♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Jin Logo Ne Allah Ta’ala Ko Chhor Kar Dusrey Sarparast Banaa Liye Hain
Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai Jo Apna Ek Ghar Banaati Hai,
Aur Sab Gharo Se Zyada Kamzor Ghar Makdi Ka Hi Hota Hai
Kaash Yeh Log Iss Haqeeqat Ko Jaantey”.
– (Surah-Al-Ankabut: Aayat-41)
Home / Quran ki Nasihat / Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai …
Related Posts:
- Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah .... Allah Rabbul Izzat Quran me Duniyawi Zindagi ki Misaal Bayan Karte hue Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah Hai Ki Isey Humne Aasman Se Utara - Phir Is'se Sabza Nikala Jise Aadmi Aur Jaanwar Khate Hain - Yahan Tak Ki…
- Buraai Talash Karne Wale Ki Misaal ..... » Kisi Ki Burayi Sun Ke Uss Tak Pohchana Us Se Bhi Badi Burayi Hai. » Kisi Ki Burayi Talaash Karne Wale Ki Misaal Uss Makkhi Ke Jaisi Hai, Jo Poora KhoobSurat Jism Chhor Kar Sirf Zakhm Par Baithti Hai" » Burayi Ki Misaal Aise Hai Jaise, Pahaad(Hill) Se Niche…
- Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti .... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah Aur Uskey Rasool Ka Paigaam Haq Hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me Farmata Hai Ke - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti Tou Tum Burayi Ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya…
- Jo Shakhs Allah Ta'ala ka Zikr karta hai aur jo Allah Ta'ala… —— ❖ Roman Urdu ❖ —— ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai - " Jo Shakhs Allah Ta'ala ka Zikr karta hai aur jo Allah Ta'ala ka Zikr nahi karta unn ki Misaal aesi hai jaise ek zinda aur ek murda." - (Al-Bukhari and Muslim) ♥…
- Duniya wi Zindagi Ki Misaal ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yah Duniya Ki Zindagi Kuch Bhi Nahi, Magar Ek Khel Aur Dil Ka Behlawa Aur Aakhirat Ka Ghar Hi Asal Zindagi Ki Jagah Hai, Kaash Ki Weh(Be-Emaan Log) Jaante.." - (Surah: Al-Ankabut; Ayat:64)
- Jis Seene me kuch bhi Quraan na ho wo Wiraan Ghar ki Misaal… ✦ Hadith Roman Urdu ✦ Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Jis Seene me kuch bhi Quraan majeed na ho, Wo wiraan ghar ki misaal hai. ❞ 📚 Tirmizi J:4 S:419 Hadees:2922 ✦ हदिस हिंदी: इब्ने अब्बास रज़ि अल्लाहु अन्हु से रिवायत है के, रसूल…
- Rasool'Allah Ka Momeeno Par Ziyada Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mai Momeeno Ka Khud Unse Ziyada Haqdar Hu, Unme Se Jo Koi Qarzdaar Marega Aur Adayeegi Ke Liye Kuch Na Chorhega Tou Hum Par Uski Adayeegi Ki Zimmedari Hai Aur Jisne Koi Maal…
- Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal Aaj ki Aayat | Verse of the Day Allah Ki Raah Me Kharch Karne ki Misaal ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Unki Misaal Jo Apne Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai Uss Dane ki tarah hai Jisko 7 Baali nikley Aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou Daane nikle Aur…
- Aman Ka Paigaam Logon Me Aam Na Karney Ka Anjaam .... Allah Rabbul Izzat Ne Ummat-e-Muslima Ko Aman Ke Deen (Deen-e-Islam) Ke Paigaam Logo Me Aam Karne ke Liye Chuna , Lekin Afsos Ke Humne Is Farize me Kotahi Ki , Aur Natijatan Hum Logon ke Shako Shubhat Ki Vajah Ban Gaye ,.. Aayiye Isi Talluk se Ek Misaal Par Gour…
- Fazail-e-Quran: Part 4 Allah Ka Qalaam Quraan-e-Majid ko thaam kar log kis tarha se Hidayat Yafta hue aayiye chand wakiyat ke jarye gour karte hai. ✦ Waqia 1 : Tufail bin Umro (R.A.) ka Iman lana Aap Yaman Ke “Kabila-e-Dous” ke Sardar they, aur bohot badey Shayar they, ek martba Makka tijarat(Business) ke silsiley…
- Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ? » JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,.. Tou Aayiye Dekhte Hai Ke Allah Rabbul Izzat Is Talluk…
- Hadees: Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi… Hadith: 03 - Aug Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya is tarah zindagi guzaaro jaise koi raasta chalta huwa Musafir.❞ 📕 Bukhari 6416
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Duniya ki Misaal Aakhirat ke Muqable me Hadees of the Day Duniya ki Misaal Aakhirat ke Muqable me Mustawrid (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya : "Duniya ki Misaal Aakhirat ke Muqable me Aisee hai Jaisey Tum me se koi Apni Ungli Samandar me Daley Phir Dekhey ki Kitna Paani Uski Ungli me Lagta…
- Paanch (5) Waqt Ke Namazo Ki Misaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Ek Din Irshad Farmaya - "Batlaao! Agar Tum Me Se Kisi Ke Darwaze Per Neher Jari Ho Jis Me Rozana Panch (5) Dafa Wo Nahata Ho Tou Kya Uss Ke Jism Per Kuch Mail Baaqi Rahega ?"…
- Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Misaal ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraiah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Meri Misaal Uss Shakhs Ki Tarah Hai Jisne Aag Jalayee Jab Uskey Ird Gird (Charo Aur) Roshni Huyee Tou Usme Keede Aur Ye Jaanwar Jo Aag Me Hai Girne Lage Aur Wo Shakhs…
- Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas ,... *Allah Rabbul Izzat Quraan Me Shohar Aur Biwi Ke Rishtey Ki Misaal Bayan Karte Hue Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: “Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas”. – [Surah(2) Baqrah: Ayat-187] # Hiqmat: - Libaas Insan Ki Zeenat Badhata Hai Aur Uske Aib Chupata Hai. - Isi Tarah Shohar…
- Har Haal Me Maa-Baap Se Neki Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Apne Maa-Baap (Parents) Ke Saath Bhalayi (Neki) Karte Raho - Aur Agar Tumhare Samney Unmein Se Ek Ya Dono Budhape Ko Pahunch Jaye - Tou Unhe Uff Bhi Na Kaho Aur Na Unhe Zidkao Aur Unn Se Adab Se Baat Karo - Aur Unke Samne…
- Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai Jaise .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai Jaise Deewaar Ka Ek Hissa Dusre Hisse Ko Sahara Deeye Huve Hota Hai. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Yeh Farmaya Aur Apne Dono Haathon Ki Ungliyon Ko Ek Dusre Me Mila Diya. - (Bukhari Sharif)
- Fazail-e-Quran: Part 3 Iss Unwan me Quran ke Fazail ke taaluk se Hum chand Ahem Fazilate aapke samne rakhne ki koshish karenge jo Duniya ki Zindagi, Qabr ki Zindagi aur Aakhirat me Fayde ka bayis hongi. Aur Isko chorrne se Duniya me, Qabr me aur Aakhirat me kya-kya nuqsaan hoga ? , wo badi-badi…
- Ilm-o-Hidayat ki Misaal 3 Tarah ki hai Hadees of the Day Ilm-o-Hidayat ki Misaal 3 Tarah ki hai Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Allah Ta'ala ne Mujhe Jis Ilm-o-Hidayat ke Saath Bheja hai Uski Misaal Uss Baarish ki Tarah hai Jo kisi Zameen par Khub Barsey. (Aur jis Zameen par Barish…
- Jo Aazmayish Me Allah Ko Naa Bhuley Wo Hi Deendar Hai ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (Aye Imaanwalo!) Yakin Jaano Ki Tumhare Maal Aur Aulaad Tumhari Aazmayish Ki Cheeze Hai, Ki Jo Unki Mohabbat Me Bhi Allah Ko Na Bhuley Wo Hi Deendar Hai. - [Surah (8) Al-Anfal: Aayat-28 : @[156344474474186:]) ∗ जो आज़माइश में ख़ुदा को न भूले वो…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…