Hadees of the day
Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Dunia ke dino me Sabse Afzal din
Zil Hijjah ke Dus din hai.”
Hadees of the day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Dunia ke dino me Sabse Afzal din
Zil Hijjah ke Dus din hai.”
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Anas (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya
“Jo shaksh kisi Maa ko uske bachche se juda karega to Allah subhanahu Qaymat ke din usko uske mehboob logo se juda kar dega.”
📕 Jamia tirmizi, Jild 1, 1291-Hasan
Read MoreJo shaksh kisi Maa ko uske bachche se juda karega to
Hadees Of The Day
۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke –
“Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi. “
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
Abu Darda (R.A) farmate hai ke,
Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna,
“Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey ko Zaya Karo (Yaani Iss Ko Naraaz kar ke Jannat se Mehroom bano) ya Iski Hifazat karo (Yaani Iss ki Khidmat ke Raste se Jannat me Dakhil ho jao.)”
📕 Jameh Tirmazi: 1900,
📕 Sunan Ibne Majah: 2089,
📕 Musnad Ahmed: 4456
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
❖ Hadees: Abdullah (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya:
❝ Jo shakhs museebat mein pareshaan aadmi ko tasalli deta hai
to us ko bhi pareshaan aadmi ki tarah sawaab milta hai.
Read MoreMuseebat mein pareshaan aadmi ko tasalli dene ka sawab
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein bhi Paak Daaman rahengi.”
Read MoreDusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein Paakdaman rahengi
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi.
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Ka’b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
❝ Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta hai jis tarah paani Aag ko bujha deti hai. ❞
📕 Jami` at-Tirmidhi 614; Grade: Hasan
Read MoreSadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai
Aaj ki Hadees | Hadees of the Day
۞ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
‟Agar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle 3 martaba ijazat maang lo, agar ijaazat mil jaye tou thik hai, warna wapas laut jao
Read MoreAgar kisi se milne jao tou andar dakhil hone se pehle
Hadees of the Day
✦ Hadees: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
Allah Ta’ala Zaalim ko chand roz duniya me muhlat deta rehta hai lekin jab pakadta hai toh phir nahi chodta. Rawi ne bayan kiya ke phir Aap (ﷺ) ne is aayat ki tilawat ki:
{ وَكَذَلِكَ أَخْذُ رَبِّكَ إِذَا أَخَذَ الْقُرَى وَهْىَ ظَالِمَةٌ إِنَّ أَخْذَهُ أَلِيمٌ شَدِيدٌ }
“Aur tere Parwardigar ki pakad issi tarha hai, jab wo basti walo ko pakadta hai Jo zulm karte rehte hain, beshak iski pakad badi takleef dene waali aur badi hi sakht hai.” (Surah Hud 11:102)
📕 Sahih al-Bukhari; © www.ummat-e-nabi.com/home | Arabic ref: Book 65, Hadith 4686
Read MoreAllah Ta’ala Zaalim ko Chand Roz ki Mohlat deta rehta hai
Hadees of the Day
۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai:
“Momin ka Muamla bhi Ajeeb Hai ke! jab ALLAH usey Neymat bakshta hai tou wo Shukr karta hai aur ispe isko Sawab milta hai aur jab Allah usey Aazmata hai aur uspe Taklif dalta hai tab wo Sabr karta hai aur ispe bhi isko Sawab milta hai.”
Hadees of the Day
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
‟ Tanhaai bure saathi se behtar hai
aur nek saathi behtar hai tanhaai se.
Read MoreTanhaai bure sathi se behtar hai aur nek saathi behtar hai tanhaai se
۞ Hadees of the Day ۞
۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai:
“Pehlwan woh Nahi Jo Logo ko Pachad deta hai, Balki Pehlwan tou woh Hai Jo Ghusse ki Halat me Apne Nafs par Qaabu Pa Leta hai.”
۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya,
“7 tarah ke log hain jinhe Allah Subhanahu Ta’ala Apne (Arsh ke) saaye me panaah dega, unmein se ek wo bhi hai jisne Tanhayi me ALLAH Subhanahu Ta’ala ko yaad kiya aur uski Aankhon se Aansoo jaari ho gaye.”
Read MoreJisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari ho Gaye
۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai (lekin logon ko maloom nahi).
pas iska ajar tumhe milega, aur uska wabaal usi shakhs par hoga.”
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hadees: Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke:
❝ Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek ya
Do din pehle bhi de diya karte they.❞
۞ Hadees about Shab e Qadr: Jo Shakhs Shab-e-Qadr ki Raat se Mehroom Raha woh Allah ke Nabi (ﷺ) ne …
Read MoreJo Shakhs Shab-e-Qadr ki Raat se Mehroom Raha woh …
3 din se Zyada Narazgi Hadees in Roman Urdu | Hadees: “Kisi Musalman ke liye ye Jayez Nahi ki Apne Bhai se 3 Din se Zyada Narazgi ki Wazah se Baat Chit Karna Chhor de.” [Sunan Abu Dawood, Hadith 1483]
Hadees Of The Day Hadees: Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne …
Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad …
✦ Hadees: Qarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me Dakhil Na hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Muhammad bin jahsh (R.A.) farmate …
Read MoreQarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me Dakhil Na hoga
Hadees Of The Day Bechte aur Khareedte wakt Narmi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Allah Ta’ala us Shakhs …
Hadees Of The Day Har Shakhs Khataa karne wala hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne Irshad farmaya : “Har Shakhs …
Hadees: Juma Momino ke liye Eid ka Din hai [Sahih Ibn Khuzaymah: 2161]
Padosi ka Haq Jab Tum Shorba (Salan) PakaoTou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne …
Read MorePadosi ka Haq: Jab Tum Salan Pakao Tou Padosiyon ko bhi do
Sood Khane aur Khilane wale par Lanat RasoolAllah (ﷺ) ne Sood Khane wale, khilane wale, Likhne wale aur uske dono …
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah ko Gaali na do Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta’ala Farmata Hai: Ibn Aadam …
Read MoreIbn Aadam Allah ko Gaali deta hai, Jab wo kehta hai …
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ne kaha – Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai Isliye Usi …
Read MoreIsa (Alaihay Salam) ki Gawahi Sirf Allah ki Ibadat ki Aor …
Meezan me Sabse Bhaari acche Akhlaq Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : Meezan me Sabse Bhaari Cheez Acche Akhlaq …
Usne Iman ki Mithaas ko paa liya Anas (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya : Teen (3) …