Sunnat aur Nawafil Namazein Ghar me Padhne ki Fazilat
♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid ibn Thabit(R.A) se Riwayat hai ke, RasoolAllah(ﷺ) ne Farmaya –
“Farz Namaz ke Alawa (Sunnat aur Nawafil namazein) Ghar mein padhna meri is masjid (Masjid-e-Nabwi) me Namaz padhne se bhi afzal hai”
– (Sunan Abi Dawud 1044-Sahih)
♥ मफहूम-ऐ-हदीस: जैद इब्ने थाबित (र.अ.) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह(ﷺ) ने फरमाया –
“फ़र्ज़ नमाज़ के अलावा (सुन्नत और नवाफ़िल नमाज़े) घर में पढ़ना मेरी इस मस्जिद (मस्जिद-ए-नबवी) में नमाज़ पढ़ने से भी अफ़ज़ल है”
– (सुनन अबू दाऊद, 1044-सही)
♥ Mafhoom-e-Hadith: Narratd by Zaid ibn Thabit (R.A) that The Prophet (ﷺ) said:
“The (voluntary-Sunnah & Nawafil) prayers offers in house is more excellent than prayer in this Masjid of mine (Masjid e Nabwi) except obligatory prayer.”
– (Sunan Abi Dawud 1044-Sahih)
♥ In’sha’Allah ul Azeez! Allah Ta’ala Humey Kehne sun’ne se jyada amal ki taufik dey ,.. Ameen
For more Islamic messages kindly download our Mobile App