Namaz Jannat ki Chabi Kunji hai

Namaz Jannat ki Chaabi hai

Hadees of the Day Jannat ki Chabi Namaz hai Jabir Bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne … Read More

Koun kisko Salam kare Hadees Sahih Bukhari 6231

Koun Kisko Salaam kare?

Hadees of the Day Koun Kisko Salaam kare? Hazrat Abu Hurairah (R.A) se riwaayat hai ke, Nabi-e-Kareem ﷺ ne irshaad … Read More

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Hadees of the Day

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

– TRANSLITERATION –

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain aur tum mein sab se achchhe woh log hain, jo apni biwiyon ke saath achchha bartaao karte hain.

Read More

4.7/5 - (3 votes)
Haram lukme ki Nahusat Targhib 2484

Haraam lukme ki Nahusat

Hadees of the Day Haraam lukme ki Nahusat – TRANSLITERATION – Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jab koi shakhs … Read More

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai [Hadees Sahih Bukhari 71]

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai

Hadees of the Day

Allah jiski Bhalayi Chahta hai usko Deen ki Samajh deta hai

Hazrate Muawiya (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool ( ﷺ) ne farmaya:

“Allah Ta’ala Jis ke Sath Bhalayi ka Irada farmata hai Uss ko Deen ki Samajh de deta hai, Aur Mai to Mehaz Taqseem Karne Wala Hoon.
Deney wala to Allah hi hai

Aur yeh imaan hamesha Allah ke hukm per Qaym rehega
Aur jo shakhs unki Mukhaalifat karega, Unhen Nuqsaan nahi puhancha sakega,
yaha tak ke Allah ka hukm (Qayamat) aa jaye (aur yeh aalam fana ho jaye).”

📕 Sahih Bukhari; Hadees: 71

Read More

5/5 - (6 votes)
Ghusse ki haalat me koi faisla na kare Hadees

Ghusse ki haalat me koi faisla na kare

Hadees of the Day

Ghusse ki haalat me koi faisla na kare

Abd al-Rahman bin Abi Bakrah (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Faisla karne wala 2 (Aadmiyon ya 2 fareeqon) ke darmiyan gusse ki halat me faisla na kare.”

📕 Abu Dawood 3589

5/5 - (23 votes)