Gosht – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Wed, 18 Oct 2023 13:18:51 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Gosht – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Qurbani kis din karna Afzal hai? https://ummat-e-nabi.com/qurbani-kis-din-karna-afzal-hai/ https://ummat-e-nabi.com/qurbani-kis-din-karna-afzal-hai/#respond Wed, 28 Jun 2023 16:24:02 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=33296 Qurbani kis din karna Afzal hai?Qurbani Eid ke Din Namaz ke baad karna Afzal hai, agarche Qurbani Ayyame Tashreeq yaani 4 din tak kar sakte hai…

The post Qurbani kis din karna Afzal hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Qurbani kis din karna Afzal hai?

Jawab: Qurbani Eid ke Din Namaz ke baad karna Afzal hai, agarche Qurbani Ayyame Tashreeq yaani 4 din tak kar sakte hai

Eid ki namaz ke baad se Qurbani ka waqt shuru ho kar 13 Zul-Hijjah ke Maghrib ka sooraj doobne par khatm ho jaata hai. Yaani Qurbani ke chaar din Kitaabullah aur Sunnat e Rasool ﷺ se saabit hain. Is silsile mein bahut saare dalail hain, Hujjat ke liye ek daleel hi kaafi hai. Nabi ﷺ ka farmaan hai:

Poora Arafat wuqoof (theharne) ki jagah hai aur Uranah se hat kar wuqoof karo (thehro) aur poora Muzdalifah wuqoof (theharne) ki jagah hai aur Waadi e Muhassir se hat kar wuqoof karo (thehro) aur Mina ka har raasta Qurbani ki jagah hai aur Tashreeq ke tamam din zabah karne ke din hain. [Sahih ul Jami’: 4537]

Referance : Qurbani ke Masail

👉 Qurbani ke baare me Sawal aur Jawab

The post Qurbani kis din karna Afzal hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/qurbani-kis-din-karna-afzal-hai/feed/ 0 33296
Qurbani ka Gosht Doosron ko bhi khilaao https://ummat-e-nabi.com/qurbani-ka-gosht-doosron-ko-bhi-khilaao/ https://ummat-e-nabi.com/qurbani-ka-gosht-doosron-ko-bhi-khilaao/#respond Fri, 23 Jun 2023 02:02:10 +0000 https://ummat-e-nabi.com/qurbani-ka-gosht-doosron-ko-bhi-khilaao/ Qurbani ke Gosht ka Kya kareHadith: Qurbani ka Gosht Doosron ko bhi khilaao ۞ Sulaiman Bin Buraidah Apne Waalid se riwayat karte hain ki,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Main Pehle Tumhe Qurbani ka Gosht […]

The post Qurbani ka Gosht Doosron ko bhi khilaao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadith: Qurbani ka Gosht Doosron ko bhi khilaao

۞ Sulaiman Bin Buraidah Apne Waalid se riwayat karte hain ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

“Main Pehle Tumhe Qurbani ka Gosht 3 Din se Zyada Khaane ko Manaa karta tha
Ta’aki Qurbaani Karne ki Taakat rakhne waale Unhe bhi Dein Jo Qurbani karaney ki Haisiat nahi rakhte.
Tou Ab Jab Tak Chaaho Khaao, Doosron ko Khilaao Aur Usme se Bachaao bhi.

Jami At-Tirmidhi, Hadith no. 1510

Wajahat: 3 Din Se Zyada Qurbaani Ka Gosht Khaana Aur Bachaana Jaiz Hai. 3 Din Ke Andar-Andar Qurbaani Ka Gosht Khatm Karne Ka Hukm Sirf Kuchh Waqt Ke Liye Tha Jo Baad Me Hataa Diya Gaya.

Aur bhi dekhe : Qurbani Ke Ahkaam O Masaail

The post Qurbani ka Gosht Doosron ko bhi khilaao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/qurbani-ka-gosht-doosron-ko-bhi-khilaao/feed/ 0 16881
Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai? https://ummat-e-nabi.com/kya-qurbani-ka-gosht-gairmuslim-ko-de-sakte-hai/ https://ummat-e-nabi.com/kya-qurbani-ka-gosht-gairmuslim-ko-de-sakte-hai/#respond Mon, 11 Jul 2022 15:45:54 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=33293 Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai?Ji haa bilkul! Qurbani ka Gosth aise Gairmuslimo ko de sakte hai jo Islam se dushmani nahi rakhte. Allah farmata hai: "Allah tumhe un logo ke saath…

The post Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Sawaal: 02

Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai?

Jawab: Ji haa bilkul! Qurbani ka Gosth aise Gairmuslimo ko de sakte hai jo Islam se dushmani nahi rakhte.

Allah Taala farmata hai:

“Allah tumhe un logo ke saath Dosti aur Insaf karne se nahi rokta jin logon ne Deen ke muamle me tum se Jung nahi ki, aur naa hi tumko Tumhare gharo se nikala, beshaq Allah Insaf karne walo ko pasand karta hai.”

[Surah Al Mumtahina 60:8]

Shaiykh bin Baaz(R.h) ka Qaul hai ke:
“Aise Gairmuslim jo Islam se Dushmani nahi rakhte, jaise Mustaamin ya Muaahid aise logo ko Qurbani ka gosth diya ja sakta hai.”
[ Majmua fatawa ibne baaz 18/48 ]

Referance : Qurbani ke Masail

👉 Qurbani ke baare me Sawal aur Jawab

The post Kya Qurbani ka Gosht Gairmuslim ko de sakte hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kya-qurbani-ka-gosht-gairmuslim-ko-de-sakte-hai/feed/ 0 33293
Geebat Karney Walon Ka Azaab …. https://ummat-e-nabi.com/geebat-karney-walon-ka-azaab/ https://ummat-e-nabi.com/geebat-karney-walon-ka-azaab/#respond Tue, 13 May 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/geebat-karney-walon-ka-azaab/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek […]

The post Geebat Karney Walon Ka Azaab …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach Rahey They Tou Mainey Kaha Ye Kaun Log Hain Aye Jibril ?,..
To Unhoney Kaha Ki – Ye Wo Log Hain Jo Logon Ka Gosht Khatey Hain (Yaani Unki Geebat Kartey Hain) Aur Unki Izzat Aur Aabru Ke Peechey Parey Rahtey Hain,..”
(Sunan Abu Dawud , Vol 3, 1449 Sahih)

The post Geebat Karney Walon Ka Azaab …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/geebat-karney-walon-ka-azaab/feed/ 0 16761