Hadees of the Day – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Wed, 14 Feb 2024 03:15:09 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Hadees of the Day – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho https://ummat-e-nabi.com/shaitan-ki-pairwi-karne-walo-se-bacho/ https://ummat-e-nabi.com/shaitan-ki-pairwi-karne-walo-se-bacho/#respond Wed, 14 Feb 2024 01:14:50 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?post_type=quotes&p=29869 Shaitani Qadmo ki pairwiAaj ki Aayat | Verse Of The Day Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho Allah Taala ka farman hai ke: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Jo Shakhs Shaitani Qadmo ki pairwi kare to Behayayi aur […]

The post Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat | Verse Of The Day

Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho

Allah Taala ka farman hai ke:

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Jo Shakhs Shaitani Qadmo ki pairwi kare to Behayayi aur Burey kaamo ka hee hukm karega.”

📕 Surah Noor 24:21 

Related Post

The post Shaitan ki Pairwi karne walo se bacho appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shaitan-ki-pairwi-karne-walo-se-bacho/feed/ 0 29869
Jo Shakhs Dil ki Narmi se Mehroom ho gaya : Hadees https://ummat-e-nabi.com/narm-mizaji-ki-fazilat-saari-bhalayi-aur-khairiyat/ https://ummat-e-nabi.com/narm-mizaji-ki-fazilat-saari-bhalayi-aur-khairiyat/#respond Wed, 13 Dec 2023 17:51:03 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=43408 Jo Shakhs Dil ki Narmi se Mehroom ho gaya : Hadees"Jo Shakhs Narmi se mehroom raha wo saari Bhalayi se mehrum raha." : Hadees, Muslim 6763

The post Jo Shakhs Dil ki Narmi se Mehroom ho gaya : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Jo Shakhs Dil ki Narmi se Mehroom ho gaya

Jareer (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Jo Shakhs Narmi se mehroom raha wo saari Bhalayi se mehrum raha.”

📕 Muslim, Hadees 6763

Is Hadith mein Narmi (Narm dili) ki ahmiyat ko zahir kiya gaya hai aur yeh bataya gaya hai keh narm mizaji aur doosri acchi sifatain qareebi taur par taluq rakhti hain.

Yeh Hadith hume apne akhlakh wa muamlaat me narm dili ko ikhteyar karne ki talqeen karta hai kyunke is se aksar bhalayi hath aati hai.

In sha Allah ul Azeez

Allah Taala Hume Kehne Sunne se jyada amal ki taufik de,
Hume Narm Mizazi ikhteyar karne ki toufik ata farmaye.

Jab tak hume Zinda rakhey Islam aur Imaan par zinda rakhye,
Khatma Humara Imaan par ho,

!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Jo Shakhs Dil ki Narmi se Mehroom ho gaya : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/narm-mizaji-ki-fazilat-saari-bhalayi-aur-khairiyat/feed/ 0 43408
Allah ne Tumhare liye Tumhare jins se hi jodey banaye https://ummat-e-nabi.com/allah-ne-tumhare-liye-tumhare-jins-se-hi-jodey-banaye/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ne-tumhare-liye-tumhare-jins-se-hi-jodey-banaye/#respond Fri, 08 Dec 2023 20:11:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=34807 Allah ne tumhare jins se tumhare liye biwiya paida kiAur Uski Nishaniyon mein se hai ki Usne Tumhare liye Tumhari Jins hi se Biwiyan Paida ki Taaki Tum Araam Pao. (Quran 30:21)

The post Allah ne Tumhare liye Tumhare jins se hi jodey banaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat

Allah ne Tumhare liye Tumhare jins se hi jodey banaye

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Ta’ala farmata hai:

“Aur Uski Nishaniyon mein se hai ki Usne Tumhare liye Tumhari Jins hi se Biwiyan Paida ki Taaki Tum Araam Pao.”

📕 Quran 30:21

The post Allah ne Tumhare liye Tumhare jins se hi jodey banaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ne-tumhare-liye-tumhare-jins-se-hi-jodey-banaye/feed/ 0 34807
Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai : Hadees https://ummat-e-nabi.com/bhai-ke-samne-muskura-dena-sadqa-hai/ https://ummat-e-nabi.com/bhai-ke-samne-muskura-dena-sadqa-hai/#respond Fri, 08 Dec 2023 01:35:47 +0000 https://ummat-e-nabi.com/bhai-ke-samne-muskura-dena-sadqa-hai/ Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai …Hadees Of The Day Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke – Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi […]

The post Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai

Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke –

Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai. Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna ye bhi Sadqa hai,

SABAQ: Bhai ke Samne Muskura dene se Muraad Apne Momin Bhai ko Dekh Khush’hali ka Izhaar karna hai Jo Allah ke Nazdik Ek Sadqa hai, thik Usey bhalayi ka Hukm dena aur Burayi se rokna bhi Ek Sadqa hai, aur kisi bhatke huye ko Raah Dikhana bhi Ek Sadqa hee hai.

📕 Jame Tirmizi, Hadees 1956

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
Allah Ta’ala hume kehne Sun’ne se jyada Amal ki toufiq de.

The post Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/bhai-ke-samne-muskura-dena-sadqa-hai/feed/ 0 16601
Aisi baatein kiya na karo : Hadees https://ummat-e-nabi.com/aisi-baatein-kiya-na-karo-hadees/ https://ummat-e-nabi.com/aisi-baatein-kiya-na-karo-hadees/#respond Wed, 06 Dec 2023 06:07:50 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadith-aisi-baatein-na-kaho-jo-dusro-ko-sunne-me-buri-lage/ Aisi baatein kiya na karo : HadeesHadees of the Day Aisi baatein kiya na karo : Hadees Aas bin Amr Tufaawi (R.A.) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Aisi baatein na kaho jo dusro […]

The post Aisi baatein kiya na karo : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Aisi baatein kiya na karo : Hadees

Aas bin Amr Tufaawi (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Aisi baatein na kaho jo dusro ko sun’ne me buri lage.”

📕 Musnade Ahmed, Hadees 16701

The post Aisi baatein kiya na karo : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/aisi-baatein-kiya-na-karo-hadees/feed/ 0 19408
Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga https://ummat-e-nabi.com/qayamat-ke-din-sabse-pahle-khoon-ka-faisla-hoga/ https://ummat-e-nabi.com/qayamat-ke-din-sabse-pahle-khoon-ka-faisla-hoga/#respond Wed, 06 Dec 2023 05:34:13 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=40366 Hadees : Qayamat ke Din Khun ka Faisla sabse pahle hogaHadees of the Day Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Qayamat ke Din Logon ke Darmiyan Sabse Pehle Jis Cheez ka […]

The post Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Qayamat ke Din Logon ke Darmiyan Sabse Pehle Jis Cheez ka Faisla hoga woh Na Haq Khoon ke Badle ka hoga.”

📕 Sahih Bukhari: Hadees 6533

The post Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/qayamat-ke-din-sabse-pahle-khoon-ka-faisla-hoga/feed/ 0 40366
Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chalein: Hadees https://ummat-e-nabi.com/aurtein-raston-ke-bich-se-nahi-kinare-se-chalein/ https://ummat-e-nabi.com/aurtein-raston-ke-bich-se-nahi-kinare-se-chalein/#respond Tue, 05 Dec 2023 16:31:25 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadith-aurtein-raston-ke-darmiyan-na-chalein-balke-kinaaro-par-chalein/ Hadees about Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chaleinHadees of the Day Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chalein Abu Usaid (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne Aurto se farmaya ke: “Aurtein raston ke […]

The post Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chalein: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chalein

Abu Usaid (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne Aurto se farmaya ke:

“Aurtein raston ke darmiyan na chalein balke kinaaro par chalein.”

📕 Abu Dawood, Hadees 5272

The post Aurtein Raston ke bich se nahi Kinare se chalein: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/aurtein-raston-ke-bich-se-nahi-kinare-se-chalein/feed/ 0 19374
Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein https://ummat-e-nabi.com/nek-bando-ke-liye-jannat-ki-nematein/ https://ummat-e-nabi.com/nek-bando-ke-liye-jannat-ki-nematein/#respond Mon, 04 Dec 2023 15:28:02 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35030 Hadees Of The Day | 22 SeptemberHadees Of The Day Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: Allah Taala farmata hai “Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) […]

The post Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

Allah Taala farmata hai

“Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) Woh Cheezein Tayyar kar Rakhi hain Jinhein kisi Aankh ne dekha na kisi Kaan ne Suna aur na kisi ke Gumaan mein Woh aayi hain.”

📕 Sahih Bukhari: 4779

The post Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/nek-bando-ke-liye-jannat-ki-nematein/feed/ 0 35030
Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/ https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/#respond Sat, 02 Dec 2023 01:09:44 +0000 https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/ Hadees : Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa haiHadees of the Day Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) […]

The post Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai

Abu Dharr (R.A) se riwayat hai ki
kuch (Gareeb) Sahabi Allah ke Rasool (ﷺ) ke paas aaye aur arz kiya:

“Ya RasoolAllah (ﷺ) ! maal wale sara sawab kama kar le gaye! isliye ki wo Namaz padhte hai jaisa ki hum namaz padhte hai aur Roza rakhte hai jaisa ki hum roza rakhte hai aur apne zyada maalo se Sadqa bhi detey hai.

Tou aap (ﷺ) ne farmaya:

Tumhare liye bhi tou Allah Subhanahu Ta’ala ne sadqe ka samaan kar diya hai.
Har Tasbeeh (Subhanallah kahna) Sadqa hai,
Aur har Takbir (Allahu Akbar kahna) Sadqa hai,
Aur har Tahmeed (Alahmdulillah kahna) Sadqa hai,
Aur har Tahleel (La ilaha illallah kahna) Sadqa hai,
Aur har Acchi Baat Sikhana Sadqa hai,
Aur har Buri Baat se Rokna Sadqa hai,
Aur har Shakhs ke badan ke tukde me Sadqa hai.
(Yaani Apni Biwi/Shohar se Sohbat karna bhi Sadqa hai)

Logon ne arz kiya: Ya RasoolAllah (ﷺ)! hum me se koi shakhs apne badan se apni shahwat nikalta hai (yaani apni Biwi se Sohbat karta hai) to kya usmey bhi Sawab hai.

Tou Aap (ﷺ) ne farmaya: Kyu nahi (yaani haan), agar wo Haraam me sarf karta tou uss se wabal (Gunaah) hota ki nahi ?,.  isi tarah jab Halaal me sarf karta hai tou Sawaab hota hai.

📕 Sahih Muslim, Vol 3, Hadith 2329


हर अच्छी बात सीखना और हर बुरी बात से रोकना सदका है।

अबू हरैराह (र.) से रिवायत है की, कुछ (गरीब) सहाबी रजि० रसूलअल्लाह (ﷺ) के पास आए और अर्ज़ कीया:
“या रसूलअल्लाह (ﷺ)! माल वाले सारा सवाब कमा कर ले गए! इसलिए की वो नमाज़ पढ़ते है जैसा की हम नमाज़ पढ़ते है और रोज़ा रखते है जैसा हम रोज़ा रखते है और अपने ज़्यादा मालों से सदका भी देते है।

तो आप (ﷺ) ने फरमाया: तुम्हारे लिए भी तो अल्लाह सुभानहु तआला ने सदके का सामान कर दिया है।

* हर तसबीह (सुभानअल्लाह कहना) सदका है ।

और हर तकबीर (अल्लाहु अकबर कहना) सदका है ।

और हर तहमीद (अलहम्दुलिल्लाह कहना) सदका है ।

और हर तहलील (ला इलाहा इल्लल्लाह कहना) सदका है ।

और हर अच्छी बात सीखना सदका है ।

और हर बुरी बात से रोकना सदका है ।

और हर शख्स के बदन के टुकड़े मे सदका है (यानि अपनी बीवी/शोहर से सोहबत करना भी सदका है)।

लोगों ने अर्ज़ किया: या रसूलअल्लाह (ﷺ)! हम मे से कोई शख्स अपने बदन से अपनी शहवत निकालता है (यानि अपनी बीवी से सोहबत करता है) तो क्या उसमे भी सवाब है, तो आप (ﷺ) ने फरमाया: क्यू नहीं (यानि हाँ), अगर वो हराम मे सर्फ करता तो उसे से वबाल (गुनाह) होता की नहीं ? इसी तरह जब हलाल मे सर्फ करता तो सवाब होता है ।

📕 सहिह मुस्लिम, हदिस 2329

The post Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna Sadqa hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-acchi-baat-sikhana-aur-har-buri-baat-se-rokna-sadqa-hai/feed/ 0 16738
3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega: Hadees e Qudsi https://ummat-e-nabi.com/3-tarha-ke-logon-ke-khilaf-allah-khud-gawahi-dega/ https://ummat-e-nabi.com/3-tarha-ke-logon-ke-khilaf-allah-khud-gawahi-dega/#respond Wed, 29 Nov 2023 11:26:46 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-khud-muddadi-banega/ Hadith - Allah said I will be an opponent to three types of people on the Day of Resurrection3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega: Hadees e Qudsi | (1). Ek tou wo shakhs jis ne mere Naam par Ahad (Waada) kiya aur phir waada khilafi ki ...

The post 3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega: Hadees e Qudsi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

TRANSLITERATION

3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega

Hazrate Abu Hurairah (R.A) se Riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki Allah Ta’ala ka farman hai :

“Teen (3) tarah ke log aise hain jiska Qayamat ke din Mai khud muddaii (opponent/khilaf) banunga”

(1). Ek tou wo shakhs jis ne mere Naam par Ahad (Waada) kiya
aur phir waada khilafi ki,

(2). Dusra wo shakhs jisne kisi Aazad Aadmi ko
baich kar uski Qeemat khayi,

(3). Teesra wo shakhs jis ne kisi ko Mazdoor kiya
phir kaam tou uss se pura kiya lekin uski mazdoori na di.

📕 Sahih Bukhari, Hadees 2270

Allah Reham kare, Aaj ye muamlaat to bilkul aam nazar aa rahe hai,
Allah hum Sabko in khabahat se bachaye,

Hume Huqooq Allah aur Huqooq Al ibad me kotahi se bachaye,
Ameen! Allahumma Ameen.

The post 3 Tarha ke Logon ke khilaf Allah Khud Gawahi dega: Hadees e Qudsi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/3-tarha-ke-logon-ke-khilaf-allah-khud-gawahi-dega/feed/ 0 16485
Dua ibadat ka Magaz hai Hadees https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/ https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/#respond Tue, 21 Nov 2023 01:33:19 +0000 https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/ Dua ibadat ka Magaz hai HadeesHadees of the Day Dua ibadat ka Magaz hai Hadees Anas-Bin-Malik (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ka farmane hai ke – “Dua Ibadat ka Maghaz (Brain) hai.” 📕 […]

The post Dua ibadat ka Magaz hai Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Dua ibadat ka Magaz hai Hadees

Anas-Bin-Malik (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ka farmane hai ke –

“Dua Ibadat ka Maghaz (Brain) hai.”

📕 Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Hadees: 3382


• Note: Dua Ibadat ka Maghaz Isliye hai ke –
“Dua Mangne Wala har Ek (1) se Alag ho kar Apne Rab ki Bargah me Munajaat (Tareef) karta hai.”

📕 Faiz Al-Qadeer, Jild: 3, Page: 721

The post Dua ibadat ka Magaz hai Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/dua-ibadat-ka-maghaz-hai/feed/ 0 16371
Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees https://ummat-e-nabi.com/sulah-kara-dena/ https://ummat-e-nabi.com/sulah-kara-dena/#respond Mon, 20 Nov 2023 12:31:44 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sulah-kara-dena/ Hadees: Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot BoleyHadees of the Day Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe […]

The post Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai.”

Farmaya! ‘Do Logo ke Darmiyan sulah kara dena.’ Saath Hee me yeh bhi farmaya ke “Do Logo ke Darmiyan Fasaad karana Emaan ko Moondhkar(Barbaad kar) rakh deta hai.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadith 4919

The post Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sulah-kara-dena/feed/ 0 15632
Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega https://ummat-e-nabi.com/jo-log-iman-laaye-allah-unki-burayion-ko-door-kar-dega/ https://ummat-e-nabi.com/jo-log-iman-laaye-allah-unki-burayion-ko-door-kar-dega/#respond Thu, 16 Nov 2023 10:11:43 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=50443 Jo log iman laaye Allah unki bimariyo ko zarur door kar degaAaj ki Aayat Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega Allah Taala Quran me farmata hai: “Aur jo log iman laaye, aur Unhone Neik kaam kiye […]

The post Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat

Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega

Allah Taala Quran me farmata hai:

“Aur jo log iman laaye, aur Unhone Neik kaam kiye yakinan hum unse unki Buraiyan door kar denge.”

📕 Surah Ankabut 29:7

The post Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-log-iman-laaye-allah-unki-burayion-ko-door-kar-dega/feed/ 0 50443
Bechte aur Khareedte wakt Narmi: Hadees https://ummat-e-nabi.com/bechte-aur-khareedte-wakt-narmi/ https://ummat-e-nabi.com/bechte-aur-khareedte-wakt-narmi/#comments Thu, 02 Nov 2023 03:36:42 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35491 Bechte aur Khareedte wakt NarmiHadees Of The Day Bechte aur Khareedte wakt Narmi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Allah Ta’ala us Shakhs per Raham kare jo bechte aur Khareedte wakt aur Taqaza […]

The post Bechte aur Khareedte wakt Narmi: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Bechte aur Khareedte wakt Narmi

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Allah Ta’ala us Shakhs per Raham kare jo bechte aur Khareedte wakt aur Taqaza karte wakt Narmi se Kaam le.”

📕 Sahih Bukhari: Hadees 2076

Allah Taala hume Kehne sunne se jyada amal ki toufiq de,
Ameen ! Allahumma Ameen

The post Bechte aur Khareedte wakt Narmi: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/bechte-aur-khareedte-wakt-narmi/feed/ 2 35491
Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi https://ummat-e-nabi.com/uski-40-raaton-tak-namaz-qabool-nahi-hogi/ https://ummat-e-nabi.com/uski-40-raaton-tak-namaz-qabool-nahi-hogi/#respond Fri, 27 Oct 2023 10:15:15 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=49428 Uski 40 raaton tak namaz qabool nahi hoti HadeesHadees of the Day Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Jo Shakhs kisi Ghaib ki khabrein sunaane waale ke paas aaye aur us […]

The post Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Jo Shakhs kisi Ghaib ki khabrein sunaane waale ke paas aaye aur us se kisi cheez ke baare me puche to 40 Raaton tak uss shakhs ki Namaz Qabool nahi hoti.”

📕 Sahih Muslim; Hadees 2230 (5821)

The post Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/uski-40-raaton-tak-namaz-qabool-nahi-hogi/feed/ 0 49428
Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? https://ummat-e-nabi.com/kisi-aurat-ko-uske-shohar-ke-khilaaf-bhadkaana-kaisa/ https://ummat-e-nabi.com/kisi-aurat-ko-uske-shohar-ke-khilaaf-bhadkaana-kaisa/#respond Mon, 23 Oct 2023 13:55:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=49219 Hadees Aurato ko Shohar ke khilaf uksaane wala hum me se nahiHadees of the Day Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Woh Shakhs Hum Mein Se Nahi Hai Jo Kisi Aurat Ko Uske […]

The post Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa?

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Woh Shakhs Hum Mein Se Nahi Hai Jo Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Ubhaare.”

📕 Sunan Abu Dawood: 2175 Sahih

The post Kisi Aurat Ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kisi-aurat-ko-uske-shohar-ke-khilaaf-bhadkaana-kaisa/feed/ 0 49219
Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori Jagah: Hadees https://ummat-e-nabi.com/sabse-pyari-jagah/ https://ummat-e-nabi.com/sabse-pyari-jagah/#respond Wed, 18 Oct 2023 14:49:06 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sabse-pyari-jagah/ Hadees Allah ke Nazdeek Sabse Pyari JagahHadees of the Day Allah ke Nazdeek Sabse Pyari Jagah aur Boori Jagah Allah Ke Rasool (ﷺ) farmate hai: “Allah ke Nazdeek Saari Aabadiyo me Sabse Pyari Jagah Uski Masjide […]

The post Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori Jagah: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah ke Nazdeek Sabse Pyari Jagah aur Boori Jagah

Allah Ke Rasool (ﷺ) farmate hai:

“Allah ke Nazdeek Saari Aabadiyo me Sabse Pyari Jagah Uski Masjide hai aur Sabse Boori Jagah Bazar hai.”

📕 Sahih Muslim; Hadees: 671

Beshaq Allah ko Aisi Masjide Pasand hai Jaha Khalis Allah ki Ibadat ho, aur Jaha Kitabo Sunnat Par Dars ho.

Warna Surah Taubah me Allah Ta’ala ne Apne Nabi ko Ek Aisi Masjid bhi Todney ka Hukm Diya Jo Munafiqo ne Mehaz is liye Tamir Ki thi ke Ummat Me Fasad barpa ho.

Allah hum par reham kare,.. Aaj Is Mu’amle me humara kya haal hai ? beharhaal bataney ki jarurat nahi.

Masjid Jaha hum ek dusre ke Kandhe se Kandha Milaakar ek Saff me khadey hokar duniyawi tamam unch nich ke usoolo ko tark kar Aalmi Bhaichare aur Insani Masawat (Human Equality) ka Izhar karte hai, Allah reham karey ! Aaj humari la’limi ka natija hai ke hum bilkul iske barkhilaf amal kar rahe hai ,..

Allah Rabbul Izzat hum Sabko Hidayat dey ..
– Humey Kitabo Sunnat ka Muttabey banaey ..
– Hume Ek aur Nek Banaye ,..
– Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par Zinda Rakhye…
– Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori Jagah: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sabse-pyari-jagah/feed/ 0 15583
Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare … https://ummat-e-nabi.com/jab-tumhari-nekiyan-tumhe-khush-kare/ https://ummat-e-nabi.com/jab-tumhari-nekiyan-tumhe-khush-kare/#respond Wed, 18 Oct 2023 12:20:41 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=36161 Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare GunahJab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah kare tou tum momin ho.” 📕 Silsila […]

The post Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare
aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah
kare tou tum momin ho.”

📕 Silsila Saheeha; Hadees: 550

The post Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jab-tumhari-nekiyan-tumhe-khush-kare/feed/ 0 36161
Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge https://ummat-e-nabi.com/hadith-tum-qarz-lena-kum-kar-do-aazadi-ke-sath-zindagi-guzaroge/ https://ummat-e-nabi.com/hadith-tum-qarz-lena-kum-kar-do-aazadi-ke-sath-zindagi-guzaroge/#respond Mon, 16 Oct 2023 10:56:22 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadith-tum-qarz-lena-kum-kar-do-aazadi-ke-sath-zindagi-guzaroge/ Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge HadeesHadees of the Day Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge TRANSLITERATION RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi […]

The post Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge

TRANSLITERATION

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge.”


URDU

تم قرض لینا کم کر دو، آزادی کے ساتھ زندگی گزارو گے۔


HINDI

तुम कर्ज लेना कम कर दो, आजादी के साथ जिंदगी गुजारोगे।


GUJARATI

તુમ કર્ઝ લેના કમ કર દો, આઝાદી કે સાથ ઝિંદગી ગુઝારોગે.


MARATHI

तुम्ही कर्ज घेणं कमी करा, जगण्याचा मुक्तपणे आनंद घेऊ शकाल.


BANGLA

তোমরা ঋণ নেওয়া কমিয়ে দাও স্বাধীন ভাবে জীবন যাপন করতে পারবে।


ENGLISH

Reduce taking debt; you would live in freedom.

📕 Shoaib Ul Iman, Hadees 5557

The post Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadith-tum-qarz-lena-kum-kar-do-aazadi-ke-sath-zindagi-guzaroge/feed/ 0 19356
Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/ https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/#respond Sat, 14 Oct 2023 17:03:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/ Hadees: Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab:Hadees of the Day Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab TRANSLITERATION Ibrahim Abu Isma’il As-Saksaki (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Jab Banda Bimaar […]

The post Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab

TRANSLITERATION

Ibrahim Abu Isma’il As-Saksaki (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Jab Banda Bimaar hota hai ya Safar karta hai tou uskey liye unn tamam Ibadaton ka Sawaab likha jata hai jinhe Sehat ke Waqt kiya karta tha.”

📕 Sahih Bukhari; Hadees 2996


HINDI

सफर और बीमारी में रोज़मर्रा की इबादत का सवाब

इब्राहिम अबू इस्माईल अस-सक्सकी (रज़िअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है,
कि रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

“जब बन्दा बिमार होता है या सफ़र करता है तो उसके लिए उन तमाम इबादतों का सवाब लिखा जाता हैं जिन्हे वो सेहत के वक़्त किया करता था।”

📕 सहिह बुखारी; हदीस नं 2996

The post Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab: appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hadees-safar-aur-bimaari-me/feed/ 0 16730
Raston par Baithne ka Haq Ada karo https://ummat-e-nabi.com/raston-par-baitne-se/ https://ummat-e-nabi.com/raston-par-baitne-se/#comments Sat, 14 Oct 2023 03:20:16 +0000 https://ummat-e-nabi.com/raston-par-baitne-se/ Raston par Baithne ka Haq Ada karo HadeesHadees of the Day Raaston par Baithne ka Haq Ada karo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Sadko (Rasto) par baithane se bacho.” Sahaba ne kaha ki “hum log wahi […]

The post Raston par Baithne ka Haq Ada karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Raaston par Baithne ka Haq Ada karo

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Sadko (Rasto) par baithane se bacho.”

Sahaba ne kaha ki “hum log wahi baithne ko majaboor hain. yeh wah jagah hai jahaa hum baithate hain aur jahaa hum baat karate hain.” is par, Nabi (ﷺ) ne kaha –

“Yadi tum wahaa baithane ke lie majaboor ho, to Raaste ka Haq ada karo.”

Sahaba ne poochha aur Raste ka Haq kya hai? Nabi (ﷺ) ne kaha,

“Apni Nigaahein nichee rakho, kisi ko chot pahunchaane se bacho, Salaam ka jawaab do, logon ko achchhe kaam karne ka hukm do aur unhen bure kaam karne se roko.”

📕 Sahih al-Bukhari 2465

The post Raston par Baithne ka Haq Ada karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/raston-par-baitne-se/feed/ 1 15438
Jannat ke Baag kya hai : Hadees https://ummat-e-nabi.com/jannat-ke-baag-kya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/jannat-ke-baag-kya-hai/#respond Fri, 13 Oct 2023 10:14:41 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jannat-ke-baag-kya-hai/ Jannat ke baag aur iske phal HadeesHadees of the Day Jannat ke baag aur iske phal Abu Huraira (R.A) riwayat karte hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Jab tum Jannat ke baago me se guzro tou […]

The post Jannat ke Baag kya hai : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Jannat ke baag aur iske phal

Abu Huraira (R.A) riwayat karte hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Jab tum Jannat ke baago me se guzro tou phal khao.”

Logo ne arz kiya
“Ya RasoolAllah ! Jannat ke baag kya hai? aur uss se kya muraad hai?”

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Jannat ke baag Masajid hai aur phal
‘SubhanAllah, Alhamdulillah, Allahu Akbar’ ki tasbih hai.'”

📕 Mishkat Sharif, Hadees 674

The post Jannat ke Baag kya hai : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jannat-ke-baag-kya-hai/feed/ 0 16300
Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta: Hadees https://ummat-e-nabi.com/allah-apne-bando-ki-koi-fariyad-zaya-nahi-karta/ https://ummat-e-nabi.com/allah-apne-bando-ki-koi-fariyad-zaya-nahi-karta/#respond Thu, 12 Oct 2023 08:28:01 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-apne-bando-ki-koi-fariyad-zaya-nahi-karta/ Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi kartaHadees of the Day Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Tumhara Rab bahuth Ba’haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne […]

The post Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta

Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:

“Tumhara Rab bahuth Ba’haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai tou Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai.”

📕 Sunan Abu Dawud 1488-Sahih


WAJAHAT:

Iss Aahadees me Haya se murad Allah Apne bando ki koi bhi fariyad (Dua) zaya nahi karta, jiske talluk se ek aur riwayat me aata hai ke –

Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmatey hai ke –

“Koi aisa Musalman nahi jo koi Dua kare jisme Gunaah aur kitta rehmi na ho Magar Allah uss dua ki wajah se uss ko 3 cheezo se zaroor nawaz deta hai.”

(1). Ya tou filhaal wohi cheez de deta hai,
(2). Aur uski Aakhirat ke liye Zakhira deta hai (Aakhirat ke liye uss Dua ko baaki rakhta hai),
(3). Ya koi Aisi hi Burayi uss se hataa deta hai (uss Dua ke badley koi musibat taal deta hai)
.

Sahaba ne farmaya –
“Iss Haalat me tou Hum phir Khoob Kasrat (Continuously) se Dua kiya karenge.”

Aap (ﷺ) ne farmaya –

“Allah ke yahan ess se bhi Ziyada ata ki kasrat hai.”

(Yaani tum Dua mangney me kasrat karoge woh phir ata karne me tum se zyada kasrat karega).

📕 Ahmed Bin Hanbal

SubhanAllah ! Allah Ta’ala hume kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufik dey. Ameen

The post Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-apne-bando-ki-koi-fariyad-zaya-nahi-karta/feed/ 0 18389
Hadees: Allah Ta’ala ko Lagne waali Sabse Boori baat https://ummat-e-nabi.com/allah-taala-ko-sabse-napasandeeda-lagne-waali-baat/ https://ummat-e-nabi.com/allah-taala-ko-sabse-napasandeeda-lagne-waali-baat/#respond Tue, 10 Oct 2023 07:33:47 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-taala-ko-sabse-napasandeeda-lagne-waali-baat/ Allah Ta'ala ko Sabse Napasandeeda Lagne waali baatAllah Ta’ala ko Lagne waali Sabse Boori baat Abdullah bin Masood (R.A.) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Allah Subhanhu Ta’ala ko sabse Napasandeeda (Buri) baat ye lagti hai […]

The post Hadees: Allah Ta’ala ko Lagne waali Sabse Boori baat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah Ta’ala ko Lagne waali Sabse Boori baat

Abdullah bin Masood (R.A.) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Allah Subhanhu Ta’ala ko sabse Napasandeeda (Buri) baat ye lagti hai ki koi shakhs kisi se kahe ki Allah se Daro aur wo kahne lage ke Tu apni fikar kar.

📕 Al SilSila As Sahiha, 2809
📕Al Baihiqi,601-Sahih


हदीस : अल्लाह तआला को लगने वाली सबसे बुरी बात

अब्दुल्लाह बिन मसूद (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के,
रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

“अल्लाह सुभानहू तआला को सबसे नापसंदीदा (बुरी) बात ये लगती है की कोई शख्स किसी से कहे की अल्लाह से डरो और वो कहने लगे के, तू अपनी फ़िक्र कर

📕 अल सिलसिला अस सहिहा, 2809
📕 अल बैहीकी, 601-सहीह

The post Hadees: Allah Ta’ala ko Lagne waali Sabse Boori baat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-taala-ko-sabse-napasandeeda-lagne-waali-baat/feed/ 0 18478
Hadees: Chaar baato par Iman Lana Farz hai https://ummat-e-nabi.com/chaar-baato-par-iman-lana-farz-hai/ https://ummat-e-nabi.com/chaar-baato-par-iman-lana-farz-hai/#respond Mon, 09 Oct 2023 02:48:54 +0000 https://ummat-e-nabi.com/chaar-baato-par-iman-lana-farz-hai/ Taqdeer par iman lanaHadees of the Day Chaar baato par Iman Lana Farz hai TRANSLITERATION ۞ Hazrat Ali (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Jabtak koi banda […]

The post Hadees: Chaar baato par Iman Lana Farz hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Chaar baato par Iman Lana Farz hai

TRANSLITERATION

۞ Hazrat Ali (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Jabtak koi banda in 4 baaton par imaan naa laye, to woh Momin nahi ho sakta:

(1) is baat ki Gawahi de ke Allah ke alawa koi ibadat ke layaq nahi,
(2) (is ki bhi gawahi de ke) Main (Muhammad ﷺ) Allah ka Rasool hu, usne mujhe Haq ke saath bheja hai.
(3) Marne aur dobara Zinda hone ka yakin rakhe.
(4) Taqdeer par imaan laye.”

📕 Jami at-Tirmizi, Hadees 2145


HINDI

۞ हज़रत अली (र.अ) से रिवायत है के, रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“जब तक कोई बन्दा इन चार बातों पर ईमान न लाए, तो वह मोमिन नहीं हो सकता :

(१) इस बात की गवाही दे के अल्लाह के अलावा कोई इबादत के लायक नहीं,
(२) (इस की भी गवाही दे के) मैं (मुहम्मद ﷺ) अल्लाह का रसूल हूँ उस ने मुझे हक़ के साथ भेजा है।
(३) मरने और फिर दोबारा ज़िन्दा होने का यक्रीन रखे।
(४) तक़दीर पर ईमान लाए।

📕 तिरमिंज्री: २१४५

The post Hadees: Chaar baato par Iman Lana Farz hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/chaar-baato-par-iman-lana-farz-hai/feed/ 0 19242
RasoolAllah (ﷺ) ne kabhi khaane me aib nahi nikaala https://ummat-e-nabi.com/rasoolallah-saw-ne-kabhi-khaane-me-aib-nahi-nikaala/ https://ummat-e-nabi.com/rasoolallah-saw-ne-kabhi-khaane-me-aib-nahi-nikaala/#respond Sat, 07 Oct 2023 02:37:45 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=44313 hadees about khana khane ke adab sunnatHadees of the day RasoolAllah (ﷺ) ne kabhi khaane me aib nahi nikaala Hazrat Abu Hurairah (R.A) farmate hain: “Allah ke Rasool (ﷺ) ne kabhi bhi Kisi Khane mein Aib […]

The post RasoolAllah (ﷺ) ne kabhi khaane me aib nahi nikaala appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the day

RasoolAllah (ﷺ) ne kabhi khaane me aib nahi nikaala

Hazrat Abu Hurairah (R.A) farmate hain:

“Allah ke Rasool (ﷺ) ne kabhi bhi Kisi Khane mein Aib nahi Lagaya,
Jab Aapko Pasand Aata tou Kha Lete nahi tou Chhor dete.”

📕 Tirmizi: 2031 Sahih

The post RasoolAllah (ﷺ) ne kabhi khaane me aib nahi nikaala appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/rasoolallah-saw-ne-kabhi-khaane-me-aib-nahi-nikaala/feed/ 0 44313
Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah Maa-Baap ko bura bhala kehna https://ummat-e-nabi.com/shirk-ke-baad-sabse-bada-gunaah-maa-baap-ko-bura-bhala-kehna/ https://ummat-e-nabi.com/shirk-ke-baad-sabse-bada-gunaah-maa-baap-ko-bura-bhala-kehna/#respond Fri, 06 Oct 2023 02:23:23 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hadees-shirk-ke-baad-sabse-bada-gunaah-ye-hai-ke-aadmi-apne-maa-baap-ko-bura-bhala-kahe/ Hadees Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah Maa-Baap ko bura bhala kehnaHadees of the Day Shirk ke baad Sabse Bada GunaahMaa-Baap ko Bura bhala kehna TRANSLITERATION RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟(Shirk ke baad) Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne […]

The post Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah Maa-Baap ko bura bhala kehna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah
Maa-Baap ko Bura bhala kehna

TRANSLITERATION

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

‟(Shirk ke baad) Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne Maa Baap ko bura bhala kahe.”


ARABIC

سب سے بڑا گناہ یہ ہے کہ آدمی ماں باپ کو برا بھلا کہے۔


HINDI

(शिर्क के बाद) सब से बड़ा गुनाह यह है कि आदमी माँ बाप को बुरा भला कहे ।


GUJARATI

(શિર્ક પછી) સૌથી મોટું પાપ એ છે કે વ્યક્તિ તેના માતાપિતા વિશે ખરાબ બોલે છે.


MARATHI

(शिर्क नंतर) सर्वात मोठे पाप म्हणजे माणूस आपल्या आईवडिलांबद्दल वाईट बोलतो.


ENGLISH

The biggest sin (after Shirk) is that a person speaks ill of his parents.

📕 Muslim 263

The post Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah Maa-Baap ko bura bhala kehna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shirk-ke-baad-sabse-bada-gunaah-maa-baap-ko-bura-bhala-kehna/feed/ 0 19421
Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/ https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/#comments Wed, 04 Oct 2023 02:37:20 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/ Sona (Gold) aur Resham Mardo par HaraamHadees of the Day Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai – “Sona (Gold) aur Resham Meri Ummat […]

The post Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam

Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai –

“Sona (Gold) aur Resham Meri Ummat ki Aurato par Halaal
aur Mardon Par Haraam hai.”

📕 Sunan an-Nasa’i #5148; Hadees 109

The post Sona (Gold) aur Resham Mardo par Haraam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sona-gold-aur-resham-meri-ummat-ki/feed/ 1 15703
Hadees: Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegi https://ummat-e-nabi.com/jab-bohot-jyada-zina-hone-lagega-to/ https://ummat-e-nabi.com/jab-bohot-jyada-zina-hone-lagega-to/#respond Tue, 03 Oct 2023 09:28:40 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jab-bohot-jyada-zina-hone-lagega-to/ Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegiHadees of the Day Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegi TRANSLITERATION Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jab bohot […]

The post Hadees: Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegi

TRANSLITERATION

Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Jab bohot jyada Zinaa hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aam ho jayegi.”


URDU

جب بہت زیادہ زنا ہونے لگے گا، تو غریبی اور محتا جنگی عام ہو جائے گی۔


HINDI

जब बहोत ज़्यादा ज़िना होने लगेगा तो गरीबी और मोहताजगी आम हो जाएगी ।


GUJARATI

જબ બહોત ઝિયાદા ઝિના હોને લગેગા તો ગરીબી ઔર મોહતાજગી આમ હો જાયેગી.


MARATHI

समाजात अनौतिक संबंध वाढल्यास गरीबी आणि लाचारी वाढते


ENGLISH

When adultery becomes common, frequent poverty and helplessness will become widespread.

📕 Shuab-Ul-Iman, Hadess 7369

The post Hadees: Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aayegi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jab-bohot-jyada-zina-hone-lagega-to/feed/ 0 19531
Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi : Hadees https://ummat-e-nabi.com/zina-chori-sharab-khori-momeen-ka-kaam-nahi/ https://ummat-e-nabi.com/zina-chori-sharab-khori-momeen-ka-kaam-nahi/#respond Sun, 01 Oct 2023 20:55:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zina-chori-sharab-khori-momeen-ka-kaam-nahi/ Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi HadeesHadees of the Day Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi TRANSLITERATION Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Zinaa karney wala Zinaa kartey […]

The post Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi

TRANSLITERATION

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

Zinaa karney wala Zinaa kartey waqt Momin nahi rehta, Sharaab peeney wala sharaab peetey waqt momin nahi rehta, Chori karney wala chori kartey waqt momin nahi rehta, Jab koi lootney wala loot’ta hai aur log usey dekhtey hain Uss waqt wo bhi momin nahi rahta.”


HINDI

ज़िना करने वाला, ज़िना करते वक्त मोमिन नहीं रहता, शराब पीने वाला, शराब पीते वक्त मोमिन नहीं रहता, चोरी करने वाला, चोरी करते वक्त मोमिन नहीं रहता, जब कोई लूटने वाला लूटता है और लोग उसे देखते हैं, वह वक्त वो भी मोमिन नहीं रहता।

📕 Sahih Bukhari, Hadees 6772

The post Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi : Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zina-chori-sharab-khori-momeen-ka-kaam-nahi/feed/ 0 16349