Islah – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Mon, 04 Mar 2024 08:11:33 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Islah – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 कुरआन क्या है | कब और कैसे नाज़िल हुआ – जानिए | What is Quran https://ummat-e-nabi.com/quran-ka-taroof/ https://ummat-e-nabi.com/quran-ka-taroof/#comments Mon, 04 Mar 2024 08:11:28 +0000 https://ummat-e-nabi.com/quran-ka-taroof/ Quran kya hai what is Quranकुरान क्या है | कब और कैसे नाज़िल हुआ - जानिए | What is Quran | कुरान का बुनियादी तारुफ, कुरान कहा से आई और किसने लिखी जानीये तारीख की रोशनी में

The post कुरआन क्या है | कब और कैसे नाज़िल हुआ – जानिए | What is Quran appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

कुरआन क्या है | What is Quran ?

कुरान का बुनियादी तारुफ, कुरान कहा से आई और किसने लिखी जानीये तारीख की रोशनी में

Aksar logon me ye baat paayi jati hai khas tour se humare Gairmuslim aur Khud Muslim bhaiyo me ke “Quraan Kya Hai ?” isey kisne likha aur kab nazil hua ?. tou aayiye iski talluk se jo Galatfehmi hai uska ijala karne ki koshish karte hai.

अक्सर लोगों में ये बात पाई जाती है, खास तौर से हमारे गैरमुस्लिम और खुद मुस्लिम भाइयों में “कुरान क्या है?” इसे किसने लिखा और कब नाज़िल हुआ? तो आइए इसके तालुक से जो गलतफेहमी है वह दूर करने की कोशिश करता है।

कुरआन कब नाज़िल हुआ?

अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने क़ुरआन ही में फ़रमाया:

"रमजान वो महीना है जिसमे कुरआन को हमने नुज़ूल (reveal) किया।" (क़ुरआन २:१८५)  

अब रमज़ान के महीने में कब नाज़िल हुआ उसके तालुक से सूरह क़द्र में अल्लाह ने फरमाया:

"हमने कुरान को शबे कदर में नाज़िल किया।" (क़ुरआन ९७:१) 

क़ुरआन किस पर नाज़िल हुआ?

अल्लाह तआला ने क़ुरआन अपने आखरी नबी मुहम्मद ﷺ पर नाज़िल किया , इसके बारे में बुखारी की रिवायत में बेशुमार क़ुरआन से मुतालिक अहादीस आती है। अल्लाह के आखरी नबी ﷺ के बारे में अल्लाह क़ुरआन में खुद गवाही देता है के:

"मेरे नबी (ﷺ) इस किताब के नुज़ूल होने से पहले न कुछ पढ़ सकते हैं थे और न लिख सकते थे, अगर इन्हें पढ़ना लिखना आता है तो काफ़िर (disbeliever) कहते के नबी ने खुद कुरान बना लिया।" (क़ुरआन २९:४८) 

तो ये बात वाजेह थी कि नबी (ﷺ) पढ़ना लिखना नहीं जानते थे। Encyclopedia Britannica भी इसकी गवाही देती है के जितनी तारीखी हवाले (ऐतिहासिक साक्ष्य) मिलते हैं उससे यही मालूम होता है के नबी-ए-करीम (ﷺ) को पढ़ना लिखना नहीं आता था।


क़ुरआन कैसे नाज़िल हुआ ?

अल्लाह के नबी (ﷺ) फरमाते हैं ”जिबरईल अलैहि सलाम को अल्लाह तआला जब कभी हुक्म देते तब जिबरईल कुरान की आयतें लेकर मेरे पास आते हैं।” (हदीस)

आज अक्सर हम में एक ग़लतफ़हमी है के क़ुरान 30 पारो में नाज़िल हुआ। याद रखो पारा कोई चीज़ नहीं होती। क्योंकि अरबी में “पा” नहीं आता, ये उर्दू और फ़ारसी लफ़्ज़ है।

तो जो 114 सूरह है, इनको अल्लाह ताला ने 23 साल नबी (ﷺ) की हयात में अलग-अलग मौके पर थोड़ी-थोड़ी आयतें करके नाज़िल फरमाया। जिब्रईल (अलैहि सलाम) आते, आप पर आयतें नाजिल करते हैं, आपको याद करवाते, जिसके बारे में कुरआन में ही अल्लाह ने फरमाया:

"ऐ मेरे नबी! इसकी तिलावत में जल्दीबाजी से अपनी जुबान मत फेरिए, हम आपको इसकी क़िरात कराएंगे, इसके माने समझायेंगे और इसे जमा कर के आपको दे देंगे।" (क़ुरआन ७५:१६-१९)

तो नबी (ﷺ) को जिब्रईल (अलै.) के जरीये अल्लाह रब्बुल इज्जत कुरआन की आयतें सिखाते हैं। फ़िर एक रमज़ान से अगले साल के रमज़ान तक जितना क़ुरान नबी (ﷺ) पर नाज़िल हो जाता उतना पूरा हिसा जिब्रईल (अलै.) आपसे बार-बार सुनते, ताकि हिफ़्ज़ अच्छा हो जाए।

कुरान का जितना हिसा जो नबी (ﷺ) पर नाज़िल होता उतना आप सहाबा को कहते। सहाबा उनके ज़माने में जो कुछ भी लिखने के साधन हुआ करते थे, वे उन पर वो आयते लिख लेते थे, जैसे पत्थर पर, खजूर के दरख्तो के पत्तों पर जिस तरह भी लिख सकते थे वे लिख लेते थे और अपने घरो में महफूज रख देते थे। इस तरह अलग अलग मौको पर कुरआन नाज़िल हुआ।

अल्लाह के नबी (ﷺ) के इस दुनिया से रुखसती के बाद हज़रत अबू बकर सिद्धिक (रज़ि.) मुसलमानो के पहले खलीफा बने। आपकी खिलाफत में “मुसेलिमा कज्जाब” नाम के एक शख्स ने नबूवत का दावा किया। हज़रते अबू बकर सिद्धिक ने उस कज्जाब से जिहाद किया, उस जंग में तकरीबन 70 सहाबा शाहिद हुए जो हुफ्फाज़े कुरान थे।

तो हज़रते उमर (रज़ी.) हज़रते अबू बकर सिद्धिक (रज़ी.) के पास आये और कहा के:

“ऐ अमीर-उल-मोमिनीन! अगर हुफ्फाज इस तरह ख़त्म हो जाएंगे तो कुरान अलग-अलग घरो में अलग-अलग हिस्सों  में रखे हुए हैं जैसे समझने में लोगों के लिए परेशानी होगी, लिहाजा हम एक काम करते हैं - आप सबसे कहिए कि जो भी कुरान का हिस्सा उन्होंने लिखा था वो पूरा लाये, हम हुफ्फाज़े कुरान को बिठाएंगे, पूरे औराक को तरतीब से जमा करेंगे और जमा करके एक जगह सिह देंगे।”

लिहाजा वैसा ही किया गया, एक नुस्खा बनाया गया, तो पहली मर्तबा कुरान ने किताब की शक्ल ली और इसको रखा गया उम्माहा-तुल-मोमिनीन हज़रते आयशा (रज़ी) के घर में, फिर बाद में जब उमर (रज़ी) खलीफा बने तो उस नुस्खे को लाया गया उमर (रज़ी) के घर।


कुरान के कौन से नुस्खे जलाए गए?

हज़रत उमर (रज़ी) की शहादत के बाद हज़रत उस्मान (रज़ी) का दौरे ख़िलाफ़त आया।

उस्मान (रज़ी.) की खिलाफत में इस्लाम अरब से बाहर भी फैल रहा था। ईरान, इंडोनेशिया, अफ़्रीका इसी तरह भारत तक फ़ैल रहा था। इस दौरान जो गैर अरबी लोग वे चूँकि अरब उनकी मादरी ज़ुबान (मातृभाषा) नहीं थी लिहाजा क़िरात करने में गलती कर रहे थे और अपने क़िरात के हिसाब से जैसा चाहे लिख रहे हैं।

लोगों ने उस्मान (रज़ी.) से शिकायत की कि कुरान को अलग-अलग तरीके से लोग पढ़ रहे हैं, लिहाजा आप ने कहा के जिसके पास भी लिखा हुआ कुरआन है वो सब लाया जाए, सारे नए लिखे कुरआन के नुस्खे लाये गए, उन सारे नुस्खों को आग लगा कर जला दिया गया।

आग लगाने का हुक्म इस लिए दिया क्योंकि अल्लाह के नबी (ﷺ) का वाजेह इरशादे मुबारक था के “कही अगर कुरआन लिखी हुई है तो उसे फाड़ो मत, बल्की दफन करो या उसे आग लगा दो।”

लिहाजा उन तमाम नए नुस्खों को जला दिया गया और फिर वो पहला नुस्खा (मास्टर कॉपी) जो हजरत उमर (रज़ी.) के मशवरे पर बनाया गया था उसे हजरते उमर (रज़ी) के घर से लाकर सहाबा से कहकर इस नुस्खे की 7 कॉपी बनाई गई।

क्योंकि आपकी खिलाफत में इस्लामी हुकूमत के 7 राज्य हैं, हर राज्य का एक गवर्नर था, लिहाजा हर राज्य को हज़रत उस्मान (रज़ी.) ने अपने खिलाफत की सील मंगाकर एक ओरिजनल कॉपी रवाना कर दी।

आज दुनिया में हम जितने भी कुरआन के नुस्खे देखते हैं, उसी कुरान मजीद की कॉपी से बने हैं। लेकिन उसपर जेर, जबर नहीं थे।


कुरआन में ज़ेर-ज़बर कहाँ से आये?

क़ुरआने मजीद की उन 7 कॉपी में ज़ेर ज़बर नहीं था, क्योंकि वो अरबियो की मादरी ज़ुबान (मातृभाषा) थी। जैसे के उर्दू हमारे लिए बिल्कुल आम ज़ुबान है लिहाजा हमें भी उर्दू पर ज़ेर ज़बर की ज़रूरत नहीं पड़ती।

लेकिन एक सहाबी हज्जाज बिन यूसुफ ने देखा के गैर अरबो को मुश्किल हो रही बिना जेर जबर के। लिहाजा उन्होंने कहा के जो तज़वीज़ है उसके हिसाब से ज़ेर ज़बर लगाएंगे। लिहाजा उन्होंने जेर जबर लगवाए और फिर वो कॉपियाँ भी मशहूर हो गईं। लेकिन जो तजवीज़ और क़िरात है ये बिलकुल उसी से हु-ब-हू मिलते-जुलते हैं जो हज़रते उस्मान (रज़ी) के ज़माने में थे।


अक्लमंदों के लिए हिदायत है कुरान में:

Alahmdulillah ! ye Qur’an dunia ki ek hi aisi wahid kitab hai jisey 4 saal ke bacche se lekar 100 saal ka bujurg bhi pura Hifz kar leta hai. is me Allah Rabbul Izzat ne nasihate rakhi hai un logon ke liye jo Aqal rakhtey hai. jiske talluk se Allah Rabbul Izzat ne Quran me hi farmaya aur kaha:

अलहम्दुलिल्लाह ! ये कुरान दुनिया की एक ही ऐसी वाहिद किताब है जिसमें 4 साल के बच्चे से लेकर 100 साल का बुजुर्ग भी पूरा हिफ्ज़ कर लेता है। इस में अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने हिदायते रखी है उन लोगों के लिए जो अक्ल रखते हैं। जिसके ताल्लुक से अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने कुरान ही में फरमाया और कहा:

"ऐ नबी (ﷺ) ! ये मुबारक किताब है जिसकी हमने आपकी तरफ इस लिए नाज़िल किया के लोग इसकी आयतों पर गौर करें और अक़लमंद इस से नसीहत हासिल करे।" (सूरह साद ३८:२९)

वज़ाहत :

तो इस पूरी पोस्ट का शेष यही है कि ये कुरआन का नुस्खा न ही कोई शरई बिद्दत (यानी नया अकीदा) थी और न ही इस्मे अल्लाह के कलाम के अलावा कोई और का कलाम है।

अगर कोई शख़्स इसे इंसान की मनामानी लिखी हुई किताब कहता है तो उसे चाहिए कि इसकी तरह एक सूरह बना ला दे या फिर इसमें ऐसी कोई भी 2 ऐसी आयतें दिखा दे जो आपस में टकराती हो।

अलहम्दुलिल्लाह! आज पूरी दुनिया में सबसे तेजी से फैलने वाला कोई दीन है तो वो इस्लाम ही है। क्योंकि लोग सुकुन की तलाश में कुरआन की तरफ आ रहे हैं। अल्लाह के फ़ज़ल से हिदायत पर रहे है।

लिहाजा हमें चाहिए के ये किताब जो इंसानियत के लिए हिदायत के लिए नाज़िल हुई है उसपर हम सब गौर करें, इसपर अमल करें और जितना हो सके इसके पैगाम को लोगों में आम करे।

इंशा अल्लाहुल अज़ीज़ !

– अल्लाह रब्बुल इज्जत हमें कहने सुनने से ज्यादा अमल की तौफीक दे,
– हम तमाम के लिए क़ुरान मजीद को पढ़ना, समझना और उसपर अमल करना आसान फरमाये,

– जब तक हमें जिंदा रखे इस्लाम और ईमान पर जिंदा रखे,
– खात्मा हमारा ईमान पर हो।

वा आखीरु दवाना अलहम्दुलिल्लाहिल रब्बिल आलमीन।


और भी देखे:

The post कुरआन क्या है | कब और कैसे नाज़िल हुआ – जानिए | What is Quran appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/quran-ka-taroof/feed/ 3 17713
अल्लाह के रसूल (ﷺ) गवाही देंगे, ए मेरे रब! मेरी कौम ने कुरान को छोड़ दिया https://ummat-e-nabi.com/meri-qoum-ne-quran-ko-chorr-diya/ https://ummat-e-nabi.com/meri-qoum-ne-quran-ko-chorr-diya/#respond Mon, 20 Nov 2023 16:50:39 +0000 https://ummat-e-nabi.com/meri-qoum-ne-quran-ko-chorr-diya/ Meri qoum ne quran ko chor diyaजानिए: रसूलअल्लाह (ﷺ) रोज़े क़यामत क्यों और किसके खिलाफ गवाही देंगे कि “ए मेरे रब! मेरी कौम ने कुरान को छोड़ दिया ?"

The post अल्लाह के रसूल (ﷺ) गवाही देंगे, ए मेरे रब! मेरी कौम ने कुरान को छोड़ दिया appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

जानिए: रसूलअल्लाह (ﷺ) रोज़े क़यामत क्यों और किसके खिलाफ गवाही देंगे कि “ए मेरे रब! मेरी कौम ने कुरान को छोड़ दिया।”

आज अल्लाह की किताब (कुरआन-ए-मजीद) से उम्मते मुस्लिमा को दूर करने के लिए ना जाने क्या-क्या हथकंडे इस्तेमाल किए जाते हैं, बाज़ पेड उलेमाओ के जरीए फतावे तक दिए जा रहे हैं के “कुरान पढ़े तौ गुमराह हो जाओगे” नौउजुबील्लाह!

जबकी कुरान से दूरी इख्तियार करने वाले रसूलअल्लाह (ﷺ) की नाराजगी के मुस्तहिक होंगे! बल्की रसूलअल्लाह इनके खिलाफ बात करेंगे जिसके तालुक से अल्लाह रब्बुल इज्जत क़ुरआन में बयान फरमाया –

RasoolAllah Gawahi Denge

(अल्लाह के रसूल तुम्हारे ख़िलाफ़ गवाही देंगे और कहेंगे) “ऐ मेरे रब इस क़ौम ने कुरआन को छोड़ दिया” [सूरह फुरकान: 25:30]


तो यहाँ नबी-ए-करीम (ﷺ) देखिये ऐसे लोगों के ख़िलाफ़ बात करेंगे और कहेंगे के “ऐ अल्लाह! मेरी क़ौम ने कुरआन को छोड़ दिया।”

अंदाज़ा लगाइए जिस नबी-ए-रहमत के तालुक से हम उम्मीद रखते हैं के आप हमारी सिफ़ारिश करेंगे, अल्लाह से शफ़ाअत करेंगे हमारी रोज़े महशर के मुकाम में, (यकीनन करेंगे) लेकिन यही नबी खिलाफ खड़े हो जाएंगे ऐसे लोगों के जो क़ुरान की हिदायत पर गौर नहीं करते, और नहीं इसपर अमल करते थे।

तौ बहरहाल अगर हम चाहते हैं कि सच में नबी-ए-करीम (ﷺ) की शफा-अत नसीब हो तो हमें चाहिए के अल्लाह की हिदायत कुरान-ए-मजीद से अपना रिश्ता जोड़ ले।

इसके माने मफहूम को समझने की, इसके पैगाम पर गौर करने की तलब हम इख्तियार करे।

फ़िर इंशाअल्लाह-उल-अज़ीज़! ये किताब सरापा हमें अल्लाह की हिदायत से जोड़ देगी।

और अगर हमने ऐसा ना किया, तौ बेहरहाल ला-इल्मी किस हद तक हमें नुक्सान पहुंचाती है हम देख ही रहे हैं। (अल्लाह बचाए हमें जहालत के फितनो से!)

अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त से दुआ है के –

۞ अल्लाह हमें कहने सुनने से ज्यादा अमल की तौफीक दे,
۞ हम तमाम के लिए कुराने मजीद को पढ़ना, समझना और उसपर अमल करना आसान फरमाये।

۞ जब तक हमने जिंदा रखे इस्लाम और ईमान पर जिंदा रखे।
۞ खात्मा हमारा ईमान पर हो।

۞ वा आख़िरु दावाना अनिलहम्दुलिल्लाहे रब्बिल आ’लमीन !!!

और भी देखे :

The post अल्लाह के रसूल (ﷺ) गवाही देंगे, ए मेरे रब! मेरी कौम ने कुरान को छोड़ दिया appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/meri-qoum-ne-quran-ko-chorr-diya/feed/ 0 17593
Naye Saal ki Aamad! Josh se nahi hosh se kaam lein… https://ummat-e-nabi.com/naye-saal-ki-aamad-josh-se-nahi-hosh-se-kaam-lein/ https://ummat-e-nabi.com/naye-saal-ki-aamad-josh-se-nahi-hosh-se-kaam-lein/#respond Fri, 30 Dec 2022 16:49:44 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=42251 Naye Saal ki Aamad | Happy New year in IslamNew Year ki Sharayi Haisiyat NAYE SAAL KI AAMAD!Josh se Nahi Hosh se Kaam Lein. Humari Zindagi Badi Mukhtasar hai. Har Aane Wala Din Hamari Zindagi ko Kum Kar Raha […]

The post Naye Saal ki Aamad! Josh se nahi hosh se kaam lein… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

New Year ki Sharayi Haisiyat

NAYE SAAL KI AAMAD!
Josh se Nahi Hosh se Kaam Lein.

Humari Zindagi Badi Mukhtasar hai.
Har Aane Wala Din Hamari Zindagi ko Kum Kar Raha hai.

Ek Din Hamari Zindagi Khatm ho Jayegi aur Hum Apne Rab ke Samne Pesh Honge.
Uss Din ke liye Humari kya tayyari hai?

Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai –

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Aye Iman Walo! Allah se Darte Raho aur Har Shakhs ko Yeh Dekhna Chahiye ki Usne Kal (Qayaamat) ke liye Kya Aage bheja hai.”

📕 Quran 59:18

Courtesy: iPlus tv

The post Naye Saal ki Aamad! Josh se nahi hosh se kaam lein… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/naye-saal-ki-aamad-josh-se-nahi-hosh-se-kaam-lein/feed/ 0 42251
अल्लाह वालो की सिफत https://ummat-e-nabi.com/allah-walo-ki-sifat/ https://ummat-e-nabi.com/allah-walo-ki-sifat/#respond Wed, 07 Dec 2022 13:56:34 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-walo-ki-sifat/ अल्लाह वालो की सिफतअल्लाह वालो की सिफत एक बार हज़रत उमर (रज़ियल्लाहु अनहु) बाज़ार में चल रहे थे। वह एक शख्स के पास से गूज़रे जो दुआ कर रहा था। “ऐ अल्लाह!! मुझे […]

The post अल्लाह वालो की सिफत appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

अल्लाह वालो की सिफत

एक बार हज़रत उमर (रज़ियल्लाहु अनहु) बाज़ार में चल रहे थे।
वह एक शख्स के पास से गूज़रे जो दुआ कर रहा था।

“ऐ अल्लाह!! मुझे चन्द लोगों में शामिल कर।”
“ऐ अल्लाह मुझे चन्द लोगों में शामिल कर।”

उमर (रज़ियल्लाहु अन्हु) ने उससे पूछा।
“यह दुआ तुमने कहां से सीखी?”

वह बोला, अल्लाह की किताब से।
अल्लाह ने क़ुर्आन मे फरमाया है।

“और मेरे बन्दों में सिर्फ चन्द ही शुक्र गुज़ार हैं”

📕 अल्-कुरआन ३४:१३

हज़रत उमर (रज़ियल्लाहु अनहु) यह सुन कर रो पडे और अपने आपको यह नसीहत करते हूए बोले,

“ऐ उमर!! लोग तुमसे ज़्यादह इल्म वाले हैं, ऐ अल्लाह मुझे अपने चन्द लोगों में शामिल कर”

हम देखते हैं कि जब हम किसी शख़स से कोई गुनाह का काम छोडने के लिए कहते हैं तो वह यही कहता है कि ये तो अकसर लोग करते हैं मैं कोई अकेला थोडी ना ऐसा करता हूं।

लेकिन अगर आप क़ुर्आन में लफ्ज़ “अकसर लोग” सर्च करें तो आप को यह जवाब मिलेगा ।

👉 “अकसर लोग नहीं जानते” – (अल्-क़ुर्आन ७:१८७)

👉 “अकसर लोग शुक्र अदा नहीं करते” – (अल्-क़ुर्आन, २:२४३)

👉 “अकसर लोग ईमान नहीं लाए” – (अल्-क़ुर्आन, ११:१७)

👉 “अकसर लोग शदीद नाफरमान हैं” – (अल्-क़ुर्आन, ५:५९)

👉 “अकसर लोग जाहिल हैं” – (अल्-क़ुर्आन, ६:१११)

👉 “अकसर लोग राहे हक से हट जाने वाले हैं” – (अल्-क़ुर्आन, २१:२४)

तो अपने आपको चन्द लोगों मे डालो जिन के बारे में अल्लाह ने फरमाया:

👉 “मेरे थोडे ही बन्दे शुक्र गुज़ार हैं” – (अल्-क़ुर्आन,३४:१३)

👉 “और कोई ईमान नहीं लाया सिवाय चन्द के” (अल्-क़ुर्आन, ११:४०)

👉 “नेमत भरी जन्नतों में होंगे; अगलों में से तो बहुत-से होंगे, किन्तु पिछलों में से कम ही” – (अल्-क़ुर्आन, ५६:१२,१३,१४)

तो लिहाजा मेरे अज़ीज़ भाइयो और बहनो!!
इन्हीं चन्द लोगो मे अपने आप को शामिल करें।

और इसकी बिल्कुल फरवाह न करें कि इस रास्ते पर आप अकेले हैं।
बिलाशुबा अक्सर हक़ के रास्ते पर चन्द (बहुत कम) होते हैं ।
मगर कामयाब भी हक पर चलने वाले ही होते हैं।
क्योंकि बेशक अल्लाह उनके साथ होता है।

“ऐ अल्लाह !!!
हमें भी हक़ पर चलने वाले उन चन्द कामयाब लोगों में शामिल कर,
जिन पर तेरा करम व फ़ज़ल और ईन्आम हुवा है।”

आमीन । या रब्बल्आलमीन।

Aksar Log Gumrah Hai, Aksar Log Haq se Mooh fer letey hai, Aksar Log Imaan Ke Dawey Ke Bawajud Siwaay Shirk Ke Aur Kuch Bhi Nahi Karte, Aksar Log Iman Nahi Latey, Aksar Log Nafarman Hote Hai, Aksar log Nahi Jante, Aksar Log Shukr Ada Nahi Karte, Aksar Log Zahil hote hai, Aksariyat Aur Aqaliyat Ka Islam Me Koi Taqaza Nahi, Al Quran 11 17, Al Quran 11 40, Al Quran 2 243, Al Quran 21 24, Al Quran 34 13, Al Quran 5 59, Al Quran 56 12, Al Quran 56 13, Al Quran 56 14, Al Quran 6 111, Al Quran 7 187, Allah ke Waliyo Ki Sifat, Allah walo Ki Sifat, Islah, Wali Allah Ki Sifat, Allah ke Wali Ka Martaba

The post अल्लाह वालो की सिफत appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-walo-ki-sifat/feed/ 0 18135
Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot Boley https://ummat-e-nabi.com/wo-shakhs-jhoota-nahi-jo-logon-ke-darmiyaan-sulah-islah-karwaane-key-liye-jhoot-boley/ https://ummat-e-nabi.com/wo-shakhs-jhoota-nahi-jo-logon-ke-darmiyaan-sulah-islah-karwaane-key-liye-jhoot-boley/#respond Sun, 14 Aug 2022 15:14:35 +0000 https://ummat-e-nabi.com/wo-shakhs-jhoota-nahi-jo-logon-ke-darmiyaan-sulah-islah-karwaane-key-liye-jhoot-boley/ Hadees: Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot BoleyHadees of the Day Wo Shakhs Jhoota Nahi jo Sulah ke liye Jhuth bole RasoolAllah(ﷺ) ne farmaya: “Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon ke Darmiyaan Sulah karwaane ke liye Jhoot […]

The post Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot Boley appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Wo Shakhs Jhoota Nahi jo Sulah ke liye Jhuth bole

RasoolAllah(ﷺ) ne farmaya:

“Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon ke Darmiyaan Sulah karwaane ke liye Jhoot boley.”

📕 Abu Dawood 4920 (Sahih)

Sabaq: Logon ke darmiayan Sulah karwaneki niyat se bola gya jhuth muaf hai.

The post Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot Boley appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/wo-shakhs-jhoota-nahi-jo-logon-ke-darmiyaan-sulah-islah-karwaane-key-liye-jhoot-boley/feed/ 0 16359
Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai https://ummat-e-nabi.com/ummido-aur-mout-ke-darmiyan-zindagi-hai/ https://ummat-e-nabi.com/ummido-aur-mout-ke-darmiyan-zindagi-hai/#respond Wed, 20 Jul 2022 08:44:55 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=39406 Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi haiHadees of the Day Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai Nabi-e-Kareem ﷺ ne chand Khatoot (Laqeere) khichi aur farmaya ki Ye Ummid hai aur ye Mout hai, Insan usi […]

The post Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai

Nabi-e-Kareem ﷺ ne chand Khatoot (Laqeere) khichi aur farmaya ki
Ye Ummid hai aur ye Mout hai, Insan usi Halat ( Ummidon tak pahunchne ) me Rehta hai ki Qareeb wala Khat (Mout) us tak pahunch jata hai.

📕 Sahih Bukhari: jild 8, kitab Ar riqaq 81, hadith no. 6418

Wazahat:

Insanon mein Duniya wa Aakhirat dono ke chahane wale hain, momin ko chahiye Aakhirat ka chahane wala bane, Duniya ka chahne wala na bane, kyun ke aaj to kaam hi kaam hai hisaab nahi hai aur kal hisaab hi hisaab hoga aur amal ka waqt baqi nahi rahega.

Umeedo aur tamannao ki pyaas insaan ko bhatkaye rakhti hai, Aarzuo ki bhadakti aag usey kisi lamha chain se baithne nahi deti, phir woh na-muraad hasratoon ki aag mein zindagi bhar jalta rehta hai.

Momin bas is Nazriye ke sath zindagi guzare ke yeh duniya us ke liye aarzuo ki takmeel ki jagah nahi balke Aarzuo ki Qurbaangaah hai.

Aur Kafiroon ke liye Aarzuo ki takmeel ki jagah hai kyun ke woh Aakhirat mein har qisam ki aaraam o araish se mehroom kar diya jayega.

Allah Taala Hume Kehne Sunne se Jyada Amal ki Toufiq ata farmaye , Ameen Allahumma Ameen.

The post Ummido aur Mout ke Darmiyan Zindagi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ummido-aur-mout-ke-darmiyan-zindagi-hai/feed/ 0 39406
Quran ke Nuzool ka Asal Maqsad aur Humara Haal https://ummat-e-nabi.com/quran-ke-nuzul-ka-asal-maksad/ https://ummat-e-nabi.com/quran-ke-nuzul-ka-asal-maksad/#respond Sun, 31 Jan 2021 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/quran-ke-nuzul-ka-asal-maksad/ Quran ke Nuzool ka Asal MaqsadQuran ke Sath Humara Sulooq Aaj ilm ki kami ki wajah se hum Qur’an ke Nuzool ke Asal maksad se mehroom reh gaye, aur sirf Sawab ke Lalach me Quraan […]

The post Quran ke Nuzool ka Asal Maqsad aur Humara Haal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Quran ke Sath Humara Sulooq

Aaj ilm ki kami ki wajah se hum Qur’an ke Nuzool ke Asal maksad se mehroom reh gaye, aur sirf Sawab ke Lalach me Quraan ka istemaal karne lag gaye.

Jaise missal ke tour per humari Musalman behne Sawab ke liye Quran Arbi me padhti rehti hai aur padhte hue Surah Nisa ki aayat 3 aati hai jaha Allah Ta’ala fermata hai ke “Aye Musalman Mard Aadmi tum 2,3,4 biwiyo se nikah kar sakte ho.”

Ab inhone padha Arbi me aur Allah se dua ki ke “Aye Allah har Harf ke badle 10-10 neki hona.”

Lekin jab inka shohar kabhi dusra nikah karne gaya tou “kaisa karta dekhti mai,..” MashaAllah

Arey lekin quraan me hukm hai na !

“Honga Quran me lekin mujhe kya ?….”

SubhanAllah! Andaza bhi hai kya Sulooq karte hai hum Allah ki nazil karda hidayat ka.

Zindagi bhar hum isey Mehaj Sawab ke Lalach me hi padhte hai lekin kabhi iske Maney Mafhoom par Gouro Fikr nahi karte.

jabki Sawab tou bonus hai wo tou mil jayega in’sha’Allah !!!

Alahmdulillah! Quran ki Tilawat ki Fazilat apni jagah hai, Lekin Quran ka Asal maksad Insaniyat ki Hidayat hai.

jiske Talluk se Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai:

” Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)!
Ye Mubarak Kitab (Quraan) hai Jisey Humne Aapki taraf Iss liye Nazil kiya ke log iski Aayto par Gour kare aur Aqalmand is se Naseehat hasil kare. “

[ Al-Quran, Surah Saad 38:29 ]

✦ Quran ke Nuzool ka Asal Maqsad hai ‘Insaniyat ki Hidayat

Tou Quran ke Nuzul ka Asal Maksad Hidayat hai, lekin fir bhi hum isey mahaz Sawab ke liye padhtey hai, yahi wajah hai ke hum Allah ki hidayat se Mehrum reh gaye. aur jahalat hum par taari hui.

Jiska fayda Ummat ke Baaz Sharr Pasand logo ne khub uthaya.

“Humey Maslaki aur Firqawariyat me Ulzaya, Quraan se hidatar hasil karne ke bajaye isey Murdo par bakhswaya, beshumar biddate ijad kar inhone Apni batil Dukane khub chalayi.

lekin kabhi hume Quran ke Asal maksad se Taroof nahi karwaya, Siway Ulemaye Haq ke.

Lihaja mere Azeezo! Aaj agar hume Zillat aur Ruzwayi se bahar nikalna hai tou hume chahiye ke hum Quraan e Kareem ki hidayat ko samjhey, iske Maaney Mafhoom par Gour kare.

Aur jitna ho sakey ispar khud bhi amal kare aur dusro ko bhi iski dawat dey.

♥ In’sha’Allah Ul Azeez !!!
Allah Rabbul Izzat Se Aakhir Me Dua hai ke –
Allah Hume Kahne Sun’ne se Jyada Aml ki Taufik dey.
Hum Tamam ke liye Quraane Majid Ko Padhna , Samjhna Aur Uspar Amal Karna Aasan Farmaye.
Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par Zinda Rakhey.
Khatma Humara Imaan par ho.
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Quran ke Nuzool ka Asal Maqsad aur Humara Haal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/quran-ke-nuzul-ka-asal-maksad/feed/ 0 18401
Haa! Allah ki Madad Kareeb hi hai https://ummat-e-nabi.com/haa-allah-ki-madad-kareeb-hi-hai/ https://ummat-e-nabi.com/haa-allah-ki-madad-kareeb-hi-hai/#respond Tue, 17 Jan 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/haa-allah-ki-madad-kareeb-hi-hai/ Allah Ki Madad Qarib Hai!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aaj Hum Choti Choti Musibato par Allah se mayus ho jatey hai, Allah ki rehmat se Na’ummid ho jatey hai jabki ye Imanwalo ko Zeba nahi deta,.. […]

The post Haa! Allah ki Madad Kareeb hi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
Aaj Hum Choti Choti Musibato par Allah se mayus ho jatey hai, Allah ki rehmat se Na’ummid ho jatey hai jabki ye Imanwalo ko Zeba nahi deta,..
– kyunki humse pahle Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam), Aapke Sahaba, aur Jo Nek aur Saleh log they unpar Is se Jyada Mushkile aur pareshani Aayi,. lekin iske bawajud wo log Haq par Majbuti ke sath jamey rahe aur Allah ki rehmat se mayus aur Na’ummid na hue ,. Aur Allah ki Raah me Jaddo Jehad karte rahe jabtak ke Allah Ki Madad untak pohoch na gayi ,..

Isi Ke Zeeman Me Quran-e-Kareem Ki Rehnumayi Hum Sab ko Sakht se sakth haal me bhi Housa Deti Hai:
♥ Al-Quraan: “Kya tum ye Gumaan kiye baithey ho ke “aise hi Jannat” me chale jaoge ?
Halanke ab tak tum par wo Halaat nahi Aaye Jo tumse agle logon par Aaye they,
Unhe Bimaariyan aur Musibaten Pahunchi aur wo hila diye gaye,
yahan tak ke Rasool aur uske saath ke Iman waley kahne lage ke Allah ki madad kab Ayegi ?
(fir unhe Tasalli di gayi ke) Ha! Allah ki Madad kareeb hi hai”

– (Sureh Baqra 2: Ayat 214)

♥ Subhan’Allah !!!

♥ Al-Quraan: “Kya logon ne ye gumaan kar rakha hai ke unke
sirf is Daawe par ke hum Imaan laye hai, hum unhe bagair Aazmaye huwe hi chorr denge?
Unse Aglon ko bhi Humne khoob Jaancha, Yaqinan Allah unhe bhi jaan lega Jo sach kahte hai
aur unhe bhi Maalum kar Lega Jo Jhoote hai”

– (Sureh Al-Ankabut 29: 1-3)

*Lihaja Mere Azeezo ! hume Har Aazmasih me Sabr se kaam lena hai ,.
har kism ke Gair Sharayi Rusumat se parhez kar khalis Rab Ki Nazil Karda hidayat
aur Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Pakiza Talimat par jam jana hai..
fir Jaisa ke Allah Ka Wada Kal bhi Pura hua in’sha’Allah ul Azeez !! Waisa Aaj bhi Pura hona lazim hai ,.
basharte ke hum Kamil Iman Wale yaani “Momin” ban Jaye ,,.

♥ In’sha’Allh-Ul-Azeez !!!
# Allah Taala Hume Kehene Sun’ne Se Jyad Amal Ki Taufik Dey ,..
# Hume Kitabo Sunnt ka Paband Banaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

🔖 ummat-e-nabi.com/home
🔖 Fb.com/HadiseNabwi

The post Haa! Allah ki Madad Kareeb hi hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/haa-allah-ki-madad-kareeb-hi-hai/feed/ 0 18157
Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota https://ummat-e-nabi.com/rasool-ka-rasta/ https://ummat-e-nabi.com/rasool-ka-rasta/#respond Sun, 31 Jul 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/rasool-ka-rasta/ Al Quran 25 271♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Uss Roz Zalim (Afsos Aur Nadamt Se) Apne Hath Kaat Kar Khayega Aur Kahega “Aye Kash! Mai Ne Rasool Ka Rasta Apnaya Hota! Haye Meri Bad-Bakhti […]

The post Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
Uss Roz Zalim (Afsos Aur Nadamt Se) Apne Hath Kaat Kar Khayega Aur Kahega “Aye Kash! Mai Ne Rasool Ka Rasta Apnaya Hota! Haye Meri Bad-Bakhti Ke Kaash Mai Falaa (Gumrah Shaks) Ko Apna Dost Na Banaya Hota…”
– [Surah:Furqan (25) Aayat No:27-28]

*Mere Azeezo ! Iss Ayate Mubarak Me Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Rastey Se Muraad “Kitabo Sunnat” Ki Pakiza Rehnumayi Hai,..
– Na Ki Kisi Mafadparasto Ka Tareeka Jo Kitabo Sunnat Se Takrata Ho ,..

*Iski Misaale Tou Anginat Hai Lekin Bus 1 Hi Misaal Dene Ki Koshish Karenge Aapko ,..
#‎ Qabrparsti‬ : Allah Ke Nek Bando Ki Qabro Ko Mazaro Me Tabdil Karna Aur Uspar Taraha-Tarha Ki Khurafatey Karna Ye Baaz Moulviyo Ne Deen-e-Islam Se Jod Diya Hai Jiska Qurano Sunnat Me Kahi Bhi Tazkira Nahi Milta, Aur Naa Hi Sahaba Ne Kabhi Kisi Qabr Ko Mazar Me Tabdil Kiya ,.. (Ilaah Ke Baad Ke Zamane me logon Ne Chand Sahaba Ki Qabr par Mazare Banayi) ,.

– Tou Jo Cheez Allah Aur Uske Rasool Ke Farman Me Nahi Milti, Jo Akida Sahaba Ke Aasar Me Kahi Bhi Nazar Nahi Aata Usey Islam Se Jod Kar Aakhir Kya Sabit Karna Chahte Hai Ye Baaz Mafadparast Hazraat ? ..
– Inhi ki Jahalat aur Baddakhlakhi Dekhkar Humare Nadan Gairmuslim Bhai Deen-e-Islam Ki Pakiza Shariyat par, Allah Aur Uske Rasool Ki Taalimat Par Tanz Karte Rehte Hai ,.. “ke Miya tum’me aur hum’me fark hi kya ? tum lete ko pujte ho aur hum khadey ko..” Astagfirullah !

– Aur Jab Koi Aise Mafadparast Moulviyo Se Sawal Karey Tou Munafiko Ki Sifat Apna Kar Gaaliyo Ki Bouchaar Karne Se Bhi Baaz Nahi Aatey Ye Log ,.. Aur Kehte Hai Ke Hum Tou Islam Ka Difa Kar Rahe Hai ,.. (Subhan’Allah!!!)

*Yakinan Difa Tou Kar Rahe Hai! Lekin Islam Ka Nahi, Apne Chando Ke Dhando Ka, Chillam aur Hukka Center ka yaani Dargaaho ki Aad me Hukka Center ka marqaz jo inhone bana rakaha hai ,..
– Aur Ye Baaz Jahil Moulvi Jantey Hai Ke Logo Tak Qurano-Hadees Ki Batey Pohochegi Tou Logon me Shaoor Aajayega Aur Fir Humare Chande Band Ho Jayegene ,.. Lihaja Jitna Ho Sakey Qurano Hadees Ki Baate Karne Walo Se Aam Muslamano Ko Door Hi Rakho, Unhe Apne Masjido Me Bhi Na Aane Do, Hatta Ke Unhe Gustakh-e-Rasool Ka Label Tak Chipka Do ,..
– Ab Jab Koi Gustakhe-Rasool Ke Naam Se Mashhoor Ho Jayega Tou Kya Koi Khakh Uski Baat Sunega ? …

*Samjhdaro Ke Liye Is Post Me Bohot Aham Nasihat Hai Mere Azeezo!!! ..
*Lihaja Humari Aap Tamam Se Darkhwast Hai Ke –
– Nafsparsto Ke Fareb Ko Samjhne Ki Koshish Karey ,..
– Aur Jitna Ho Sakey Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Rasta Yaani Quraan Aur Hadees Ki Taraf Ruju Karey ,..
– Sahih Ulemaye Deen Se Rafta Qayam karey unki Sohbat iktiyar karey,..
– Apne Aamal Aur Ikhtelaaf Me Allah Aur Uskey Rasool Ko Haakim Banaye ,..
– Zindagi Ke Tamam Shobo Me Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Tareeka Apnaye ,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!!
*Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufik Dey ,..
(Ameen! Allahuma Ameen !!!)

The post Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/rasool-ka-rasta/feed/ 0 17612
ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? https://ummat-e-nabi.com/islam-khatrey-me-hai-ya-musalman/ https://ummat-e-nabi.com/islam-khatrey-me-hai-ya-musalman/#respond Fri, 01 Jul 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/islam-khatrey-me-hai-ya-musalman/ islam khatre me ya musalmanAaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun’ne Ko Milti Hai ke “Islam Khatrey me Hai ,..” Subhan’Allah !!! … *Yaad […]

The post ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun’ne Ko Milti Hai ke “Islam Khatrey me Hai ,..” Subhan’Allah !!! …

*Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me Hai.. Wo Bhul Jaiye Ke Islam Ko Kabhi Khatra Tha Na Kabhi Hoga Balki Khatre Me Wo Musalman Hai Jo Is Deen Ko Chorkar Apne Nafs Ki Tabedari Kar Raha Hai..
– Jabki Is Deen Ki Fitrat Hai Ke Ye Har Haal Me Insaniyat Tak Pohoch Kar Rahega..

*Aur Isi Baat Ko Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Wajeh Farmaya Aur Kaha :
Ye Deen Tou Har Ghar Me Dakhil Hokar Rahega…. Chahe Kaccha Makaan Ho Ya Pakka,. Ya Band Kiley Ho, Ya Khuli Wadiya Ho… Deen-e-Islam Saare Aalam-e-Insaniyat Tak Pohochkar Rehne Wala Hai..”
– (Masnad Ahmed; Hadith#16998) – @[156344474474186:]

*Ab Hume Tay Ye Karna Hai Ke Hume Sath Rehna Hai Ya Nahi Rehna ,…
– Jabki Allah Ne Tou Apna Kaam Karna Hai ,..
– Apne Deen Ko Insano Par Wajeh Karna Hai ,..
– Deen Ke Sath Chalne Walo Ko Aazmana Aur Uska Badla Dena Hai , ..
– Aur Deen Ko Chorne Walo Ko Duniya Aur Akhirat Me Ibrat Banana Aur Azaab Dena Hai ,..
* Yaad Rakhiye Islam Ki Pehchan Musalmano Se Nahi,.. Balki Musalman Ki Pehchan Islam Se Hai,..
Tou Behaarhaal Hume Chahiye Ke Allah Ke Deen Ko Thaam Le, ..
– Allah Ki Kitaab Aur Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Itteba Ko Lazim Aur Farz Jaaney. …

* Agar Ye Hum Karenge Tou Duniya Me Bhi Surkhuru Honge Aur Insha’Allah-Ul-Azeez Aakhirat Me Tou Jarur Surkhuru Honge ,..
Allah Ke Paas Kaamiyab Kehlayenge ,..
*Aur Khub Ajr Payenge Apne Aamal Ka,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Rabbul Izzat Hume Kitabo Sunnat Ka Paband Banaye …
# Hume ‘Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar’ Par Amal Ki Taufik Dey ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

🔖 ummat-e-nabi.com/home
🔖 Fb.com/HadiseNabwi

The post ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/islam-khatrey-me-hai-ya-musalman/feed/ 0 17708
Aman Ka Paigaam Logon Me Aam Na Karney Ka Anjaam …. https://ummat-e-nabi.com/aman-ka-paigaam-logon-me-aam-karey/ https://ummat-e-nabi.com/aman-ka-paigaam-logon-me-aam-karey/#respond Tue, 05 Apr 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/aman-ka-paigaam-logon-me-aam-karey/ Agar Dawat Na Karenge HumAllah Rabbul Izzat Ne Ummat-e-Muslima Ko Aman Ke Deen (Deen-e-Islam) Ke Paigaam Logo Me Aam Karne ke Liye Chuna , Lekin Afsos Ke Humne Is Farize me Kotahi Ki , […]

The post Aman Ka Paigaam Logon Me Aam Na Karney Ka Anjaam …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Allah Rabbul Izzat Ne Ummat-e-Muslima Ko Aman Ke Deen (Deen-e-Islam) Ke Paigaam Logo Me Aam Karne ke Liye Chuna , Lekin Afsos Ke Humne Is Farize me Kotahi Ki , Aur Natijatan Hum Logon ke Shako Shubhat Ki Vajah Ban Gaye ,.. Aayiye Isi Talluk se Ek Misaal Par Gour Karte Hai ,..

# Misaal: Chaar Rasto Ke Bich Ek Traffic Signal Hai, Jispar Ek Traffic Police Officer Khada Hai, Aur Charo Me Se 3 Rastey Band Karde Aur Sirf Ek Hi Khula Rakhe ,.. Baaki 3 Rasto Ke Log Intezar Me Hai Ke Kab Humara Bhi Rasta Khule Aur Hum Bhi Nikal Le Apni Manzil Ki Taraf.
* Ab Agar Wo Policewala Sirf Ek Hi Rasta Khula Rakhe Jo Uske Ghar Se Aa Raha Hai ,.. Ek Hi Taraf Ka Signal Chalu Rakhe Tou Baaki 3 Rasto Ke Signal Ke Intezar Me Khadey Logo Ka Kya Haal Hoga?
* Kitni Der Tak Wo Bardasht Karenge?.. Unka Gussa Tou Nikalna Lazim Hi Hai ,..

* Yehi Misaal Hai Humari Ke – Hum Qoumo Ke Liye Aman Qayam Karne Ke Liye Bheje Gaye Lekin Humne Ek Hi Signal Chalu Rakha Sirf Apne Bhayio Ki Islah Wala ,… Qoume Khadi Hai Intezar Me Hidayat Ke, Lekin Hum Sirf Apne Bhaiyo Ki Islah Me Lagey Rahe Aur Baakiyo Ko Nazarandaz Kar Diya..

* Ab Batayiye Ye Qoume Kab Tak Intezar Me Khadi Rahengi ? Inka Wabal Tou Nikalne Wala Hai Humpar, Aur Yakinan Log Uss Traffic Police Officer Ke Khilaf Kuch Na Kuch Tou Bagawat Karenge. Aur Uss Police Wale Ko Uski Post Se Nikala Jayega,..
* Aur Yeh Tou Raha Uss Officer Ka Jo Apni Service Kar Raha Hai ,.. Lekin Wo Baaki Officers Jo Chay Pitey Baithe Kaam-Dhanda Chorrkar, Jo Na Islah Karta Hai Na Dawat Usko Tou Replace Hi Kar Diya Jayega..

♥ Allah Rabbul Izzat Ne Surah Mohammad Me Yahi Baat Bayan Ki –
“Yastabdil Qawman Ghairakum Summa Laa Yakoonooo Amsaalakum”
(Tarjuma: Tumhe Dusri Qoumo Se Badal Dunga Agar Kaam Na Karonge, Aur Unki Misale Tumhare Jaise Na Hongi)

– (Al-Quraan: Surah Mohammad (47): Ayat 38) – @[156344474474186:]

* Tou Kab Tak Qoume Intezar Karengi ?
Amn Ka Paigaam Chupakar Rakha Hai Humne Apne Andar ,..
Aur Aman Allah Ki Kitaab Aur Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Me Hai, Lekin Humne Isey Logon Me Aam Na Kiya .. Jiska Natija Hum Dekh Hi Rahe Hai..

# SABAQ: Lihaja Jarurat Hai Ke Jo Aman Ka Jo Zakira Humare Paas Hai Usey Logo Me Aam Kare ,..

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Ta’ala Hume Aalami Aman ke Liye Ikhlas Ke Sath Jaddo Jehad Karne Ki Taufiq Dey ,..
# Hume Kitabo Sunnat Ki Dawat Logon Me Aam Karne Wala Banaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Aman Ka Paigaam Logon Me Aam Na Karney Ka Anjaam …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/aman-ka-paigaam-logon-me-aam-karey/feed/ 0 17591
Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho Jao …. https://ummat-e-nabi.com/lout-aao-apne-parwardigaar-ki-taraf/ https://ummat-e-nabi.com/lout-aao-apne-parwardigaar-ki-taraf/#respond Fri, 25 Mar 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/lout-aao-apne-parwardigaar-ki-taraf/ Lout Aao Apne Parwardigaar ki TarafAaj Ummat-e-Muslima Me Jitney Bhi Ikhtelafat Nazar Aa Rahe Hai Uski Asal Wajah Yahi Hai Ke Nauzubillah! Humne Allah Ki Kitaab Aur Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ko Chorr […]

The post Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho Jao …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj Ummat-e-Muslima Me Jitney Bhi Ikhtelafat Nazar Aa Rahe Hai Uski Asal Wajah Yahi Hai Ke Nauzubillah! Humne Allah Ki Kitaab Aur Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ko Chorr Diya, Natijatan Hum Gumraahi Ke Daldal Me Fanstey Chaley Gaye,.. Aur Zalim Hukumra Humpar Musallat Hotey Rahe ,..

Mere Azeezo! Bhaley Hi Hum Fikri Ikhtelafat Ki Buniyad Par Aaj Firqo Aur Jamato Me Batt Chukey Ho, Lekin Deen Humara Islam Hi Hai, Aur Shariyate Islamiya Bohot Hi Pakiza Shariyat Hai ,..
Yaad Rahe ke Isme Humey Manmani Nahi Karni Chahiye ,..
– Kyunki Islam Wohi Hai Jo Allah Ki Kitab Aur Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Mukaddas Sunnato Me Hai ,..
– Iss Sey Hatkar Koi Alag Aqeeda Pesh Kare Tou Allah Ke Liye Unsey Kinaara Kar Lo !
– Fir Chahe Bolne Wala Kitna Hi Bada Allama Kyu Na Ho, Kitabo Sunnat Se Takraane Wali Uski Har Baat Kabile-e-Mazammat Hogi ,..

*Aaj Hum Kaise Bhul Gaye Ke Hum Log Uss Nabi Ke Ummati Hai Jo Tamam Aalam Ke Liye Rehmat Hai, Fir Hum Aaj Kaise Itney Bereham Ho Gaye Ke Chand Mafadparsto Ke Fareb Me Aakar Apne Aap Se Ladne Lag Gaye ,..
*Allah Ke Liye Mere Azeezo ! Ek Ho Jao , Nek Ho Jao.
– Jahilo Ke Fareb Me Aakar Aisi Koi Harqat Na Karo Ke Koi Gairmuslim Humari Jahalat Aur Bad’akhlakhi Dekhkar Humare Nabi Ki Mukaddas Sirat Par Ungli Uthaye ,..
– Warna Allah Ka Azab Jab Aa Gherega Tab Koi Kisika Madadgaar bhi Na Hoga ,..

Isi Baat ko Allah Rabbul Izzat ne Quraan me Youn Farmaya aur kaha –
“Lout Aao Apne Parwardigar Ki Taraf Aur Uske Farmabardaar Ho Jao, Isse Pehle Ki Tumpar Azab Aajaye Aur Fir Tumhari Madad Bhi Na Ki Jaye Aur Pairvi Karo Is Behtareen Kitab(Quraan) Ki Jo Tumhare Rab Ki Taraf Se Tumhari Taraf Nazil Ki Gayi Hai Is Se Pehle Ki Tum Par Achanak Azab Aajaye Aur Tum Samjh Bhi Na Sako”
– [Surah (39)Zumar; Ayat 54-55]

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal ki Taufiq Dey ,..
# Hum Tamam Ko Ek Aur Nek Banaye,..
# Hume Sirate Mustakim Par Chalaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske Farmabardar Ho Jao …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/lout-aao-apne-parwardigaar-ki-taraf/feed/ 0 17579
Kiski Itteba Barhaq ? Kitabo-Sunnat ya Aaba-o-Azdad Ki Taqleed ? … https://ummat-e-nabi.com/kiski-itteba-barhaq/ https://ummat-e-nabi.com/kiski-itteba-barhaq/#respond Mon, 14 Mar 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/kiski-itteba-barhaq/ kiski itteba barhaqAksar Jab Logon Se Unke Gairsharayi Amal Ke Talluk Se Pucha Jata Hai tou Wo Kehte Hai ke – “Bhai Hum Tou Falah-Falah Amal, Kunde Ki Niyaz, Qabr-Parasti Aur Digar […]

The post Kiski Itteba Barhaq ? Kitabo-Sunnat ya Aaba-o-Azdad Ki Taqleed ? … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aksar Jab Logon Se Unke Gairsharayi Amal Ke Talluk Se Pucha Jata Hai tou Wo Kehte Hai ke –
“Bhai Hum Tou Falah-Falah Amal, Kunde Ki Niyaz, Qabr-Parasti Aur Digar Bebuniyadi Eidey Kayi Saalo Se Karte Aa Rahe Hai, Tou Kya Humare Aaba-o-Azdad Ka Itna Purana Riwaz Galat Ho Sakta Hai ? …

*Yaad Rakhiye Kisi Cheez Ka Puraana Hona Uskey Haq Hone Ki Hujjat Nahi Hoti ,..
– Agar Aisa Hota Tou Hum Sabko “Buthparast” Ban Jana Chahiye ,..
– Kyunki Buthparasti Tou Hazaro Saalo Se Chalti Aa Rahi Hai …

*Balki Humare Liye Haq Tou Wo Hai
Jo Allah Ki Kitaab Aur Uske Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnat Se Sabit Hai ,.. Fir Chahe Koi Ispey Amal Kare Ya Naa Kare,.. Wo Baatey Qayamat Tak Haq Hogi ,.. – @[156344474474186:]

*Agar Ek Fard Bhi Iss Duniya Me Sacche Islam Par Amal Kare Tou Wo Haq Par Hai,.. Aksariyat Aur Aqaliyat Ka Islam Me Koi Taqaza Nahi ,..

*Kyunki Jab Islam Duniya Me Aaya –
– Sirf Ek Shaksh Ke Jehan Me Wo Baat Thi,.. Yaani Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Aur Puri Duniya Aapke Khilaf Khadi Thi ! Majud, Yahud, Nassara Aur Mushrikan-e-Makka Tamam Ke Tamam Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Ajnabiyat Se Dekh Rahe They! Ke Isney Kya Baat Layi Hai ? ,.. Yeh Tou Humare Aaba-o-Azdad Ke Deen Ke Khilaf Ja Raha Hai ,..

*Tou Ek Fard-e-Wahid Ke Jehan Me Wo Cheez Hai Jisko Islam Hum Samjhtey Hai, Waha Se Deen-e-Tawheed Ka Parcham Rabbul Izzat Lehrata Hai ,.. Tou Agar Aqaliyat Aur Aksariyat Ka Koi Taqaza Hota Tou Usi Wakt Islam Khatm Kar Dena Chahiye Tha Allah Ne,.. “Kyunki Duniya Ki Aksariyat Tou Puri Shirk Me Mulawwis Thi …”

*Tou Shairyat Me Koi Aksariyat Aur Akliyat Ka Taqaza Nahi ,
– Naahi Kisi Cheez Ka Purana Hona Uski Haq Hone Ki Daleel Hai ,..

*Balki Shariyat Me Tou Yeh Hai Ke ? “Daleel Kis Cheez Ki Hai ?”
– Allah Ki Kitaab Aur Uske Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnat Se Sabit Hai Tou Bus Wo Baat Durust Hai, Aur Agar Sabit Nahi Tou Uss Baat Ko Chorr Dijiye Allah Ke Liye ,.

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
*Allah Taala Hume Haq Sun’ne Samjhne Aur Uspey Amal Karne Ki Taufiq Dey …
*Hume Kitabo-Sunnat Ka Muttabey Banaye ,..
*Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
*Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

Mohammad Salim

The post Kiski Itteba Barhaq ? Kitabo-Sunnat ya Aaba-o-Azdad Ki Taqleed ? … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kiski-itteba-barhaq/feed/ 0 17565
Arab se Bugz ki Sajish Aur Uski Haqeeqat …. https://ummat-e-nabi.com/arab-se-bugz-ki-sajish/ https://ummat-e-nabi.com/arab-se-bugz-ki-sajish/#respond Sun, 24 Jan 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/arab-se-bugz-ki-sajish/ Arab Se Bugz ki Sajish*Aaj Puri Duniya Me Wabila Hai Ke – Arab Jahil Hai, Arab Pagal Hai, Arab Tou Gandey Rehte Hai , *Kabhi Socha Hai Humne Ke Kaisi Na-Insaafi Hum Kar Rahe […]

The post Arab se Bugz ki Sajish Aur Uski Haqeeqat …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

*Aaj Puri Duniya Me Wabila Hai Ke – Arab Jahil Hai, Arab Pagal Hai, Arab Tou Gandey Rehte Hai ,
*Kabhi Socha Hai Humne Ke Kaisi Na-Insaafi Hum Kar Rahe Hai ?
– Mere Azeezo !! Aaj Kya Ho Gaya Hume Ke – Hum Azam(Non-Arab) Se Wabsata Rakhne Wale Auliya-Allaho Ki Naslo Ki Tazeem Karte Hai Lekin Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Aur Sahaba Ki Naslo Ko Arbiyo Ko Galiya Detey Hai ,.. Nauzubillah!!!

*Jabki Hakikat Tou Ye Hai Ke Hum Ko Manwaya Gaya Hai Dushmanane Deen Ne,.
– Ke Hum Apne Hi Aslaaf Ko Gaaliya Dey , Unsey Bugz Rakhey ,..

*Kyunki: Jo Faras Uss Wakt Ka Iraan Hua Karta Tha Wo Ek Badi Superpower Hukumat Hua Karti Thi , Unhe Bardasht Nahi Hua Ke Arab Aakar Hum Par Kaise Galib Hue , Lihaja Hum Inhe Itna Baddnaam Karenge Ke Logon Ke Zehan Me Nafrat Bhar Denge ,..
– Aur Nabi Ka Gharana Ye Wo Gharana Hai Jiski Vajah Se Iran Fatah Hua ; Lihaja Hum Nabi Ke Purey Gharane Ka Qatal Karenge Aur Wohi Kiya Unn Logone ,…
Inhi Irani-Farsi Munafiqo Ne Hazrat Ali (RaziAllahu Anhu) Ko Shahid Kiya,..
– Husain (RaziAllahu Anhu) Ko Shahid Kiya ,.
– Hasan (RaziAllahu Anhu) Ko Zehar De Kar Shahid Kar Diya ,..
– Itna Hi Nahi Balki Ahle Baith Ke Khawatin Ki Izzat Tak Uchalne Ki Napak Koshish Ki Inhi Irani-Farsiyo Ne ,.
Aur Yahi Inka Mansuba Tha Ke Hum Khud Apne Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Naslo Aur Sahaba Azmayeen Ki Naslo Se Nafrat Karne Lag Jaye ,..

*Chalo Maan Liya Ke Aaj Arbo Me Kuch Aamal Ki Burayi Hogi ,.. Ye Baat Aap Aur Hum Sab Jante Hai Ke Galti Karna Insan Ki Fitrat Hai ,.. Lekin Kisi Ki Galtiyo Ki Vajah Se Puri Qoum Ko Galat Thehrana Kaha Ki Aqalmandi Hai Mere Buzurgo Aur Dosto ?

– Kyu Hum Bhul Gaye Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Peshangoyi Karte Hue Farmaya Ke – “Aakhri Zamane Me Jo Imam Mehdi Aayenge Wo Ahle Baith Me Se Honge ,..” – (Ibne Majah, Vol-5, H:4080).

# Tou Hume Bataye Ke Imam Mahdi Arabi Honge Ya Azami (Gair-Arab) ? ,..
– Yakinan Ahle Baith Ka Matlab Hai Ke Wo Bhi Arab Hi Hongey ,..
– Lekin Maz’Allah ! Hum Tou Purey Arbo Ko Galiya De Rahe Hai ,.. Allah Hidayat Dey Hume..

*Aur Kiski Sunkar Hum Arbo Ko Galiya De Rahe Hai ? Unki Jinhone Ahle Baith Ka Qatal Kiya,..
– Ye Media Ki Programming Hai Mere Azeezo! Niklo Inke Fareb Se Bahar …

♥ Mafhoom-e-Hadees Hai Ke – Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – “Jab Fitno Ko Dour Aayega, Mera Laya Hua Saccha Ilm Mere Shehar Madine Me Samet Diya Jayaega ,..” – (Sahi Bukhari Vol-3, Hadith no. 1876) – @[156344474474186:]

*Afsos! Be’had Afsos Ki Baat Hai Ke Aaj Hum Arbo Ko Galiya Dete Hai Baaz Paid Ulemao Ki Takreer Sunkar …
– Jaha Hajj Aur Umrah Karne Jaatey Hai Hum Waha Ke Logon Ko Galiya Detey Hai ,..
– Usi Naslo Ko Hum Jahalat Me Gaaliya De Rahe Jinke Jarye Rabbul Izzat Ne Arab Ki Sirzameen Par Humare Hajj Aur Umrah Ke Qaymat Tak Ke Liye Intezamat Karwaye ..

*Mere Azeezo ! Hum Ye Kaise Bhul Gaye Ke Kaabe Ki Chabi Aaj Jiske Paas Hai Wo Usama Bin Talha (RaziAllahu Anhu) Jo Ke Sahabi Ke Farzand Hai Jinke Barey Me Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Dua Ki Ke – “Aye Mere Allah! Qayamat Aaney Tak Usama Ke Gharane Me Hi Qabe Ki Chabi Rehne Dey,”

*Aur Hum To Unhi Ko Jahalat Me Bura-Bhala Keh Rahe Hai!! Allah Hume Muaf Kare ,..
Jara Hoshiyar Ho Jao Mere Bujrgo Aur Dosto!!!

*Arab Ko Galiya Mat Do Mere Azeezo !.. Humare Nabi Bhi Arab Hai,..
– Allah Ne Insaniyat Ko Paida Kiya ,. Allah Behtar Janta Tha Ke Azmiyo (Non-Arbo) Ki Aukaat Nahi Ke Inpar Quraan Nazil Kiya Jaye ,.. Uske Liye Allah Ne Arab Ki Sirzameen Par Nabi Bheja …
– Allah Ko Maloom Tha Ke Azmiyo(Non-Arbo) Ki Auqaat Nahi Ke Mere Mere Nabi Ke Ye Sahaba Baney Lihaja Arbo Ko Sahaba Banaya ,..
– Allah Ko Maloom Tha Ke Kisi Gair-Arbi Ki Auqaat Nahi Ke Khulafa-e-Rashideen Baney; Uske Liye Bhi Arbo Ko Chuna ,..

*Allah Reham Karey Aaj tou Ye Haal Hai Ke Yaha Hum Zahilo Ke Fareb Me Aakar Sahaba Ki Naslo Ko Galiya Dene Lag Gaye Aur Sochtey Tak Nahi Ke Humari Galiya Nazubillah Summa Nauzubillah Kaha Tak Pohoch Rahi Hai,.. Allah Humari Magfirat Kare ,..

# Allah Rabbul Izzat Hume Tamam Kism Ke Fitno Se Apni Panah Ata Farmaye,…
# Hume Ahle Baith Aur Tamam Farazand-e-Sahabiy-E-Rasool Ki Tazeem Ki Taufik Dey..
# Lailmi Aur Jahalat Me Humse Jo Unki Burayiya Hui Hai Unhe Allah Muaf Faramaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Arab se Bugz ki Sajish Aur Uski Haqeeqat …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/arab-se-bugz-ki-sajish/feed/ 0 17444
काश ये इत्तेहाद हम’में पहले से होता ? https://ummat-e-nabi.com/kya-aap-humare-saath-hai/ https://ummat-e-nabi.com/kya-aap-humare-saath-hai/#respond Sat, 12 Dec 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/kya-aap-humare-saath-hai/ protest againts kamlesh“काश ये इत्तेहाद हम’में पहले से होता ,.. तो शाने-नबी में गुस्ताखी, किसी मरदूद की जुर्रत ना होती .. *ना करता अहानते रसूल की हिम्मत कोई ,.. गर मेरे नबी […]

The post काश ये इत्तेहाद हम’में पहले से होता ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

“काश ये इत्तेहाद हम’में पहले से होता ,..
तो शाने-नबी में गुस्ताखी, किसी मरदूद की जुर्रत ना होती ..

*ना करता अहानते रसूल की हिम्मत कोई ,..
गर मेरे नबी के अहसानों का इन्हें इल्म होता .. ”
* * * * *

*मेरे अज़ीज़ भाइयो ,.
– ये वक्त की जरुरत है – ” जहालत का जवाब इल्म से देने की ”
– तो हमे बताइए – क्या ये वक्त नहीं के हम इमाम-उल-अम्बिया रसूल-ऐ-करीम
(सलल्लाहो अलैहि वसल्लम) की सिरते-मुबारक लोगो में आम करे ?

*अगर हां ! तो हमे जरुरत है के –
– फिरकापरस्ती के तास्सुब से बाहार निकलकर सिर्फ एक ही नबी के उम्मती होकर
इस दींन की दावत अपने गैरमुस्लिम भाइयो को दे ,..
– उनके शको-शुभात और उनकी गलतफेमियो को दूर करना है ,.
– और मोहब्बत भरे इस दींन की दावत लोगों में आम करना है …

♥ इंशाल्लाह-उल-अज़ीज़!! हम बोहोत जल्द इस साईट पर
अपने गैरमुस्लिम भाइयो के लिए हिंदी में दावती पोस्ट करने वाले है ..

*क्या हम जान सकते है आप में से कितने हजरात
हमारे पोस्ट आगे पोहोचाने में हमारी मदद करेंगे ?

The post काश ये इत्तेहाद हम’में पहले से होता ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kya-aap-humare-saath-hai/feed/ 0 17761
Feedback: https://ummat-e-nabi.com/feedback/ https://ummat-e-nabi.com/feedback/#comments Sun, 19 Jul 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/feedback/ IslahAsslamo Alaikum Wa Rhmatullahi Wa Barkatuhu *Jaisa Ki Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai Ke “Kullu Bani Adam Khattaa’un, Wa Khayrul Khattaa’een At-Tawwaaboon” Yaani Aadam ki Tamam Ki Tamam Aulaad […]

The post Feedback: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Asslamo Alaikum Wa Rhmatullahi Wa Barkatuhu

*Jaisa Ki Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai Ke “Kullu Bani Adam Khattaa’un, Wa Khayrul Khattaa’een At-Tawwaaboon” Yaani Aadam ki Tamam Ki Tamam Aulaad Khatakar Hai! Aur Behtar Khatakar wo hai jo Tauba kar ley,.. (Tirmithi, Ibn Maajah & Ad-Daarimi)

*Lihaja Agar Humsey Bhi Koi Khata Hui, Koi Galat Post Is Website Par Hui Ho Tou Aap Jarur-Ba-Jarur Ba’Daleel Humari Islah Kare,.. Hume Comment Kare Ya Kum-Se-Kum Uss Post Par Humari Nishandehhi Karey,..

*Alahmdulillah!!! Hatdharmi, Apni Baat Par Adna Ya Apne Aap Ko Sahi Sabit Karna Kabhi Humara Usool Na Raha…

*Tou Beharhaal Har Shakhs Ko Chahiye Ke Deeno-Shariyat Ke Mu’amle Me Ittedal Ikhtiyar Karey!

*Asal Cheez Tou Itteba-e-Quraan, Itteba-e-Sunnat, Itteba-e-Shairiyat Hai Humare Liye.
Fir Goya Hum Kitney Hi Jhagdey They Uske Liye.. Daleel Aajaye Chahe Quraan Ki Ayat, Sahih Aahadees Aajaye, Ya Fir Usmey Koi Baat Na Miley Sahaba Ke Aasar Se Mil Jaye, Unki Zindagi Ke Halato Se Mil Jaye.. Tou Sir Kham Kar Dijiye.. Aur Muamle Ko Chorr Dijiye..

..Fir Chahe Maine Uske Khilaf Kitna Hi Bola Ho..
Aaj Mujhe Daleel Mil Gayi Mai Muafi Chahta Hu, Mujhse Galati Ho Gayi.. Apni Baat Ko Wapas Le Lijiye ! Allah Aur Uske Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Baat Ke Samney Jhuk Jayiye.. Yehi Humara Usool Hona Chahiye Humesha..

♥ Aakhir Me Allah Rabbul Izzat Se Dua Hai Ke Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufiq Dey!

Hum Tamam Ko Sunnat-e-Rasool Ka Mukallaf Banaye,

Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…

Khatma Humara Imaan Par Ho …

!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Feedback: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/feedback/feed/ 24 17063
Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai …. https://ummat-e-nabi.com/momin-apne-bhai-ka-aaina-hai/ https://ummat-e-nabi.com/momin-apne-bhai-ka-aaina-hai/#respond Sat, 27 Sep 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/momin-apne-bhai-ka-aaina-hai/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : “Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai, Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta […]

The post Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya :
“Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai,
Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta Hai Tou Uss Buraayi Ki Islah Kar Leta Hai.”

– [Bukhari As-Sahih, 01/93, Raqam-238]
[Ibn Mubarak Az-Zuhad, 01/485, Raqam-1378]
[Asqalani Tahdhib-ut-Tahdhib, 05/181, Raqam-357]
[Mizzi Tahdhib-ul-Kamal, 11/428, Raqam-2515, 3256]
[Al-Minhaj-us-Sawi, Safah-105, Raqam-21]

♥ In sha Allah-Ul-Azeez !!!
Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki taufik Dey ,..

The post Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/momin-apne-bhai-ka-aaina-hai/feed/ 0 16869