Hadees Of The Day | 31 Aug 2021
Apne Amal Ko Barbaad Na Karo
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo
Aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo,
Aur apne amaal ko barbaad na karo.”
[ Quran 47:33 ]
Hadees Of The Day | 25 September Deen me Naye Aqeede(Biddat) Ijad karne se Bachna Allah ke Rasool (ﷺ) ne
Hadees Of The Day | 24 September Dua ke Adab Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Jab Tum me
Hadees Of The Day | 23 September Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne
Hadees Of The Day | 22 September Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein ۞ Hadees : Allah ke Rasool
Hadees Of The Day | 20 September Fazar ki 2 Rakat ki Fazilat ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ)
Hadith about Dunia, Dunia Musafir ki Hadees, Dunia ki ahmiyat Hadees ki roshni me
Hadith about anger of Allah Subhanhu Taala, Gusse ki Hadees, Allah ka gussa Hadees ki roshni me
Hadees about Qarz, Karz ki Hadees, Islamic Quotes Status about Qarz, Karz ke Bare me Hadees
Hadees Of The Day | 16 September Allah bande ki Madad me Rehta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aur
Hadees Of The Day | 13 September Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :
Hadees Of The Day | 12 September Un Logo ki Tarah mat ho jana RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aur
Hadees Of The Day | 11 September Aurat ki Zimmedari RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aurat Apne Shauhar ke Ghar
Hadees Of The Day | 10 September Apne Bhai ko Fayda Pahunchao RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Tum me se
Hadees Of The Day | 9 September Allah ne Tumhare liye Tumhare jins se hi jodey banaye Allah Ta’ala farmata
Hadees Of The Day | 8 Sep 2021 Reedh ki Haddi se Insan Dubara Paida kiya jayega Allah ke Rasool
Hadees Of The Day | 7 Sep 2021 Musalman Wo Hai Jis ki Zubaan aur Hath se Allah ke Rasool
Hadees Of The Day | 6 Sep 2021 Allah ki Rehmat: Allah ke Gusse par Galib hai RasoolAllah (ﷺ) ne
Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya, Banda Apne Rab ke Sabse Zyada Qareeb Sajde ki halat me hota Hai
Hadees Of The Day | 4 Sep 2021 | Allah Ta’ala Sakht Azaab dene wala aur Bakshshne wala bhi hai ( Surat-ul-Maaidah : 98 )
Hadees Of The Day | 3 Sep 2021 Taqwa walo ke liye Nijaat Hai Allah Ta’ala Farmata Hai: “Jo Shakhs
Hadees Of The Day | 2 Sep 2021 Allah Ka Haq Bando par Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah
Hadees Of The Day | 1 Sep 2021 Raham Dil Bano Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta’ala Apne
Hadees Of The Day | 31 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo
Aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo,
Aur apne amaal ko barbaad na karo.”
[ Quran 47:33 ]
Hadees Of The Day | 30 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
” Allah ke Nazdeek Sabse Zyada Izzat wala
Woh hai Jo Sabse Zyada (Allah se)
Darne wala hai.”
[ Quran, 49:13 ]
Hadees Of The Day | 29 Aug 2021
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain :
“Insaan ke Badan ke har Jod par
har us Din ka Sadqa Waajib
hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai.
Aur Logo ke Darmiyaan
Insaaf Karna bhi Ek Sadqa hai.”
[ Sahih Bukhari Hadees : 2707 ]
Hadees Of The Day | 28 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:
“Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein
Pahunch kar Rahegi,
Phir Tum Sab Chhupe Khule ke Janne wale
(Allah) ki Taraf Lautaye Jaoge Aur
Woh Tumhein Tumhare kiye hue Tamaam
Kaam bata dega.”
[ Quran, 62:8 ]
Hadees Of The Day | 27 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Ta’ala Quran me farmata hai:
“Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat
Iman Walon ko fayda deti hai.”
[ Al-Quran, 51:55 ]
Hadees Of The Day | 26 Aug 2021
Abu Saeed Khudri & Abu Huraira (r. a) se riwayat hai
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai:
Hadees Of The Day | 25 Aug 2021 Bajamat namaz ki Fazeelat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Bajamat namaz
Hadees Of The Day | 24 Aug 2021
Allah Taala ka farman hai ke:
“Jo Shakhs Shaitani Qadmo ki pairwi kare to
Behayayi aur Burey kaamo ka hi hukm karega.”
[ Surah Noor 24:21 ]