Hadees of the Day
Rishtedaro ke sath Husne Sulooq karo
Abdullah Ibne Masood (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Allah se Darte raho aur apne Rishtedaro ke sath Husn-e-Sulooq karo.
Hadees of the Day
Abdullah Ibne Masood (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Allah se Darte raho aur apne Rishtedaro ke sath Husn-e-Sulooq karo.
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Kisi Qoum ki Dushmani tumhe (un ke sath) Na Insaafi karne par naa ubhare, (balke is waqt bhi tum) insaf se kaam lo. yahi tareeka Taqwa se ziyada qareeb hai.”
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
‟Maa Baap ke liye yeh Dua karo ke
‘Aye mere Rab! Jis tarah unhone mere bachpan me
mujhe pala hai tu bhi unke saath rehmat ka
muamla farma.’
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝Allah ne tumhe jo kuch de rakha hai, uske zariye Aakhirat waala ghar banaane ki koshish karo aur duniya me se bhi apne hisse ko nazar andaaz na karo.❞
Hadees of the Day
Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai.”
Hadees of the Day
۞ Hadees: Anas (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke
“(Bagair majboori ke) Qarz lene se bacho, is liye ke Qarz raat mein ranj wa Gham aur din mein Zillat wa Ruswaayi ka Sabab hai.”
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai:
“Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth pichhe dusron par Aib lagaane waala (aur) munh par taana dene ka aadi ho.”
۞ Roman Urdu ۞
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Jo Zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke iraade se dete ho, to jo log bhi aisa karte hain, woh (apne maal ko) kayi guna badha lete hain.”
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Allah Taala ne Meri Ummat ko Bure Khayalaat ki Had tak Muaf kiya hai jab tak Us par Amal na kare ya Usey Zubaan se ada na kare.”
Hadees of the Day
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
“Jo Logon ka Maal Qarz ke taur par ada karne ke Niyat se leta hai tou Allah Ta’ala bhi uski taraf se ada karega aur
Jo koi tabah(waste) karne ki (yaani na dene ki) Niyat se le tou Allah Ta’ala bhi usko tabah kar dega.”
Hadees of the Day
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Allah Subhanahu Ta’ala farmata hai
“Aye Aadam ke Betey! Kharch kar ki Mai bhi Tujh par kharch Karunga” aur Rasool’Aallah (ﷺ) ne farmaya “Allah ka Haath (Dast-e-Qudrat) bharaa hua hai (Raah-e-Haq Par) Raat Din Kharch karney se kuch kum nahi hota.”
Hadees of the Day
Anas (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
❝4 Cheeze badnaseebi ki pehchan hai; (1) Aankho ka khushk hona, (2) Dil ka Sakht hona, (3) Ummidon ka lamba hona, (4) Dunia ki hirs wa lalach ka hona .❞
Hadees of the Day
۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta’ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega.”
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Wahshi bin Harb (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Ek Saath khana khao aur us par Allah ka naam le liya karo, is me tumhare liye barqat hogi.
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
❖ Hadees: Abdullah (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya:
❝ Jo shakhs museebat mein pareshaan aadmi ko tasalli deta hai
to us ko bhi pareshaan aadmi ki tarah sawaab milta hai.
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein bhi Paak Daaman rahengi.”
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi.
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
‟Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle 3 martaba ijazat maang lo, agar ijaazat mil jaye tou thik hai, warna wapas laut jao
Hadees of the Day
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
‟ Tanhaai bure saathi se behtar hai
aur nek saathi behtar hai tanhaai se.
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝ Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. ❞
Ramadan Hadees: Day 29 Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz se pehle Nikalne ka Hukm ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim …
Hadees Of The Day | 5 October
Umme Salma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:-
“Jo Aurat Dunia se is haal me chali jaye ke
uska Shohar us se raazi tha,
tou wo Jannat me dakhil hogi.“
Hadees: Sahaaba (R.A) ne arz kiya :
Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! kya koi aadami apne maa baap ko bhi gaali deta hai?
Aap (ﷺ) ne farmaaya : “Haan! aadami kisi ke baap ko gaali deta hai to woh us ke baap ko gaali deta hai, aur kisi ki maa ko gaali deta hai to woh us ki maa ko gaali deta hai.”
ENGLISH
A sahaba asked: 0′ messenger of Allah(ﷺ)! Does man abuse his parents (too)?
The prophet (ﷺ) replied: “Yes! When he abuses any person’s father, he abuses his own father, similarly when he abuses any person’s mother, he abuses his own mother.”
HINDI
सहाबा ने अर्ज़ किया : ए अल्लाह के रसूल (ﷺ) ! क्या आदमी अपने मां बाप को (भी) गाली देता है? आप (ﷺ) ने फरमाया :
“हां! आदमी किसी के बाप को गाली देता है तो वह उस के बाप को गाली देता है, और किसी की मां को गाली देता है तो वह उस की मां को गाली देता है।”
MARATHI
एका अनुयायाने पैगम्बर मोहम्मद (ﷺ) याना विचारले की, एखादा माणूस अपल्या पालकांसाठी ही वाईट शब्द वापरु शकतो का?. पैगम्बर मोहम्मद (ﷺ) यांनी उत्तर दिले,
“होय! जो कोणाच्याही पित्यासाठी वाईट शब्द वापरतो, ते जणू त्याने स्वत:च्या पित्यासाठी वापरले, आणि त्याच प्रमाणे ते कोणत्याही व्यक्तीच्या आई साठी वाईट शब्द वापरतो, तेव्हा असे झाले आहे की त्याने आपल्या आईसाठी ते शब्द वापरले.”
Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:
‟Wo Shakhs kamil iman wala nahi ho sakta
jo khud pait bhar ke khaye aur
uska padosi bhuka reh jaye.
📕 Shoaib Ul Iman 5660
Qurbani ki Dua, Qurbani ki niyat se murad woh Dua hai Jo Sunnat se Sabit hai. « Bismillaahi wallaahu ‘Akbar » [Sahih Muslim: 1965]
Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke “Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka.” jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Hadees: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke “Apne marne waalon ki achchaiyon ko yaad kiya karo aur un ki buraaiyon ko bayaan na karo.”
[bs-heading title=”हिंदी” show_title=”1″ title_link=”#Hindi” heading_color=”#eea534″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन उमर (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “अपने मरने वालो कि अच्छाईओं को याद किया करो और उनकी बुराइयों को बयां ना करो।”
[bs-heading title=”English” show_title=”1″ title_link=”#English” heading_color=”#9777b6″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Hadith: Abdullah bin Umar narrated Allah’s messenger (ﷺ) informed that “Recall the goodness of the dead(Marhooms); and don’t discuss their sinfulness.”
[bs-heading title=”मराठी” show_title=”1″ title_link=”#Marathi” heading_color=”#019966″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन उमर (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले कि “मरण पावलेल्या व्यक्तीं बद्दल वाईट बोलू नका, पण त्यांच्या चांगल्या गोष्टींची आठवण नेहमी काढत राहा.”
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Hadees: Abdullah bin Masood (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke “Khushnaseeb hai wo shakhs jo doosro se nasihat hasil kare.”
[bs-heading title=”हिंदी” show_title=”1″ title_link=”#Hindi” heading_color=”#eea534″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन मसूद (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “खुशनसीब है वो शख्स जो दूसरों से नसीहत हासिल करे।”
[bs-heading title=”English” show_title=”1″ title_link=”#English” heading_color=”#9777b6″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Hadith: Abdullah bin Masood narrated Allah’s messenger (ﷺ) informed that “He is a lucky person who receives advice from others.”
[bs-heading title=”मराठी” show_title=”1″ title_link=”#Marathi” heading_color=”#019966″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन मसूद (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले कि “धन्य आहे तो माणूस जो दुसऱ्या कडून सल्ला घेतो.”
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke “Allah Taala ne farmaaya: Aye logo! tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta rahunga.”
[bs-heading title=”हिंदी” show_title=”1″ title_link=”#Hindi” heading_color=”#eea534″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ अबू हुरैराह (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “अल्लाह तआला ने फ़रमाया: ए लोगों! तुम दूसरों पर खर्च करते रहो, मैं तुम पर खर्च करता रहूंगा।”
[bs-heading title=”English” show_title=”1″ title_link=”#English” heading_color=”#9777b6″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Abu Hurairah narrated Allah’s messenger (ﷺ) informed that “Allah said: Spend (in charity), 0 son of Adam, I shall spend on you.”
[bs-heading title=”मराठी” show_title=”1″ title_link=”#Marathi” heading_color=”#019966″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ अबू हुरेरा (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले कि “अल्लाह तआला ने सांगितले, हे लोकांनो! तुम्ही दुसऱ्यांवर खर्च करीत रहा, मी तुमच्यावर खर्च करत राहीन.”
۞ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke “Agar tum mein se kisi ko khaane ki daawat di jaaye, tou daawat qubool kar leni chaahiye.”
۞ हदिस: जाबिर (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “अगर तुम में से किसी को खाने की दावत दी जाये तो दावत कबूल कर लेनी चाहिए।”
۞ Hadith: Jabir narrated Allah’s messenger (ﷺ) informed that “If any of you is invited (for meals), he should accept the invitation.”
۞ हदिस: जाबिर (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले कि “जर तुमच्या पैकी कोणालाही (जेवण जेवणासाठी) आमंत्रित केले असेल तर त्याला ते स्वीकारायला हवे.”
[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Apne Hasab-o-Nasab ko seekho (rishtedaaron ko jaano) taake tum un ke saath Sila Rahmi kar sako, is Liye ke sila rahmi karne se rishtedaaron me muhabbat, maal mein wus’at (ziyaadati) aur umr mein barqat hoti hai.”
[bs-heading title=”हिंदी” show_title=”1″ title_link=”#Hindi” heading_color=”#eea534″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ अबू हुरैराह (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “अपने हसब व नसब को सीखो (रिश्तेदारों को जानो) ताके तुम उन के साथ सिला रहमी कर सको, इस लिये के सिला रहमी करने से रिश्तेदारों में मुहब्बत, माल मे वुस्अत (ज्यादती) और उम्र में बरकत होती है ।”
[bs-heading title=”English” show_title=”1″ title_link=”#English” heading_color=”#9777b6″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah said: “Learn enough about your lineage to facilitate keeping your ties of kinship. For indeed keeping the ties of kinship encourages affection among the relatives, increases the wealth, and increases the lifespan.”
[bs-heading title=”मराठी” show_title=”1″ title_link=”#Marathi” heading_color=”#019966″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading]
۞ अबू हुरेरा (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले: “आपल्या वंशजांना जावून ध्या,(आपल्या नाते वाईकांना जाणून ध्या) जेणे करून तुम्ही त्यांच्याशी दयाळुपणे वागू शकाल, कारण कृपामुले सर्व नाते वाईकां मधील प्रेम वाढतो , संपत्ती वाढते, आणि वय वाढते.”
Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya:
Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
Abdullah bin Masood (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
📕 Kanzul Ummal 43961
★ Ummahatul Momineen Ayesha (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
★ उम्माहतुल मोमिनीन आऐशा (रज़ी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:
For more Islamic messages kindly download our Mobile App