Hadees of the Day
Ek Jummah Dusre Jumah Tak ke Gunahon ka Kaffara hai
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Ek Jummah Dusre Jumuah tak ke Gunahon ka Kaffara hai Jab tak Kabeera Gunahon ka Irtikaab na kiya jaye.”
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Ek Jummah Dusre Jumuah tak ke Gunahon ka Kaffara hai Jab tak Kabeera Gunahon ka Irtikaab na kiya jaye.”
India me Youm-e-Arfa ka Roza Saturday, 9 July 2022 ko hoga.
SEHRI 4:22 | IFTARI 7:17 (Mumbai, Pune)
<<<<<<<<< ۞ >>>>>>>>>
Mafhum-e-Hadees
Abu Qatada (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) se Youm-e-Arfa (9 Zil Hajj) ke Rozey ke baarey me poocha gaya tou Aap (ﷺ) ne farmaya: “Is din ka Roza guzishta(guzre hue) saal aur aainda(aane wale) saal ke Gunnaho ka kaffara hai.“
✦ Hadith: Bukhaar Momin ko Gunaaho se paak kar deta hai: Abu Huraira (RaziAllahu anhu) …
♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo …
“Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne …