Panaah – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 25 Nov 2023 18:59:07 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Panaah – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Waswaso ka ilaj https://ummat-e-nabi.com/waswaso-ka-ilaj/ https://ummat-e-nabi.com/waswaso-ka-ilaj/#respond Tue, 26 Sep 2023 07:27:50 +0000 https://ummat-e-nabi.com/waswaso-ka-ilaj/ Auzubillahi Minash Shaitan ir RajeemWaswaso ka ilaj “Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem” ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Aur agar aapko shaitaan ki taraf se koi waswase aane lage tou Allah ki panaah maang liya karo, bila-shuba […]

The post Waswaso ka ilaj appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Waswaso ka ilaj

“Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem”

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Aur agar aapko shaitaan ki taraf se koi waswase aane lage tou Allah ki panaah maang liya karo, bila-shuba woh khoob sun ne waala aur khoob jaan’ne waala hai, Beshak jo Allah se darte hai. jab unko shaitaan ki taraf se koi khatra hota hai, woh Allah ki yaad me lag jaate hai, so yakaayak unki aankhen khul jaati hai, aur jo shaitaan ke ta’bey hai woh unko gumraahi me kheenche chale jaate hai, pas woh baaz nahi aate.”

📕 Surah Aaraaf: 7: 200-202

“Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem”
Tarjuma: Allah ki Panah Mangta hu Mai Shaitan Mardud ke Sharr se,.


Shaitaani Waswaso ka ilaj

RasoolAllah (ﷺ) ki Aahadees ka Mafhoom hai ke:
“Jisko shaitani wasaawis aatey hai wo aayatul khursi tilawat kar ley.”

📕 Sahih Bukhari


Ek aur riwayat me Aap (ﷺ) farmatey hai –

“Mauzatain (Surah Falaq, Surah Naas) padhkar apne Nafs par dam karo ! Iss se shaitan se hifazat hoti hai.”

📕 Jamey Tirimizi

Allah Reham kare, Aaj ye muamlaat to bilkul aam nazar aa rahe hai,
Allah hum Sabko in khabahat se bachaye,

Hume Huqooq Allah aur Huqooq Al ibad me kotahi se bachaye,
Ameen! Allahumma Ameen.

The post Waswaso ka ilaj appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/waswaso-ka-ilaj/feed/ 0 15856
Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah https://ummat-e-nabi.com/jaanbhujkar-namaz-chorne-ka-gunah/ https://ummat-e-nabi.com/jaanbhujkar-namaz-chorne-ka-gunah/#respond Thu, 27 Apr 2023 21:12:25 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jo-jaanbujh-kar-farz-namaz-chorh-de-wo-allah-ki-panaah-se-nikal-gaya/ Jo Jaanbujh kar Farz Namaz Chorh de wo Allah ki Panaah se Nikal gayaHadees of the Day Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne mujhe waseeyat farmayee ki: “Allah ke saath kisi ko […]

The post Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah

Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne mujhe waseeyat farmayee ki:

“Allah ke saath kisi ko Sharik na karna chahe Tumhare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe Aag mein jala diya jaye aur Farz Namaz ko jaan bujh kar kabhi mat chorhna kyunki jo jaanbujh kar Farz Namaz chorh de to Allah ke Zimme se bari ho gaya (yaani ab wo Allah ki panah mein nahi) aur Sharaab na peena kyunki Sharaab har burayee ki kunji (key) hai.”

📕 Sunan Ibn Maja, Jild-3, 915-Hasan


हिंदी हदीस

अबू दर्दा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की,
अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने मुझे वसीयत फरमाई की:

“अल्लाह के साथ किसी को शरीक ना करना चाहे तुम्हारे टुकड़े टुकड़े कर दिए जाए या तुम्हे आग में जला दिया जाए और फ़र्ज़ नमाज़ को जान बुझ कर कभी मत छोड़ना क्यूंकी जो जानबूझ कर फ़र्ज़ नमाज़ छोड़ दे तो अल्लाह के ज़िम्मे से बरी हो गया (यानी अब वो अल्लाह की पनाह में नही) और शराब ना पीना क्यूंकी शराब हर बुराई की कुंजी (चाबी) है।”

📕 सुनन इब्न माज़ा, जिल्द 3, 915-हसन

The post Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jaanbhujkar-namaz-chorne-ka-gunah/feed/ 0 18905
Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua https://ummat-e-nabi.com/hasad-se-panaah/ https://ummat-e-nabi.com/hasad-se-panaah/#respond Sat, 23 Jul 2022 17:27:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hasad-se-panaah/ Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua۞ Hasad ka Taruf | Hasad kise Kehte hai ? “Kisi Ko Khaata-Peeta Ya Falta-Foolta dekh kar Dil me Jalna aur Uski Neymato ke Zawaal (Khatam Hone) ki Tamanna Karna […]

The post Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hasad ka Taruf | Hasad kise Kehte hai ?

Kisi Ko Khaata-Peeta Ya Falta-Foolta dekh kar Dil me Jalna aur Uski Neymato ke Zawaal (Khatam Hone) ki Tamanna Karna iss Kharab Aadat ka naam Hasad hai.

Hasad Bahut hi kharab aadat aur Nihaayat hi buri bala hai, Gunaah-e-Azeem hai. Hasad karne waale Ki saari zindagi Jalan aur Ghutan ki Aag me jalti rehti hai aur Ussey Chain wa Sukoon kabhi Naseeb nahi hota.

📕 Ahyaaul Uloom Jild-3, Safa-187

✦ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

Kisi Insan ke Dil me Emaan aur Hasad ikhatte nahi reh sakte.

📕 Sahih Bukhari Sharif

Yaani ke Imanwala Hasad nahi kar sakta. Ya fir jo Hasad karey wo Emaanwala nahi.

Ek Riwayat me Aap (ﷺ) farmatey hai:

Apne Aapko Hasad (Jalan) se Bachao! Beshaq Hasad Nekiyon ko iss tarah kha jata hai, Jaise Aag Sookhi Lakdi ko kha jaati hai.

📕 Abu Dawood

Hasad Aisi Buri Cheez hai jo Emaan ko Khokla aur Allah ki Rehmat se Mehroom kar deti hai.

📕 Shaykh Abdul Qadir Jilani (R.A)

۞ Hasad Kaha Jayaz Hai ?

Hadees: Abdullah bin Mas’ud (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Aallah (ﷺ) ne farmaya: “Hasad Sirf 2 Baato me jayaz hai! (Ek) tou uss Shakhs ke baare me jisey Allah Ta’ala ne doulat di ho aur wo uss doulat ko Raah-e-Haq me kharch kare aur (Dusra) uss Shakhs ke baare me jise Allah Ta’ala ne Hiqmat di ho aur wo Uskey Jariye faisley karta ho aur logo ko uski taalim deta ho.” [Sahih Bukhari, Ilm Ka Bayan, 73]


۞ Hasido ke Hasad se Panah ke liye Dua:

Jis Tarha se Hume Hasad Karne se Bachne ka Hukm diya gaya hai, Ussi Tarha se Haasid ke Sharr se Panaah maangne ki Dua ke liye bhi kaha gaya hai. Quraan-e-Majid me iss tarha se Dua karne ko kaha gaya hai:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Ki Panaah Maangta Hoon, Haasid Ke Sharr Se Jab Wo Hasad Kare. (Ameen)

📕 Sureh Al-Falaq, Aayat 5

The post Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hasad-se-panaah/feed/ 0 16134
Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/#comments Fri, 15 Jul 2022 13:03:08 +0000 https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/ Har Dard se nijat ki Dua | Badan Dard, Pait Dard, Sir Dard ki DuaDard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ | "आऊजु बिल्लाहि वा क़ुदरतीही मीन शर्री मा अजिदु वा ऊहाझीरु"

The post Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Dard ki Dua

हर दर्द से निजात की दुआ

۞ उस्मान बिन अबी अल आस (र.अ.) से रिवायत है के, उन्होंने रसूलअल्लाह (ﷺ) से दर्द की शिकायत की जिसे वो अपने जिस्म में इस्लाम लाने के वक्त महसूस कर रहे थे, आप  (ﷺ) ने फ़रमाया

“तुम अपना हाथ दर्द की जगह पर रखो और कहो,
बिस्मिल्लाह तीन बार, उसके बाद सात बार ये कहो

أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ

“आऊजु बिल्लाहि वा क़ुदरतीही मीन शर्री मा अजिदु वा ऊहाझीरु”

(मैं अल्लाह की जात और कुदरत से हर उस चीज़ से पनाह मांगता हु जिसे मैं महसूस करता हु और जिस से मैं खौफ करता हु)

📕 सहीह मुस्लिम २२०२, बुक ३९, हदीस ९१

Read More:


People also search as:
Dua to remove pain in the body, islamic dua in hindi, sehat ki dua in hindi,
shifa ki dua in hindi, achi sehat ki dua in hindi, all dua in hindi

The post Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/feed/ 2 16604
Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panah-maango-mohtaaji-zillat-aur-zulm-se/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panah-maango-mohtaaji-zillat-aur-zulm-se/#respond Sat, 07 Jan 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panah-maango-mohtaaji-zillat-aur-zulm-se/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: “Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se Aur Zulm Karne […]

The post Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
“Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se
Aur Zulm Karne Se Aur (Apne Upar) Zulm Kiye Jane Se.”

– Sunan Ibn Majah , Hadith no. 3842

♥ In’sha’Allah ul Azeez !
Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se jyada Amal ki taufik Dey ,..

The post Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panah-maango-mohtaaji-zillat-aur-zulm-se/feed/ 0 18132
Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/#respond Wed, 11 Dec 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/ Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki Rasool’Allah (ﷺ) ki ek dua ye bhi hai – ❝ Allahumma inni audhu bika min ilmin la yanfaa, wa min duain […]

The post Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki Rasool’Allah (ﷺ) ki ek dua ye bhi hai –
❝ Allahumma inni audhu bika min ilmin la yanfaa, wa min duain la yusmaa, wa min qalbin la yakhshaa, wa min nafsin la tashbaa.❞ 〘 Ya Allah ! Mai panah maangta hu aisey ilm se jo nafa na de, aisi dua se jo suni na jaye aur aise dil se jisme tera khauf na ho aur aisey nafs se jo mutmaeen (satisfied) na ho.〙

– (Sunan Ibn Majah 250-Sahih)


✦ Arabic Hadith ✦

حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، حَدَّثَنَا أَبُو خَالِدٍ الأَحْمَرُ، عَنِ ابْنِ عَجْلاَنَ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ أَبِي سَعِيدٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ كَانَ مِنْ دُعَاءِ النَّبِيِّ ـ صلى الله عليه وسلم ـ ‏ “‏ اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عِلْمٍ لاَ يَنْفَعُ وَمِنْ دُعَاءٍ لاَ يُسْمَعُ وَمَنْ قَلْبٍ لاَ يَخْشَعُ وَمِنْ نَفْسٍ لاَ تَشْبَعُ ‏”‏ ‏.


✦ English Hadith: Seeking Refuge with Allah ✦

It was narrated that Abu Hurairah said:
“One of the supplications that the Prophet used to say was: ‘Allahumma, inni a’udhu bika min ‘ilmin la yanfa’u, wa mindu’a’in la yusma’u, wa min qalbin la yakhsha’u, wa min nafsin la tashba’u [O Allah, I seek refuge with You from knowledge that is of no benefit, from a supplication that is not heard, from a heart that does not fear (You) and from a soul that is not satisfied].'”

– (Sunan Ibn Majah 250-Sahih)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/feed/ 0 16590
Neymato ke Zawal se bachne ki Dua https://ummat-e-nabi.com/neymato-ke-zawal-se-bachne-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/neymato-ke-zawal-se-bachne-ki-dua/#respond Thu, 29 Aug 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/neymato-ke-zawal-se-bachne-ki-dua/ ✦ Hadith: Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki Dua ye thi, اللهم إني اعوذ من زوال نعمتك وتحول عافيتك وفجأة نقمتك ، […]

The post Neymato ke Zawal se bachne ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
✦ Hadith: Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki Dua ye thi,

اللهم إني اعوذ من زوال نعمتك وتحول عافيتك وفجأة نقمتك ، وجميع سخطك

❝ Allahumma Inni Audhubika Min Zawali Nimatika, Wa Tahawwuli Aafiyatika, Wa Fujaati Niqmatika, Wa Jamii Sakhatika❞

(Ya Allah Mai panah maangta hun teri Neymat ke zawal se aur teri di huyi aafiyat aur sehat ke palat janey se,
aur tere naaghani azaab se aur sab tere ghazab (gussey) waley kaamon se.)

(Sahih Muslim Vol6, 6943, Sunan Abu Dawud Vol 1, 1532)

♥ Ameen Allahumma Ameen !!!

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Neymato ke Zawal se bachne ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/neymato-ke-zawal-se-bachne-ki-dua/feed/ 0 16527