Insan Duniya me ess Qadar Mashghool hota hai ke
Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke –
Insan Dunia me Ess Qadar Mashghool hota hai ke,
Usey Pata bhi nahi chalta ke
Jis Kapde se Uska Kafan Ban’na hai Wo Bazar me aa chuka hai.
Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke –
Insan Dunia me Ess Qadar Mashghool hota hai ke,
Usey Pata bhi nahi chalta ke
Jis Kapde se Uska Kafan Ban’na hai Wo Bazar me aa chuka hai.
Qaul-e-Mubarak
Hazrate Ali (R.A) ka Mashoor aur maruf qoul hai ke –
“Agar Tum Mout Ki Raftar Ko Dekh Lete Tou Tum Zaroor Ummeedo Aur Umango Se Nafrat Karte. Aur Hargiz Inn Me Maghroor Na Hote..”
۞ QAUL-E-MUBARAK ۞
Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai,
“Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti.”
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝ Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. ❞
Bujurgon Ke Aqwaal “Jab Aankhein Nafs ki Pasandeeda Cheezein Dekhne Lage toh Dil Anjaam se Andha ho Jata hai.” Ummat-e-Nabi.com
Bujurgon Ke Aqwaal “Jab Tumhe Mehsoos ho ke Tumhari Tabiyat ko Zikre Ilahi se Mohabbat ho Gayi hai, Tou Jaan … Read More
Islam Ka Sabse Bada Dushman Koun hai? Islam ka Sabse Bada Dushman Zahil Musalman hota hai,Jahalat Usey Besabr Bana deti … Read More
♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke – “Agar Hamare Nasib Me Pehle Se … Read More