♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke,
RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya,
Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi)
uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki mainey pucha:
"Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?"Tou Aap… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Jaafar(RaziAllahu Anhu) farmate hain ke,
jab Jaafar ki wafaat ki khabar aai to Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
"Aale Jaafar ke liye khaana Taiyyar karo in Logo’n par Aisee museebat aai… Read More...
J). Tarbiyat ka 10th marhala:
Baap ka Kirdar Aulad ki Tarbiyat me
Aulaad ki tarbiyat me sirf Maa ka hi Nahi balki Baap ka bhi ek Aham Kirdar hai. lekin Maa se jara Mukhtalif hai. Maa ka role ye hai ke “ke dekho beta tum ye sikh jao, agar… Read More...
C). Tarbiyat ka 3rd Marhala ›
Aulaad Ladka ho ya Ladki dono ko Qabool karey:
Ab Allah ne Aulaad ata kardi aapko, tou ladka ho ya ladki dono ko Qabool kariye khushi se. warna aisa na ho ke jis tarha Dour-e-Jahalat me hota jo Quraan me… Read More...
*Allah ke Naam se Shuru Jo tamam jahano ko banane wala aur usey palney wala hai! aur Duroodo Salaam ho Uskey aakhri Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) par*
Aaj kal aksar dekha jata hai ke Waldain apni Aulad ke talluk se Pareshan rehte hai… Read More...
✦ Behtareen Biwi Ki Pehchan
• Jo Apne Shohar ki farmabardari aur khidmat guzari ko apna farz-e-azeem samjhe.
• Jo Apne Shohar ke tamam huqooq ada karne me kotahi na karen.
• Jo Apne Shohar ki khubiyon per Nazar rakhe aur uske Aib aur… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki
Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya -
*Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai
Wo Apne Padosi(Neighbour) Ko Takleef Na… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki,
*Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se… Read More...
Abu Hurairah (Razi Allah anhu) kehte hain ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya :❝ Shohar ki Moujudgi me is ki ijazat ke bagair koi Aurat Roza na rakhe siwaye ramadaan ke, aur baghair is ki ijazat ke is ki mojoodgi mein… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Sahaba-e-Kiraam Se Farmaya -
*Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahi!
*Allah Ki Qasam Woh Kabhi Musalman Kehlaane Ke Laayaq Nahi!
*Allah Ki Qasam Aise Insan Ka Imaan Kaamil… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke -
"Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache,
Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya -
"Jo Shakhs Allah Aur Qayamat Ke Din Per Emaan Rakhta Ho
Wo Apney Padosi (Neighbour) Ko Takleef Na Pohanchaye
Aur Mai Tumhein Aurto (Women) Ke Baarey Me Bhalayee… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya -
"Kaun Hai Jo Mujhse Ye Baate Sikhey, Phir Unpar Amal Kare Ya Unn Logo Ko Sikhaye Jo Unpar Amal Kare"?… Read More...
This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish.
AcceptRead More