Hadees: Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai

Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai

Aaj ki Hadees | Hadees of the Day

Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai

Abu Darda (R.A) farmate hai ke,
Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna,

“Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey ko Zaya Karo (Yaani Iss Ko Naraaz kar ke Jannat se Mehroom bano) ya Iski Hifazat karo (Yaani Iss ki Khidmat ke Raste se Jannat me Dakhil ho jao.)”

📕 Jameh Tirmazi: 1900,
📕 Sunan Ibne Majah: 2089,
📕 Musnad Ahmed: 4456

Read More

5/5 - (3 votes)
♫ WAQIA: Owais Qarni (R.A) ka Waldain ki Khidmat ke Wajeh se Muqam

♫ WAQIA: Owais Qarni (R.A) ka Waldain ki Khidmat ke Wajeh se Muqam

Hazrate Owais Qarni (Rehmatullahi Alaihi) Ka Waldain Ki Khidmat ka wakiya aur aajke Nawjawano ke liye isme Ibrat. tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan kaseera.

5/5 - (1 vote)

Maa-Baap Ki Khidmat

♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Aur Jhukey Rakhna Unn Dono (Maa-Baap) Ke Liye Apne Kandhe Rahem …

Read More

Mehmaan Ki Khidmat kitne din

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki – “Ek Din-O-Raat Mehmaan Ki Khidmat …

Read More