❗Aaj ka Sawal 👇

Islamic Quiz of the Day

18 April 2024

Islamic Quiz 276

Allah Subhanhu ke 99 naam me se ek naam Al-Muhaymin ka kya matlab hota hai?

Options Are 👇

A. Raham karne wala

B. Nihayat dene wala

C. Nigrani karne wala

D. Bulandi ata karne wala

Get Answer

ka Sahih jawab hai : Option ( C )

✅ Nigrani karne wala

RasoolAllah ﷺ ne farmaya ALLAH subhanahu ke 99 naam hain jo koi unko yaad kar lega wo jannat mein jayega ( Sahih Muslim, Hadees 6809 )

Al-Muhaymin (الْمُهَيْمِنُ) ka matlab hota hai:

“Allah woh hai ke jo apni tamaam makhlooq ke akele hi nigraan aur har ek ki kamaal e darje hifaazat karne wala, nez unke har Qaul wa Amal par Gawah hain aur unka gheraao karne wala hai.”

Dekhe 👉 99 Names of Allah with meaning in Roman Urdu / Hindi

Install Islamic Quiz App

Aaj ka Sawal | Islamic Quiz of the Day | Islamic Sawal Jawab Quran wa Hadees ki roshni mein | Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz.

Welcome to “❗Aaj ka Sawal 👇 | Quiz of the Day: Islamic Questions and Answers in Hind, Roman Urdu,” your reliable source for insightful information about Islam. Explore a wide range of popular topics, including Islamic beliefs, practices, history, Quranic teachings, prophet’s stories, and Islamic ethics. Join us on this enlightening journey of exploration and discovery as we provide informative answers to your questions about Islam.

और देखे :