Jamaat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Tue, 17 Oct 2023 17:20:13 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Jamaat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat https://ummat-e-nabi.com/be-jamati-par-shaitan-musallat-hota-hai/ https://ummat-e-nabi.com/be-jamati-par-shaitan-musallat-hota-hai/#respond Fri, 18 Aug 2023 17:01:03 +0000 https://ummat-e-nabi.com/be-jamati-par-shaitan-musallat-hota-hai/ Hadees : Jamat se namaz padhne ki AhmiyatHadees of the Day Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat TRANSLITERATION Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Teen Aadmee kisi Basti ya Jangal me ho […]

The post Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat

TRANSLITERATION

Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Teen Aadmee kisi Basti ya Jangal me ho aur phir bhi wo Jamaat se Namaz na parhe tou Unn par Shaitan musallat ho jata hai, Isliye Tum Jamaat ko laazim kar lo. Kyunki Bhediya Ussi Bakri ko khata hai jo Galle se alag ho Jaye.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 542

The post Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/be-jamati-par-shaitan-musallat-hota-hai/feed/ 0 15872
Waqt par Namaz Padhna https://ummat-e-nabi.com/waqt-par-namaz-parhna/ https://ummat-e-nabi.com/waqt-par-namaz-parhna/#respond Thu, 27 Jul 2023 04:33:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/waqt-par-namaz-parhna/ Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degiHadees of the Day Waqt par Namaz Padhna Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki […]

The post Waqt par Namaz Padhna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Waqt par Namaz Padhna

Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya –

“Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki mashguliyat unko waqt par namaz ki adayeegi se rok degi, yahan tak ki waqt nikal jayega, isliye tum apney waqt par namaz parhna.”

Ek shakhs ne pucha Ki:
“ya Rasool’Allah (ﷺ)! kya main unkey (Jamaat me sharik ho kar dobara) namaz parh lu ?”

Aap (ﷺ) ne farmaya “haan agar tu chahey.”

📕 Sunan Abu Dawud, # 431

The post Waqt par Namaz Padhna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/waqt-par-namaz-parhna/feed/ 0 16525
Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-hukm-par-humesha-qayam-rehna/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-hukm-par-humesha-qayam-rehna/#respond Mon, 23 Jan 2023 11:10:30 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=43149 Ek Aisi Jamaat Hamesha Allah Ke Hukm Par Qayam RahegiAllah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Rasool’Allah (ﷺ) Allah ke Rasool hain aur Aap ke bataye huay tariqay me hamare liye rehnumai hain. Ek aisi baat jo RasoolAllah (ﷺ) […]

The post Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna

Rasool’Allah (ﷺ) Allah ke Rasool hain aur Aap ke bataye huay tariqay me hamare liye rehnumai hain. Ek aisi baat jo RasoolAllah (ﷺ) ne hum sab se farmayi thi wo hai Allah ke hukm par qayam humesha rahna hai.

۞ Hadees: Hazrate Muawiya (R.A) ne kaha ki,
maine RasoolAllah (ﷺ) ko ye farmate hue suna hai ke

“Meri Ummat Me Se Ek Aisi Jamaat Hamesha Allah Ke Hukm Par Qayam Rahegi, Jo Inki Madad Nahi Karega Ya Inki Mukhaalifat(Against) Karega Wo Inhe Kuchh Nuqsaan Nahi Pohanchaa Sakega, Yahan Tak Ki Allah Ka Hukam Aa Jayega (Yaani Qayamat) Aur Wo Ghalib Hi Hongi.”

📕 Sahih Bukhari 3442

Is Hadith se hume ye maloom hota hai ke Musalman jamaat mein hamesha Allah ke hukm par qayam rahne wali jamaat hogi. Jo log unki madad nahi karenge ya unke khilaf honge wo unko koi nuqsaan nahi pohancha sakte, Allah ke hukm aane tak. Wo hamesha jeet kar rahenge.

Yeh jamaat jo is hadees mein zikr ki gayi hai wo Quran o Sunnah ke pure aur sachche tariqe par qayam rehne walon ka tazkira hai. Wo log Quraan wa Sunnat ke muttabey hote hain aur logo ko bhi Allah ke hidayat par chalne ki dawat dete hain.

Aakhir mein ye hadith hume Allah ke hukm par qayam rahne ki ahmiyat aur uske barkat par zor deti hai. Hum sab ko chahiye ke hum Allah ke hukm par qayam rahe, chahe koi humare khilaf ho ya humari madad na kare.

Allah Taala hume kehne Sunne se jyada amal ki toufiq ata farmaye. Ameen Allahumma Ameen.

The post Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-hukm-par-humesha-qayam-rehna/feed/ 0 43149
18. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा https://ummat-e-nabi.com/18-muharram/ https://ummat-e-nabi.com/18-muharram/#respond Tue, 16 Aug 2022 13:23:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=40081 18 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsaतारीख: हजरत इब्राहीम (अ.स), मुअजिजा : अबू तालिब का सेहतयाब होना, एक फ़र्ज़ : जमात के साथ नमाज़ अदा करना, अहेम अमल : नुक्सान से हिफाज़त, फुजूल कामों में माल खर्च करने का गुनाह, माल व औलाद अल्लाह के क़ुर्ब का जरिया नहीं ...

The post 18. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

18. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा 
18 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

1. इस्लामी तारीख

हजरत इब्राहीम (अ.स)

हज़रत इब्राहीम (अ.स) की पैदाइश हजरत ईसा (अ.स) से दो हजार साल क़ब्ल इराक में हुई।
अजीम पैग़म्बर और हादी व रहेनुमा थे। कुरआने करीम में ६९ जगह उन का तजकेरा आया है और मक्की व मदनी दोनों तरह की सूरतों में उन्हें “दीने हनीफी” का दाई, हजरत इस्माईल (अ.स) के वालिदे मोहतरम, अरब के जद्दे अमजद, बैतुल्लाह शरीफ की तामीर करने वाला और अरब कौम का हादी पैग़म्बर बताया गया है। 

अल्लाह तआला ने उन्हें खास रहमत व बरकत और फजीलत से नवाजा था। उन के बाद आने वाले सारे अम्बिया उन्हीं की नस्ल में पैदा हुए, इसी वजह से वह “अबुलअम्बिया” के लकब से मशहूर हैं। 

अल्लाह तआला ने नुबुव्वत व रिसालत के साथ माल व दौलत भी अता किया था। सखावत व दरिया दिली और मेहमान नवाज़ी में बहुत मशहूर थे, इस के साथ ही सब्र व तहम्मुल अल्लाह तआला की जात पर मुकम्मल एतेमाद व भरोसा और लोगों पर शफकत व मेहरबानी उन की खास सिफत थी। 

और भी पढ़े :
हज़रत इब्राहीम अलैहि सलाम | कसस उल अम्बिया

📕 इस्लामी तारीख


2. हुजूर (ﷺ) का मुअजिजा

अबू तालिब का सेहतयाब होना

एक मर्तबा चचा अबू तालिब बीमार हुए, तो आप उन की इयादत के लिये गए,
अबू तालिब ने फर्माया : ऐ भतीजे ! अपने रब से दुआ करो के वह मुझे आफियत बख्शे,
तो आप (ﷺ) ने दुआ फर्माई : “या अल्लाह ! मेरे चचा को शिफा अता फर्मा“।

बस फौरन अबू तालिब खड़े हो गए और कहने लगे :
ऐ. भतीजे! आपका रब तो आपका हर सवाल पूरा करता है,

तो उस पर आप (ﷺ) ने फर्माया:
ऐ मेरे चचा! अगर आप भी अल्लाह तआला की इताअत करें,
तो वह आपका भी सवाल पूरा करेगा।

📕 तबरानी औसत ; ४१२०, अन अनस (र.अ)


3. एक फर्ज के बारे में

जमात के साथ नमाज़ अदा करना

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया :

“जो शख्स नमाज के लिये कामिल वुजू करता है
फिर फर्ज नमाज के लिये चल कर जाता है
और लोगों के साथ नमाज़ पढ़ता है
या आप (ﷺ) ने फर्माया : जमात के साथ नमाज़ पढ़ता है
या फर्माया : नमाज मस्जिद में अदा करता है,
तो अल्लाह तआला उस के गुनाहों को माफ़ फर्मा देता हैं।”

📕 मुस्लिम: ५४९, अन उस्मान बिन अफ्फान (र.अ)


4. एक सुन्नत के बारे में

दूध पीने के बाद की दुआ

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया: 
“जिसे अल्लाह तआला दूध पिलाए तो यह दुआ पढ़नी चाहिये।

तर्जमा: ऐ अल्लाह इस में हमारे लिये बरकत अता फर्मा और ज़ियादा अता फर्मा।

📕 तिर्मिजी : ३४५५, अन इने अब्बास (र.अ)


5. एक अहेम अमल की फजीलत

नुक्सान से हिफाज़त

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने हज़रत अब्दुल्लाह बिन खुबैब से फर्माया :

“तुम रोजाना सुबह, शाम तीन तीन मर्तबा “सूर-ए-इख्लास” और “मुअव्वजतैन” यानी (सूरह फलक और सूरह नास) पढ़ा करो, यह सूरतें हर नुक्सान देने वाली चीज़ से तुम्हारी हिफाजत का जरिया होंगी।

📕 तिर्मिजी : ३५७५, अन अब्दुल्लाह बिन खुबैब (र.अ)


6. एक गुनाह के बारे में

फुजूल कामों में माल खर्च करने का गुनाह

कुरआन में अल्लाह तआला फर्माता है :

“बाज लोग वह हैं, जो गफलत में डालने वाली चीज़ों को खरीदते हैं, ताके बे सोचे समझे अल्लाह के रास्ते से लोगों को गुमराह करें और सीधे रास्ते का मजाक उड़ाएँ, ऐसे लोगों के लिये बड़ी रूस्वाई का अजाब है।”

📕 सूरह लुकमान: ६


7. दुनिया के बारे में

माल व औलाद अल्लाह के क़ुर्ब का जरिया नहीं

कुरआन में अल्लाह तआला फर्माता है:

“तुम्हारे माल और तुम्हारी औलाद ऐसी चीज़ नहीं जो तुम को हमारा महबूब बना दे, मगर हाँ, जो ईमान लाए और नेक अमल करता रहे, तो ऐसे लोगों को उनके आमाल का दुगना बदला मिलेगा और वह जन्नत के बाला खानों में आराम से रहेंगे।”

📕 सूरह सबा : ३७


8. आख़िरत के बारे में

जहन्नम के हथौड़े का वजन

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया: 

“अगर (जहन्नम के) लोहे का एक गुर्ज जमीन पर रख दिया जाए और (उसको उठाने) के लिये तमाम इन्सान और जिन्नात मिल जाएँ, तब भी उसे जमीन से नहीं उठा सकेंगे।”

📕 मुस्नदे अहमदः १०८४८, अनअबी सईद खुदरी (र.अ)


9. तिब्बे नबवी से इलाज

बीमार के लिए जौ मुफीद है

एक मर्तबा उम्मे मुन्जिर के घर पर रसूलुल्लाह (ﷺ) के साथ हज़रत अली (र.अ) भी खजूर खा रहे थे, तो रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया : “ऐ अली! बस करो, इस लिए के तुम अभी कमजोर हो।”

 उम्मे मुन्ज़िर (र.अ) का बयान है के मैं ने उन के लिए चुकंदर और जौ का खाना तय्यार किया, तो रसूलुल्लाह (ﷺ) ने हजरत अली (र.अ) से फर्माया:” ऐ अली! इसको खाओ, इस लिए के यह तुम्हारे लिए मुफीद तरीन है।”

📕 अबू दाऊद : ३८५६, अन उम्मे मुन्ज़िर बिन्ते कैस (र.अ)

फायदा: चुकंदर (Beetroot) और जौ बीमार आदमी के लिये बहुत मुफीद हैं चुकंदर खून को साफ करता है और जौ कमजोरी को दूर करता है।


10. नबी (ﷺ) की नसीहत

शरई उसूल के मुताबिक हाकिम की पैरवी करो

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

“अगर तुम पर किसी नाक, कान कटे हुए काले गुलाम को भी अमीर बना दिया जाए, जो तुम्हें अल्लाह तआला की किताब के ज़रिये अल्लाह तआला के हुक्म के मुताबिक चलाए तो तुम उसका हुक्म सुनो और मानो।”

📕 मुस्लिम: ३१३८, अन उम्मे हुसैन (र.अ)

The post 18. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/18-muharram/feed/ 0 40081
Bajamaat namaz ki Fazeelat https://ummat-e-nabi.com/bajamat-namaz-ki-fazeelat/ https://ummat-e-nabi.com/bajamat-namaz-ki-fazeelat/#respond Tue, 24 Aug 2021 23:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=34451 Bajamat namaz ki FazilatHadees Of The Day Bajamaat namaz ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Bajamat namaz tanha namaz par 27 darje fazeelat rakhti hai.“ 📕 Tirmizi 215

The post Bajamaat namaz ki Fazeelat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Bajamaat namaz ki Fazilat

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Bajamat namaz tanha namaz par 27 darje fazeelat rakhti hai.

📕 Tirmizi 215

The post Bajamaat namaz ki Fazeelat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/bajamat-namaz-ki-fazeelat/feed/ 0 34451
Zikr Azkar ki Fazilat https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/ https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/#respond Sun, 15 Sep 2019 05:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-zikr-karnewalo-ki-fazilat/ Zikr Azkar ki fazilatZikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞ [Al-Baqra:2:152] […]

The post Zikr Azkar ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Zikr ki Fazilat Quran me

Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:

  1. Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.[Al-Baqra:2:152]

  2. Aye emaan waalo! Allah Ta’ala ka bahut ziyada zikr karo. [Al-Ahzaab: 22:41]

  3. Aur Allah Ta’ala ko ziyada yaad karne wale mard aur bahut ziyada yaad karne wali aurtain, Allah Ta’ala ne un ke liye maghfirat aur ajr-e-azeem tayyaar kar rakkha hai. [Al-Ahzaab 22:35]

  4. Aye insaan! Apne Rab ko apne dil mein aajzi aur khauf ke saath aur buland aawaaz ki nisbat past (dhimi) aawaaz ke sath subh-o-shaam yaad kar aur ghaafilon mein se na ho jana. [AI-A’raaf 7:205]


Zikr ki Fazilat Aahadees ki roshni me

۞ Hadees:Us shakhs ki misaal jo apne Rab ko yaad karta hai aur us shakhs ki misaal jo apne Rab ko yaad nahin karta, zinda aur murda ki tarah hai.

📕 Bukhari: 6407, Sahih Muslim:779

۞ Hadees: Aap (ﷺ)ne farmaya: “kya main tumhen tumhare aamaal mein se behtareen (amal) ke baare mein na bataoun, jo tumhare maalik ke nazdeek pakeezah tareen, tumhare darjaat me buland tareen, tumhare liye sona chandi kharch karne se achchha aur tumhare liye iss baat se bhi behtar ki tum apne dushman se aamna saamna karo to tum un logon ki gardanein maaro aur woh tumhaari gardanein maar le. Sahaaba (R.A) ne kaha: “Kyun nahin!” Aap (ﷺ) ne farmaya “Allah Ta’ala ka zikr.

📕 Tirmizi : 2377, Ibne Majah: 7390

۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta’ala farmata hain: “Main apne baare mein apne bande ke gumaan ke mutaabiq hoon, jab woh mujhe yaad karta hai tou main us ke saath hota hoon. agar woh mujhe apne dil mein yaad karta hai tou main use apne dil mein yaad karta hoon, agar mujhe kisi jama’at mein yaad karta hai tou main usey us’se behtareen jama’at me yaad karta hoon, agar woh baalisht bhar mere qareeb aaye tou main ek haath uske qareeb aata hoon. agar woh ek haath (ke faasle baraabar) mere qareeb aaye tou main do haath (phailane ke faasle ke baraabar) uske qareeb aata hun, agar woh chlata huwa mere paas aaye tou main daudta huwa uske paas aata hoon.

📕 Sahih Bukhari: 7405, Sahih Muslim: 2675

۞ Hadees: Abdullah bin Busr se marvi hai ke ek aadmi ne kahaa: “Aye Allah ke Rasool(ﷺ)! mujh par islaam ke ahkamaat bahut ziyaadah ho chuke hain, Aap mujhe kisi aise amal ke baare mein bataiye jis par main mazbooti se (mustaqil mizaaji ke saath) amal kar sakun. Aap(ﷺ) ne farmaaya: “tumhaari zabaan hamesha Allah ke zikr se tar rahe.

📕 Sunan Tirmizi:3375, Ibne Majah:3793

۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaaya:
“Jis shakhs ne kitabullah se ek harf padha, uske liye uske badle mein ek neki hai, aur ek apne jaise dus nekiyon ke baraabar hai (ya’ni dus guna ajar milega) Main nahin kahta ki Alif ek harf hai lekin alif ek harf hai laam ek harf hai aur meem ek harf hai.

📕 Sunan Tirmizi: 2910

۞ Hadees: Uqbah bin Aamir (R.A) se marvi hai unhon ne kaha ki hum safar mein the, Rasool (ﷺ) baahar aaye aur farmaya:
“tum mein se kaun hai jise pasand ho ki woh bathaan ya Aqeeq (do wadiyon ke naam) ki taraf savere jaye aur bade bade kuhaanon wali do ountniyan baghair gunah kiye aur baghair qata’ rahmi ke liye aaye. hum ne kaha aye Allah ke Rasool (ﷺ)! hum sab yeh baat pasand karte hain. Aap (ﷺ) ne farmaya: “kya tum mein se koyi shakhs aisa nahin jo subah savere masjid ki taraf aaye aur Allah azzawajal ki kitab ki do aayaat seekhe ya padhe yeh uske liye do ountniyon se behtar hai aur teen aayaat teen ountniyon se behtar hain aur chaar aayaat chaar ountniyon se behtar hain,aur jitni hi aayaat hongi utni hi ountniyon se behtar hain.

📕 Sahih Muslim 803

۞ Hadees: Jo shakhs kisi jagah baithha aur wahan usne Allah ka zikr nahin kiya to woh jagah Allah ki taraf se uske liye ba’yise nuqsaan (ghabrahat wa parishani) hogi aur jo shakhs kisi jagah leta jahan usne Allah ka zikr nahin kiya to woh jagah us ke liye Allah ki taraf se uske liye ba’yise nuqsaanfghabrahat wa parishani) hogi.

📕 Sunan Abu Dowood:4856

۞ Hadees: Jo qaum kisi aisi majlis se uthhti hai jis men unhon ne Allah ka zikr nahin kiya hota to gadhe ki sadi huyi laash jaisi cheez se uthhti hai aur yeh majlis unke liye ba’yise hasrat hogi.

📕 Sahih Abu Dawood:4855, Musnad Ahmed: 2/224


۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Zikr Azkar ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/feed/ 0 16216