: ५६


9. तिब्बे नबवी से इलाज

बीमारी से बचने की तदबीर

रसलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया:

“जब तुम्हारे बरतन में मक्खी गिर पड़े, तो उस को पहले पूरी तरह डुबा दो, फिर निकाल कर फेंको, क्योंकि उस के एक पर में शिफ़ा है, तो दूसरे में बीमारी है।”

📕 बुखारी : ५७८२, अन अबी हुरैरह (र.अ)


10. कुरआन की नसीहत

जो अल्लाह ने दिया उसमें से खर्च करो

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है :

“तुम लोग अल्लाह और उस के रसूल पर ईमान ले आओ! और उस माल में से (राहे खुदा) में खर्च करो, जिस माल में तुम को उस ने दूसरों का काइम मकाम बनाया है, जो लोग तुम में से ईमान ले आएँ और अल्लाह के रास्ते में खर्च करें तो उन को बड़ा सवाब मिलेगा।”

📕 सूरह हदीद: ७

The post 5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/feed/ 0 39634
Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/ https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/#respond Fri, 08 Jul 2022 10:39:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/ 8 July Hadees Maal ko jayaz tarike se Kharch kar aur gin gin kar na rakhHadees of the Day Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Maal ko […]

The post Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna

۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta’ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega.”

📕 Bukhari 2591

The post Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/feed/ 0 19539
Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai https://ummat-e-nabi.com/tumhaare-kamzoron-ki-wajah-se-hi-tum-ko-rozi-di-jaati-hai/ https://ummat-e-nabi.com/tumhaare-kamzoron-ki-wajah-se-hi-tum-ko-rozi-di-jaati-hai/#respond Wed, 06 Jul 2022 18:19:24 +0000 https://ummat-e-nabi.com/tumhaare-kamzoron-ki-wajah-se-hi-tum-ko-rozi-di-jaati-hai/ Hadees: Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati haiHadees of the Day Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate Hai: “Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko […]

The post Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai

۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate Hai:

“Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai aur tumhaari madad ki jaati hai.”

📕 Sahih al-Bukhari 2896


۞ हदीस: नबी-ऐ-करीम (ﷺ) फरमाते है,

“तुम्हारे कमजोरो की वजह से ही तुम को रोज़ी दी जाती है और तुहारी मदद की जाती है।”

📕 सहीह अल बुखारी 2896


۞ Hadith: Mus`ab bin Sa`d: the Prophet (ﷺ) said,

“You gain no victory or livelihood except through (the blessings and invocations of) the poor amongst you.”

📕 Sahih al-Bukhari 2896

The post Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/tumhaare-kamzoron-ki-wajah-se-hi-tum-ko-rozi-di-jaati-hai/feed/ 0 18582
Allah sabse behtar Rizq deta hai https://ummat-e-nabi.com/allah-sabse-behtar-rizq-deta-hai/ https://ummat-e-nabi.com/allah-sabse-behtar-rizq-deta-hai/#respond Sat, 28 May 2022 03:08:07 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=37553 Allah sabse behtar Rizq dene wala hai - Al Quran 62:11Allah sabse behtar Rizq deta hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Aur Allah sabse Behtar Rizq dene wala hai.“ 📕 Surah Al Juma 62:11

The post Allah sabse behtar Rizq deta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Allah sabse behtar Rizq deta hai

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Ta’ala Quran me farmata hai:

“Aur Allah sabse Behtar Rizq dene wala hai.

📕 Surah Al Juma 62:11

The post Allah sabse behtar Rizq deta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-sabse-behtar-rizq-deta-hai/feed/ 0 37553
Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem kar rakhi hai https://ummat-e-nabi.com/al-quran-duniyawi-zindagi-me-unki-rozi-allah-ne-hi-taqseem-kar-rakhi-hai/ https://ummat-e-nabi.com/al-quran-duniyawi-zindagi-me-unki-rozi-allah-ne-hi-taqseem-kar-rakhi-hai/#respond Wed, 17 Apr 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/al-quran-duniyawi-zindagi-me-unki-rozi-allah-ne-hi-taqseem-kar-rakhi-hai/ 19 Apr Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqdeem kar rakhi haiQuran: 19-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre […]

The post Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem kar rakhi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Quran: 19-April:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai:

‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe.

📕 Surah Az-Zukhruf 32

The post Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem kar rakhi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/al-quran-duniyawi-zindagi-me-unki-rozi-allah-ne-hi-taqseem-kar-rakhi-hai/feed/ 0 19398
Ye Wo Log Hongey Jo Allah par Mukammil Tawakkul Rakhte they ,.. https://ummat-e-nabi.com/ye-wo-log-hongey-jo-allah-par-mukammil-tawakkul-rakhte-they/ https://ummat-e-nabi.com/ye-wo-log-hongey-jo-allah-par-mukammil-tawakkul-rakhte-they/#respond Mon, 17 Jul 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ye-wo-log-hongey-jo-allah-par-mukammil-tawakkul-rakhte-they/ Allah hi Madadgar hai♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai , Mujhe Jibrayeel (Alahi Salam) ne Jannat me ek bada Mahal dikhaya, jab mai usme dakhil hone laga tou mere […]

The post Ye Wo Log Hongey Jo Allah par Mukammil Tawakkul Rakhte they ,.. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai ,
Mujhe Jibrayeel (Alahi Salam) ne Jannat me ek bada Mahal dikhaya, jab mai usme dakhil hone laga tou mere sath meri ummat ke 70 hazar log dakhil ho gaye jo bagair hisab kitab ke jannat me jayenge ,.

Sahaba ne pucha “ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! wo koun log they ? ,..”
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “ye mere Ummat ke wo log they jo Acche aur burey wakt me Allah ki Zaat par Tawakkul rakhte aur kehte ke jo kuch hai Allah ki taraf se hota hai, Hum Allah ke Shakir (Shukr Gujar) Hai,..”
– Sahih Bukhari , Vol 7, Hadees no 5705

*Gour Karnewali baat hai mere Azeezo! Allah se mayusi hume tamam kism ke fitno me mulawwis karti hai, jabki Allah par Tawakull rakhne wale Dunia aur Aakhirat me hakiki kamiyab hone wale hai ,..
*is Aahadees me unn hazrat ke liye Nashist hai jo apni duniya wi choti badi jarurato ko puri karne Allah ke Alawa gair se Mannate-Murad karte hai, Halanke wo inke Nafa aur Nuksan ka kuch bhi ikhtiyar nahi rakhte ,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Rabbul Izzat Hum Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey ,..
# Hume Deen Ka Sahi Ilm Hasil Karne Aiur Uspey Amal Ki Taufeeq Dey ,…
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhey …
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Ye Wo Log Hongey Jo Allah par Mukammil Tawakkul Rakhte they ,.. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ye-wo-log-hongey-jo-allah-par-mukammil-tawakkul-rakhte-they/feed/ 0 18429
Rizq me Ijafe aur Barqat ke Usool https://ummat-e-nabi.com/rizq-me-ijafe-aur-barqat-ke-usool/ https://ummat-e-nabi.com/rizq-me-ijafe-aur-barqat-ke-usool/#respond Fri, 13 Jan 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/rizq-me-ijafe-aur-barqat-ke-usool/ Rizq Me Ijafe aur Barqat ke UsoolRizq Me Barkat Ka Wazifa, Rizq Ka Anmol Wazifa, Rizq mein Barkat ki Surat, Aamdani mein Izafa ki Dua, Kushada Rizq Ka Wazifa, Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu, Rizq Mein Barkat Ka Wazifa In Hindi

The post Rizq me Ijafe aur Barqat ke Usool appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Rizq me Ijafe aur Barqat ke Usool

Rizq Me Barkat Ka Wazifa, Rizq Ka Anmol Wazifa, Rizq mein Barkat ki Surat, Aamdani mein Izafa ki Dua, Kushada Rizq Ka Wazifa, Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu, Rizq Mein Barkat Ka Wazifa In Hindi, Business Mein Barkat Ki Dua, Quran Rizq Ki Dua, Rizq Me Ijafe aur Barqat ke Usool bu Adv Faiz Sayed.

Read More:

The post Rizq me Ijafe aur Barqat ke Usool appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/rizq-me-ijafe-aur-barqat-ke-usool/feed/ 0 18152
Sabse Behtar Rozi Mehnat karke Khana Hai – Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-rozi-mehnat-karke-khana-hai/ https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-rozi-mehnat-karke-khana-hai/#respond Tue, 20 Sep 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-rozi-mehnat-karke-khana-hai/ Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat in Islam✦ Hadees : Roman Urdu ✦ Miqdam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya – “Kisi Insan ne Uss Shakhs se Behtar Rozi nahi Khayee Jo Khud Apne […]

The post Sabse Behtar Rozi Mehnat karke Khana Hai – Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
✦ Hadees : Roman Urdu ✦

Miqdam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya –

“Kisi Insan ne Uss Shakhs se Behtar Rozi nahi Khayee Jo Khud Apne Haathon se Kamakar Khata hai, Allah ke Nabi Dawood (Alaihay Salam) bhi Apne Haatho se Kaam karke Rozi khaya karte they…”

– (Sahih al-Bukhari 2072)


✦ हदीस: हिंदी तर्जुमा ✦

अल मिक़दाम  (र.अ ) से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम(ﷺ) ने फ़रमाया,

“किसी इंसान ने उस शख्स से बेहतर रोज़ी नहीं खायी होगी जो खुद अपने हाथो से कमाकर खाता है, अल्लाह के नबी दाऊद (अ.स) भी अपने हाथो से काम कर के रोज़ी खाया करते थे”

– (सहीह अल-बुखारी 2072)


✦ Hadith: English Translation ✦

Narrated Al-Miqdam: The Prophet (ﷺ) said,

“Nobody has ever eaten a better meal than that which one has earned by working with one’s own hands. The Prophet (ﷺ) of Allah, David used to eat from the earnings of his manual labor.”

– (Sahih al-Bukhari 2072)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Sabse Behtar Rozi Mehnat karke Khana Hai – Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-rozi-mehnat-karke-khana-hai/feed/ 0 16487
Fazilate Taqwa Aur Tawakkul …. https://ummat-e-nabi.com/fazilate-taqwa-aur-tawakkul/ https://ummat-e-nabi.com/fazilate-taqwa-aur-tawakkul/#respond Sun, 06 Dec 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/fazilate-taqwa-aur-tawakkul/ Tawakkul!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. […]

The post Fazilate Taqwa Aur Tawakkul …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho
Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai.
Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho.
[Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3]
Iss Aayat Ke Talluk Se Abdullah Ibne Masud (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai –
“Ghamo Ko, Musibato Ko Door Karne Wali Quraan Ki Sabse Azeem Aayat Hai”.

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Jo Shakhs Astaghfar Karta Rehta Hai
Allah Uskey Liye Har Tangi Se Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai..”

(Abu Dawood)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki –
“Umar bin Khattab (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne farmaya ”
Agar Tum Allah Par Is Tarah Bharosa Karo Jis Tarah Bharosa Karne Ka Haq Hai Tou Woh (Allah) Tumhe Is Tarah Rizq Dega, Jis Tarah Parindo Ko Rizq Deta Hai ,
Subah Ko Wo Bhukhe Nikalte Hain Aur Sham Ko Wo Pet Bhar Kar Wapas Aate Hain.”
– (Jami’at Tirmidhi, Vol 2, Hadith no. 225)

# Ab Bohot Se Log Ek Galatfehmi me Pad Jatey hai ke –
“Agar Allah Par Tawakkul Rakhe Tou Rizq Mil jayega Fir Mehnat Ki Jarurat hi Nahi,..”
Jabki Hadees me Saaf Bayan Farmaya Gaya Ke “Parinde Apne Gharo Se Khaali Pait nikaltey Hai”
Yaani Wo Apne Ghoslo Me Baithkar Tawakkul nahi Karte ,.. Balki Rizq Paane Ke Liye Koshish Karte hai..
Tou Beharhaal Hum Insano Ko Bhi Chahiye ke Allah Par Tawakkul Rakhtey Hue Koshish Karey ,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Rabbul Izzat Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufeeq Dey ,….
# Hume Deen Ka Sahi Ilm Hasil Karne Aiur Uspey Amal Ki Taufeeq Dey ,…
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhey …
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Fazilate Taqwa Aur Tawakkul …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/fazilate-taqwa-aur-tawakkul/feed/ 0 15982
Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki Allah ke liye kuch bhi Namumkin nahi https://ummat-e-nabi.com/pura-bharosa-karke-dua/ https://ummat-e-nabi.com/pura-bharosa-karke-dua/#respond Tue, 30 Jul 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/pura-bharosa-karke-dua/ Purey Yakin ke Sath Allah se Dua Mange Kyunki Allah ke liye Kuch bhi Namumkin nahi hai✦ Mafhum-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) ne kaha ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshaad farmaya “Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki ‘Ya Allah mujhe bakhsh […]

The post Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki Allah ke liye kuch bhi Namumkin nahi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Mafhum-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) ne kaha ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshaad farmaya
“Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki ‘Ya Allah mujhe bakhsh de agar tu chahe tou, mujh par reham farma, agar tu chahe tou mujhe rizq de,’ balki yakin ke sath Dua kare Kyuki Allah Ta’ala jo chahata hai karta hai aur koi uss par zabardasti karne wala nahi hai.”
– (Sahih al-Bukhari, 6339)


मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैरा (रजी अल्लाहु अन्हु) ने कहा की, रसूलअल्लाह  (ﷺ) ने इरशाद फ़रमाया,
“जब तुम में से कोई दुआ करे तो ये ना कहे के “या अल्लाह मुझे बख्श दे अगर तू चाहे तो, मुझ पर रेहम फरमा अगर तू चाहे तो मुझे रिज्क दे, बल्कि यकींन के साथ दुआ करे क्यूंकि अल्लाह तआला जो चाहता है करता है और कोई उस पर ज़बरदस्ती करने वाला नहीं है”
– (सहीह अल बुखारी, 6339)


✦ Mafhum-e-Hadith: Narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu), Allah’s Messenger (ﷺ) said, “None of you should say: ‘O Allah, forgive me if You wish; O Allah, be merciful to me if You wish,’ but he should always appeal to Allah with determination, for nobody can force Allah to do something against His Will.”
– (Sahih al-Bukhari, 6339)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki Allah ke liye kuch bhi Namumkin nahi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/pura-bharosa-karke-dua/feed/ 0 16457