Aamaal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Wed, 15 Nov 2023 15:38:09 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Aamaal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 अमल का दारोमदार नियत पर है | Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees https://ummat-e-nabi.com/tamam-aamaal-ke-sawab-ka/ https://ummat-e-nabi.com/tamam-aamaal-ke-sawab-ka/#respond Wed, 15 Nov 2023 10:11:41 +0000 https://ummat-e-nabi.com/tamam-aamaal-ke-sawab-ka/ Amal ka Daromadar Niyat par hai Hadees in Hindiहदीस: अमल का दारोमदार नियत पर है और हर शक्स को वही मिलता है जिसकी वो नियत करे, इसलिए जिसकी हिजरत अल्लाह और उसकी रसूल की रज़ा ...

The post अमल का दारोमदार नियत पर है | Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

अमल का दारोमदार नियत पर है: हदीस

हज़रत उमर बिन अल-खत्ताब (रज़ि) से रिवायत है की
रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया –

“अमल का दारोमदार नियत पर है और हर शक्स को वही मिलता है जिसकी वो नियत करे, इसलिए जिसकी हिजरत अल्लाह और उसकी रसूल की रज़ा हासिल करने के लिए हो तो उसको अल्लाह और उसके रसूल की रज़ा हासिल होगी। लेकिन जिसकी हिजरत “दुनिया हासिल करने के लिए हो या किसी औरत से शादी करने के इरादे से हो तो उसकी हिजरत उसके लिए है जिसके लिए वह हिजरत की।”

📕 सहिह बुखारी, हदीस 5070


Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees

Umar Bin Al-Khattab (R.A) se riwayat hai ki
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Amal ka Daromadar Niyat par hai aur har Shaksh ko wohi milta hai jiski Wo Niyat karey, Isliye Jiski Hijrat (Emigration) Allah aur Uskey Rasool ki Raza hasil karney ke liye ho tou Usko Allah aur Uskey Rasool ki Raza hasil hogi. Lekin Jiski Hijrat Duniya hassil karney ke liye ho ya kisi Aurat se Shaadi karney ke iradey se ho tou uski Hijrat uskey liye hai jiskey liye usney Hijrat ki.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees 5070

The post अमल का दारोमदार नियत पर है | Amal ka Daromadar Niyat par hai: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/tamam-aamaal-ke-sawab-ka/feed/ 0 15410
Musalman Bhai ki Ahmiyat: Hadees https://ummat-e-nabi.com/musalman-bhai-ki-ahmiyat/ https://ummat-e-nabi.com/musalman-bhai-ki-ahmiyat/#respond Fri, 26 May 2023 17:08:17 +0000 https://ummat-e-nabi.com/tum-me-se-koi-shakhs-iman-wala-na-hoga-jab-tak-apne-bhai-ke-liye-wo-na-chahey-jo-apne-nafs-ke-liye-chahta-hai/ Musalman Bhai ki Ahmiyat: HadeesHazrate Anas (R.A) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya, “Tum me se koi shakhs iman wala na hoga jab tak Apne bhai ke liye wo na chahey jo apne […]

The post Musalman Bhai ki Ahmiyat: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Hazrate Anas (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya,

“Tum me se koi shakhs iman wala na hoga jab tak Apne bhai ke liye wo na chahey jo apne Nafs ke liye chahta hai.”

📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 13


प्रेषित के अनुयायी अनस (र.अ) वर्णन करते है के,
प्रेषित मुहम्मद(ﷺ) ने कहा,

“तुम में से कोई भी ईमानवाला नहीं होगा जब तक कि वह अपने (मुस्लिम) भाई के लिए भी वह पसंद न करे जो खुद के लिए पसंद करता है।

📕 सहीह अल-बुखारी 13

The post Musalman Bhai ki Ahmiyat: Hadees appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/musalman-bhai-ki-ahmiyat/feed/ 0 16055
Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat https://ummat-e-nabi.com/her-peer-aur-jumeraat-ko-aamaal-pesh-kiye-jaate-hai/ https://ummat-e-nabi.com/her-peer-aur-jumeraat-ko-aamaal-pesh-kiye-jaate-hai/#respond Fri, 21 Apr 2023 22:45:12 +0000 https://ummat-e-nabi.com/her-peer-aur-jumeraat-ko-aamaal-pesh-kiye-jaate-hai/ Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat hadeesHadees-e-Nabwi (ﷺ) Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne irshaad farmaya – “Har Peer aur Jumeraat (Monday & Thursday) ke din […]

The post Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees-e-Nabwi (ﷺ)

Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne irshaad farmaya –

“Har Peer aur Jumeraat (Monday & Thursday) ke din Allah Ta’ala ke saamne bando ke amaal pesh kiye jaate hain, Chunache Allah Ta’ala uss din har uss shakhs ki jo Allah Ta’ala ke saath kisi ko Shareek na thehraata ho magfirat farmata Hai,

Albatta woh shakhs uss bakhshish se mehroom rehta hai ke jiski apne kisi (Musalman) bhai se dushmani ho, (Allah Ta’ala ki taraf se farishto) ko kaha jayega: ‘un dono ko rehne do jab tak aapas me Sulah wa Safaayi na kar le, unn dono ko rehne do jab tak aapas me sulah wa safaayi na kar le.”

📕 Sahih Muslim, Hadees 6546

The post Peer aur Jumerat ke Roze ki fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/her-peer-aur-jumeraat-ko-aamaal-pesh-kiye-jaate-hai/feed/ 0 16678
Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/#respond Wed, 19 May 2021 13:26:11 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ Zulm ke badle nek amal liya jayega⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm […]

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya –

“Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya ho
Tou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!
Jis Din na Deenar honge na Dirham balki Uska koi Nek amal hoga
Tou Uss Zulm ke badle Wohi le liya Jayega aur
Agar koi Neik Amal uske paas nahi hoga tou Uss Mazloom
(Jispar Zulm hua us) ki Buraiyan Uss par daal di jayegi.”

📚 Sahih Bukhari, Vol 3, 2449

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
– Allah Rabbul Izzat hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufiq dey,
– Hum Tamam kism ke Zulm se bachaye ,
– Jab tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par Zinda rakhey ,
– Khatma Humara Imaan par ho ,
*Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen, Ameen …

Read More

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/feed/ 0 16479
Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai https://ummat-e-nabi.com/geebat-nekiyo-ko-jaya-kar-deti-hai/ https://ummat-e-nabi.com/geebat-nekiyo-ko-jaya-kar-deti-hai/#respond Tue, 30 Aug 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/geebat-nekiyo-ko-jaya-kar-deti-hai/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki “2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (Sallallahu Alaihay […]

The post Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees:

Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki “2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ‘Tum Dono Wuzu karo aur Namaz ko dobara padho aur Roza pura karo aur dushre din is Roze ki Qaza karna.’

Unhone arz kiya ‘Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Ye Hukm kis liye ?’

Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Tumne falah Shakhs ki Gheebat ki hai.”

SABAQ:

Is Aahadees se Maloom hota hai ke Gheebat karna yaani kisi ke peeth piche uski burayi karna insan ke nek Amal ko jaya kar deti hai, Lihaza har haal me Gheebat jaise Haraam kaam se apne imaan ko salamat rakhne ki koshish kiya kare.

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez ! Allah Rabbul Izaat hume kehne Sun’ne se Jyada Amal ki taufiq dey.

The post Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/geebat-nekiyo-ko-jaya-kar-deti-hai/feed/ 0 16631
Hajjatul Wida Ke Mouke Par RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Mubarak Khutba https://ummat-e-nabi.com/hajjatul-wida-ke-mouke-par-rasool-allah-ka-khutba/ https://ummat-e-nabi.com/hajjatul-wida-ke-mouke-par-rasool-allah-ka-khutba/#respond Thu, 09 May 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/hajjatul-wida-ke-mouke-par-rasool-allah-ka-khutba/ worldwide islam 1♥ Mafhoom-e-Hadees: Hajjatul Wida Ke Mouke Par Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Muslmano Se Aakhiri Khutba Irshad Farmaya.. “Aye Logo Shayad Ayinda Saal Ya Fir Kabhi Tumse Yaha Mulaqat Na […]

The post Hajjatul Wida Ke Mouke Par RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Mubarak Khutba appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hajjatul Wida Ke Mouke Par Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Muslmano Se Aakhiri Khutba Irshad Farmaya..
“Aye Logo Shayad Ayinda Saal Ya Fir Kabhi Tumse Yaha Mulaqat Na Ho Sake. Jo Tumse Gareeb Hai Unhe Wohi Khilao Jo Tum Khate Ho, Wohi Pehnao Jo Tum Pehnte Ho, Ke Sab Ko Allah Hi Ki Taraf Loutna Hai, Aur Wo Tumse Tumhare Amaal Ka Hisab Lega.

Jo Moujud Hai Wo Unhe Batado Jo Moujud Nahi Hai, Ke Tum Sab Ek Aadam Ki Aoulad Ho Aur Tum Me Sabse Behtar Wo Hai Jise Allah Ka Khouf Hai.

Mai Jo Kuch Kahoo Usey Gour Se Suno ‘Ayyam-e-Jahiliyat Ke Makhtulin Ka Kasaas Aur Diyat Dono Khatm Ki Jati Hai’

Yaad Rakho Har Muslman Dusrey Musalman Ka Bhai Hai, Aur Tamaam Musalman Aapas Me Bhai-Bhai Hai.
Muslmano Me Rang, Nals Aur Kabile Ka Koi Imteyaj Nahi, Koi Musalman Kisi Dusre Ke Maal Par Najayaz Tassaruf Nahi Karega, Warna Yeh Ek Dusre Par Zulm Ho Jayega.

Logo Gour Se Suno Jo Cheez Mai Tum’me Chorey Ja Raha Hu, Wo Cheez Nihayat Wajeh Aur Roshan Hai. Aur Wo Hai Allah Ki Paak Kitab Aur Uske Rasool Ki Sunnat. Agar Usey Mazbuti Se Pakde Raho Tou Kabhi Thokar Na Khaoge”.

Fir Aapne Takmil-e-Deen Ke Hawale Se Iss Ayat Ki Tilawat Farmayi.

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥

“Aaj Ke Din Hamne Tumhare Liye Deen Ko Mukkamal Kar Liya. Aur Apni Neymat Hamne Tumahre Liye Tamam Kar Di. Aur Tumhare Liye Deen-e-Islam Ko Pasand Kar Liya”.

(Al- Quran; Sureh – Maidah 5:3)

♥ in’ sha’ Allah ul Azeez ! Allah Ta’ala hume kehne sun’ne se jyada amal ki taufik dey,.. Ameen,..

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Hajjatul Wida Ke Mouke Par RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Mubarak Khutba appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/hajjatul-wida-ke-mouke-par-rasool-allah-ka-khutba/feed/ 0 16262