Hadees of the Day
Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah
Hazrate Jundub (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke:
‟Jo Shakhs Shohrat ke liye koi Kaam karega tou Allah Taala uske Aib Mash’hoor kar dega.”
Hadees of the Day
Hazrate Jundub (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke:
‟Jo Shakhs Shohrat ke liye koi Kaam karega tou Allah Taala uske Aib Mash’hoor kar dega.”
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai ke –
Allah Ta’ala farmata hai aur Iska Farmaan-e-Haq hai ke,
“Jab Mera Banda Neki ka Iraada kare tou (Aye Farishto)! Iski 1 Neki likho.
Phir agar Woh ker Chuke tou Iski 10 Nekiyan Likh lo,
Agar Woh Burayi ka Iraada kare tou Kuch na likho,
Agar Kar Chuke Tou 1 Hee Burayi Likho,
Aur agar Na kare tou Iske Liye bhi 1 Neki Likho”
Phir Aap (ﷺ) ne ye Aayat Tilawat farmaayi –
✦ Sawaal: Apne Naam ke aagey ‘Haaji‘ ka Laqab lagana kaisa? – Jawab: Hajj ek …
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝Beshaq Allah Ta’ala ko na tou tumhare Qurbani ka Gosht pohochta hai aur naa hi khoon ! magar haa uss tak tumhari Parhezgaari pohochti hai.❞
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Tabrani wa Hakim ne Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay …
♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Isa (Alaihay Salam) Se Hawariyon Ne Arz Kiya, “Kis Ka Aamal Khalis …
♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, “Insan ke …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Hai Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Farmate Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay …
♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Jo Log Sagirah Gunaaho Se Aur Behayayi Ki Bato Se …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne …