Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah

Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah …

Hadees of the Day

Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah

Anas Bin Malik (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Jis Daawat dene waale ne bhi Gumrahi ki Daawat di aur Uski Pairwi ki gayee tou Usko Pairwi karne Waalo ke Barabar Gunaah milega aur Pairwi karne waalo ke Gunaah me koi kami nahi hogi.

Aur Jis Daawat dene Waalo ne Hidayat ki taraf Bulaya phir uski Pairwi ki gayi
tou
Usko Pairwi karne Waalo ke Barabar Ajar milega aur Pairwi karne Waalo ke Ajar me kuch Kami Nahi ki jayegi.”

📕 Sunan Ibne Majah; Hadees: 205

4.4/5 - (7 votes)
28 Rabi-ul-Awal | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

28 Rabi-ul-Awal | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

हूज़ूर (ﷺ) का शाम का पहेला सफर, गुस्ल के लिये तययम्मुम करना, बुढ़ापे में रिज़्क में बरकत की दुआ, मौत को कसरत से याद करने की फ़ज़ीलत, पाक दामन औरतों पर तोहमत लगाने का गुनाह, क़यामत के दिन लोगों की हालत …

Hadees: Agar tum mein se kisi ko khaane ki daawat di jaaye tou…

– Roman Urdu –

۞ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke “Agar tum mein se kisi ko khaane ki daawat di jaaye, tou daawat qubool kar leni chaahiye.”

📕 Muslim; Hadees 3591


– हिंदी –

۞ हदिस: जाबिर (र.अ.) से रिवायत है के अल्लाह के रसूल (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “अगर तुम में से किसी को खाने की दावत दी जाये तो दावत कबूल कर लेनी चाहिए।”

📕 मुस्लिम; हदिस ३५९१


– English –

۞ Hadith: Jabir narrated Allah’s messenger (ﷺ) informed that “If any of you is invited (for meals), he should accept the invitation.”

📕 Muslim; Hadees 3591


– मराठी –

۞ हदिस: जाबिर (र.अ) वर्णन करतात कि, पैगंबर (सलल्लाहू अलैही वसल्लम) म्हणाले कि “जर  तुमच्या पैकी कोणालाही (जेवण जेवणासाठी) आमंत्रित केले असेल तर त्याला ते स्वीकारायला हवे.”

📕 मुस्लिम; हदिस ३५९१

Rate this post

Kya Humare Badey Galat They ?

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya – Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai …

Read More

Mehmaan Ki Khidmat kitne din

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki – “Ek Din-O-Raat Mehmaan Ki Khidmat …

Read More