Sood khane walo ka Anjam – The Punishment for Dealing with Riba / Interest / Usury

✦ Hadith Roman Urdu:

Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ ne irshaad farmaaya ke:
Jis Raat mujhe Meraj hui mera guzar ek aise giroh par huwa jin ke pait Gharon ki tarah hain aur un mein Saanp bhare huwe hain jo baahar se nazar aate hain, Mai ne Jibraeel se poochha ke yeh kaun log hain? (jo aise Azaab mein mubtila hain) unhon ne batlaaya ke yeh Sood khor log hain.


✦ Hadith English:

It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said:
‘ “‘On the night in which I was taken on the Night Journey (Al-Isra’), I came to people whose stomachs were like houses, in which there were snakes that could be seen from outside their stomachs. I said: ‘Who are these, O Jibra’il?’ He said: ‘They are the ones who consumed usury.”‘

Leave a Reply