Ibadat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Tue, 21 Nov 2023 01:33:40 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Ibadat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Dua ibadat ka Magaz hai Hadees https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/ https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/#respond Tue, 21 Nov 2023 01:33:19 +0000 https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/ Dua ibadat ka Magaz hai HadeesHadees of the Day Dua ibadat ka Magaz hai Hadees Anas-Bin-Malik (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ka farmane hai ke – “Dua Ibadat ka Maghaz (Brain) hai.” 📕 […]

The post Dua ibadat ka Magaz hai Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Dua ibadat ka Magaz hai Hadees

Anas-Bin-Malik (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ka farmane hai ke –

“Dua Ibadat ka Maghaz (Brain) hai.”

📕 Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Hadees: 3382


• Note: Dua Ibadat ka Maghaz Isliye hai ke –
“Dua Mangne Wala har Ek (1) se Alag ho kar Apne Rab ki Bargah me Munajaat (Tareef) karta hai.”

📕 Faiz Al-Qadeer, Jild: 3, Page: 721

The post Dua ibadat ka Magaz hai Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/feed/ 0 16371
Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/ https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/#respond Sat, 14 Oct 2023 17:03:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/ Hadees: Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab:Hadees of the Day Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab TRANSLITERATION Ibrahim Abu Isma’il As-Saksaki (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Jab Banda Bimaar […]

The post Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab

TRANSLITERATION

Ibrahim Abu Isma’il As-Saksaki (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Jab Banda Bimaar hota hai ya Safar karta hai tou uskey liye unn tamam Ibadaton ka Sawaab likha jata hai jinhe Sehat ke Waqt kiya karta tha.”

📕 Sahih Bukhari; Hadees 2996


HINDI

सफर और बीमारी में रोज़मर्रा की इबादत का सवाब

इब्राहिम अबू इस्माईल अस-सक्सकी (रज़िअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है,
कि रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

“जब बन्दा बिमार होता है या सफ़र करता है तो उसके लिए उन तमाम इबादतों का सवाब लिखा जाता हैं जिन्हे वो सेहत के वक़्त किया करता था।”

📕 सहिह बुखारी; हदीस नं 2996

The post Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/feed/ 0 16730
Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5 Pillars of Islam https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai/#respond Mon, 18 Sep 2023 10:17:09 +0000 https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai/ Islam kya hai What is Islam 5 Pillars of IslamIslam kya hai ? ۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam ye hai ki tum Shahadat(Gawahi) do ki Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Uss (Allah) ke Rasool hain, […]

The post Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5 Pillars of Islam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Islam kya hai ?

۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam ye hai ki tum Shahadat(Gawahi) do ki Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Uss (Allah) ke Rasool hain, “Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada karo, Ramazaan ke Roze rakho aur agar Hajje Baitullah Jaane ka Maal paas me hai tou Hajj karo.”

📕 Muslim, Jild -1, Safa-27


Islam ke Farz Arqan 5 Hain: (5 Pillars of Islam)

(1) Kalma Padhna. (Shart) – (Must for Everyone)
(2) Namaaz Padhna. (Farze Ain. Muqarrar Waqt par Din me 5 baar.) (For Everyone)
(3) Roze Rakhna. (Farze Ain. Maahe Ramazaan me.) – (For Everyone)
(4) Zakaat Dena. (Saahibe Nisaab par. Maahe Ramzan me.) – (Only for Capable People)
(5) Hajj Karna. (Saahibe Isteta’at par. Maahe Zil Hijja me.) – (Only for Capable People)

**************

(1) Kalma :

Ye Shahaadat (Gawahi) Dena ke Allah Ta’ala ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Allah ke Rasool hain.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Pas Jaan lijiye ke Allah ke siwa koi Ma’abood nahi.

Surah Al-Muhammad 47:19

Muhammad (ﷺ) Allah ke Rasool Hain.

Surah Al-Fath 48:29

(2) Salaat (Namaaz) :

Ba-Wuzu Qibla Roo Hokar Niyyat Karke Takbeere Tehrima Ke Baad Tarteeb Se Qayaam, Sana, Tilawate Surah Al-Faatiha Aur Qir’at, Rooku’, Qauma, Sujood, Jalsa, Qa’ada Aur Tashh-Hud Duroode Ibraheem Aur Dua-e-Mashura Ke Baad Salaam Karna.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Beshak Namaz Mo’mino par Muqarrar Waqt ke Hisaab se Farz hai.

Surah An-Nisa 4:103

(3) Sawm (Roza) :

Allah Ta’ala Ki Ibadat Ke Liye Niyat Ke Saath Khud Ko Sub-H Saadiq Se Lekar Guroobe Aaftab Tak Khaane Peene Aur Jima’a (Sohbat) Se Roke Rakhna.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Aye emaan walo! Tum par Roze Farz kiye gaye, Jaise Aglo par Farz hue they ke kahin tumhe parhezgari mile. Ginti ke Din.

Al-Baqarah 183, 184

(4) Zakaat :

Allah ke liye Apne Maal ka Utna Hissa Jo Shara’a me Muqarrar kiya gaya hai Musalman faqeer (Haajatmand) ko de kar Usey uss Maal ka Maalik bana dena.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Aye Emaan Walo! Jo Kuchh Hum(Allah) ne Tumhe ata kiya hai Uss me se (Allah Ki Raah me Nek Kaam me) Kharch Karo

Al-Baqrah 2:254

(5) Hajj :

Allah Ta’ala ki Ibadat ke Liye Ehram ke Saath Niyat Karke Zil Hijja ke 5 Din me Ya’ni 8we Chand se 12we Din Tak Mina Me Qayaam Karke Musalsal Muqarrar Din Ko Muqarrar Waqt Par Muqarrar Maqaam Par Tarteeb Ke Saath Muqarrar Arqan Ya’ni Wuqoofe Arafa, Wuqoofe Muzdalifa, Rami-e-Jimaar, Qurbani, Halaq Ya Takseer, Tawaafe Ziyarat aur Mabeet (Wuqoofe Mina) Ada Karna.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Aur Allah Ta’ala ka Haq hai Insaan Par Ke Baitullah ka Hajj kare Jo Waha Pahunchne ki Haisiyat Rakhta ho.

Surah Aale Imraan 3:97

**************

Islam ke Farz Arqan Khaime ke Sutoono ki tarah hain. Kalma-e-Shahadat padhna ye bich wala Sutoon hai aur baaqi 4 Arqaan 4 Koney ke Sutoon hain.

Agar kisi Khaime ka bich wala Sutoon sahi na ho tou wo Qaaim nahi reh sakta aur Kone ka koi Sutoon sahi na ho tou khaima Uss taraf se Jhuk jaayega. aur agar kone ke chaaro Sutoon sahi nahi tou khaima khada tou hoga magar Chaaro taraf se Jhuka hua.

Esi tarah bagair Kalma-e-Shahadat padhe koi Shakhs Musalman ho hi nahi sakta aur Baaqi 4 me se koi sahi nahi hoga tou Uss ka Deen uss taraf se sahi nahi hai. Yaani agar Namaaz Ada nahi karta tou uske Deen ka Khaima uss taraf se Khaami wala hai aur esi tarah Roza, Zakaat aur Hajj ka bhi hai. Agar Chaaro Farz Arqan ada nahi karta tou wo (Kalma Padhne se) Musalman tou hoga magar uske Deen ka Khaima Mukammal na hoga aur Khaami wala hoga.

**************

# Allah Rabbul Izzat Hum Tamam Ko Deen-e-Haq par chalne ki taufikq ata farmaye,
# Hume Iske Arqano par Ikhlas ke saath Amal ki taufiq ata farmaye,
# Jab tak Hume zinda rakhey Islam aur Imaan par zinda rakhey.
# Khatma Humara Imaan par ho.

!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5 Pillars of Islam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai/feed/ 0 16637
Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her Husband) https://ummat-e-nabi.com/shohar-par-biwi-ke-huqooq-rights-of-a-muslim-wife-upon-her-husband/ https://ummat-e-nabi.com/shohar-par-biwi-ke-huqooq-rights-of-a-muslim-wife-upon-her-husband/#respond Fri, 18 Aug 2023 17:22:40 +0000 https://ummat-e-nabi.com/shohar-par-biwi-ke-huqooq-rights-of-a-muslim-wife-upon-her-husband/ Shohar par Biwi ke HuqooqShohar par Biwi ke Huqooq Ek Hi Biwi hai Magar Mard Uske Paas nahi rehta, balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta hai tou Aurat Shohar par Mutalbah kar sakti […]

The post Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her Husband) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Shohar par Biwi ke Huqooq

Ek Hi Biwi hai Magar Mard Uske Paas nahi rehta, balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta hai tou Aurat Shohar par Mutalbah kar sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi raha kare ki Hadees me farmaya Gaya hai ki:

“Tumhari Biwi ka Tum par Haq hai.”

📕 Mafhoom-e-Hadees (ﷺ)
📕 Sahih Bukhari, Kitab-Ul-Nikah,Hadees 5199

Roz Marrah ki Shab-Bedari aur Roze Rakhne me Uska haq talaf hota hai, Raha ye ki uske paas rehne ki kya mi’ad hai uske Muta’allik ek eiwayat ye hai ki, “Char Din me Ek din uske (Aurat ke) liye aur Teen din ibadat ke liye. aur Sahih ye hai Ki Usey Huqm Diya Jaaye Ki Aurat ka bhi Lihaz Rakhe, Uske Liye bhi Kuch Waqt de, aur Uski mikdar Shohar ke Muta’allik hai.”

📕 Johra Al-Nirah, Kitab-Ul-Nikah, Page:33,
📕 Bahar-e-Shari’at, Jild 1, Hissa 7, Page:96

The post Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her Husband) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shohar-par-biwi-ke-huqooq-rights-of-a-muslim-wife-upon-her-husband/feed/ 0 15989
Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai “Mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga” https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-hai/ https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-hai/#respond Sun, 13 Aug 2023 18:56:06 +0000 https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-hai/ Dua Ibadat HaiDua Ibadat Hai Hadees of the Day Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Dua hi tou Ibadat hai,” phir Aap (ﷺ) ne “Surah […]

The post Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai “Mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga” appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Dua Ibadat Hai

Hadees of the Day

Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Dua hi tou Ibadat hai,”

phir Aap (ﷺ) ne “Surah (40) Momin” ki Aayat 60 tilawat farmayi,

“Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga aur jo log meri ibadat se takabbur karte hain woh Zaleel-O-Khuwar ho kar Jahannum me dakhil honge.”

📕 Jamia at Tirmizi, 3372

The post Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai “Mujhe pukaro! Main tumhari Dua qabool karunga” appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-hai/feed/ 0 16968
BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai https://ummat-e-nabi.com/baddgumani-baddtareen-jhoot-hai/ https://ummat-e-nabi.com/baddgumani-baddtareen-jhoot-hai/#respond Tue, 17 Jan 2023 20:15:52 +0000 https://ummat-e-nabi.com/baddgumani-baddtareen-jhoot-hai/ BaddGumani baddtareen Jhoot hai۞ Hadeese Nabwi (ﷺ) BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai Allah ke Rasool (ﷺ) ka farmane haq hai ke, “Acha Gumaan Acchi Ibadat se hai.” 📕 Abu Dawood, J-4, 4993 “BaddGumani se […]

The post BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadeese Nabwi (ﷺ)

BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai

Allah ke Rasool (ﷺ) ka farmane haq hai ke,

“Acha Gumaan Acchi Ibadat se hai.”

📕 Abu Dawood, J-4, 4993


“BaddGumani se bacho beshaq BaddGumani badd’tareen Jhoot hai.”

📕 Sahih Bukhari, J-3, 5143


“Musalman ka Khoon, Maal aur Iss se BaddGumani (Dusre Musalman per) haraam hai.”

📕 Shu’ab-Ul-Emaan, 6706


“BaddGumani se Muraad ye hai ke Bila Daleel Dusrey ke burey hone ka yaqeen ya dawa karna.”

📕 Makhuz-az-Faziul-Qadeer, J-3, S.122, Tahat-ul-Hadees 2901


Allah Taala hume kehne sunne se jyada amal ki toufiq ata farmaye,
jabtak hume zinda rakhe islam aur iman par zinda rakhe,
khatma humara iman par ho,

Wa akhiru dawana Alahamdulillahi rabbul aalameen.
Ameen Allahumma Ameen.

The post BaddGumani Baddtareen Jhoot Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/baddgumani-baddtareen-jhoot-hai/feed/ 0 16710
Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale ki Fazilat https://ummat-e-nabi.com/bewaon-widow-aur-miskeeno-poor-ke-kaam-aane-wale-ki-fazilat/ https://ummat-e-nabi.com/bewaon-widow-aur-miskeeno-poor-ke-kaam-aane-wale-ki-fazilat/#respond Wed, 20 Jul 2022 23:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/bewaon-widow-aur-miskeeno-poor-ke-kaam-aane-wale-ki-fazilat/ Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki FazilatHadees of the Day Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya “Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki […]

The post Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya

Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din bhar Roza rakhne wale ke barabar hai.

📕 Sahih al-Bukhari 6006

The post Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/bewaon-widow-aur-miskeeno-poor-ke-kaam-aane-wale-ki-fazilat/feed/ 0 15552
Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai? https://ummat-e-nabi.com/aurat-naapaki-ki-halat-me-kounse-zikr-azkar-kar-sakti-hai/ https://ummat-e-nabi.com/aurat-naapaki-ki-halat-me-kounse-zikr-azkar-kar-sakti-hai/#respond Tue, 27 Jul 2021 17:03:46 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=29308 Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai?Napaki ki halat mein Aurton ko kya padhna Chahiye Aurat Napaki Ki Halat Me Bhi Bahot Sare Azkar Kar Sakti Hai, नापाकी की हालत में औरतो के करने वाले जिक्रो […]

The post Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Napaki ki halat mein Aurton ko kya padhna Chahiye

Aurat Napaki Ki Halat Me Bhi Bahot Sare Azkar Kar Sakti Hai, नापाकी की हालत में औरतो के करने वाले जिक्रो अज्कार।

People also Search as:

Aurat ki Napaki me Namaaz, Haiz ki halat mein ibadat, roze ki halat me haiz aa jaye to, haiz ki halat mein namaz, Haiz ki halat mein humbistari, napaki ki halat mein darood sharif padh sakte hain, Haiz ki halat mein kounsi Ibadat jaiz hai, Napaki ki halat mein tasbeeh padh sakte hai ya nahi.

The post Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/aurat-naapaki-ki-halat-me-kounse-zikr-azkar-kar-sakti-hai/feed/ 0 29308
Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh … https://ummat-e-nabi.com/isme-koi-shaq-nahi-ki-allah-ko-chorrkar-jin-logo-ki-tum-parastish-karte-ho-woh/ https://ummat-e-nabi.com/isme-koi-shaq-nahi-ki-allah-ko-chorrkar-jin-logo-ki-tum-parastish-karte-ho-woh/#respond Thu, 14 Mar 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/isme-koi-shaq-nahi-ki-allah-ko-chorrkar-jin-logo-ki-tum-parastish-karte-ho-woh/ Isme koi Shaq nahi ki Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh tumhari rozi ka Ikhtiyar nahi rakhte Quran 27 17❝Isme koi Shaq nahi ki Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh tumhari rozi ka Ikhtiyar nahi rakhte.❞ 📕 Surah Ankabut 29:17

The post Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ۞

Roman Urdu

❝Isme koi Shaq nahi ki Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh tumhari rozi ka Ikhtiyar nahi rakhte.❞

📕 Surah Ankabut 29:17

हिंदी

❝इसमें कोई शक नहीं कि अल्लाह को छोड़कर जिन लोगों की तुम परसतिश करते हो वह तुम्हारी रोज़ी का ईख्तेयार नही रखते।  ❞

📕 सुरह अनकबूत 29:17

मराठी

❝ वास्तविकतः अल्लाहशिवाय ज्यांची तुम्ही उपासना करता ते तुम्हाला कोणतीही उपजीविका देण्याची ऐपत बाळगत नाहीत.❞

📕 सुरह अनकबूत 29:17

ENGLISH

❝ indeed those whom you worship instead of Allah do not control your sustenance.❞

📕 Surah Ankabut 29:17

The post Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/isme-koi-shaq-nahi-ki-allah-ko-chorrkar-jin-logo-ki-tum-parastish-karte-ho-woh/feed/ 0 18600
Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log https://ummat-e-nabi.com/arshe-ilaahi-ke-saaye-me/ https://ummat-e-nabi.com/arshe-ilaahi-ke-saaye-me/#respond Thu, 25 Aug 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/arshe-ilaahi-ke-saaye-me/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain: “Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya […]

The post Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain:
“Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya Na Hoga.
Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya, “Ya Rasool’Allah! Wo KhushNaseeb Koun Hain ?”.
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
∗1. Ek Wo Jis Ne Mere Kisi MusibatZadah Ummati Ki Pareshani Door Ki.
∗2. Duwwam Wo Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya.
∗3. Teesra Wo Shakhs Ke Jis Ne Mujh Par Durood-e-Paak Ki Kasrat Ki.
(Al Qholul Badi/123)-Sa’atud Darean/63)

Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke,
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke,
“Qayamat Ke Din Allah Ke Arsh Ke Saaye Ke Alawa Koi Saaya Nahi Hoga,
– Magar 7 Log Allah Ke Arsh Ke Saye Me Honge..”

∗1. Apni Hukumat Me Insaaf Karne Wala Baadshah.
∗2. Aisa Jawaan Jis Ki Jawaani Allah Ki Ibadat Me Kharch Huwi Ho.
∗3. Aisa Aadmi Jis Ka Dil Masjid Me Laga Rehta Ho.
∗4. Aise 2 Aadmi Jo Allah Ke Liye Mohabbat Karte Ho
Allah Ki Raza Ke Liye Milte Ho Aur Allah Ki Raza Ke Liye Juda Hote Ho.
∗5. Aisa Aadmi Jis Ko Khubsurat Aur Acche Khandaan Ki Aurat
Zinaa Ki Taraf Bulaye Lekin Wo Kahe Ke Mai Allah Se Darta Hu.
∗6. Wo Aadmi Jo Allah Ke Raste Me Kharch(Khairat/Sadqa) Karey
Iss Tarah Ke Uss Ke Dusre Hath Ko Bhi Pata Na Chale (Yaani Dete Waqt Dikhlawa Na Kare).
∗7. Aisa Shakhs Jo Allah Ka Zikr Tanhai Me Kare Aur Uss Ke Aansu Nikalna Shuroo Ho Jaye.
(Bukhari Shareef, Muslim Shareef)

♥ In’sha’Allah ul Azeez !!!
– Allah Rabbul Izzat Hume Kehene Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey ,.
– Hum Tamam Ko Apne Muqarrib bando me shumar karey,.
– Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhey…
– Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/arshe-ilaahi-ke-saaye-me/feed/ 0 15987
Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo https://ummat-e-nabi.com/zikr-e-ilahi-me-mashgul-raho/ https://ummat-e-nabi.com/zikr-e-ilahi-me-mashgul-raho/#respond Sun, 31 Jul 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zikr-e-ilahi-me-mashgul-raho/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke – “Kisi (Zaalim) Baadshah per Bad’dua me mashgul rehne ke bajaye Zikr (Zikr-e-Ilahi) me Mashgul raho.” – (Mishkat Sharif) “Allahumma Ainni […]

The post Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke –
“Kisi (Zaalim) Baadshah per Bad’dua me mashgul rehne ke bajaye Zikr (Zikr-e-Ilahi) me Mashgul raho.”
(Mishkat Sharif)


“Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika”

(Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me)
– Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1509 ( Sahih)

Ameen ! Allahumma Ameen !!!

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zikr-e-ilahi-me-mashgul-raho/feed/ 0 16396
Dua: Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney me https://ummat-e-nabi.com/ya-allah-meri-madad-kar-tera-zikr-karney-me/ https://ummat-e-nabi.com/ya-allah-meri-madad-kar-tera-zikr-karney-me/#respond Sat, 04 Oct 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ya-allah-meri-madad-kar-tera-zikr-karney-me/ allahumma a inni ala dhikrika wa shukrika wa husni ibadatika۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: ❝ Aur jo meri yaad se ghafil ho jata hai tou hum uss par ek shaitan muqarrar kar detey hain phir […]

The post Dua: Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney me appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:

❝ Aur jo meri yaad se ghafil ho jata hai tou hum uss par ek shaitan muqarrar kar detey hain phir wo uska saathi ban jata hai.❞

Surah Az-Zukhruf 43:36


✦ Dua: Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika ✦

(Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me)

Sunan Abu Dawood 1509-Sahih

❝ Subhanallahi Wa Bihamdihi, Subhan-Allahil-Azeem
La Ilaha Illallahu, Wahdahu La Shareeka Lahu,
Lahul Mulku, Wa Lahul Hamdu, Wa Huwa Ala Kulli Shaiyin Qadeer ❞

The post Dua: Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney me appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ya-allah-meri-madad-kar-tera-zikr-karney-me/feed/ 0 16879
Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/#respond Sun, 23 Jun 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ ∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai, » 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah) » 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah) *Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho […]

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai,
» 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah)
» 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah)
*Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho Jate Hai,
– Lekin Gunaah-e-Kabira Uss Waqt Tak Muaf Nahi Hotey
Jab Tak Sacche Dil Se Taubah Karke Unsey
Hamesha Ke liye Parhez Karne Ka Pakka Ahad Na Kiya Jaye.

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/feed/ 0 16385