Barkat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Tue, 17 Oct 2023 17:20:19 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Barkat – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Maahe Shaban ki Barkat se log gafil hain https://ummat-e-nabi.com/maahe-shaban-ki-barkat-se-log-gafil-hain/ https://ummat-e-nabi.com/maahe-shaban-ki-barkat-se-log-gafil-hain/#comments Sun, 26 Feb 2023 04:28:25 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=43819 Maahe Shaban ki Barqat se log gafil hainHadees of the Day Maahe Shaban ki Barqat Usamah bin Zaid (R.A) riwayat hai ki unhone RasoolAllah (ﷺ) daryaft kiya ki – “Ya RasoolAllah (ﷺ) main aapko Shaban ke mahine […]

The post Maahe Shaban ki Barkat se log gafil hain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Maahe Shaban ki Barqat

Usamah bin Zaid (R.A) riwayat hai ki unhone RasoolAllah (ﷺ) daryaft kiya ki –

“Ya RasoolAllah (ﷺ) main aapko Shaban ke mahine ke alawa kisi aur mahine mein is tarah se (pabandi ke saath) roze rakhte huye nahi dekhta, Aap (ﷺ) ne farmaya ye mahina (Shaban) wo mahina jiski barkat se log gafil hai , aur Rajab aur Ramzan ke mahine ke beech mein ye wo mahina hai jisme aamal Allah subhanahu ke paas uthaye jaate hain aur meri khwahish hai ki mera amal us waqt pesh ho jis waqt mere roza ho.”

📕 Raavi : Usamah bin Zaid (R.A)
📕 Sunan Nasaii, Jild 2, 268-Hasan

The post Maahe Shaban ki Barkat se log gafil hain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/maahe-shaban-ki-barkat-se-log-gafil-hain/feed/ 1 43819
Maal bechte waqt Kasam khane ke nuksan https://ummat-e-nabi.com/maal-bechte-waqt-kasam-khane-ke-nuksan/ https://ummat-e-nabi.com/maal-bechte-waqt-kasam-khane-ke-nuksan/#respond Mon, 06 Feb 2023 10:33:57 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=43556 Maal bechte wakt qasam khane ka nuksaanHadees of the Day Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Tijarat me Qasam ki Kasrat […]

The post Maal bechte waqt Kasam khane ke nuksan appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo, ki ye Agarchey Maal ko tou Bikwa deti hai, magar Barkat ko khatm kar deti hai.”

📕 Sahih Bukhari, 2087


Note: Aksar dekha jata hai ke log koi saman bechte wakt qasam khate hai ke Allah ki qasam maal original quality ka hai, Allah ki qasam humne ye maal itne itne me kharida hai, bus hum itna hi kama paate hai. wagera wagera. wo aisa isliye karte hai kyunki kharidaar ko yakin dilana chahte hai.

jabki Aisa karna sarasar galat hai. Aap (ﷺ) ne is hadees me yahi farmaya hai ke Qasam khane se maal to bik jayega lekin usme barkat nahi hogi.

Allah Taala Hum Sabko Kehne sunne se jyada amal ki toufik de.

Ameen Allahumma Ameen.

The post Maal bechte waqt Kasam khane ke nuksan appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/maal-bechte-waqt-kasam-khane-ke-nuksan/feed/ 0 43556
Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/ https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/#respond Fri, 08 Jul 2022 10:39:36 +0000 https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/ 8 July Hadees Maal ko jayaz tarike se Kharch kar aur gin gin kar na rakhHadees of the Day Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Maal ko […]

The post Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna

۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta’ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega.”

📕 Bukhari 2591

The post Maal ko Kharch kar, Gin Gin kar Na rakh, warna appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/maal-ko-kharch-kar-gin-gin-kar-na-rakh-warna/feed/ 0 19539
Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le … https://ummat-e-nabi.com/jab-koi-khana-khaye-to-ungliya-chaat-le/ https://ummat-e-nabi.com/jab-koi-khana-khaye-to-ungliya-chaat-le/#respond Sat, 09 Oct 2021 20:16:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=36074 Hadees: Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat leJab koi khana khaye to Ungliya Chaat le Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya – “Tum me se koi Shakhs Khana Khaye to Apni Ungliyon ko Chaat le, Kyunki woh […]

The post Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya –

“Tum me se koi Shakhs
Khana Khaye to Apni Ungliyon ko Chaat le,
Kyunki woh Nahi Janta ke In me se
Barkat kis me hai.”

📕 Sahih Muslim; Hadees: 2035

The post Jab koi khana khaye to Ungliya Chaat le … appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jab-koi-khana-khaye-to-ungliya-chaat-le/feed/ 0 36074
Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/#respond Tue, 11 Dec 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/ Dua for blessings in marriageNikah karne wale ke liye Dua ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) jab kisi ko Nikah ki Mubarak-Baad detey tou ye Dua kehte: بَارَكَ اللّهُ […]

The post Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Nikah karne wale ke liye Dua

۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) jab kisi ko Nikah ki Mubarak-Baad detey tou ye Dua kehte: بَارَكَ اللّهُ لَكَ وَبَارَكَ عَلَيكَ وَجَمَعَ بَينَكُمَا فِى خَيرٍ

Barak’Allahu Laka Wa Barak Alaik Wa Jama’aa Baynakuma Fi Khairin.

[ Allah tumko barqat de aur tum par barkat nazil kare aur tum dono ko bhalayi ki taufiq dey | (अल्लाह तुमको बरकत दे और तुम पर बरकत नाज़िल करे और तुम दोनों को भलाई की तौफीक दे | May Allah bless for you, and may He bless on you, and combine both of you in good (works). ]

📕 Sunan Abu Dawood 2130, Hadith 85


Shadi karne aur Sawari kharidne wale ke liye Dua

۞ Hadees: Nabi kareem (ﷺ) ne farmaya:
jab tum mein se koi shakhs shaadi kare ya khaadimah khareede to woh yeh kahe:

Allaahumma innee as a’luka khyrahaa wa khayra maa jabaltahaa alayhi wa a’oozu bika min sharrihaa wa sharri ntaa iabaltahaa alayhi.

Aye Allah! main tujh se iski bhalayi aur jis par ise paidah kiya gaya uski bhalayi ka sawaal karta hoon, aur main iske sharr aur jis par isey paida kiya gaya hai uske sharr se teri panaah maangta hoon. jab koi ount khareede to uski kohaan ko pakad yahi kahe.

📕 Sunan Abu Dawood:2160-Hasan,
📕 Sunan Ibne Majah:1918, 2252,
📕 Mustadrak Hakim:2/185.


Biwi se Humbistari ki Dua

Bismil-lah, allahumma jannibnash-shaytan, wajannibish-shaytana ma razaqtana.

Allah ke naam ke saath, Aye Allah! humen shaitaan se bachaa aur
jo tu humein ataa kare usey bhi shaitaan se bacha.

📕 Sahih Bukhari.6115,
📕 Sahih Muslim, Kitabui Bir Wasilah: 2610

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/feed/ 0 16728
Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/#respond Sun, 23 Jun 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ ∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai, » 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah) » 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah) *Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho […]

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai,
» 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah)
» 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah)
*Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho Jate Hai,
– Lekin Gunaah-e-Kabira Uss Waqt Tak Muaf Nahi Hotey
Jab Tak Sacche Dil Se Taubah Karke Unsey
Hamesha Ke liye Parhez Karne Ka Pakka Ahad Na Kiya Jaye.

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/feed/ 0 16385