Baap – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sun, 12 Nov 2023 02:49:26 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Baap – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 माँ बाप की नाफरमानी से बचो : क़ुरान हदीस की रौशनी में | Maa Baap ki Nafarmani se bachey: Quran Hadees ki Roshni mein https://ummat-e-nabi.com/maa-baap-ki-nafarmani-hadees/ https://ummat-e-nabi.com/maa-baap-ki-nafarmani-hadees/#comments Sun, 12 Nov 2023 02:49:23 +0000 https://ummat-e-nabi.com/walidain-ke-nafarman-ki-saza/ maa baap ki nafarmani hadees۞ बिस्मिल्लाह-हिर्रहमान-निर्रहीम ۞ अपने माँ बाप को उफ्फ तक न कहो: “और तुम्हारे रब ने फ़रमाया है की, उसके सिवा किसी की ईबादत ना करो और अपने माँ बाप के […]

The post माँ बाप की नाफरमानी से बचो : क़ुरान हदीस की रौशनी में | Maa Baap ki Nafarmani se bachey: Quran Hadees ki Roshni mein appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ बिस्मिल्लाह-हिर्रहमान-निर्रहीम ۞

अपने माँ बाप को उफ्फ तक न कहो:

“और तुम्हारे रब ने फ़रमाया है की, उसके सिवा किसी की ईबादत ना करो और अपने माँ बाप के साथ भलाई करते रहो और अगर तुम्हारे सामने उनमें से एक या दोनों बुढ़ापे को पहुँच जाये तो उन्हे उफ़ भी न कहो और ना उन्हें झिड़को और उनसे अदब से बात करो और उनके सामने शफ़कत से आजज़ी के साथ झुके रहो और कहो की एह मेरे रब! जैसे उन्होंने मुझे बचपन से पाला है इसी तरह तू भी उन पर रहम फरमा।”

📕 सुरह बनी इसराईल 17:23-24


बाप जन्नत का मरकजी दरवाज़ा है:

✦ हदीस : रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया वालिद (father) जन्नत का दरमियाना (बीच का) दरवाज़ा है इसलिए तेरी मर्ज़ी उसे जाया कर या मेहफ़ूज़ रख।

📕 जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 1, 1959-हसन


माँ बाप की रज़ा में अल्लाह की रज़ा है:

✦ हदीस : रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया अल्लाह सुब्हानहु की रजा वालिद (या वालिदैन) की ख़ुशी में है और अल्लाह सुब्हानहु का गुस्सा वालिद (या वालिदैन) की नाराज़गी में है।

📕 जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 1, 1960-हसन


माँ बाप की नाफरमानी कबीरा गुनाह है:

✦ हदीस: रसूलअल्लाह (ﷺ) से बड़े (कबीरा) गुनाहों के बारे में पूछा गया तो आप (ﷺ) ने फ़रमाया :
(1) अल्लाह के साथ किसी को शरीक करना, (2) वालिदैन (माँ बाप) की नाफरमानी करना, (3) किसी की नाहक़ जान लेना, (4) और झूठी गवाही देना (ये सब कबीरा गुनाह हैं)

📕 सहीह बुखारी, जिल्द 4, 2653


# More Links 

The post माँ बाप की नाफरमानी से बचो : क़ुरान हदीस की रौशनी में | Maa Baap ki Nafarmani se bachey: Quran Hadees ki Roshni mein appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/maa-baap-ki-nafarmani-hadees/feed/ 3 16339
Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai https://ummat-e-nabi.com/walid-baap-jannat-ka-markazi-darwaza-hai/ https://ummat-e-nabi.com/walid-baap-jannat-ka-markazi-darwaza-hai/#respond Sun, 19 Jun 2022 11:42:54 +0000 https://ummat-e-nabi.com/walid-baap-jannat-ka-markazi-darwaza-hai/ Hadees: Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza haiAaj ki Hadees | Hadees of the Day Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai Abu Darda (R.A) farmate hai ke,Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna, […]

The post Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Hadees | Hadees of the Day

Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai

Abu Darda (R.A) farmate hai ke,
Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna,

“Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey ko Zaya Karo (Yaani Iss Ko Naraaz kar ke Jannat se Mehroom bano) ya Iski Hifazat karo (Yaani Iss ki Khidmat ke Raste se Jannat me Dakhil ho jao.)”

📕 Jameh Tirmazi: 1900,
📕 Sunan Ibne Majah: 2089,
📕 Musnad Ahmed: 4456


Allah ki Raza Walid (Baap) ki Raza me hai

۞ Hadith: Abdullah ibn Umar (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Allah subhanahu ki raza walid ( ya waldain) ki khushi mein hai aur Allah subhanahu ka gussa Walid ( ya waldein) ki narazgi mein hai.”

📕 Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1960 ( Hasan)

The post Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/walid-baap-jannat-ka-markazi-darwaza-hai/feed/ 0 16099
Baap (Waalid Sahab) Ka Martaba https://ummat-e-nabi.com/baapwaalid-sahab-ka-martaba/ https://ummat-e-nabi.com/baapwaalid-sahab-ka-martaba/#respond Fri, 14 Jun 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/baapwaalid-sahab-ka-martaba/ Fathers day in islamAap sabhi ne maa ki shaan me bohot hi azeem baate suni hongi lekin baap (waalid) ke baarey me shayad zyada baatey aam nahi. Islam me Baap ka Martaba ∗ […]

The post Baap (Waalid Sahab) Ka Martaba appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aap sabhi ne maa ki shaan me bohot hi azeem baate suni hongi lekin baap (waalid) ke baarey me shayad zyada baatey aam nahi.

Islam me Baap ka Martaba

∗ Baap ka Ehtiraam karo taake tumhari Aulad tumhara ehtram kare.

∗ Baap ki izzat karo taake iss se faida utha sako.

∗ Baap ka hukm mano taake khush haal reh sako.

∗ Baap ki sakhti bardash karo taake kaabil ban sako.

∗ Baap ki baate gour se suno take dusro ki na sunni pare.

∗ Baap ke samne uncha mat bolo warna allah tum ko nicha kar dega.

∗ Baap ke samne nazare jhuka kar rakho take allah tum ko duniya me buland kare.

∗ Baap ek kitaab hai jis par tajruba likha jata hai.

∗ Baap ke aansu tumhare samne na gire warna allah tum ko jannat se gira dega.

∗ Baap ek muqaddas muhafiz hai jo puri zindagi khandan ki hifazat karta hai.

Khush Nasib hain wo log jinke Maa-Baap Zinda hain! wo khidmat karke Allah Ta’ala ke yahan apna martaba bada len aur jinke Maa-Baap fauth ho chuke hain wo unki taraf se Sadqaat karen, khairaat karen aur unke liye duayen karen!

Allah Rabbul Izzat aage unke darjaat bulandh farmayen aur hume iss Shariat ke masle me sahi samjh ata farmayen. !!!!! ameen !!!!!

Pepole also search as:

The post Baap (Waalid Sahab) Ka Martaba appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/baapwaalid-sahab-ka-martaba/feed/ 0 16248
Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo …. https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-gaali-dena-apne-maa-baap-ko-gaali-dena-hai/ https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-gaali-dena-apne-maa-baap-ko-gaali-dena-hai/#respond Mon, 01 Aug 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-gaali-dena-apne-maa-baap-ko-gaali-dena-hai/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai – “Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare, Logon Ne Kaha – ‘Aye Allah […]

The post Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai –
“Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare,
Logon Ne Kaha – ‘Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Bhala Kaun Apne Maa Baap Par Lanat Karega ?’

*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Matlab Ki, ‘Ek Shakhs Dusre Ke Baap Ko Gaali De! Aisa Hai Ki Woh Apne Baap Ko Gaali De,
Aur Dusre Ki Maa Ko Gaali De! Aisa He Ki Woh Apni Maa Ko Gaali De’.”
@[156344474474186:] (Sahih Bukhari, Kitab-Ul-Adab, Hadees No#5973)

# SABAQ: Kisi Ke Maa-Baap Ko Gaali Dena Goya Apne Maa Baap Ko Gaali Dene Ke Barabar Hai, Lihaja Hume Chahiye Ke Is Se Har Haal Me Ahtiyat …
Allah Rabbul Izzat Hume Tamam Kism Ki Akhlakhi Buraiyo Se Bachaye ,..
(Ameen ! Allahumma Ameen !!!)

The post Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-gaali-dena-apne-maa-baap-ko-gaali-dena-hai/feed/ 0 16065
Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-diyaa-hua-tohfa-waapas-na-le/ https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-diyaa-hua-tohfa-waapas-na-le/#respond Sat, 31 May 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-diyaa-hua-tohfa-waapas-na-le/ ✦ Hadith about Hadiya/Tohfa: 1). Hadith: Hazrate Ibn Abbas aur Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Kisi Shakhs ke liye ye jayaz […]

The post Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
✦ Hadith about Hadiya/Tohfa:

1). Hadith: Hazrate Ibn Abbas aur Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Kisi Shakhs ke liye ye jayaz nahi ki woh kisi ko diya hua tohfa waapas le siwaaye Baap ke jo apne bete ko diya hua tohfa waapas le sakta hai.❞

Sunan Ibn Majah Hadith no. 2377

2). Hadith: Ek riwayat me Aap (Sallallahu Aalihi Wasallam) farmate hai: ❝Hadiya (Tohfa) de kar waapas lene wala uss kutte ki tarha hai jo qai (vomit) karke chaat keta hai.❞

Sahih Muslim Book 012, Hadith 3957


✦ Tohfa dena kis ko Jayaz (allow) nahi ?

❝Aashiq wa Mashuq ka ek dusre ko tohfa dena (Zinaa ki) rishwat hai aur uska wapas karna wajib hai.❞

Al Bahr Ur Raiq, Jild#6, Page No.441

The post Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/kisi-ko-diyaa-hua-tohfa-waapas-na-le/feed/ 0 16776