♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Jo Log Sona-Chandi Jama Karte Hai
Aur Usey Allah Ki Raah Me Kharch (Zakaat/Sadqa) Nahi Karte
Unhe (Aye Rasool Sallallahu Alaihay Wasallam) !
Dardnaak Azaab Ki Khush-Khabri Suna Do..”
– [Surah (9) Taubah : Aayat-34]
Home / Quran ki Nasihat / Jo Log Sona Chandi Jama Karte Hai aur ….
Related Posts:
- Sona aur Chandi Ki Zakat Kaise aur Kitni De ? by Adv Faiz… Sone aur chandi ke Zakat ke masail , How to Give Zakah On Gold And Silver & How Much by Adv Faiz Sayed [vc_wp_custommenu nav_menu="30670" el_class="clean_m also_2clm"]
- Sona (Gold) Aur Resham Mardo Par Haraam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Sona (Gold) Aur Resham Meri Ummat Ki Aurato Par Halaal Aur Mardon Par Haraam hai.." - (Sunan an-Nasa'i #5148; Book 48, Hadith no. 109)
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Khana-e-Kaaba ..... » Qaba Shareef Ke 4 Kono Ke Naam : 1-Rukn-e-Yamani 2-Rukn-e-Iraaqi 3-Rukn-e-Shaami 4-Rukn-e-Aswad » Khana-e-Kaaba Me : 4000 Loud Speaker, 3640 Fans, 21000 Bulbs, 450 Electric Clocks Hai Jo Mukhtalif Zubaan Me Time Batati Hai Har Clock Computer Se Attach Hai. 9 Bade Minaar Hai Jin Ki Lambai 90 Meter Hai Un…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Jo Log Yateemo Ka Maal Zaaya Karte Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Yateemo Ka Maal NaaHaq Zaaya (Waste) Karte Hai, Woh Apne Pait Me Bus Angaare Bharte Hai Aur AnKarib Jahannum Me Wasil Honge.." - (Surah: An-Nisa, Ayat-10)
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Islamic Quiz 157 Wo Kounsi Cheez hai jo Aurato ke liye tou Halaal hai Magar Mardo ke liye Haraam hai? A. Loha (Iron) B. Chandi (Silver) C. Sona (Gold) D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Sona (Gold) Daleel : ۞ Abu Musa…
- Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti, 1) Kanjusi, 2) Burey Akhlaaq" - (Tirmizi, 1962) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू सईद खुदरी (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Hum Ne Jo Tumhe Rizq Diya Hai Uss Me Se Kharch Karo". - (Para-2 Surah-Baqrah Aayat-254) » Mas'ala: Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt Zakat Ki Niyat Hona Zaruri Hai. Niyat Ke Maana: Agar Koi Puchhe Tou Bata Sake. -…
- Hadees: Jo Shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke… Hadith: 25-April: Ma'mar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke intezaar me ziyada nafa kamane ki garz se cheeze jama kar ke rakhe to woh gunehgaar hai. 📕 Muslim 4206
- Jama Masjid (Delhi, India) Jama Masjid (Delhi, India) Delhi ke etihasik virse me shamil "JAMA MASJID" ko bhala koun nhi janta. Purani Delhi me Laal Qile ke 500 Meter doori par bani ye Masjid sadiyon se rajdhani ki shan badha rahi hai. Kab aur kisne banayi yah Masjid ? Delhi ki "JAMA MASJID" ko…
- Parwardigar Ki Neymato Ka Bayaan Karte Rehna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ∗ 1. Din Ki Raushni Ki Qasam ∗ 2. Aur Raat Ki Taareeki Ki Jab Woh Cha Jaye ∗ 3. Aur Tumhaare Parwardigaar Ne Naa Tou Tumko Chora Aur Na Naraaz Huwa ∗ 4. Aur Tumhaare Waste Aakhirat Duniya Se Kayi Behtar Hai, ∗ 5.…
- Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Apne Parwardigar Ko Dil Hi Dil Me Aajzi Aur Khauf Se Aur Past(Halki) Aawaz Se Subha Shaam Yaad Karte Raho Aur Dekhna Unn Logo Me Se Na Ho Jaana Jo Ghaflat Me Padey Huve Hai." - (Surah Al Araf : Aayat-205)
- Fajar Aur Asar Ke Waqt Me Aane Jaane Wale Farishte .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - *Aasman Se Farishte Aate-Jaate Rehte Hai, Kuch Farishte Raat Ke Hai Aur Kuch Din Ke Hai - Aur Ye Sab Fajar Aur Asar Ki Namaz Me Jama Ho Jaate Hai - Phir…
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…
- Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah .... Allah Rabbul Izzat Quran me Duniyawi Zindagi ki Misaal Bayan Karte hue Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah Hai Ki Isey Humne Aasman Se Utara - Phir Is'se Sabza Nikala Jise Aadmi Aur Jaanwar Khate Hain - Yahan Tak Ki…
- Zikr Azkar ki Fazilat Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞ [Al-Baqra:2:152] Aye emaan waalo! Allah Ta'ala ka bahut ziyada zikr karo. [Al-Ahzaab: 22:41] Aur Allah Ta'ala ko ziyada yaad karne wale…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Aise Hi Log Khuli Hui Gumrahi Me Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhala Jis Insan Ka Sina Allah Ne Islam Ke Liye Khol Diya Hai Bas Wo Apne Rab Ki Taraf Se Aaye Hue Noor Ki Roshni Me Hai,. Ab Jin Logon Ke Dil Allah Ke Zikr Se Bhi Asar Nahi Karte, Un Ke Liye Badi Kharabi hai,…
- Jo Log Rasool'Allah Ki Mukhalifat Karte Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Ta'ala Apne Bando Se Uske Rasool Ki Tazeem Me Nasihat Farmata Hai Ke - "(Aye EmaanWalo!) Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Bulaney Ko Aisa Khayal Na Karna Jaisa Ki Tum Aapas Me Ek Dusrey Ko Bulatey Ho. Beshaq Allah Ko Ye Malum Hai Jo…
- Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Kartey Hain Jo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Karte Hai Jo Allah Ta'ala Par Aur Aakhirat Par Emaan Laatey Hain Aur Namaz Parhtey Aur Zakaat Detey Hain Aur Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Se Nahi Dartey, So Wo Log Ummedwaar Hain Ki Hidayat Walon Me Se Ho".…
- Zakaat Ka Ilm Sikho ..... » Income Par Zakaat: Kiraye Par Chalne Wali Gaadiyo Par Zakat Wajib Na Hogi, Ha! Unki Aamdani Par Farz Hogi - (Fatwa Faqihe Millat, Kitabuz Zkat), Jild-1 , Page No-306 » Zakat Dene Walo Se Arz: Qaum Se Garibi Kam Karni Hai Tou Itna Zarur Kare, > Zakat Ka Ilm…