Halal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 02 Dec 2023 01:09:50 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Halal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/ https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/#respond Sat, 02 Dec 2023 01:09:44 +0000 https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/ Hadees : Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa haiHadees of the Day Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) […]

The post Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai

Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki
kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) ke paas aaye aur arz kiya:

“Ya RasoolAllah (ﷺ) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye ki wo Namaz padhte hai jaisa ki hum namaz padhte hai aur Roza rakhte hai jaisa ki hum roza rakhte hai aur apne zyada maalo se Sadqa bhi detey hai.

Tou aap (ﷺ) ne farmaya:

Tumhare liye bhi tou Allah Subhanahu Ta’ala ne sadqe ka samaan kar diya hai.
Har Tasbeeh (Subhanallah kahna) Sadqa hai,
Aur har Takbir (Allahu Akbar kahna) Sadqa hai,
Aur har Tahmeed (Alahmdulillah kahna) Sadqa hai,
Aur har Tahleel (La ilaha illallah kahna) Sadqa hai,
Aur har Acchi Baat Sikhana Sadqa hai,
Aur har Buri Baat se Rokna Sadqa hai,
Aur har Shakhs ke badan ke tukde me Sadqa hai.
(Yaani Apni Biwi/Shohar se Sohbat karna bhi Sadqa hai)

Logon ne arz kiya: Ya RasoolAllah (ﷺ)! hum me se koi shakhs apne badan se apni shahwat nikalta hai (yaani apni Biwi se Sohbat karta hai) to kya usmey bhi Sawab hai.

Tou Aap (ﷺ) ne farmaya: Kyu nahi (yaani haan), agar wo Haraam me sarf karta tou uss se wabal (Gunaah) hota ki nahi ?,.  isi tarah jab Halaal me sarf karta hai tou Sawaab hota hai.

📕 Sahih Muslim, Vol 3, Hadith 2329


हर अच्छी बात सीखना और हर बुरी बात से रोकना सदका है।

अबू हरैराह (र.) से रिवायत है की, कुछ (गरीब) सहाबी रजि० रसूलअल्लाह (ﷺ) के पास आए और अर्ज़ कीया:
“या रसूलअल्लाह (ﷺ)! माल वाले सारा सवाब कमा कर ले गए! इसलिए की वो नमाज़ पढ़ते है जैसा की हम नमाज़ पढ़ते है और रोज़ा रखते है जैसा हम रोज़ा रखते है और अपने ज़्यादा मालों से सदका भी देते है।

तो आप (ﷺ) ने फरमाया: तुम्हारे लिए भी तो अल्लाह सुभानहु तआला ने सदके का सामान कर दिया है।

* हर तसबीह (सुभानअल्लाह कहना) सदका है ।

और हर तकबीर (अल्लाहु अकबर कहना) सदका है ।

और हर तहमीद (अलहम्दुलिल्लाह कहना) सदका है ।

और हर तहलील (ला इलाहा इल्लल्लाह कहना) सदका है ।

और हर अच्छी बात सीखना सदका है ।

और हर बुरी बात से रोकना सदका है ।

और हर शख्स के बदन के टुकड़े मे सदका है (यानि अपनी बीवी/शोहर से सोहबत करना भी सदका है)।

लोगों ने अर्ज़ किया: या रसूलअल्लाह (ﷺ)! हम मे से कोई शख्स अपने बदन से अपनी शहवत निकालता है (यानि अपनी बीवी से सोहबत करता है) तो क्या उसमे भी सवाब है, तो आप (ﷺ) ने फरमाया: क्यू नहीं (यानि हाँ), अगर वो हराम मे सर्फ करता तो उसे से वबाल (गुनाह) होता की नहीं ? इसी तरह जब हलाल मे सर्फ करता तो सवाब होता है ।

📕 सहिह मुस्लिम, हदिस 2329

The post Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/feed/ 0 16738
Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/ https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/#comments Wed, 04 Oct 2023 02:37:20 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/ Sona (Gold) aur Resham Mardo par HaraamHadees of the Day Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai – “Sona (Gold) aur Resham Meri Ummat […]

The post Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam

Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai –

“Sona (Gold) aur Resham Meri Ummat ki Aurato par Halaal
aur Mardon Par Haraam hai.”

📕 Sunan an-Nasa’i #5148; Hadees 109

The post Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/feed/ 1 15703
Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam … https://ummat-e-nabi.com/sood-lene-waalo-ka-qayamat-me-anjaam/ https://ummat-e-nabi.com/sood-lene-waalo-ka-qayamat-me-anjaam/#respond Wed, 13 Sep 2023 15:11:46 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sood-lene-waalo-ka-qayamat-me-anjaam/ Sood Khane Waalo ka Qayamat me AnjaamAaj ki Aayat | Verse of the Day Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki […]

The post Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat | Verse of the Day

Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan ne Lipat kar Deewana Bana liya ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah se hogi ki Unhoney Kaha tha ki Kharid wa Farokht bhi Sood ki tarah hai,
Jabki Allah Ta’ala ne Khareed aur Farokht ko Halaal Qarar diya hai aur Sood ko Haraam phir Jisko Uskey Rab ki Naseehat Pahunchi aur Wo (Sood Lene se) Baaz aa Gaya tou Wo jo kuch Pahley Le chuka hai Wo Usi ka hai aur Uska Muaamla Allah ke Supurd hai lekin agar Wo phir bhi Sood leta Rehta hai tou Ye Log Jahannami hai Yeh Iss me Hamesha rahenge.”

📕 Al Quran, Surah Baqrah 2:275

The post Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sood-lene-waalo-ka-qayamat-me-anjaam/feed/ 0 16524
Halaal Mehnat se Rozi kamaye https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/ https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/#respond Sun, 10 Sep 2023 08:53:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/ hadees about Halaal Mehnat se Rozi kamayeHadees of the Day Halaal Mehnat se Rozi kamaye Hazrate Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Agar koi Shakhs Lakdiyon ka Gatthha Apni Peeth par […]

The post Halaal Mehnat se Rozi kamaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Halaal Mehnat se Rozi kamaye

Hazrate Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Agar koi Shakhs Lakdiyon ka Gatthha Apni Peeth par (Bechne) ke liye Phire tou Wo Uss se Achcha hai ki kisi ke Samne Haath failaye aur wo Usey kuch de ya na de.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees 2374

Wajahat: Yaani kisi ke Samne Haath Failane se Behtar hai ki Halaal Tarike ki Mehnat se Rozi Hasil kiya jaye phir chahe Lakdiyon ka Gaththa hi Apni Peeth par lekar Kyun na bechna padey.

The post Halaal Mehnat se Rozi kamaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/halaal-tarike-ki-mehnat-se-rozi/feed/ 0 16482
Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/ https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/#respond Sun, 13 Aug 2023 19:04:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/24-march-apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo-tou-tumhari-dua-qabool-ho-jayegi/ Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegiHadees of the Day Apne Khane ko Pakeeza bana lo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi.” 📕 Targhib: […]

The post Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Apne Khane ko Pakeeza bana lo

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi.”

📕 Targhib: Hadees 2484

The post Hadees: Apne Khane ko Pakeeza bana lo tou tumhari Dua Qabool ho jayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-khane-ko-pakeeza-bana-lo/feed/ 0 19318
Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul jayenge … https://ummat-e-nabi.com/log-halal-aur-haraam-ki-tameez-karna-bhul-jayenge/ https://ummat-e-nabi.com/log-halal-aur-haraam-ki-tameez-karna-bhul-jayenge/#respond Tue, 16 May 2023 01:03:31 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=44342 Hadees: Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul jayengeHadees of the day Log Haraam ki Tameez karna bhul jayenge Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Logo par ek Aisa Zamana aayega ki insan koi parwah nahi karega ke […]

The post Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul jayenge … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the day

Log Haraam ki Tameez karna bhul jayenge

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Logo par ek Aisa Zamana aayega ki insan koi parwah nahi karega ke jo usne haasil kiya hai wo Halaal se hai ya Haraam se.”

📕 Sahih Bukhari, 2059

The post Log Halal aur Haraam ki Tameez karna bhul jayenge … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/log-halal-aur-haraam-ki-tameez-karna-bhul-jayenge/feed/ 0 44342
Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain … https://ummat-e-nabi.com/halal-aur-haraam-ke-darmiyan-shuba-wali-cheeze-hain/ https://ummat-e-nabi.com/halal-aur-haraam-ke-darmiyan-shuba-wali-cheeze-hain/#respond Tue, 13 Dec 2022 03:57:43 +0000 https://ummat-e-nabi.com/halal-aur-haraam-ke-darmiyan-shuba-wali-cheeze-hain/ Halaal Aur Haraam Sahih Bukhari, Iman Ka Bayan, Hadees 52Hadees of the Day Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,Mai ne Rasool’Allah (ﷺ) se suna ki – “Halaal aur […]

The post Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain

Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,
Mai ne Rasool’Allah (ﷺ) se suna ki –

“Halaal aur Haraam Khula hua hai aur Inn Dono ke Darmiyan kuch Cheezein Shuba (Doubtful) waali hain Jinko bahut se Log nahi jantey.”

*Phir Jisney Apne Aapko Inn Shuba ki Cheezon se bacha liya Usney Apney Deen aur Izzat ko bacha liya.

Aur jo koi In Shuba ki Cheezon me parh gaya uski missal Uss Charwahey ki hai Jo kisi ki Charagah ke Aas-Paas apney Janwaron ko charaye aur Kareeb hai ki Uskey Jaanwar Usmein chale jaye,

*Sun Lo! har Baadshah ki Ek Charagah hoti hai, Allah ki Chaaragah Uski Zameen par Haraam Cheezain hain.

Sun Lo! Badan me Ek Ghosht ka tukda hai Jab Wo Durast Hoga tou Sara Badan Durast Hoga
Aur Agar wo Bigad haya tou Sara Badan bigad gaya aur Wo Tumhara Dil hai.”

📕 Sahih Bukhari, Iman Ka Bayan, Hadees: 52

The post Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/halal-aur-haraam-ke-darmiyan-shuba-wali-cheeze-hain/feed/ 0 16507
5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/ https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/#respond Thu, 04 Aug 2022 09:37:30 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=39634 5 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsaतारीख: हज़रत आदम (अ.स), अल्लाह की कुदरत : ज़मीन और उस की पैदावार, सुबह की नमाज़ अदा करने पर हिफाजत का जिम्मा, एक सुन्नत: पूरे सर का मसह करना, अहेम अमल : इस्लाम में बेहतर आमाल, गुनाह की वजह से रिज़्क से महरूमी ...

The post 5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

5. मुहर्रम | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा 
5 Muharram | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

1. इस्लामी तारीख

हज़रत आदम (अ.स)

हज़रत आदम (अ.स) वह पहले इन्सान हैं जिन से दुनिया में बसने वाले इन्सानों की इन्तेदा हुई है।
अल्लाह तआला ने उन का खमीर तय्यार करने से पहले फरिश्तों से कहा :

“अन्करीब में मिट्टी से एक ऐसी मखलूक पैदा करने वाला हूँ जिसे ज़मीन में हमारी खिलाफत का शर्फ हासिल होगा।”

चुनान्चे। हजरत आदम का खमीर मिट्टी से गूंधा गया, फिर अल्लाह तआला ने उस में रूह फूंक दी, तो उसी वक्त वह जिन्दा इन्सान बन गए। उन के सामने फरिश्तों को सज्दा करने का हुक्म दिया, तो तमाम फरिश्ते अल्लाह तआला के हुक्म की इताअत करते हुए सज्दे में गिर गए मगर शैतान ने अपनी बड़ाई और तकब्बुर की वजह से सज्दे से इन्कार कर दिया और कहने लगा: “मैं उससे बेहतर है क्योंकि तूने मुझे आग से पैदा किया और आदम को मिट्टी से पैदा किया है।”

इस तरह शैतान अल्लाह के हुक्म को न मान कर हमेशा के लिये अल्लाह की लानत का मुस्तहिक बन गया और उसी वक्त से वह आदम और उनकी औलाद का दुश्मन बन गया।

📕 इस्लामी तारीख


2. अल्लाह की कुदरत

ज़मीन और उस की पैदावार

अल्लाह तआला ने इतनी बड़ी जमीन को इन्सानो के बसने के लिये बनाया और उस पर भारी पहाड़ों को खड़ा कर के हिलने से महफूज़ कर दिया, फिर उस पर पेड़ पौदे, जानदार, मुख्तलिफ किस्म के फल फूल, सब्ज़ियाँ और खाने की चीजें पैदा फ़रमाई, जमीन पर घर बनाने और उस को खोद कर पानी निकालने के लिये नर्म बना दिया, अल्लाह ही ने इस जमीन को हमारे चलने फिरने और जरूरतों को पूरा करने के काबिल बनाया, उस में से रंगबिरंगे फल फल, मुख्तलिफ किस्म की सब्जियाँ, मेवे और गल्ले उगाए।

गर्ज यह के जमीन एक है लेकिन अल्लाह तआला की कुदरत का करिश्मा है के एक ही जमीन से इन्सानों और हैवानों की मुख्तलिफ ज़रूरियात को पूरा किया।

📕 अल्लाह की कुदरत


3. एक फर्ज के बारे में

सुबह की नमाज़ अदा करने पर हिफाजत का जिम्मा

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया :

“जिस ने सुबह (यानी फज्र) की नमाज अदा की, वह अल्लाह की हिफाजत में है।”

📕 मुस्लिम १४९३


4. एक सुन्नत के बारे में

पूरे सर का मसह करना

हजरत मिकदाम बिन मादीकरिब (र.अ) बयान करते हैं के मैं ने रसुलल्लाह (ﷺ) को वुज करते देखा,

जब सर के मसह पर पहुंचे, तो अपनी हथेली को सर के अगले हिस्से पर रखा और गुजारते हुए गुद्दी तक गए फिर यहाँ से लौटे वहाँ तक जहाँ से शुरू किया था (यानी फिर गुद्दी की तरफ से मसह करत हुए पेशानी की तरफ हाथ को लाए)।

📕 अबू दाऊद : १२२


5. एक अहेम अमल की फजीलत

इस्लाम में बेहतर आमाल

एक शख्स ने रसूलुल्लाह (ﷺ) से सवाल किया के कौन सा अमल इस्लाम में बेहतर है?
रसूलुल्लाह (ﷺ) ने जवाब में फर्माया :

“खाना खिलाना और (हर मोमिन को) सलाम करना, चाहे तुम उसको पहेचानते हो या न पेहचानते हो।”

📕 बुखारी : ६२३६, अन अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ)


6. एक गुनाह के बारे में

गुनाह की वजह से रिज़्क से महरूमी

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“बेशक आदमी गुनाहों की वजह से रिज्क से महरूम कर दिया जाता।”

📕 मुस्नदे अहमद: २१८८१


7. दुनिया के बारे में

हलाल रोजी कमाओ

रसलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया:

“रोज़ी को दूर न समझो, क्योंकि कोई आदमी उस वक़्त तक नही मर सकता जब तक के जो रोज़ी उस के मुकद्दर में लिख दी गई है वह उस को न मिल जाए।
लिहाज़ा रोजी हासिल करने में बेहतर तरीका इख्तियार करो, हलाल रोज़ी कमाओ और हराम को छोड़ दो।”

📕 मुस्तदरक : २१३४; अन जाबिर बिन अब्दुल्लाह (र.अ)


8. आख़िरत के बारे में

जहन्नम में हमेशा का अजाब

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है :

“बिला शुबा जिन लोगों ने हमारी आयात व अहकाम का इन्कार किया अन्क़रीब हम उन को एक सख्त आग में दाखिल करेंगे, (वहाँ उन की मुसलसल यह हालत होगी के) जब एक दफा उन की खाल जहन्नम में झुलस जाएगी तो हम पहली खाल की जगह फौरन दूसरी नई खाल पैदा कर देंगे ताके यह लोग अज़ाब का मज़ा चखते रहें।”

📕 सूरह निसा: ५६


9. तिब्बे नबवी से इलाज

बीमारी से बचने की तदबीर

रसलुल्लाह (ﷺ) ने फर्माया:

“जब तुम्हारे बरतन में मक्खी गिर पड़े, तो उस को पहले पूरी तरह डुबा दो, फिर निकाल कर फेंको, क्योंकि उस के एक पर में शिफ़ा है, तो दूसरे में बीमारी है।”

📕 बुखारी : ५७८२, अन अबी हुरैरह (र.अ)


10. कुरआन की नसीहत

जो अल्लाह ने दिया उसमें से खर्च करो

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है :

“तुम लोग अल्लाह और उस के रसूल पर ईमान ले आओ! और उस माल में से (राहे खुदा) में खर्च करो, जिस माल में तुम को उस ने दूसरों का काइम मकाम बनाया है, जो लोग तुम में से ईमान ले आएँ और अल्लाह के रास्ते में खर्च करें तो उन को बड़ा सवाब मिलेगा।”

📕 सूरह हदीद: ७

The post 5 Muharram | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/5-muharram/feed/ 0 39634
किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/#respond Wed, 16 Feb 2022 16:17:09 +0000 https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/ Koi-Musalman-kisi-Musalman-se-3-Din-se-jyada-ki-Narazgi-me-Marr-gaya-tou-Jahannam-me-Jayega✦ हदिस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के अल्लाह के पैगंबर (ﷺ) ने कहा: ❝ किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ […]

The post किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ हदिस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के
अल्लाह के पैगंबर (ﷺ) ने कहा:

किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के
वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे,

और जिसे इस हाल में मौत आयी वो
जहन्नुम में जायेगा।❞

📕 सुनन अबू दावूद 4914-Sahih

The post किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/koi-musalman-kisi-musalman-se-3-din-se-jyada-ki-narazgi-me-mar-gaya-tou-jahannam-me-jayega/feed/ 0 15970
Isa (Alaihay Salam) ki Gawahi Sirf Allah ki Ibadat ki Aor … https://ummat-e-nabi.com/isa-alaihi-salaam-ki-gawahi/ https://ummat-e-nabi.com/isa-alaihi-salaam-ki-gawahi/#comments Sat, 25 Dec 2021 09:38:52 +0000 https://ummat-e-nabi.com/isa-alaihi-salaam-ki-gawahi/ beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ne kaha – Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai Isliye Usi Ki Bandagi karo,Jab Farishton ne kaha Aye Mariyam! Allah Tujhko […]

The post Isa (Alaihay Salam) ki Gawahi Sirf Allah ki Ibadat ki Aor … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ne kaha –

Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai Isliye Usi Ki Bandagi karo,
Jab Farishton ne kaha Aye Mariyam! Allah Tujhko Ek Bete ki Apni Taraf se Basharat (Khushkhabri) deta hai, Uska Naam Maseeh Isa Ibn Mariam Hoga jo Duniya aur Aakhirat me Martabe wala hoga aur Allah ke Muqarrabo (Khaas Bando) me se hoga aur Jab wo Maa ki God me hoga aur Badi Umar ka hoga tou Logon se baatein karega aur Neiko me se hoga.

Mariyam ne Kaha Aye Mere Rab! Mujhe Beta kaise hoga Halanki Mujhe kisi Bashar ne Haath tak nahi lagaya.

(Jibril Alaihi Salam ne) farmaya –

– Isi tarah Allah jo Chahey Paida karta hai.
– Jab kisi Kaam ka Irada karta hai tou Usko yahi kahta hai ki “Ho Ja” tou wo ho jata hai.

Aur Wo (Allah) Unhey (Isa Alaihi Salam ko) likhna, padhna aur danayee aur Taurat aur Injeel (Gospel) sikhayega
Aur Unko (Isa Alaihi Salam) ko Bani-Israeel ki taraf Rasool bana kar bhejega (Aur Wo Isa Alahi Salam Kahenge Ki) Beshaq Mai Tumhari Rab ki taraf se Tumhare paas Nishaniyan lekar aaya hu, ki Mai Mitti se Ek Parinde ki Shaql bana deta hu phir Usme Phoonk Marta hu aur wo Allah ke Huqm se Udta hua Jaanwar ho jata hai.

Aur Jo Maa ke Pait se Andhe aur Kodi hote hain Unhe Achcha kar deta hu aur Mai Tumhe bata deta hu jo kuch Tum Kha kar aao aur jo kuch Apne Gharon me rakh kar aao Isme Tumhare liye Nishaniyan hai.

Agar Tum Iman wale ho aur Mujhse Pahli Kitab jo Taurat (The Book Of Jews) hai uski tasdeeq karne wala hu taaki Tum par kuch Cheeze Halaal kar du Jo tumpar Haraam thi. aur Tumhare Paas Tumhare Rab ki taraf se Nishani lekar aaya hu Isliye Allah se daro aur Mera kaha mano.

Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara RAB hai Isliye Usi Ki Bandagi karo yahi Seedha Raasta hai.

📕 Mafhoom-e-Al-Quran: Surah Aal-e-Imran, Surah Mariyam

The post Isa (Alaihay Salam) ki Gawahi Sirf Allah ki Ibadat ki Aor … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/isa-alaihi-salaam-ki-gawahi/feed/ 1 16040
Roza Iftar ki Fazilat Hadees ki Roshni me https://ummat-e-nabi.com/roza-iftaar-karane-ki-fazeelat/ https://ummat-e-nabi.com/roza-iftaar-karane-ki-fazeelat/#respond Mon, 27 Apr 2020 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/roza-iftaar-karane-ki-fazeelat/ Iftar ki Fazilat Hadees۞ Hadees: Sulemaan Farsi (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya – “Jis ne Halaal Khane ya Paani se kisi Musalman ko Roza Iftar karwaya tou […]

The post Roza Iftar ki Fazilat Hadees ki Roshni me appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees: Sulemaan Farsi (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya –
“Jis ne Halaal Khane ya Paani se kisi Musalman ko Roza Iftar karwaya tou Farishtay Maa-e-Ramzaan ke Auqaat me uske liye Astaghfar karte hai, aur Jibreel (Alaihay Salam) Shab-e-Qadr me Uss ke liye Astaghfar karte hai.”

📕 Tibrani Al Mo’ejam Al Kabair, Jild:6, Page:242, Hadith-6162

۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) farmate hai ke –
“Jo Rozdaar ko (Iftari me) Paani Pilayega Allah Usey mere Houz se Paani Pilayega ke Jannat me dakhil hone tak Pyasaa na hoga.”

📕 Sahih Ibne Khuzaima, Jild:3, Page:192, Hadith-1887

Wajahat: Subhan’Allah Iss se baat wajeh hoti hai ke –
Humey Iftaar Kisi ko Karaane me Susti kar ke itni badi Fazeelat se Mehroom nahi hona chahiye, Chahe Kajoor ho ya 2 Goont Paani ka hi kyu na ho Iftaari Zaroor Karwani Chahiye,

Allah Hume Ramzan me Khush Dili ke Saath Roze Daaro ko Iftaar Karane ki Taufeeq ata farmaye. Ameen Allahuma Ameen !!!

 

The post Roza Iftar ki Fazilat Hadees ki Roshni me appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/roza-iftaar-karane-ki-fazeelat/feed/ 0 16417
Halaal Rozi Haasil karna Farz hai https://ummat-e-nabi.com/halaal-rozi-haasil-karna-farz-hai/ https://ummat-e-nabi.com/halaal-rozi-haasil-karna-farz-hai/#respond Sat, 15 Jun 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/halaal-rozi-haasil-karna-farz-hai/ Halaal Rozi Haasil Karna Farz Hai✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna […]

The post Halaal Rozi Haasil karna Farz hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Mafhum-e-Hadees:

1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna Farz hai.”

📕 Bayhaqi, Mishkat Page-242


2). Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

“Jis Badan ko Haraam Giza (Khana) diya gaya wo Jannat me Dakhil na hoga.”

📕 Mishkat Page-243


3). Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne kaha ki, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke:

“Logo par ek Zamana aisa bhi aayega jab ke koi iss baat ki parwaah na karega ki usney jo Maal kamaya wo Halaal hai ya Haraam.”

📕 Bukhari Vol-1 Page-276

Misaal (Examples):

1. Kapda Silane ke liye diya tou Darzi ne Usme se kaat liya.

2. Ruyee(Cotton) katne ke liye di tou katne wale ne ruyee nikal li.

3. Kapda banane ke liye diya tou banane wale ne nikal liya.

Ruyee nikalne wale ne ruyee bacha li aise hi kisi bhi cheez me se jo apko kisine kisi kaam ke liye di aur aapne usme uski chori ki tou ye sab kaam Najaiz aur Haraam hai. Jahannam me le jane wale hai.

Afsos ! ki ye batein khule taur par Emaanwalo me iss tarha rayej ho gayi hain, ki ab logon ko ehsaas hi nahi hota ke hum Haraam Rozi se apna pait bharkar apni Aakhirat barbad kar rahe hain. balki Awaam tou awaam kuch khaas log bhi isi tarha haraam rozi hasil karne me lage hai,

*Karo Maherbani Tum Ahle Zameen par

*Allah Maherban Hoga Arshe Barin par !!

The post Halaal Rozi Haasil karna Farz hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/halaal-rozi-haasil-karna-farz-hai/feed/ 0 16191
Al-Quran: Allah Taala ne Tijarat ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai https://ummat-e-nabi.com/al-quran-allah-taala-ne-tijarat-ko-halal-kiya-hai-aur-sood-ko-haram-karar-diya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/al-quran-allah-taala-ne-tijarat-ko-halal-kiya-hai-aur-sood-ko-haram-karar-diya-hai/#respond Thu, 25 Apr 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/al-quran-allah-taala-ne-tijarat-ko-halal-kiya-hai-aur-sood-ko-haram-karar-diya-hai/ 26 Apr Allah Taala ne Tijarat ko Halal aur Sood ko haram karar diya haiQuran: 26-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Allah Taala ne Tijarat (Business) ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai. 📕 Surah Baqraah 2:275

The post Al-Quran: Allah Taala ne Tijarat ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Quran: 26-April:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

❝Allah Taala ne Tijarat (Business) ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai.

📕 Surah Baqraah 2:275

The post Al-Quran: Allah Taala ne Tijarat ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/al-quran-allah-taala-ne-tijarat-ko-halal-kiya-hai-aur-sood-ko-haram-karar-diya-hai/feed/ 0 19411
Samundar ka paani paak hai aur usme Mar jaane wale jaanwar halaal hai https://ummat-e-nabi.com/samundar-ka-paani-paak/ https://ummat-e-nabi.com/samundar-ka-paani-paak/#respond Sun, 10 Mar 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/samundar-ka-paani-paak/ Samundar ka paani paak aur usme mar jaane wale jaanwar halaal hai✦ Hadith: Samundar ka Paani aur Wuzu ✦ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki ek shakhs ne Rasool’Allah (ﷺ) se puchha ki “Hum log Samundari safar karte hain aur apne […]

The post Samundar ka paani paak hai aur usme Mar jaane wale jaanwar halaal hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadith: Samundar ka Paani aur Wuzu ✦

Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki ek shakhs ne Rasool’Allah (ﷺ) se puchha ki “Hum log Samundari safar karte hain aur apne saath thoda bahut paani le jaate hain. agar hum us paani se wuzu kar le tou pyaase reh jayenge, tou kya hum samundari paani se wuzu kar kiya karein ?
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya Samundar ka paani Paak karne wala hai aur usme mar jaane waale jaanwar halaal hain.”


✦ English Hadith: Sea water is pure and purifying ✦

Abu Hurairah said: “A man asked the Prophet (ﷺ): ‘O Messenger of Allah, we travel by sea and we take a little water with us, but if we use it for Wudu’, we will go thirsty. Can we perform Wudu’, with sea-water?’ The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘Its water is a means of purification and its dead meat is permissible.‘”

The post Samundar ka paani paak hai aur usme Mar jaane wale jaanwar halaal hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/samundar-ka-paani-paak/feed/ 0 18018
Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/ https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/#respond Sun, 04 Sep 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai – “Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche..” – (Bukhari Sharif)

The post Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai –
“Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se
Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche..”

(Bukhari Sharif)

The post Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/feed/ 0 16663
Taqwa aur iski Ahmiyat https://ummat-e-nabi.com/taqwa-aur-iski-ahmiyat/ https://ummat-e-nabi.com/taqwa-aur-iski-ahmiyat/#respond Sun, 17 Jan 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/taqwa-aur-iski-ahmiyat/ Taqwa♥ Bismillah Hirrahman Nirrahim ♥ “Inna Akramakum ‘IndAllahi Atqakum” “Beshaq Allah ke Nazdik ikram wala wohi hai jo Allah ka Darr(Taqwa) rakhta ho” (Al Quran, Surah Huzrat 49:13) Allah Rabbul […]

The post Taqwa aur iski Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Bismillah Hirrahman Nirrahim ♥

“Inna Akramakum ‘IndAllahi Atqakum”

“Beshaq Allah ke Nazdik ikram wala wohi hai jo Allah ka Darr(Taqwa) rakhta ho”

(Al Quran, Surah Huzrat 49:13)

Allah Rabbul Izzat ne Baar-Baar is Paigaam ko Dohraaya: “Aye wo logo jo Imaan laye ho Taqwa ikhiyar karo” aur ye Aayat Quraan me baar–baar repeat hui hai.

Tou gour karne wali baat hai ke Taqwa yaani “Allah ka Darr” jo ki bohot hi ahmiyat wali baat hai jiska paigam hume diya gaya.

Kyunki Allah ka Darr jab insan me aa jata hai tou Insan Haram aur Halal ki tamiz karne lagta hai, Deeno Shariyat aur Duniyawi fizul kaamo me fark karne lagta hai. Duniya par Aakhirat ko tarji deney lagta hai. Dhokeybazi , Jhuth aur tamam burai khaslato se ahtiyat karta hai.

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
# Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal ki Taufiq Dey ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Taqwa aur iski Ahmiyat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/taqwa-aur-iski-ahmiyat/feed/ 0 17174
Biddat Ki Haqeeqat: Part-5 https://ummat-e-nabi.com/biddat-ki-haqeeqat-part-5/ https://ummat-e-nabi.com/biddat-ki-haqeeqat-part-5/#respond Fri, 08 May 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/biddat-ki-haqeeqat-part-5/ Biddat ki Haqeeqat 5# Biddati Houz-e-Kousar Se Bhi Hakaaley Jayenge – Deen Me Naye Aqaid Ijad Karnewale Jahannum Tou Raseed Honge Hi, Lekin Qayamat Ke Din Inhe Hoze Kausar Se Bhi Hakala Jayega,.. […]

The post Biddat Ki Haqeeqat: Part-5 appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

# Biddati Houz-e-Kousar Se Bhi Hakaaley Jayenge –

Deen Me Naye Aqaid Ijad Karnewale Jahannum Tou Raseed Honge Hi, Lekin Qayamat Ke Din Inhe Hoze Kausar Se Bhi Hakala Jayega,..

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Farmatye Hai Ke –
“Kuch Log Qayamat Ke Deen Mere Paas Aatey Honge,.. Houze Kousar Par Mera Meember Laga Hoga Aur Waha Aasman Ke Sitaro Ke Manind Glass Honge,…
Mai Apne Ummatiyon Ko Houze Kousar Ka Paani Pilata Hu,… Jo Ek Baar Paani Piyega Kabhi Pyasa Nahi Hoga ,..
Kuch Log Aayenge Aur Farsihtey Unhe Dhakka Dekar Houje Kausar Se Door Hakalenge!..
Mai Kahunga Ke – “Ye Mere Ummati Hai Farishto Inhe Aane Do!!”
Tou Farishtey Kahenge Ke – “Allah Ke Rasool (ﷺ)! Aapko Maloom Nahi ,.. Inn Logon Ne Aapke Jaane Ke Baad Aapke Deen Me Biddate Ijad Ki ,..”
Tou Rasool’Allah (ﷺ) Kahenge – “Door Le Jao ! Inko Meri Nazro Se Door Kardo ! Mere Jaane Ke Baad Ye Kaam Kiya Mere Deen Me,…
Tou Hakaal Diye Jayenge Houze Kausar Se Aur Jahannum Raseed Kiye Jayenge… Yahi Unka Thikana Hoga,…
– (Sahi Bukhari: Jild:3 Hadith No.1931 Bab: Fitno Ka Bayan)
– English Ref (Sahih Bukhari Volume 009, Book 088, Hadith no. 173 & 174)

* * * * * * * *

# Deen Me Biddat Kar Liye Tou Kya Hua ?

Allah Ta’ala Iss Talluk Se Quraane Kareem Me Farmata Hai –
♥ Al-Quraan: “Jo Log Rasool’Allah Ki Sunnat Ki Mukhalifat Karte Hai Unhe Darna Chahiye Ke Wo Kisi Fitne Me Tou Mulawwis Na Ho Jaye Aur Kahi Dardnak Azab Tou Nazil Na Ho Jaye”.
– [Surah Noor(24) Ayat(63)]

» Sabaq: Maloom Hua Ke Jo Log Rasool’Allah (ﷺ) Ki Sunnat Ke Khilaf Deen Me Rawayya Ikhtiyar Karenge Wo Yakinan Allah Rabbul Izzat Ki Taraf Se Kisi Fitne Me Mulawwis Kar Diye Jayenge ,..

Tou Ye Humara Kaam Hai Ke – Hum Jo Bhi Neki Karey, Iss Aitbaar Se Karey Ke Wo Allah Ke Nazdeek Kabil-e-Kabul Ho..
Aur Rasool’Allah(ﷺ) Tibrani Ki Riwayat Me Farmatey Hai Ke –
♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Biddat Karta Hai Uski Tauba Kabool Nahi Hoti” – (Tibrani)

# Tou Jab Tak Insan Biddat Karta Hai Uski Taubah Kabool Nahi Hoti, Lihaja Agar Apni Taubao Ko Kabuliyat Tak Hum Pohchana Chahte Hai Tou Deen Me Biddato Se Airaz Karey..

Duniya Me Aap Biddat Kijiye Jo Karna Hai! , Ijadad, Inventions, Discoveries Kijiye Jo Karna Hai,
Ha! Lekin Deen Me Koi Ijad Karna Durust Nahi.
* * * * * * * *

# Deen Me Biddat Karnewalo Ka Anjaam:

Aur Deen Me Naye Aqaid Ijad Karnewale Biddatiyo Ke Talluk Se Surah Ghasiya Ki Ayat No. 3 Aur 4 Me Allah Ta’ala Farmata Hai –
♥ Al-Quraan: Aamilatun Nasiba, Tasla Naran Hamiya” – (Surah Ghasiya Ayat 3-4)
Yaani – Ke Kuch Log Qayamat Ke Roz Tum Dekhoge Ke Amal Kar-Kar Ke Thakey Hue Aayenge, Lekin Hukm Hoga Utha Kar Jahannum Me Fenk Do Inhey”.
* Kyun Ke Wo Amal Rasool’Allah(ﷺ) Ke Tareeke Par Na Hua …

Thakey Tou Honge Amal Kar-Kar Ke Bohot Lekin Yaad Rahe Sunnat-e-Rasool Ki Mukhalifat Ya Rasool’Allah(ﷺ) Ke Deen Me Naye Aqeede Ijad Karna Yeh Tamam Kaam Bohot Sakht Gumraahi Hai,..
Aur Aaj Ye Gumrahiya Humare Zindagi Me Aise Ghar Kar Chuki Hai Ke Jiska Koi Jawab Hi Nahi ,..

# In’sha’Allah-Ul-Azeez! Agle Part Me Hum Deen Me Biddat Ke Nuqsaanat Ka Tazkira Karenge ,..

To Be Continue …

☼ Biddat Ki Haqeeqat All Parts:

1 2 3 4 5 6

The post Biddat Ki Haqeeqat: Part-5 appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/biddat-ki-haqeeqat-part-5/feed/ 0 17021
Yahood Wa Nasara Ki Tarha Apne Ulema Ki Ibadat Na Karna https://ummat-e-nabi.com/yahood-wa-nasara-ki-tarha-apne-ulema-ki-ibadat-na-karo/ https://ummat-e-nabi.com/yahood-wa-nasara-ki-tarha-apne-ulema-ki-ibadat-na-karo/#respond Sat, 30 Aug 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/yahood-wa-nasara-ki-tarha-apne-ulema-ki-ibadat-na-karo/ Allah Rabbul Izzat Yahudiyo aur Nasraniyo ke Hathdharmi ke Sabab Ummat-e-Muslima ko Nasihat karte hue Farmata hai ke: ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Inn Logon Ne Allah Ko Chor Ker Apne […]

The post Yahood Wa Nasara Ki Tarha Apne Ulema Ki Ibadat Na Karna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
Allah Rabbul Izzat Yahudiyo aur Nasraniyo ke Hathdharmi ke Sabab Ummat-e-Muslima ko Nasihat karte hue Farmata hai ke:
♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Inn Logon Ne Allah Ko Chor Ker Apne Aalimon Aur Darweshon Ko Apna Rab Banaya Hai Aur Mariyam Ke Bete Maseeh Ko Halaan Ke Unhe Sirf Ek Akele Allah Hi Ki Ibadat Ka Hukm Diya Gaya Tha Jiss Ke Siwa Koi Mabood Nahi Woh Paak Hai Unkey Shareek Muqarrar Kerne Se.”
(Surah Tauba, Aayat: 31)

Iss Aayat Ko SunKar Adi Ibne Hatim (RaziAllahu Anhu) ne
Nabi (Sallallahu Alaihi Wassallam) Se Farmaya –
‘Yahood Wa Nasara Ne Tou Apne Ulema Ki Kabhi Ibadat Nahi Ki
Phir Yeh Kyon Kaha Gaya Ke Unhone Apne Ulema Ko Rab Bana Liya ?’

*Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wassallam) Ne Kaha:
‘Unkey Ulema Ne Jis Cheez Ko (Allah Ki Raza Ke Khilaf) Halaal Qaraar Diya
Usko Unhone Halaal, Aur Jis Cheez Ko Haraam Kar Diya
Usko Haraam Hi Samjha Yehi Inki Ibaadat Karna Hai,.”

(Tirmizi; Hadees no.3095)

# Wajahat: beharhaal ye baat bhi hum wajeh kar dey ke – yeh Hadees-e-Mubarak humey Ulemaye Suu se kinara karne ki Nasihat karti hai, yaani aise Ulema jo Allah aur uske Rasool ki talimat ke alawal apni aqlo se shariyat me manghadat akide ijad karte, apne dil se Haram aur Halaal tay karte, aise Ulema se hume kinara karna hai aur Ulemaye Haq ki taraf ruju karna hai.. wo Ulemaye Haq jo Shariyat ke har ahqam kitabo sunnat ki Daleel se wajeh karey ,..

♥ In’sha’Allah Ul Azeez !
# Allah Ta’ala Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufik Dey,.
# Hume Ulemaye Haq ki Sohbat nasib farmaye,.
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

Isa (Alaihay Salam)

The post Yahood Wa Nasara Ki Tarha Apne Ulema Ki Ibadat Na Karna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/yahood-wa-nasara-ki-tarha-apne-ulema-ki-ibadat-na-karo/feed/ 0 16852
Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasan’dida Cheez Talaaq Hai https://ummat-e-nabi.com/sabse-napasandida-cheez-talaaq-divorce-hai/ https://ummat-e-nabi.com/sabse-napasandida-cheez-talaaq-divorce-hai/#respond Mon, 16 Dec 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sabse-napasandida-cheez-talaaq-divorce-hai/ Halal Cheezo Me Allah Ko Sabse Napasandida Cheez Talaaq Hai♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karim (ﷺ) Ne Faramaya, “Saari Halaal Cheezo Me Allah Ta’ala Ke Nazdiq Sabse Napasan’dida Cheez Talaaq (Divorce) Hai.” – (Sunan […]

The post Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasan’dida Cheez Talaaq Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karim (ﷺ) Ne Faramaya,

“Saari Halaal Cheezo Me Allah Ta’ala Ke Nazdiq Sabse Napasan’dida Cheez Talaaq (Divorce) Hai.”

– (Sunan Ibn Majah, Arabic Ref.2096)

♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह बिन उमर (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, नबी-ऐ-करीम(ﷺ) ने फ़रमाया,

“सारी हलाल चीजों में अल्लाह तआला के नजदीक सबसे नापसंदिदा चीज़ तलाक है.”

– (सुनन इब्न माजाह, अरबी सनद.2096)

♥ Hadith: It was narrated from ‘Abdullah bin ‘Umar that, the Messenger of Allah(ﷺ) said:

“The most hated of permissible things to Allah is divorce. “

– (Sunan Ibn Majah, English Ref.2018)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasan’dida Cheez Talaaq Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sabse-napasandida-cheez-talaaq-divorce-hai/feed/ 0 16599
Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam …. https://ummat-e-nabi.com/qabro-ki-ziyarat-mardo-par-halaal/ https://ummat-e-nabi.com/qabro-ki-ziyarat-mardo-par-halaal/#respond Fri, 23 Aug 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/qabro-ki-ziyarat-mardo-par-halaal/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati […]

The post Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain”
(Sahih Muslim, Vol2, 2259)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Mainey Tumhey Mana Kiya Tha Qabro Ki Ziyarat Karney Se Lekin Ab Tum Ziyarat Karo Unki”.
(Sahih Muslim, Vol5, 5114)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Qabro Ki Ziyarat Karo Kyunki Ye Tumhey Aakhirat Ki Yaad Dilati Hain”.
Sunan Ibn Majah, Vol 1, 1569 (Sahih)

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki,
“Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Qabro Ki Ziyarat Karney Waali Aurton Par Lanat Farmayee Hai
Aur Isi Tarah Qabron Par Masjid Bananey Walo
Aur Uss Par Chirag Karney Walon Par Bhi Lanat Farmayee Hai”.
(Sunan Abu Dawud, Vol 2, 1459)

The post Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/qabro-ki-ziyarat-mardo-par-halaal/feed/ 0 16518