Pareshani – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 25 Nov 2023 18:31:44 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Pareshani – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Emanwale ki Pareshani Door Karne ka Silaah https://ummat-e-nabi.com/emaanwale-ki-pareshani-door-karne-ka-silaah/ https://ummat-e-nabi.com/emaanwale-ki-pareshani-door-karne-ka-silaah/#respond Sun, 18 Dec 2022 14:10:22 +0000 https://ummat-e-nabi.com/emaanwale-ki-pareshani-door-karne-ka-silaah/ Emanwale Ki Pareshani Door Karne Ka Silaah HadeesHadees of the Day Emanwale ki Pareshani Door karne ka Silaah Abu Hurayrah (R.A.) riwayat karte hai ki,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya ki – “Jo Koi Shakhs kisi Imanwale ki Pareshani […]

The post Emanwale ki Pareshani Door Karne ka Silaah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Emanwale ki Pareshani Door karne ka Silaah

Abu Hurayrah (R.A.) riwayat karte hai ki,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya ki –

“Jo Koi Shakhs kisi Imanwale ki Pareshani ko Door karta hai, Allah Qayamat ke Roz Uss Shakhs ki Ghabrahat ko Door farmayega.

Aur Jo koi bhi Shakhs kisi Dusre ki Musibat hal karta hai, Allah Uss Shakhs ke liye Duniya aur Aakhirat ki Mushkeele’n Aasaan bana deta hai.

Aur Allah Apne Bande ki Madad karta Rahta hai Jab tak Wo Banda Apne Bhai ki Madad Karta rehta hai”

📕 Sahih Muslim 6853


# WAJAHAT:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Neki aur Bhalayi ke Kaamo me Ek-Dusre ki Madad karo aur Gunaah aur Jurm ke Kaamo me Ek Dusre ka Saath Na do aur Allah se daro. Beshaq, Allah (Gunahgaro ko) Sakht Sazaa dene wala hai.”

📕 Al-Maidah 5:2

♥ in’sha’Allah Ul Azeez !!! Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufik dey. Ameen !!!

The post Emanwale ki Pareshani Door Karne ka Silaah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/emaanwale-ki-pareshani-door-karne-ka-silaah/feed/ 0 16589
Har Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua | La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin https://ummat-e-nabi.com/har-pareshani-aur-mushkil-se-nikalne-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/har-pareshani-aur-mushkil-se-nikalne-ki-dua/#respond Sat, 23 Jul 2022 23:50:11 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=36111 Har musibat se bachne ki duaHar Musibat wa Pareshani aur Mushkil se Nikalne Bachne ki Dua ( La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin )

The post Har Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua | La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Har Musibat wa Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua

لَّآ إِلَٰهَ إِلَّآ أَنتَ سُبْحَٰنَكَ إِنِّى كُنتُ مِنَ ٱلظَّٰلِمِينَ

ला इलाह इल्ला अन्त सुब्हान-क इनी कुन्तु – मिनज्- जालिमीन 1

La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin

तर्जुमा : इलाही तेरे सिवा कोई इबादत के लाइक नहीं, तू पाक है, बेशक मैं ज़ालिमों में हो गया।

फजीलत : रसूलुल्लाह ﷺ ने फरमाया जो इस दुआ के साथ दुआ करे तो उस की दुआ कबूल होगी। 2(सहीह)

  1. सूरह अम्बिया : 87 ↩︎
  2. सहीह तिर्मिज़ी : किताबुददवात (3 / 3505) ↩︎

The post Har Pareshani aur Mushkil se Nikalne ki Dua | La ilaha illa Anta Subhanaka inni Kuntu Minaz Zalimin appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-pareshani-aur-mushkil-se-nikalne-ki-dua/feed/ 0 36111
किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/#respond Wed, 16 Feb 2022 16:17:09 +0000 https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/ Koi-Musalman-kisi-Musalman-se-3-Din-se-jyada-ki-Narazgi-me-Marr-gaya-tou-Jahannam-me-Jayega✦ हदिस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के अल्लाह के पैगंबर (ﷺ) ने कहा: ❝ किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ […]

The post किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ हदिस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के
अल्लाह के पैगंबर (ﷺ) ने कहा:

किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के
वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे,

और जिसे इस हाल में मौत आयी वो
जहन्नुम में जायेगा।❞

📕 सुनन अबू दावूद 4914-Sahih

The post किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/feed/ 0 15970
Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/ https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/#comments Sat, 05 Oct 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/ Laa Hawla Wa Laa Quwwata illa Billah Hindi۞ Hadees: Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Kya Main tumhein Jannat ke khazano mein se ek khazana batlaau ?” Maine […]

The post Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees: Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Kya Main tumhein Jannat ke khazano mein se ek khazana batlaau ?” Maine kaha (Zarur) batalaiyye.

Aap (ﷺ) ne farmaya , Laa Hawla Wa Laa Quwwata illa Billah‘ (Allah ki Madad ke bagair Gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki Quwwat nahi.)

📕 Sahih Muslim, Jild 6, Hadith.6868

Ek aur riwayat me aata hai ke:
“Ye Kalma 99 Bimaariyo ki Dawa hai.’ Jis me se halki Bimaari Ranj-o-Gam aur Pareshani iss ko padhne se door ho jaati hai.”

📕 Tirmizi Shareef

La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem

Tarjuma: Koi Quwat nahi bachaane waali siwaye Allah ke jo Azeem-tar hai

✦ ADAB: La Houla Wala pura parhana hi behtar hai, kyunki iska aadha padhna Allah ke Qudrat ki naframani hai jaise “La Houla Wala Quwa’ta” yaani koi Kuwwat nahi bachane waali. Lihaza humesha parhe tou pura kalma hi padhe. Kyunki wo Quwwat (Allah) hai bachane waali jo har cheez par qaadir hai jo Azeem-tar hai.

The post Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/feed/ 1 16107