۞ Hadith: Aboo Hurayrah reported that Allah’s Messenger (ﷺ) said:
“If one of you were to cut a bundle of firewood and carry it on his back , it would be better for him than begging from someone who may or may not give to him.”… Read More...
Allah the Exalted said:
“As for him who feared to stand before his Lord and he restrained himself from his desires, Paradise will be his refuge.”
Whatever you’re struggling with today, it’s an opportunity to earn Jannah!
"The one… Read More...
नबी करीम (ﷺ) ने फरमाया:
❝ वह वक्त करीब है जब मुसलमानो का सबसे उम्दा माल
(उसकी बकरियां होंगी)
जिनके पीछे वो पहाड़ो की चोंटी और बरसाती वादियों में
अपने दिन को बचाने के लिए कूच कर जायेगा। ❞
सहीह बुखारी 19;
बुक 2, हदीस 12
Read More...
۞ Hadith: The Prophet Muhammad (ﷺ) said,
“I used to forbid you from visiting the graves in the early part of Islam.
But now I command you to visit them, because they serve to remind you of the next life… for such visits soften the… Read More...
۞ Hadith: Prophet Muhammad (ﷺ) said,
“Verily, Allah loves that when anyone of you does a job, he should do it to the BEST OF HIS ABILITY.”
📕 Al Bayhaqi
Don’t do the worst, do the work! Those who put their best effort into… Read More...
Prophet Muhammad ﷺ said:
“HE WHO SLAPS THE CHEEKS. TEARS THE CLOTHES AND FOLLOWS THE TRADITION OF THE DAYS OF IGNORANCE IS NOT FROM US.”
Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya:
“Jo shakhs (kisi Mayyat par) apne rukhsaar peete, girebaan… Read More...
۞ Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ke Zubane Mubarak ke Aakhri Alfaz they: "Namaz, Namaz; aur un logo ke baare me Allah se daro jo tumhare dahine hath me hai. (Namaz aur Gulaamo ka khayal karo)" 📕 Sunan Abu Dawud 5156
۞… Read More...
!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
✦ Roman Urdu ✦
۞ Apne maa baap ko uff bhi na kaho
"Aur tumharey Rab ne farmaya hai ki uskey siwa kisi ki ibadat na karo aur Maa baap (parents) ke Saath Bhalaii (neki) kartey raho aur agar tumharey… Read More...
Ramadan Quotes: 29 - Ramzan:
✦ Roman Urdu Hadees: Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki:
❝Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liye jaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya.❞
✦ हिंदी हदिस : इब्ने उमर… Read More...
Ramadan Quotes: 28 - Ramzan:
✦ Roman Urdu Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
❝Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uska Sadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare to… Read More...
۞ Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:
❝ Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai." Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya - 'Kya wo Allah ke… Read More...
Ramadan Quotes: 27 - Ramzan:
۞ Hadees: Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke:
❝ Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek ya Do din pehle bhi de diya karte they.❞
📕 Sahih al-Bukhari 1511
Read More...
Ramadan Quotes: 26 - Ramzan:
✦ Roman Urdu Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki:
❝RasoolAllah ﷺ ne Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liye aur Miskeen ko khilane ke liye Sadqa-e-Fitr mukarrar farmaya.❞… Read More...
Ramadan Quotes: 25 - Ramzan:
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
✦ Roman Urdu: Allah Subhanahu wa Taala Quran me farmata hai:
❝Humne is Quran ko Mubaraq Raat (Shabe Qadr) me nazil kiya.❞
📕 Surah Ad-Dukhan 44:3
✦ हिंदी: अल्लाह… Read More...
Ramadan Quotes: 24 - Ramzan:
✦ Roman Urdu Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:
❝ Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein… Read More...
Ramadan Quotes: 23 - Ramzan:
۞ Hadees: Umme Aisha (R.A) se riwayat hai ke:
❝ Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) saari Raat Ibadat ke liye khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi jagaya… Read More...
Ramadan Quotes: 22 - Ramzan:
۞ Hadees: Ummul Momin Ayesha (R.A) ne arz kiya ki
“Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Agar Mujhe Shab-e-Qadr Naseeb ho jaye tou kya Dua karu?. Aap (ﷺ) ne farmaya: “ye kehna:
‘Allahumma Innaka ‘Afuwwuntuhibbul ‘Afwa… Read More...
Ramadan Quotes: 21 - Ramzan:
۞ Hadees: Hazrate Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:
"Shab-e-Qadr Ko Ramzan ke Aakhri Ashre ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo."
📕 Sahih Bukhari, Vol 3, 2017… Read More...
Ramadan Quotes: 20 - Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:
"Allah Ta'ala farmata hai: "Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla… Read More...
Ramadan Quotes: 18 - Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal… Read More...
Ramadan Quotes: 17 - Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
❝ Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko nikal dete hai. ❞
📕 Sahih Targheeb… Read More...
Ramadan Quotes: 16 - Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Sahl bin Sa`d (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
❝ Meri Ummat ke log humesha khair ke sath rahenge jab tak Iftaar me jaldi karenge.❞
📕 Sahih al-Bukhari 1957
✦… Read More...
Ramadan Quotes: 15 - Ramzan
✦ Roman Urdu Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou Allah Ta’ala ko Uski koi Zaroorat nahi ki wo… Read More...