Riyad as-Salihin – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Thu, 14 Mar 2024 01:31:38 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Riyad as-Salihin – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Ramadan Day 3 : Islam ka 5th Sooton hai Ramzan ke Roze https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-3/ https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-3/#respond Thu, 14 Mar 2024 01:31:02 +0000 https://ummat-e-nabi.com/03-ramzan-hadees-islam-ke-sutoon-paanch-5-hai/ 03rd Ramzan | Islam ke Sutoon paanch (5th Ramzan ke Roze rakhna) hai [Hadees: Sahih Muslim]3rd Ramadan Quotes: ۞ Hadees: “Islaam ke sutoon paanch (5) hai.” (1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye, (2). Namaaz parhna, (3). Zakaat dena, (4). Baitullah ka Hajj karna aur (5). Ramzan ke Roze rakhna...

The post Ramadan Day 3 : Islam ka 5th Sooton hai Ramzan ke Roze appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Ramadan Hadees: Day 03

Islam ka Panchwa Sooton hai Ramzan ke Roze

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Hazrate Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

Islaam ke sutoon paanch (5) hai.

(1). Pehla Ye ke Allah hi ki Ibadat ki jaye aur
uske siwa tamaam jhoote khudao ka inkaar kiya jaye,

(2). Namaaz parhna,

(3). Zakaat dena,

(4). Baitullah ka Hajj karna aur

(5). Ramzan ke Roze rakhna.

📕 Sahih Muslim Sharif
📕 Riyad as-Salihin; Arabic Book 9, Hadith 1206

The post Ramadan Day 3 : Islam ka 5th Sooton hai Ramzan ke Roze appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-3/feed/ 0 19435
Buzurgo ke tazeem ki Fazilat : Jo jawaan Aadmi kisi Budhe ki tazeem karega https://ummat-e-nabi.com/jo-kisi-buzurg-ki-tazeem-karega/ https://ummat-e-nabi.com/jo-kisi-buzurg-ki-tazeem-karega/#respond Thu, 20 May 2021 05:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jo-kisi-buzurg-ki-tazeem-karega/ If a young man honours an older person on account of his age Allah appoints someone to show reverence to him in his old age۞ Hadees:  Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Jo Jawaan Aadmi kisi Budhe(Buzurg) ki Tazeem iss ke Budhape ki bina per karega […]

The post Buzurgo ke tazeem ki Fazilat : Jo jawaan Aadmi kisi Budhe ki tazeem karega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees:  Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

Jo Jawaan Aadmi kisi Budhe(Buzurg) ki Tazeem iss ke Budhape ki bina per karega tou Allah Ta’ala iss ke Budhaape ke waqt kuch aise logo ko tayyar farma dega, jo budhape me iss ka Aa’ziz wa Akraam karenge.”

📚 Mishkaat Jild 2, Safa 1423 Sah Al’mutabeh

The post Buzurgo ke tazeem ki Fazilat : Jo jawaan Aadmi kisi Budhe ki tazeem karega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-kisi-buzurg-ki-tazeem-karega/feed/ 0 16277